Ye review easypaisa account par mabani hy.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review easypaisa account par mabani hy.
    Dear main aaj aapko online money transfer ke bare mein batana chahta hun dear aapane Agar Kisi bhi Jagah paise transfer karni hai to uske liye sabse best way easy Paisa account hai agar aap mobile per yah account banaa lete hain to aapko bahut fayda hota hai vaise jyadatar Telenor sim per account banta hai aap apne mobile mein yah application bhi kar sakte hain aur Apna account Chala sakte hain is account Ka istemal Karna bahut hi Aasan hai hi aap Kisi bhi Shahar ke andar Iske se paise transfer kar sakte hain.

    Advantages:

    1. Aap Pakistan mein kisi bhi Shahar ke andar is account ke jarie easypaisa ke jariye paise transfer kar sakte hain.
    2. Isko account ko chalana bahut hi Aasan hai aasani ke sath Ratan Mamta Khel kar sakte hain.
    3. Aap apni rakam Kisi bhi mobile shop per jakar nikalwa sakte hain.
    4. Telenor aapko ismein paise rakhne se free MB aur aur on net minutes we perform karta hai.

    Disadvantages:
    1. Is account ke liye network Ka Hona jaruri hai.
    2. Ismein Agar aapka transfer code Agar galat number per send ho jaaye to aapke paise Koi Aur Banda nikalwa sakta hai.
    3. Is se paise transfer karte waqt Hamen scammer Se Bachana chahie.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review easypaisa account par mabani hy.

    dear brother aapane bahut hi acchi baat ki hai hi is time Agar aapane Dekha Ho To Telenor ki taraf se CG Paisa account Joker microfinance Bank Mein Hota Hai open kar sakte hain ismein aapko yah fayda hota hai ki ismein Aap Jo amount deposit karte hain use per aapko daily basis per Kuchh free minute aur M 20 Milte Hain jinko aap use kar sakte hain iske sath sath office account ko pure Pakistan Mein Kahin Bhi use kar sakte hain ismein se aap Kisi bhi Bank ka account mein payment send kar sakte hain ya Kisi mobile account mein payment send kar sakte hain Agar aapane Kisi bhi mobile network per kg load karna ho to aap is account se kar sakte hain iske sath sath aap is mobile account Se Kisi bhi utility bill yah gas bill Kiya Jayegi kar sakte hain isase aapko Kafi jyada fayda ho jata hai yah account aapka Kafi Jagah Jagah per use ho jata hai.
    • #3 Collapse

      Re: Ye review easypaisa account par mabani hy.

      G ha dear ye to ap ne bahot hi achi information share ki hai jis ka hum ko kafi zayda faida hai hum ne agar apny mobile par account open karna hai to aus k liay humry pass easy paisa ka account hai jis par hum apny mobile par load kar sakty hai ya ais se hum ko bhi package laga skaty hai ais mai ye faida hai k hum ais account se paisy kisi ko bhi send kar skaty hai ais mai ap k pass agar amount pari ho aor aus ko ap ne agar use karna hai to bahot sary option hoty hai yaha par ap billing kar sakty hai ais k sath ap ko daily ais mai free mint mil jaty hai jin ko ap telenor par use kar skaty hai aor sath ais mai free mb mil jaty hai jin se ap browsing kar sakty hain aor apna time acha guzar sakty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Ye review easypaisa account par mabani hy.

        dear easypaida account paskistan main sab se zada use hone wala account hai is ki service kafi achi ha wese tu paskina main online money trasfar k liye bohat se account use hote hein lekin ye sab se zada use hota ha is ko use krne k bohat se faide be hote hein .
        hum is main se bill gas ki payment be kr sakte hein apne esaypaisa account se hum bank main be deposit kr sakte hein hum is account se har kisam ki trasaction kr sakte hein ur hum pakistan main har jaga py esaypaisa ki servive ko use kr sakte hein .

        is account k zariye hum mobile lose be kr sakte hein ur ab tu esaypaisa main sarif paise rakhne main hume gift be kafi milte hein
        hum esaypaisa se esaypaisa main free money trasfar kr sakte hein
        • #5 Collapse

          Re: Ye review easypaisa account par mabani hy.

          Easy paisa account Pakistan mai Tele Nor mobile communications ki taraf say shuru kia gaya aik program Tha jiss ka maqsad door step pay apnay customers ko easy money ki facility provide kerna tha. Easy paisa nay Pakistan mai mobile money transfer system ko shuru kia aur usay bohat ziada urooj pay pohancha Dia hai. Iss waqt Pakistan mai easy paisa sirf mobile wallet he nahi buljay easy paisa micro finance banks bhi bann chukay hain. International world mai micro financing ki taraqi mai mobile banking ka bohat role hai. Issi tarah Pakistan mai bhi mobile banking aur easy money transfer ka trend setter he easy paisa hai. Easy paisa say ab utility bills, bank transfers, challans, different fees aur online shopping ki jaa sakti hain. Easy paisa app ki wajah say mazeed bohat si facilities mill jaati hai aur easy paisa say bohat say aisay discounts mill jatey hain jo normally nahi mill saktay hain. Easy paisa ka affiliate program bhi bohat acha hai easy paisa ab daily transactions pay rewards bhi day raha hai
          • #6 Collapse

            Re: Ye review easypaisa account par mabani hy.

            Easypaisa account apni behtar service ki waja se pehchana jata hay Telenor hi easypaisa ko support karta hay jo key apny achy packages ki waja se es key users ki tadaad me ezafa karta hay, agar deka jaye to Telenor aur easypaisa ki sahulat esy villages me be hey jaha par koi aur network kam hi nahi karta ho, Easypaisa Pakistan ka 1st mobile banking system hay jes ko 2009 me lunched kia gia, ye mobile banking system users ko utility bills jama karny aur digital money transfer karny ki ability rakta hay, kesi be kisam ki shopping ki jaye to es ko use be kia ja sakta hay, mery khayal me ye hamari country ka sab se popular mobile bank system ban chuka hay.
            • #7 Collapse

              Re: Ye review easypaisa account par mabani hy.

              Hello dear forex member ja sake is bhai ne bahut hi accha review diya hai ki Ham apne forex se milane wale usko aisi bhasha mein transfer karke bahut aasani se milta on karva sakte hain aur apni payment ko bahut aasani se hasil kar sakte hain yani ke hamen jo bhi bonus posting trading se hasil hota hai aur forex account mein hota hai Ham usko easy Paisa easily transfer karke usko video karva sakte hain yani ki Ham apni Puri payment ko bahut aasani se kaise Paisa keru withdrawal karva sakte hain Jo ek bahut hi aasan tarika hai aur bahut hi achcha aur 10 tarikh ka hai jisse Ham apni Puri payment hasil kar sakte hain bagair ksi mslay ky
              • #8 Collapse

                Re: Ye review easypaisa account par mabani hy.

                Easy Paisa Account
                Telenor easypaisa account Ek bahut hi Jabardast facility hai aur Jis Tarah Mobilink Jazz ne apni jazzcash facility Di Hui Hai ISI Tarah aap ko Telenor easypaisa ki facilities hai aur uske bad bhi aise hi hain jaise aap jazzcash ki facility use karte hain
                Easy Paisa mein aap apne paise Rakh sakte hain aur Bil ki yaden kar sakte hain. Easypaisa se aap apne Shrinathji card se dusre aadami Krishna ticket Mein paise bhej sakte hain aur vah aadami kisi Bhi easypaisa ki branch per jakar vah paise a receive kar sakta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Ye review easypaisa account par mabani hy.

                  advantages:

                  Ji han bilkul aapki baat bilkul theek hai Kyunki Paisa count bahut hi Achcha Kaun Hai aur Pakistan mein sabse Jyada istemal hone wala Kaun Hai To isliye easypaisa Kesariya payment Ek Jagah se dusri Jagah transfer kar sakte hain aur ismein bahut sari sahulat Mein Asar Hai Jaise Ek bank se dusre Bank Mein paise transfer karna aur koi bhi payment karna challan payment ho ya koi bhi University ki fees ho to Vahi Paisa Kaise Ada ki Ja sakti hai

                  disadvantages:

                  3D aur ismein sabse bada disadvantage yahi hai ki isko ham online use kar sakte hain lekin isko international level per use nahin kar sakte jaise ki agar humne koi bhi withdrawal Lena ho ya dollars account mein transfer karne ho ya isase payment Agar dollar mein transfer karni ho to yah possible Nahin Hai To isliye jaruri hai ki Iske alava Koi Aur Bank use Kiya ya FIR easypaisa company ko chahie ki vah isko Ek chij banae Rakhe online banking mein bhi iska istemal baithe ho sake
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye review easypaisa account par mabani hy.

                    Advantages

                    Ji han bilkul bilkul theek hai easy Paisa account Ek bahut hi accha Tarika Hai Jiske jarie Ham payment Ek Jagah se dusri Jagah transfer kar sakte hain jaise case ko istemal karne ke liye Ham bahut sari shops Hain Jiske Liye Ham isko delete kar sakte hain jaise ke Agar Ham Bank Mein payment rakhte Hain Bank ki timing khatam hone ke bad Ham apni payment ko transfer nahin kar sakte Agar ATM Hai Tabhi possible hai otherwise Bank Mein new deposit karvana ho to vah bhi nahin Karva Sakte jaise ki iji Paisa ke jarie Ham Kisi bhi Shop se apne account mein payment transfer kar sakte hain aur kisi bhi time isko Aage transfer kar sakte hain to yah Ek bahut hi acchi hai opportunity hai

                    Disadvantages

                    Iski Sabse Badi disadvantages yahi hai ki iske liye network Hona bahut jaruri hai matlab agar aap account banana chahie to aapke pass Kisi bhi Neta Ka Hona bahut jaruri hai aur Agar aapke pass Telenor ke alava Kisi Aur network ki sim hai to uske liye aap ke pass internet maujud Hona jaruri hai Kyunki internet Har Kisi Ke Pass maujud Nahin Hota To isliye isko menu ke jariye deal karna chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye review easypaisa account par mabani hy.

                      Asslam.o.alaikum
                      Mera ye review easypaisa account par mubni hey .
                      main aapko easypaisa account istemal karne ke kuchh Faide (advantage) aur kuchh nuqsanat (disadvantage) ke bare mein aapko is review ki madad se bataunga aur uske bad thoda sa tafseel jaiza bhi aapke sath share karunga to chalo start karte Hain advantage se
                      Faide (advantage):

                      1. Piyare dosto ham easypaisa account ki madad se apne kisi dost ky easyPaisa account mein bagair katauti ke rakam ko bhej sakte hain aur usse raqam wsul bhi kar sakte hain aur vah bhi e bagair kisi katauti Ki bilkul free mein.
                      2.is account se ap apne ghar main beth kar kisi cheez ka bill (electric bill, gas bill, school fees, college fees) asni k sath ada kr skte hen.
                      3. Is account se ap easyload bhi kr skte hen .
                      4. Agr ap Koi transaction krte hen to us ka apko 10% cashback dete hen.
                      5. Aapko self load ke upar 5% return milta hai.
                      6.easypaisa account se aap kisi bhi bank account mein paise transfer kar sakte hain yah bank account se paise apney easyPaisa account mein transfer kar sakte hain.
                      7. Aap easypaisa account ki madad se 10 hazar Tak ka loan bhi le sakte hain.
                      8. Is account ki madad se Ham daraz website se shopping bhi kar sakte hain online.
                      Nuqsanat (Disadvantage):


                      1. Agar aapke pass sim maujud nahin hai jiske upar account open hai tu to aap easypaisa apps ka istemal nahin kar sakte.
                      2. Agar Ham kisi aur network ke upar Paisa transfer karna chahte hain yani ki easypaisa se jazzcash mein to iske chargers ziada hai aur iske liye hamare account mein vafir (ziada) balance hona chahie.
                      3.isase Ham daraz ke alava baki online purchasing main istemal nahin kar sakte.

                      Tafseeli jaiza:
                      bank account nisbat Agar Ham easypaisa account istamal karte Hain to yah hamare liye bahut ziada aasan hota hai kyunki easypaisa account kholne ke liye hamare pass ek aadat hamari sim honi chahie Ham use sim k upar apna easypaisa account ko open kar sakte hain aur usmein deposit kara sakte hain aur deposit karda rakam ko kisi aur easypaisa account mein transfer kar sakte hain phir use easypaisa account se Ham bill vagaira bhi Ada kar sakte hain .
                      Agar hamen load ki zrurat hai to Ham apne easypaisa account ki madad se easy load kar sakte hain easypaisa account ke bahut zyada faide hai hamen chahie ki Ham bank account ki bajayi easyPaisa account ka istemal Karen.
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye review easypaisa account par mabani hy.

                        ye review easypaisa account par mubni hey.
                        asslam.oalaikum,
                        tafseeli jaiza; EasyPaisa Account .
                        mobilink sim k bad jo sub sey ziada istam ki jati hai sim telenore ki sim hai . jis ki wajah is k sastey Call,SMS,INTERNET, pakages ,or bahot hi kam transaction fees hai other network k lia or agar easypaisa account sey ham kise bhe easy paisa account main raqam taransfer karty hain chahy ho kitni hi choti ya bari kiun na ho free main transfer ho skti hai .ham is main minimum koi bhe raqam deposit karawa skty hain or 50 ropy sey ley kar 50,000 tak .easy paisa account sey ham apny ghar main beth kar gass ,bijli,school fees pay kar skty hain or loan ki adaige bhe kar skty hain ghar main beth kar .or easy paisa sey ham prosanl loan bhe ley skty hain 10,000 ka .
                        Faide (Advantage);

                        *easypaisa main deposit bilkul free hai kise bhe .
                        *minimum jitna ap deposit karwana chahy karawa skty hain.
                        *easypaisa to easypaisa transction bilkul free hai .
                        *easypaisa sey ham paisy bank account main bhe transfer kar skty hain ya bank account sey easypaisa account main transfer kar skty hain
                        *easypaisa account sey ham loan bhe hasil kar skty hain 10,000 tak ka.
                        *easypaisa account sey ham apna mobile load kar skty hain.
                        *easy paisa account sey ham ghar main beth kar bajli ,ghas ,k bil jama karwa skty hain or school fees bhe pay kar skty hain.
                        *1000 rs apny easypaisa account main rakhny par ap ko free main mint,SMS,or MBS milty hain rozna .
                        *ap easypaisa account sey discount main pakage lagawa skty hain.
                        Muqsanat (Disadvantage):
                        *other network par ham ko fees pay karni parti hai transction k lia ya phir hamry pass ik barra balnce hona chahi hai
                        *easypaisa account sey withdrawl par 20 ropy charges hoty har jo k har 1000 RS/withdrawl k hisb sey ham sey lata hay agent (2kan dar).
                        *easypaisa ki limmite 80,000 par month hai .
                        *or is main ham ko 10,000 tak k loan tak punchney k lia choty choty loan leny party hain phily jab ham un ki adaige time par karty hain or un ka markup dety hai pora pora to -phir ham ko last main 10,000 (jis tak punchy k lia ham taqriban 2,000 sood main deychoky hoty hai) ka loan milta hai .
                        ---
                        i hope k ap ko complete informition mil gae hoge easypaisa account k motlic .
                        information for Beginners
                        Complete Forex Knowledge
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye review easypaisa account par mabani hy.

                          asslam o alikam dear hume pta ha easy paisa eik bohat hi acha account ha is mn hum koi be onlines trasaction kr sakte hein hum is mn money ko safe rakh sakte hein ur kisi be jaga py money ko trasfar sakte hein ur wasool be kr sakte hein .

                          disadavantages .

                          easypaisa account ka hume bohat faida hota ha is mn agr hamre paas money ha tu hum easypaisa account se load be kr sakte hein bijli gas ka bil be ada kr sakte hein ur koi be onlines trasaction kr sakte hein hum eik mit k adr kahi se be money wasool kr sakte hein ur baj be sakte hein .
                          disadavantages

                          is mn kuch hume call ati hein ur wo hum se easy paisa code k bhrey mn pta krte hein hume un se bachna lazmi ha kew esi hi cheezey hume nuqsan deti ha ur trascation krte time hume sahi addresh dena hota ha galti se hamre pasie waste be ho sakte hein
                          :1f60d: hard work :1f60d:
                          • #14 Collapse

                            Re: Ye review easypaisa account par mabani hy.

                            benefits

                            Real friend Assalamualaikum ji han bilkul aapki baat bilkul theek hai ISI Paisa Ek bahut hi Achcha Bank account hai aur iske liye Ham easily
                            apne mobile Kesariya payment transfer kar sakte hain jaise kya kar Ham Bank Mein account open Karte Hain To uske liye Jaruri hota hai ki
                            Hamen Bank Mein jakar deposit karvana padta hai aur bahut jyada mat le Paida Ho Jaate hain lekin yah kaun sa Aisa kaun hai ismein aap
                            Kisi bhi merchandiser Se Apna deposit karwa sakte hain aur aap apni city mein kisi bhi shop Se Jaise ke local shop koi bhi karyana shop ho
                            ya FIR koi bhi easy load wali shop ho to vahan se aap ismein deposit Karva sakte hain to Ek bahut hi Achcha benefit Hai Jiska Dariya Mishri
                            apni payment ko ek Jagah se dusri Jagah transfer kar sakte hain


                            nuqsanat

                            Dear friend ka sabse bada nuksan yahi hai ki iski vajah se Hamen bahut jyada nuksan is vajah se hota hai Kyunki ismein payment Jab Ham nikal Baithe Hain To Uske charges padhte Hain Kyunki Jab ke bank account Mein Jab Ham payment rakhte Hain To usko deposit or withdrawal ke charges Nahin padte Is Tarah easypaisa account mein Hamen p1000 Mount ke 20 rupaye padte Hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ye review easypaisa account par mabani hy.

                              Introduction :

                              dear friend easypaisa account telenor microsoft bank ki taraf se mutarf karwaya gaya hai our ye pakistan main virtual accounts main se pehla account hai baki companies ne telenor ki copy ki hai is account ko open karna intahi asaan hai our is main raqam jama krwana our withraw karna bhi easy hai pakistan main ye account buhat zada maqbol tab hua jab is ne aam clients tak account banne ki saholat faram kar di warna pehle is se ham just ID card par raqam bejty our wusool karte thye our ye accounts just easypaisa k retakers hazrat k pass hota tha ab har koi is account ko open kar sakta hai our apni marzi se transaction kar sakta hai is account se aap international and local transaction kar sakte hai wo bhi inthai munasab rates par

                              Features :

                              dear friends easypaisa accounts na hal hi main apne new bemisaal feature add kiye hai jin ko ham use kar sakte hai our faida utha sakte hai jo k mandrja zail hain
                              international transaction
                              bill and tax pay
                              online shooping
                              free cash back
                              salf and other mobile load
                              online jobs
                              online food orders
                              govt and private tax payments
                              lucky draw weekly monthly
                              gifts
                              discounts offers

                              is k ilawa bhi aap easypaisa account ko apne easypaisa application se connect kar k more feature hasil kar sakte hain our is account se beshumar faide hasil kar sakte hai

                              Advantages :

                              is k beshumar advantages hai
                              1=> ap is se beron milk raqam bej sakte hai our wusol kar sakte hai
                              2=> agr aap online job kar rahe hai to apni earning is acount main direct hasil kar sakte hain
                              3=> daily cash back hasil kar sakte hain
                              4=> ye account aap ki raqam save rakhta hai our buhat secure hai

                              Disadvantages :

                              is k kuch disadvantages bhi hai
                              1=> credit limit bohat small hai
                              2=> har withdraw par hame fee jama krwana parti hai jab k kuch retailers to deposit fee be lete hai is trha raqam zaya hoti hai
                              3=> jazz cash se is main transaction ho jati hain lekin easypaisa se jazz account main transaction nahi ho sakti hai
                              Ayisha Cutey's Trading Journal
                              https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X