Ye review Habibi Restaurant in Peshawar par mubni hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review Habibi Restaurant in Peshawar par mubni hai.
    Dear ap ne agar ais time dekha ho to log apny ghar mai khana kha k tang aa jaty hai wo apni family ko sath ley k jaty hai aor bahir kisi achy hotel se khana khaty hai ais k liay ap ko kisi achy hotel ka pata hona chyae jis par ap apni family ko acha mahool provide kar saky ais liay mainy ap k samny aik aisy hotel ka zikar kia hai jis mai ap apni family ko le sakty hai ais k bary mai mazeed maloomat ap ko nechy bati ja rahe hai.

    Faidy (Advantages)
    1. Ais hotel mai ap ko her tarha ki dishes mil jati hai jin ko ap serve kar sakty hain.
    2. Ais mai ap ko bahot hi munsib rate mai her cheaz mil jati hai ais mai ap ki apni marzi hoti hai.
    3. ap ko ais mai boffy ka option bhi mil jata hai 1200 per head k liay.
    4. mutton bone less 1 Kg ap ko 750 rupess mai mil jata hai.
    5. ais k sath bachon k liay park hai jaha par wo enjoy kar sakty hain.
    6. Air Condition hal bhi ais mai hai jis mai ap ko aram deh mahool milta hai.

    Nuqsan (Disadvantages)
    1. Ais mai ap ko jany k liay apni security check karwani parti hai.
    2. Tax ki waja se abi ap k total bill par ap ko 10% tax dena parta hai.
    3. Ais hotel mai ap ko sevice charges k sath sath tip bhi deni parti hai.
    4. zayda bara order karny par ap ko ais mai kafi zayda wait karna parta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review Habibi Restaurant in Peshawar par mubni hai.

    yes brother yah aapane bahut hi accha review Diya Hai Magar Duniya Mein Rahte Hain To Ham Ko Ghar Ke alava Bhi Bharke Hotel Rudra check karne chahie Kyunki Humko different khane ka test Mil Jata Hai Agar Ham Ghar Se Bahar jakar khana khate Hain To usmein Humko yah fayda hota hai ki Ham Ek new chij test kar lete hain Jisko Ham bad Mein apne ghar mein bhi try kar sakte hain Jis Hotel ke bare mein aapane bataya Hai Is per main to nahin kiya Magar Iske bare mein abhi online search Ki Hai Iske bare mein Kafi Jyada acche marks aaye hain abhi kuch time ke bad main try karunga ki hotel per jakar khana Khao aur aapko Majid Uske bare mein batao.
    • #3 Collapse

      Re: Ye review Habibi Restaurant in Peshawar par mubni hai.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent_Munda پيغام ديکھيے
      Dear ap ne agar ais time dekha ho to log apny ghar mai khana kha k tang aa jaty hai wo apni family ko sath ley k jaty hai aor bahir kisi achy hotel se khana khaty hai ais k liay ap ko kisi achy hotel ka pata hona chyae jis par ap apni family ko acha mahool provide kar saky ais liay mainy ap k samny aik aisy hotel ka zikar kia hai jis mai ap apni family ko le sakty hai ais k bary mai mazeed maloomat ap ko nechy bati ja rahe hai.

      Faidy (Advantages)
      1. Ais hotel mai ap ko her tarha ki dishes mil jati hai jin ko ap serve kar sakty hain.
      2. Ais mai ap ko bahot hi munsib rate mai her cheaz mil jati hai ais mai ap ki apni marzi hoti hai.
      3. ap ko ais mai boffy ka option bhi mil jata hai 1200 per head k liay.
      4. mutton bone less 1 Kg ap ko 750 rupess mai mil jata hai.
      5. ais k sath bachon k liay park hai jaha par wo enjoy kar sakty hain.
      6. Air Condition hal bhi ais mai hai jis mai ap ko aram deh mahool milta hai.

      Nuqsan (Disadvantages)
      1. Ais mai ap ko jany k liay apni security check karwani parti hai.
      2. Tax ki waja se abi ap k total bill par ap ko 10% tax dena parta hai.
      3. Ais hotel mai ap ko sevice charges k sath sath tip bhi deni parti hai.
      4. zayda bara order karny par ap ko ais mai kafi zayda wait karna parta hai.
      Ji han dear aapane bahut hi Achcha review pesh Kiya Hai Lekin Jis Hotel ke bare mein aapane bataya Hai Kabhi main vah bhi dekh To Nahin Ki lekin aapka review ko padh ke ab plan ban raha hai ke vahan jakar space 9 Karen Jis Tarah aapane vahan ki yah sari dishes bataiye Hai Dekhne Mein Tu Is Tarah yah Hotel bahut hi acchi Lag Rahi Hai Jab kabhi bhi visit Hoga Desawar ka to Inshallah zaroor vahan jakar dinner Karenge vahan se khana khaenge Jis Tarah aapane bataya Hai Pahle Kabhi Bhi Main is Hotel ka visit nahin kiya hai Peshawar to Jata hi rahata hun lekin use Hotel ka visit nahin kiya ab Jab Bhi visit Karunga to Inshallah zaroor Wahan Jaate aaunga
      • #4 Collapse

        Re: Ye review Habibi Restaurant in Peshawar par mubni hai.

        Habibi Restaurant Peshawar
        Dear aapane Hamare Sath Habibi restaurant Peshawar ke bare mein jo review share kiya hai vah bahut hi Jabardast hai aur Main Iske fayde aur nuksan 8 padh kar isase utilise kar sakta hun aap mujhe pata hai ki agar main abhi bhi restaurant per Jata Hun To Mujhe Kya kaun kaun si dishes vahan per Milenge aur kya kya chijen mujhe vahan per Pasand aa sakti hain abhi bhi restaurant ki kaun si dish acchi hai yah Bhi aapane Mujhe Bata Diya Hai To ab next time Jab Bhi Main Ho Jaunga to main yah sari chijen Apne mind Mein rakhkar Jaunga ki aapane yah chij Humko Bata De hain aur jo nuksan bataen Hain vah bhi definitely Mein Apne mind mein rakhunga
        • #5 Collapse

          Re: Ye review Habibi Restaurant in Peshawar par mubni hai.

          Assalamu alaikum kya hal hai ummid karta hun ki aap log khairiyat se Honge yah review Habibi restaurant in Peshawar per Munni hai doston Habib restaurant in Peshawar bahut hi Ala restaurant hai yah Apne Mayar ki vajah se bahut jyada mashhur hai is hotel mein aapko apni pasandida dishes mil sakti hai yah bahut hi Jabardast dishes taiyar kiye Jaate Hain ismein. Log Dur Dur Se Yahan ka visit karne Aate Hain aapko is restaurant mein aane ke liye apni Security Check karvana padta hai aur aapko tip bhi dena padati hai. Habibi restaurant Peshawar ka best restaurant hai Habibi restaurant mein aap apni family ke sath Ja sakte hain aur vahan Khoob enjoy kar sakte hain.
          • #6 Collapse

            Re: Ye review Habibi Restaurant in Peshawar par mubni hai.

            Habibi restaurants kay barey mai aap ko batata chalu kay yeh restaurants ka aik chain banta jaa raha hai. Iss waqt bhi sirf peshawar mai iss ki 3 branches kaam ker rahi hain aur ab rawalpind aur Islamabad kay baad Lahore mai bhi iss ki pehli branch open ho chuki hai. Habibi restaurants ki sharjah mai bhi 2 branches mojud hain. Aur iss restaurant ki kamaal ki baat yeh hai aik tamaam branches mai menu same serve kia Jata hai. Habibi restaurants ki khaas baat inka bar b q hota hai. Habibi restaurants mai entry kay liye cnic hona zaruri hai aur proper body search kay saath yaha jaya jaa sakta hai. Habibi restaurants ki dishes unique maslajaat ki wajah say bohat zaiqadaar hoti hain aur kahanay kay zaiqay bohat aala hotay hain. Agar aap peshawar, Islamabad, rawal pindi ya Lahore jain tou iss restaurant say aik baar zarur dine karain. Family restaurant aur bachoo kay play land kay saath Desi khaanoo aur fresh garma garam bar b q ka maza dobala hojata hai. Aik 4 person family ka average meal taqreebun 4000 say 5000 mai parta hai
            • #7 Collapse

              Re: Ye review Habibi Restaurant in Peshawar par mubni hai.

              Habibi Restaurant jo key Jamrud road Peshawar me hay ye pory khybar pakhtun khawa me mashahoor hay, yaha ki Bar-B-Q jes me different dishes (chapal kabab, batair, fish tika, Chicken Boti, seekh kabab,Mutton Ribs) jesy foods shamil hey es ki popularity me mazeed ezafa kar dety hey es restaurant key other foods (Mutton kahradi, Mutton tika) aur es jesy aur bahot se foods shamil hey bahot hi kam rates par mil sakty hey aur es ka advantage ye be hay key ye half aur full dono ki offer karty hey agar 2 persons be yaha se foods kahty hey to un key ley half dish ki sahulat be hasil ho jati hay.
              • #8 Collapse

                Re: Ye review Habibi Restaurant in Peshawar par mubni hai.

                ASSALAM O ALAIKUMB
                "HABIBI RESTAURANT PESHAWAR"
                GULABAD JAMRUD ROAD,PHASE B CHOWK PESHAWAR, GARRISON PARK PESHAWAR ME WAQEA H.HABIBI RESTAURANT AND BAR.B .Q ME
                BEHTERRN RIWAYTI ZAIQA milta h. "HABIBI" CHAIN OF Restaurant h PAKISTAN or SHARJAH me ,ye international food chain h. HABIBI RESTAURANT k founder HABIB ULLAH K FATHER HN.HABIBI RESTAURANT
                coffee bht mashhoor h. KABALI PAULAOO or CHAPLI KABAB bht hi lazzez or mashhoor hn. atmosphere bht hi acha h, families k sath hm ja skty hn . DESERT bht hi mzy ka h
                delicious h.BAR. B. Q KA TOU KOI JAWAB HI NI H. table service bht hi achi h. vegetarian options bhi hn. seating area bht pyara h. air conditioned hall h. staff ka behaviour bht
                acha h service bht achi h.bill hm cash or card k zrye bhi kr skty hn.


                "PLATTER" bht hi delicious h or es me, rice beef paulao,quail,fish,chicken and beef, seekh kabab,chicken tikka,chicken botti or mutton tikkah, shamil hn . ye most popular dish
                h HABIBI RESTAURANT ki. 6 se 7 admi assani se kha skty hn.
                IFTAR PACKAGES: RAMZAN SHAREEF me special iftar packages hoty hn.
                HOME DELIVERY ki sahulat bhi mojud h, ghr ya office pr hm food ki delivery krwa skty hn.


                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Ye review Habibi Restaurant in Peshawar par mubni hai.

                  Assalamu alaikum dear friends restaurants kay barey mai aap ko batata chalu kay yeh restaurants ka aik chain banta jaa raha hai. Iss waqt bhi sirf peshawar mai iss ki 3 branches kaam ker rahi hain aur ab rawalpind aur Islamabad kay baad Lahore mai bhi iss ki pehli branch open ho chuki hai. Habibi restaurants ki sharjah mai bhi 2 branches mojud hain. Aur iss restaurant ki kamaal ki baat yeh hai aik tamaam branches mai menu same serve kia Jata hai. Habibi restaurants ki khaas baat inka bar b q hota hai. Habibi restaurants mai entry kay liye cnic hona zaruri hai aur proper body search kay saath yaha jaya jaa sakta hai. Habibi restaurants ki dishes unique maslajaat ki wajah say bohat zaiqadaar hoti hain aur kahanay kay zaiqay bohat aala hotay hain. Agar aap peshawar, Islamabad, rawal pindi ya Lahore jain tou iss restaurant say aik baar zarur dine karain. Family restaurant aur bachoo kay play land kay saath Desi khaanoo aur fresh garma garam bar b q ka maza dobala hojata hai. Aik 4 person family ka average meal taqreebun 4000 say 5000 mai parta hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X