Yeh review second hand car ki khareedari pay mubni hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh review second hand car ki khareedari pay mubni hai
    Assalam o alaikum dear members and traders. Umeed hai aap sub bohat achay hongay. Yeh review second hand gaari ya car ki khareedari pay mubni hai. Pakistan mai 80 percent abaadi average aamdni waali abaadi hai. Jiss kay liye brand new ya zero meter gaari khareedna ziada asaan ya mumkin nahi hai. Iss liye unn ki koshish hoti hai kay second gaari he khareedi jaey. Second gaari khareednay kay liye apnay apnay city mai he koshish kerni chaiye. Second car ko jab bhi khareedna ho tou sub say pehlay apni zarurat ko daikhna chaiye aur uss kay baad apni amount ko daikhna chaiye kiyu kay aik baar gaari khareednay kay baad baar baar usay tabdeel kerna asaan nahi hota hai.

    Second hand car jab bhi kahi pay check kernay jain tou sub say pehlay uss kay documents ka pooch laina chaiye kay woh clear ho. Documents complete hona aur tax clear hona bohat zaruri hain. Duplicate documents waali gaari khareedna theek nahi hota hai. Uss kay baad gaari ko physically check kerna bohat zaruri hota hai. Gaari major accedented nahi khareedni chaiye kiyu kay aisi gaari ko maintenence bhi uss ki life ko nahi Barha sakti hai. Second hand car ko uss kay exterior, interior, tyres, fuel type, engine condition aur floor ki condition ko check ker kay he khareedna chaiye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yeh review second hand car ki khareedari pay mubni hai?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
    Assalam o alaikum dear members and traders. Umeed hai aap sub bohat achay hongay. Yeh review second hand gaari ya car ki khareedari pay mubni hai. Pakistan mai 80 percent abaadi average aamdni waali abaadi hai. Jiss kay liye brand new ya zero meter gaari khareedna ziada asaan ya mumkin nahi hai. Iss liye unn ki koshish hoti hai kay second gaari he khareedi jaey. Second gaari khareednay kay liye apnay apnay city mai he koshish kerni chaiye. Second car ko jab bhi khareedna ho tou sub say pehlay apni zarurat ko daikhna chaiye aur uss kay baad apni amount ko daikhna chaiye kiyu kay aik baar gaari khareednay kay baad baar baar usay tabdeel kerna asaan nahi hota hai.

    Second hand car jab bhi kahi pay check kernay jain tou sub say pehlay uss kay documents ka pooch laina chaiye kay woh clear ho. Documents complete hona aur tax clear hona bohat zaruri hain. Duplicate documents waali gaari khareedna theek nahi hota hai. Uss kay baad gaari ko physically check kerna bohat zaruri hota hai. Gaari major accedented nahi khareedni chaiye kiyu kay aisi gaari ko maintenence bhi uss ki life ko nahi Barha sakti hai. Second hand car ko uss kay exterior, interior, tyres, fuel type, engine condition aur floor ki condition ko check ker kay he khareedna chaiye.
    Yes dear ap ne agar apny ghar k liay gari leni hai to aus k liay ap ko apny badget k hisab se gari select karni hoti hai ais mai ap ko ye faida hota hai k ap kam price mai achi gari le lety hai magar ais mai ap ko kisi aisy bandy se gari leni chaye jis ne gari ko khud use kia ho aor aus gari ka accident na hoa ho agar ap ais mai gari mai koi deffect dekhty hai to ais mai ap ko market se repair cost ka pata kar lena chaye ais k bary mai ap jitna zayda maloomat akhti karty hai ap ko ais mai atna hi zayda achi gari mil jati hai ap agar ais mai gari apni family k liay lety hai to ais k documents ko lazmi check kary aor aus gari ko apny naam par karwa ley aj kal waisy hi bahot acha system hai jin se ap ko ye pata chal jata hai k ye gari kis k naam par hai aor ais ka owner kon hai.
    • #3 Collapse

      Re: Yeh review second hand car ki khareedari pay mubni hai?

      dear brother Aaj Kal ke Daur Mein Har Bande ke pass kar honi chahie jaise ki aapane baat ki hai second hand kar ki tu jo Bande nu kar Nahin khareed Sakte unke liye sabse best option second hand kar wala hai Kyunki ismein aapke pass Agar Thodi Si investment ho to aap usse kar khareed kar apni Jindagi ko Aasan bana sakte hain kar karne se aapko yah fayda hota hai ki aapane Kahin Bhi Safar karna ho aap Aaram De tarike se Safar kar sakte hain Iske alava aapki family ko Kahin Bhi Jana ho aap ismein apni family ke sath Ja sakte hain agar aap second hand gadi Dete Hain To aapko Gadi ke model aur uski details ke bare mein pata Hona chahie Taki aapko ismein acchi gadi mil jaaye Agar aapko detail Pata Hogi to aap acchi price Mein gadi khareed sakte hain.
      • #4 Collapse

        Re: Yeh review second hand car ki khareedari pay mubni hai?

        Ji han dear aapane bahut hi Achcha review pesh Kiya Hai second hand kar kharidne takriban Har Kisi Ke Liye Aasan hi hote hain Kyunki log ke pass Itni Jyada payment Nahin Hoti Hai Ki vah new khareed Saken jinki income Thodi kam hoti hai vah yahi Chahte Hain Ki Ham Koi second hand kar hi khareed Le Jiska istemal Karke Ham uski soldier Hasil kar sake to Dekhen Agar Ham second hand kar Sambhal karna chahte hain to uske liye Hamen kharidne se pahle kar ko acchi Tarah check kar lena chahie Kyunki ki Uske engines Aur Payal Gadi Ki condition ko check karna Jaruri hota hai Kyunki aajkal bahut jyada fraud ho raha hai bada par koi chori ki gadi bhi Hoti Hai To Hamen Gadi khareed ke bad Uske Tamam documents ko pura karna chahie FIR hi gadi kharidna chahie aur koi bhi second hand gadi khareed Lete Hain To Hamen Gadi Ki condition aur gadi ko ek dafa pahle Chala kar kharidna chahie.
        • #5 Collapse

          Re: Yeh review second hand car ki khareedari pay mubni hai?

          dear agar ham seconhand car ki kharido farokhat ka kaam kartay hain to is kaam main bahut ziada faida bhi hay aur hamko aisay mawakay bhi mil saktay hain jin say ham apnay gahr ki caar bana saktay hain aur har roz k hisaab say ham apni car ko cahnge bhi kar saktay hain dear hamko is kaam main bahut ziada faida milta hay jisk liye haamray pass achi invest ka hona lazmi hay laikin isk sath sath agar hamko is kaam ka koi experience nai hay to hamko is kaam ko kabhi bhi start nai karna chaye q k is kaam main hamari thori si aik mistake say bhi hamko lakhon ka nuksaan ho sakta ahy is liye better yahi hay k ham is kaam ko strat karnay say pehlay thoray bahut experinec say start karain aur sath sath hamko thora bahut is kaaam ka bhi experinec hona chaye k jub kabhi hamari car kharaab ho ham isko khud bhi ban saktay hon tab he ham is kaam say acha result lay saktay hain.
          • #6 Collapse

            Re: Yeh review second hand car ki khareedari pay mubni hai?

            Assalamu Alaikum dear friends kaise hain aap aapane bahut hi accha topic Diya Hai second hand gadi ka vakai 1 bhai ne baat ki hai k Pakistan mein 80% percent ki Abadi jo hai vah normal Aamdani Wali Hai middle class keh sakte hain aap. to ye log new gadi efford nahin kar sakte to iske liye sabse pahle aap jo bhi gadi Lene jaen usse pahle aapko yah dekhna hai ki aapki zarurat kya hai apni zaroorat k mutabiq gadi select karain. agar aap ki choti family Hai family ke liye leni hai to us lihaz se aap Chhoti gadi Le Main To zyada tar aapko Yahi suggest Karunga Jo Japani gadiyan aati hai bahut hi Behtareen Hain. Agar budget jyada hai aapke pass to aap Baqi gadi beshak Le Le lekin gadi lete Waqt Yad kijiega ke documents Iske clear hai documents lajzmi clear hone chahie Kyunki documents ka Ismay Bahut masla Aata Hai Aur gadi to chalo Banda theek kar leta hai banaa leta hai jo bhi hai Har Kasam ka kam karwaya ja sakta hy lekin documents Ka Masla kabi HAL Nahin Hota 15 lazmi clear karna chahie Taki Koi FIR vagaira Na Ho Aur maximum gadi ly to uski file return honi chahie aur computrize honi chahiye. Khyal rakain k token tax up to date hona chahiye. Agar ap Japani gadi Lete Hain To Jis Sal Mein uski registration Hui hoti hai to registration ke agale 10 Sal Tak use per Income Tax bhi Lagu hota hai to isliye uska token tax bahut zyada hota hai to in Sab chizon Ko Mad e nazar rakhte Hue aap gadi le To bahut fayda Hoga Agar Aankhe Band Karke Aisi Koi gadi Le Li to vah bohat nuksan deti hai aur ek bhai ne baat ki thi k gadi Bar Bar change Nahin Hoti. Jab b gadi len to yah sari chizen zehan may rakty huwy gadi lain to Inshallah bahut fayda Hoga aur aap Khush Honge apni Gadi Se. Shukriya
            • #7 Collapse

              Re: Yeh review second hand car ki khareedari pay mubni hai?

              Second hand cars ki khareerdari key bary me agar bat ki jaye to me samjta hon key kesi be old model ki car Pakistan me be khareedi ja sakti hay aur other countries se be buy karny me asani hay, Karachi me gawadar port ban jany key bad new aur second hand key card ko import karna ab pehly se asaan ho chuka hay aur es par transport ki fees be kam lagai jati hay, agar 2nd hand car khareedny ka plan bana leya jaye to sab se pehly cars me ye dekna chaye key us ki fuel average per kilo meter ketni hay, 2nd hand card ki price kam be ho sakti hay aur zeyada be ye model par depend karta hay aur asani se esy models key card ki keemat ko afford be kia ja sakta hay.
              • #8 Collapse

                Re: Yeh review second hand car ki khareedari pay mubni hai?

                Dear friends aajkal Har Bande Ki Khwahish hoti hai kya Uske pass apni car ho lekin vah Apne range ko bhi dekhta hai usko Jin company ke model ke hisab se gadi chahie Hoti Hai vah Aksar iss Ke Rang Se bahir Hoti Hai Is wajah se Aise log second hand cars ko hi tarjih Dete Hain second hand mein agar Bande Ko acchi gadi mil jaaye to vah price mein bhi bahut Zyada munasib hoti hai aur Thode bahut paise lagakar Hua Use bahut acche tarike se apne liye istemal kar sakte apni family ke liye istemal kar sakta hai aur nai Gadi ke mukabale mein second hand gadi Lene Mein Yahi Ek fayda hai ki bundy ki budget Mein a jata hai aur aasani se vah car ka Malik ban jata hai Kyunki Misal ke Taur per Agar Ek gadi new model 15 lakh ki hai tu wahi gadi do teen Sal chalne ke bad usko 10 se 12 lakh Mein mil Jaati Hai vah chalne mein behtarin hoti hai lekin iske liye Gadi Ki full checking body ki checking documents ki checking Sab Kuchh clear karne ke bad apni tasalli karne ke bad second hand gadi leni chahie Taki future mein kisi bhi kism ki pareshani se bacha Ja sake
                • #9 Collapse

                  Re: Yeh review second hand car ki khareedari pay mubni hai?

                  Advantages

                  Ji han bilkul second hand car se aap bahut hi acchi gadi kaise kar sakte hain Kyunki agar aap new gadi kharide hain to uski bahut jyada Kaun hoti hai lekin agar aap second hand kar lete hain to use ko aap acchi Tarah use bhi kar sakte hain aur uska yah bhi fayda Hota Hai Kya Jab aap usko sale karne lage to aap kuch jyada loss Nahin Hota To aap ek acchi gadi dhundhe aur time lagakar dhundhe Jisko aap bad Mein share karen to acchi kimat per sale bhi ho sake

                  Disadvantages

                  Second hand gadi ka masla yah bhi hota hai ki aapko Uske bare mein yah Maloom Nahin Hota ki usmein kya part hai Kyunki Jab koi bhi sale Karta Hai To usmein koi problem Hoti Hai To agar aap by kar lete hain to usmein Jyada problem ho to vah aapke liye aur Jyada problem Ban jaati hai isliye log Jyada new gadi ko Pasand Karte Hain Kyunki usko agar aap le le to aap 5 se 6 Sal aapko koi problem nahin karti
                  • #10 Collapse

                    Re: Yeh review second hand car ki khareedari pay mubni hai?

                    Assalamu Alaikum to trading members ummid karta hun ke aap log khairiyat se Honge. Doston Yahan per baat ki ja rahi hai second hand kar ki kharidari per dost To Har chij aajkal second hand mil sakti hai.
                    Doston Nahin gadi Lene se behtar hai ki second hand kar koi acchi Si mil jaaye to yah der tak chal sakti hai.
                    Doston second hand kar Lene se bahut jyada fayda bhi Hasil ho sakta hai yeh Jyada mahangi Nahin Hoti aur dusra ja ke Ham ise jitni der tak chalayen
                    Chala sakte hain Uske bad Ham isase kam kimat bhi bhej sakte hain usmein Hamen Jyada loss bhi nahin Hota.
                    Doston dusri Baat yah hai ki jo log Jyada afford nahin kar sakte ho bhi second hand kar ko khareed sakte hain is se vah apni Khwahish ko bhi pura kar sakte hain aur Unka Jyada kharcha bhi nahin Hota.
                    • #11 Collapse

                      Re: Yeh review second hand car ki khareedari pay mubni hai

                      Dear jab aap second hand kar ko check karne ke liye Jaate Hain To is time per aapke mind mein bahut sari e different information honi chahie jinko focus karte ho ya aap second hand kar ke liye ek acchi decision-making kar sakte hain for example Jab aap koi bhi second hand kar ko purchase karne Jaate Hain To aapko kar ko acchi Tarah jaj kar lena chahie ke ismein Koi fault to nahin hai aur aapke liye yah Jyada best Hoga agar aap use per Kuchh minut ki short drive kar le isase aapko Achcha idea ho sakta hai lekin yah situation Mein possible Hai Jab aap ek acche driver hai aur aapko driving Mein Kafi experience Hasil Hai otherwise aapko short driving se jaj Nahin ho sakta ke is kar mein kya problem ho sakte hain.

                      Technical fault ke sath sath Ka se related jitne bhi uski original documents hote hain Unki verification bhi bahut hi important Hoti Hai Kyunki Jab aap ek new car purchase kar rahe hote hain to situation Mein yah bahut important Nahin Hota Kyunki usmein totally responsibility company ki hoti hai aur usmein aap ko is baat ki Assurance Hoti Hai Ki Is Tarah ka koi bhi issue Nahin Hota lekin Jab aap second hand car purchase kar rahe hote hain to ismein aapko original documents ko carefully study karna chahie aur is se related jitne bhi important matter sakte hain unko Apne mind mein rakh Kar Hi decision-making Karni chahie aapki Ek Chhoti Si mistake aapke liye bahut jyada problem banvas shakti hai aur aap criminal activities Mein account Kiye Ja sakte hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Yeh review second hand car ki khareedari pay mubni hai

                        advantages

                        Dear friend Assalamu Alaikum ji han bilkul aapki baat bilkul theek hai Jab Bhi aap koi bhi chij per change karte hain second hand purchase Karen Agar aapko vah koi bhi acchi chij mil jaaye to vah aapke liye Jyada best rahti hai Kyunki koi bhi chij aap per change karte hain jaise ki aap car ke mutaliq bata rahi hai Kyunki Jab Bhi aap new car purchase Karte Hain To vah Kafi Jyada costly aapko pad Jaati Hai Lekin aap koi bhi second hand gadi per change karte hain to vah aapke liye bahut hi Baithe rahti hai Kyunki vah aapko new ki Bajaye kam price Mein mil jaati hai aur aap ki pahchan bhi Ho Jaati Hai Lekin Jab aap usko Dobara se abhi karna chahte hain tab bhi vah aapki Kitni kimat Kam Nahin Karvate jitni ke new purchases ki Hui gadi aapko ko kam karvati hai to isliye second hand aapko Jyada benefit deti hai aur aapko Naseeb ki mat mil jaati hai aur jab aap usko sale karna chahte hain to aapko Jyada nuksan Nahin Hota

                        disadvantages

                        Real friend Koi Bhi Jab aap second hand chij khareed Hain tab aapko yah matlab hota hai ki vah chij Jaruri Nahin Ki Har chij aap ko acchi mil jaaye Kyunki jo bhi Banda sale karne lagta hai apni gadi ko to vah bekar ya koi bhi problem ki vajah se sale Karta Hai jaise ki koi bhi Bandar agar koi bhi apni old gadi ko sale Karke new gadi purchase karna chahta hai to iski vajah Yahi Hoti Hai yah to vah bahut jyada purani hoti hai ya FIR vah vah koi bhi problem Hoti Hai Jiski vajah se vah sale karna chahta hai to isliye Mera Mushaira yahi hai ki aapko Hamesha new car purchase Karni chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Yeh review second hand car ki khareedari pay mubni hai

                          Assalamu Alaikum aisa hi hai Aaj Ki Sabse Badi jarurat kar hai kar Mein Ham aasani ke sath Safar kar sakte hain Agar Ham new kar Nahin Le Sakte To Ham second hand kar ka istemal kar sakte hain kar ka benefit yah hota hai ki Ham aasani ke sath dusre city mein Ja sakte hain aur Apna Safar Aasan bana sakte hain local gadiyon mein kya khane se vistar hai ki Ham ek second hand kar kharidne Jis per Ham aasani ke sath Safar Kar Saken Agar Hamare ghar mein koi bimar Hai To Ham Karke aasani ke sath Hospital Le Ja sakte hain Iske alava Ham shopping karne ke liye yah other activities aur han store per bacchon ko school chhodane ke liye kar ka istemal kar sakte hain Agar hamare pass Jyada Paisa Hai To Ham new Karbi khareed sakte hain lekin Agar Ham mein jyada Paisa Nahin rakhte To Ham second hand kar ka istemal kar sakte hain Aaj ke daure ki jarurat kar Hai Hamen isko ignore nahin karna chahie Hamen Karya leni chahie Forex ka kam Karke Ham Paisa Kama sakte hain aur ek second hand kar khareed sakte hain isliye Hamen Aaj hi Forex ko join karna chahie aur ismein Mukt section Mein kam Karke profit Hasil karna chahie iska benefit yah Hoga Ki Ham apni life ko Aasan Bana Sakenge aur apne liye ek second hand kar aasani ke sath khareed Sakenge
                          • #14 Collapse

                            Re: Yeh review second hand car ki khareedari pay mubni hai

                            Assalamu Alaikum dear friendagar ham seconhand car ki kharido farokhat ka kaam kartay hain to is kaam main bahut ziada faida bhi hay aur hamko aisay mawakay bhi mil saktay hain jin say ham apnay gahr ki caar bana saktay hain aur har roz k hisaab say ham apni car ko cahnge bhi kar saktay hain dear hamko is kaam main bahut ziada faida milta hay jisk liye haamray pass achi invest ka hona lazmi hay laikin isk sath sath agar hamko is kaam ka koi experience nai hay to hamko is kaam ko kabhi bhi start nai karna chaye q k is kaam main hamari thori si aik mistake say bhi hamko lakhon ka nuksaan ho sakta ahy is liye better yahi hay k ham is kaam ko strat karnay say pehlay thoray bahut experinec say start karain aur sath sath hamko thora bahut is kaaam ka bhi experinec hona chaye k jub kabhi hamari car kharaab ho ham isko khud bhi ban saktay hon tab he ham is kaam say acha result lay saktay hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Yeh review second hand car ki khareedari pay mubni hai

                              G han bhai aj kal ke doar me agar ap ko second hand car leni hai toa p ko bht hi samjdari aor ehteyat se car leni ho gi kun ke aj kal bht fraud waghera ho rhe hian ap ko ek bar dekh kr gari ki achi tarah check kr kisi mechanic se check krwa ke lni chahie aor dosri bat is ke documents waghera sab apne name pe krwana chahiy ekun ke agar ap used car lete hain to us me issue ho sakhta hai is liye ap ko nahayat samjadari aor ehtiyat se car leni chahiye tab hi ap car easily le sakhty hain agar ap car lete waqt samjdari nhi krain gye to is se ap ka nuksan ho sakhta hai phir ap ko muskil ka samna pare ga is liye ap ko cahahiye ke car lete waqt car ki achi tarah janch partal ke bad leni chahiye tab hi ap achi car hasil kr sakhtey hain
                              First LEARN Then You Can Remove The "L"

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X