Ye review State Life Insurance company par mabani hy.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Ye review State Life Insurance company par mabani hy.

    Jo Baat Ki Hai state life ki to yah bahut hi famous company hai insurance ki agar aap ismein ek dafa insurance Karva Lete Hain To aapki Puri Jindagi Aasan Ho Jati Hai Kyunki aapko Yahi tension hoti hai ki aap Jab bure ho Jaenge to aapke bacchon ka kya banega agar aap ismein ek dafa Apna package check kar lete hain aur ismein install mat dena start kar dete Hain To aapko thoda sa talktime Lena padta hai Magar Uske bad aapko ismein Kafi Jyada paise Mil Jata Hai ismein aapko Har sal ke bad apni installment Nahin Hoti Hai Jo Ki Itna Jyada Mushkil bhi nahin Hota Magar Jab aapas Mein 20 Sal bad Ham Ko dekhte hain to vah Kafi Jyada Ho Jaati Hai Jisko aap use kar sakte hain aur apne bacchon ki shaadi Karva sakte hain ya Unki taleem par Charcha kar sakte hain yah aap apna new Ghar Banakar Apne bacchon ko de sakte hain.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Ye review State Life Insurance company par mabani hy.

      state life insurance ka sawal hay agar ham is k past main daikhain to bahut saray aisa unregisterd peoples nay isay bahut kharaab kia hay wo is tarha say k wo logonka paiasa lay kar khud khaa jatay thay aur usa banks main jama nai karwatay thay jiski wajha say agar hamaray ilakkay main aaj kal koi is insurance ki koi baat karta hay to log usay barry bury nigha say daikhaty hain aur yeh samjhtay hain k yeh koi fraud karnay aya hay asal main yeh is insurance ki hakeekat nai hay agar ham isay join kartay hain to isk bahut saray sirf fawaid he hain iska koi bhi nuksaan nai hay agar kuch arasa guzar jata hay unki limts k mutabik to ham is companay say karz bhi la saktay hain jo k hamaray munaffay say thora thora kark cut ki jata hay aur jub iski limits poori ho jaaty hain to hamko iska bahut big reward dia jata hay is liye hamko isay join karna chaye agar hamari death ho jaaty hay to iska tota benefit hamaray peechay rehnay walaonko milta hay is liye hamko isay join karnay main dair nai karni chay
       
      • #33 Collapse

        Re: Ye review State Life Insurance company par mabani hy.

        Dear ap ka topic bohat acha hai or ap ka topic SC Tamam member ko bohat faida his hai or un ke information main azafa hoa hai
        Dear ap ka topic hai state life insurance.
        Dear state life insurance company Pakistan main bohat popular hai or is ka bohat acha setup hai.
        Dear Pakistan main start life insurance company ja bohat bara setup hai or maximum log is ke scheme main apna Account open karthy Hain.
        Dear jasa ka AP ko pata ho ga ja maximum log state life ke scheme main apna Account open karthy Hain.
        Dear ye insurance company apnay customer ko achi service provider Kar rahi hai his SC tamam member ko bohat zaida faida ho raha hai.
        Advantage.
        Dear is ka bohat zaida advantage Hain .
        Dear ye scheme monthly or yearly Installment main AP SC amount collect Karthi hai or pher is amount ko karo bar main lagati hai or is Tara tamam members ko is ka benifit milta hai
        In case of death company ap ko maximum amount provide Karthi hai.
        Disadvantage.
        Dear state life insurance policy Islamic point of view SC teak nai hai .
        Dear is policy ko join karny SC paly ap kisi muftai SC rahata Kar lain.
        • #34 Collapse

          Re: Ye review State Life Insurance company par mabani hy.

          INTRODUCTION :

          ji Bhai aapane bahut hi acchi information share ki hai state life insurance company ke bare mein state life insurance company ka pura name state Life insurance corporation of Pakistan hai joki government of Pakistan ke under kaam karti hai aur iske chairman ka naam shoaib Mir hai jo ki 1972 mein banai Gai thi aur isko bane hue 48 sal ho gaye hain
          aur assets chat ke hisab se ya Pakistan ki sabse badi Life insurance company ha

          ADVANTAGES OF STATE LIFE INSURANCE CORPORATION OF PAKISTAN :

          1 Kyunki yah government of Pakistan ke owned ki jaati hai isiliye yah reliable hai aur ismein aap apni life ka insurance karva kar acche se achcha profit Kama sakte hain
          2 kyunki yah Life insurance corporation government of Pakistan ki hai isiliye aap is per jyada se jyada reply kar sakte hain ya fraud nahin karegi
          3 iski monthly installment bahut kam hai shuru mein aapko kam paise dene hote hain aur bad ki installment mein aapane jyada paise dene hote hain lekin kuchh period of time gujarne ke bad aapko vah paise per back kar diye jaate Hain
          4 Asset's ke hisab se yah company Pakistan ki sabse bade Life insurance company hai hai isiliye iske Life insurance plans bhi sab company's se acche hote Hain
          5 agar aap state Life insurance corporation of Pakistan se apni life insurance karvate Hain to aap ka jindagi ka bima ho jata hai aur aapko kisi chij ka masla nahin hota

          DISADVANTAGES OF STATE LIFE INSURANCE CORPORATION OF PAKISTAN :

          1 in case of death aapko yahan per bahut jyada documents aur sporting dene hote hain kyunki yah government-owned company hai isiliye iski policies bhi strike hoti hai
          2 kyunki yah company Pakistan ki largest company hai isiliye ismein fenk agents per bahut jyada hote hain aur vah easily aap k sath fraud kar sakte hain
          3 kyunki yah company Pakistan ki government ke andar chalti hai isiliye iske documentation bahut jyada hoti hai ismein aapko bahut jyada documents provide karne hote Hain uske bad hi aapki Life insurance ki jaati
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #35 Collapse

            Re: Ye review State Life Insurance company par mabani hy.

            ASLAM O ALAIKUM DEARS ;
            Yeh review State Life Insurance company per mabni hai ;
            Dear friends , Ajj ka hamara review hai State Life Insurance company .
            Introduction ;

            Dears , Ager ham state life insurance ka past main daikhain to bahut saray aisy unregisterd peoples nay isay bahut kharaab kia hay wo is tarha say k wo logonka paiasa lay kar khud khaa jatay thay aur usa banks main jama nai karwatay thay jiski wajha say agar hamaray ilakkay main aaj kal koi is insurance ki koi baat karta hay to log usay barry bury nigha say daikhaty hain aur yeh samjhtay hain k yeh koi fraud karnay aya hay asal main yeh is insurance ki hakeekat nai hay agar ham isay join kartay hain to isk bahut saray sirf fawaid he hain iska koi bhi nuksaan nai hay agar kuch arasa guzar jata hay unki limts k mutabik to ham is companay say karz bhi la saktay hain jo k hamaray munaffay say thora thora kark cut ki jata hay aur jub iski limits poori ho jaaty hain to hamko iska bahut big reward dia jata hay is liye hamko isay join karna chaye agar hamari death ho jaaty hay to iska tota benefit hamaray peechay rehnay walaonko milta hay is liye hamko isay join karnay main dair nai karni chahiye .

            ADVANTAGES ;
            Dears ,
            State Life Insurance Corporation main aapko bahut Sare plan mil sakte hain aur aap apne liye yah Apne bacchon ke liye bahut Sare plan Haasil kar sakte hain .whole Life Assurance Ek bahut hi Achcha plan hai Iske alava ,Sadabahar plans,shadabad assurance .Aur Digar bahut Sare plans maujud Hain Jinse aap aur Sara fayda Utha sakte hain aur vah plans Hasil Karke a aap apni life insurance policy ko bahut hi acchi tarike se manage aur bahut hi acchi Tarah Se adjust kar sakte hain Kyunki yah aapki Ki ummid ke mutabik hote hain aur aapke liye bahut faydemand hai .State Life Insurance Corporation Kyon Ke a aapke a government Ka Idhar Aa Hai To aapko isase bahut fayda ho sakta hai aur bahut sari facility Jo private insurance companies Nahin Deti Ja Insurance Company aapko de sakti hai .
            DISADVANTAGES ;
            State Life Insurance Corporation aapke liye Jyada nuksan De Nahin Hai Bus Chhoti Moti chijen Jo normal insurance companiyon Mein hoti hain Yahan Bhi aapko dekhne Ko Mil sakti hain Is Tarah Iske Jyada nuksan nahi hai .

            اب آن لائن

            Working...
            X