Ye Review ABL Bank k Mubni hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: ye review Allied Bank Limited (ABL) par mubni hai

    Allied Bank ik bahot hi acha bank hai yeh bhe top list k ander shamil hai ais main ham differnt type k account opan karwa skty hain jisa k ham current account opn kar skty hain abl ka os k bad saving account ho geyai foriegn currncey account ho geya jo ham opan karwana chahty hain ham karwa skty hain ais k current account opan karwny k lia hamry pass ik haz ropy honey chahi hai os k bad ham jab account opan karwa lety hain to ham ko minimum koch rs rakhny ki zarort nahi hai ais accoun main ais main ham ko free main cheque book or atm card diya jata hai or apps mangement ki facility bhe majood hai ais main jab ham account opan karwa lety hain to ham sey salana 1000 rs charges kiya jata hai .
     
    information for Beginners
    Complete Forex Knowledge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: ye review Allied Bank Limited (ABL) par mubni hai

      Allied bank limited (ABL) Pakistan ka largest bank hay jo key Pakistani ki azadi se be pehly 1942 me qaim kia gia, agar es bank ko first Muslim bank kaha jaye to ghalat nahi ho ga, es bank key branches aur ATM ki tadaad 1350 se be zeyada hay es waja se ye Pakistan ka sab se largest banks me shumar hota hay, ABL bank Pakistan me sab se achy aur busy banks me se 1 hay jo key har achi service provide kar raha hay, es bank ka meyaar bahot hi acha hay aur Pakistan key har choty bardy city me es key na siraf Branches majood hey es key ATM service be acha work kar rahy hey.
       
      • #18 Collapse

        Re: Ye Review ABL Bank k Mubni hain

        Allied Bank limit (ABL) Pakistan ka 5th largest commercial bank hay ye bank ibrahim group key under hay ye bank 1942 me qaim kia gia es bank key largest hony ka idea ham es key ATM aur branches se laga sakty hey all over Pakistan me ABL bank key branches 1400 se zeyada hay aur ATM ki tadad be etni hi hay, es bank ki bunyad rakny waly ka name khowja bashir bakhash hay jes ne es bank ki bunyad 1942 Pakistan banny se pehly raki, Allied bank apny customers aur es bank me kam karny waly worker ka bahot hi khayal rakta hay ye bank customers ko bahot si opportunities deta hay jes par bat karna bahot zarori hay,

        1. Cash management solution: es bank me customers ko cash se related management karny ka solution free of cost dia jata hay,
        2. Trade service: Allied bank limit me ye variety majood hay key ye product ki trading ki sahulat deta hay,
        3. Agriculture finance: es bank se agriculture se related business start karny key ley loan mil sakta hay aur fix terms par deposit kar key agriculture finance me trading be ho sakti hay,

        Allied bank saving aur fix deposit ki opportunities deta hay jo be hamary goal hoty hey ye ham es bank key through pory kar sakty hey aur apny business ko grow karny me be ye bank hamari help kar sakta hay, es key sath es bank me account holder ko funding ki transaction ki asani key ley net banking, credit card, debit card, ATM card jesi sahuleyat be provide karta hay.
        • #19 Collapse

          Re: Ye Review ABL Bank k Mubni hain

          No doubt allied Bank of Pakistan Pakistan ka bahut hi famous aur old Bank Hai Iski branches Pakistan ke Different cities Mein situated hai ya Bank of ko bahut sari banking services white kar raha hai aur yah Ek reliable Institute Hai Jis per aap 100% trust kar sakte hain Pakistan mein Ja Bank bahut time pahle a banaa tha aur Kai Sal se Pakistan mein yah apni banking facilities se different peoples ko facilitate kar raha hai. Is Bank ke Hawale se kuch important information main aapke sath share karna chahta hun.

          Headquarters:
          Allied Bank of Pakistan ka headquarter Lahore main hai.

          CEO:
          Tahir Hassan Qureshi (Jan 1, 2017–) isk bank kay CEO hain.

          Founder:
          Ya bank 1942 main found hwa or iska founder Khawaja Bashir Baksh thy lahore main ya bank start hwa tha.

          Faidy:

          Jab aap spelling ke sath Apna account open kar lete hain to ismein aapko bahut sari facilities Hasil ho rahi hoti hai aap Pakistan ke Different cities Mein iski ATMs ko utilise karte hue apni withdrawal ko asali ke sath possible kar sakte hain aur iske sath aap apne bank account mein deposit karvane ke sath usme reasonable profit bhi annually Hasil kar sakte hain aur agar aap is bank se loan apply karte hain to vah bhi aapko Aasan installment Mein mil sakta hai Jisko aap refund kar sakte hain. Is Bank ki different value added services Hasil karne ke liye aapko is Bank ke sath Apna account open karna hota hai jismein aapko bahut hi ISI procedure follow Karte Hui account open Kiya Ja sakta hai.

          Nuqsan :

          Jab aap allied Bank of Pakistan se loan apply karte hain to ismein aapko sometime Kuchh required documents Dena Hote Hain Jo Har member ke pass available Nahin Hote aur usko bank se loan Nahin Mil Sakta aur loan per aapko interest rate Bhi Jyada charge Kiya Ja Raha Hota Hai Jiski vajah se aapko refund payment Jyada karna hoti hai.
          • #20 Collapse

            Re: Ye Review ABL Bank k Mubni hain

            Assalamu Alaikum dear friendAllied Bank Limited Mein Pakistan ka ek famous Bank hai jo Pakistan ke bahut se cities main kaam kar raha Hai Iski branch Baki Bank ok nice pattern kam hai lekin Fir Bhi bahut acchi hai aap apna account is Bank mein open kar sakte hain is Bank ke bahut se features Hai Iske Jo employee Hain coffee Co operative hai aur Logon ke sath help karte hain kam karne ke liye Iske alava Jo Allama Iqbal Open University Hai Uske Jo Chalan form vagaira hote hain uski ****l DV allied Bank ke pass maujud hai aur aap usse easily Apna Kaam Chala sakte hain aur allied Bank ki ATM service bhi Kafi acchi hai aur pure Mulk Mein Hai online transactions ki agar baat karte hain to iski online transaction bhi bahut acchi Hai Iski mobile application bhi maujud hai Jiske Sath aap apne ghar mein baithkar facility Hasil kar sakte hain matlab aap apni transactions apne ghar mein baithkar application ke sath kar sakte hain utility bills aapane per Karne hain to vah bhi aap Anjali apne ghar mein baith kar mobile application ke sath pay kar sakte hain yah Pakistan ka sabse bada network rakhne wala Bank hai abl Bank ka office Lahore mein maujud hai Agar tarikh ki baat ki Jaaye to is Bank ki tarikh bahut Purani Hai 1942 Mein is Bank ki buniyad Rakhi Gai aur 1975 Mein Australian bank se iska name tabdeel Karke ABL ( Allied Bank Limited) Bank Rakha Gaya.
            • #21 Collapse

              Re: Ye Review ABL Bank k Mubni hain

              Abl bank k anda mer apna bhi account h ye aik acha bank h advantage hasil ker ky pull returned ly sakain Apne bohot greetings achi records proportion ki hey aur waqai foreign exchange changing mein kuch ziada device hamen use karne ki zarurat nahin hoti hey aur murmur is mein bohot whats up ziada efficiently paintings kar saktey hein is mein hamen koi ziada cheze nahin rakyehi wajha he kehisommercial enterpe ko purey international se log be a part of kar rahey hein is commercial enterprise ko murmur apni pocket ke ander lekar efficiently ghoom saktey hein aur jahan preferred bhi hamara dil karey murmur is mein changing kar saktey hein isliye hamen aik achey aur decipline circumstance men yeh sab chezn abararke is commercial erprise in paintings karna chahiye to murmur is commercial enterprise mein kabhi bhi arise brief nahin hotey hein aur efficiently is mein painting kar aktey hein. expensie ap new yobilka kaha hy foreign exchange jsa ok aik bot bara or useful
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Ye Review ABL Bank k Mubni hain

                Abl ko allied bank b kaha jata hai or is ko kch log abl b khtay hain ya bank Pakistan ka sub say bara bank hai Jo Kay fifth number par ata hai. Or ya bank commercial bank Pakistan main. Is bank ko Australasia bank Kay tor par found kiya gya tha or ya bank 1942 main found howa tha is bank ka founder khawaja bashir baksh hai jis nay is bank ki bunyad rkhi thi or is bank ka headquarters Lahore, Pakistan main hai. Is bank ka revenue 75 billio PkR hai. Is bank ki total 1350 branches hain Jo country main kam kr rai hain or is ya phla Muslim bank established howa hai ATM's services Kay Sath. Is mostly cities main Is ki branches payi jati hain Jo Apni services puri kar rai hain. Or is main mostly log Apny pessay deposit krwtay or bht saray log loan b letay hain. Is Kay fyiday Kay sath Sath nuqsan b hain.
                ADVANTAGES
                IS Kay advantages main
                Islamic banking b ajti hai.
                Business banking b ajti hai
                Online banking.
                ATM service.
                Easily account opening.
                Loan rate at fesibal rate..
                Though ATM funds transfer.
                E banking
                Transactions.
                Bill payment.
                Online payment.
                DISADVANTAGES.
                KISI SAY sath apna atm card pin code share mat karain.
                Apny ATM card ko Khyl say rkhain.
                Kbhi b apny account details kisi Kay Sath share na karain

                اب آن لائن

                Working...
                X