Jaiza : aik waqt main aik hi trade open krny main kamyabi hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : aik waqt main aik hi trade open krny main kamyabi hain
    hamy market ko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kar ky is main trade lagani chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain hamy aik waqt main aik hi trade open karni chahey hamy market ki up movement ko achy sy samaj kar is main amount invest krni chahey pher hi ham acha bonus hasil kar sakty hain ham is main 24 ganhto main sy kisi be waqt kam kar sakty hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kar sakty hain agr ham is main tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho sakta hain or hamara account be wash ho sakta hain is main market ka yai hamary brokers ka koi be qasoor nahi hota ham is main bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho sakta hain or hamara account be wash ho sakta hain is main market ka yai hamary brokers kakoi be qasoor nahi hota yai aik real business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza : aik waqt main aik hi trade open krny main kamyabi hain

    Forex trading mai kaamyabi ka raaz isi mai hai kay aik waqt mai aik he trade open ki jaey kiyu kay aik waqt mai aik trade kay bohat faiday hain. Aik waqt mai aik trade open kernay ka sub say pehla faida hai kay trader kay paas equity aur free margin bohat strong available hotay hain. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai jab traders apni trade kay liye home work kertay hain tou uss waqt unhain Kamm say Kamm 2 trades ki he tayari kerni chaiye kiyu kay aik waqt mai aik trade open kernay kay baad trader kay paas space hoti hai kay usay Agar trade loss mai janay ki wajah say hedge kernay ki zarurat Parr jaey tou Dusri trade open ki jaa sakey. Traders ko currency pairs mai achay account balance kay saath aik waqt mai 2 trades open kernay mai bhi koi pareshani nahi banti laikin Agar commodities mai trading kerni hoto koshish kerni chaiye kay aik he trade open rahey. Commodities kay spreads aur prices ziada hoti hain jiss ki wajah say aik he trade kay saath margins ki consumption ziada ho jaati hain aur traders kay paas remaining balances aur margins itnay available rehnay zaruri hotay hain jo account safe aur securely support ker sakain
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza : aik waqt main aik hi trade open krny main kamyabi hain

      Dear member main aapki baat se mukammal ittefaq karta Hun ki Jab bhi aap live trading karna chahte hain to aapko chahie ki ek waqt mein sirf aur sirf ek hi trade open rakhen. Iski vajah yah hoti hai ki aap Jab trading mein new hote hain yah beginning level mein hote hain to aap zyada usko ek hi waqt mein analyse nahin kar sakte isliye aapko chahie ki apna tamam focus ek hi pair rakh kar tradeplace Karen. Bahut se trader aise bhi dekhe Hain Jo bahut zyada tradeplace kar dete hain aur over trading ki vajah se Bara nuksan uthate Hain. Agar aap ek professional trader banna chahte Hain to apna focus learning per rakhte hue earning Hasil Karen kyunki basically learning hi Hamari earning ka behtarin source banti hai.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza : aik waqt main aik hi trade open krny main kamyabi hain

        G han friend Forex trading m hmari kamyabi ka raz hi ye hota hy k ham over trading na karan agr ham over trading krty han or aik wakt m aik sy ziada trades open kr k ye smjty han k is sy hum ziada profit hasil Kar sakty han to ye galt hota hy ham apni trading m sirf usi time kamyab ho sakty han jb ham aik wakt m sirf aik trade open karty han hamy aik trade open kr k apni pori twja us py dyny k bd us sy profit hasil Kar k close kar lyna chaiy agr hum aik wakt m aik trade open krty han to us py pori twja hony ki wja sy ham acha profit hasil Kar lyty han or agr ham lalich karty han or aik wakt m aik sy ziada trades open karty han to hamy hmasha loss ka samna krna prta hy is liay hamy aik trade sy hi profit hasil karna chaiy
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza : aik waqt main aik hi trade open krny main kamyabi hain

          dear kamyaabi is baat main nahi hay k agar ham har din aik wakt main aik he trade ko pick kartay hain to hamko har haal main us main achi earning he milege i liye k aisa kaam tukkay wala hota hay haan ham yeh keh saktay hain k agar ham amrkeet main kam say kam risk aur reward say kaam kartay hain to ham markeet say bahut kuch seekh saktay hain aur sath sath achi earning bhi kar skatay hain jisk liye hamko apnay account k balance ko made nazar rakhan bahut must hota hay agar ham apni iinvest say ziada kaam nai kartay hain ziada lalach nai kartay hain to hamko yeh bhi soch laina chaye k markeet koi jaldi say kahatm honewla kaam nai hay k jis say hamko bahut jaldi say akam kar laina chaye balk is amrkeet main jo kam say kam kaam karta hay wahi ziada say ziada earn karnay main bhi sucecss hay .
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : aik waqt main aik hi trade open krny main kamyabi hain

            Forex market me jetna risk involve hota hay es ko siraf professional traders apny experience aur market analyzing process se hi identify karty hey aur esy traders single trade open karny ko hi apni success samjty hey, kamyabi esi me hay key risk ki identification ki jaye aur at a time single trade open kia jaye, multiple trade open karny se free trading margin ko market ki big movement kesi be time khatam kar sakta hay aur account washout be hony key chances me ezafa ho jata hay, mera opinion ye hay key pehly single trade open kar lena chaye aur agar es ka result acha howa to 2nd trade be same direction me open karny ka risk le lena chaye.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza : aik waqt main aik hi trade open krny main kamyabi hain

              G ha dear ap ne bahot hi achi baat ki hai k hum ne agar ais market mai trade karni hai aor apna account safe rakhna hai to hum ko ais mai apny account par aik time mai zayda trades open nai karni chaye ais se hum ko ye faida ho jata hai k humra account safe rehta hai kun k hum agar acount par choti trade lagaty hai aor account par thori trades lagaty hai to aun ko hum loss mai bhi hold rakh sakty hain ais market mai ap ko aik trading plan bana lena chaye aor aus k hisab se ap ko kaam karna chaye agar ap ais market mai mehnat karty hai to ap ko ais market mai kafi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ko time lagana parta hai ta k ap ko ais market mai kamyabi ho jaye aor ap ais mai jitni mehnat karty hai atna hi zayda faida hota hai.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza : aik waqt main aik hi trade open krny main kamyabi hain

                hanje brother ap sahi kah rahy hain aik wakt main aik hi trade open karny main kamyabi hai.aik wakt main aik trade karmy ka faida yeh hai kay ham ziada risk main nahe party hian or aik time mai n aik he trade ko hold kar rahy hoty hain forex main ham jitni ziada trade karty hain utna hi ziada risk laina parta hai or hmara dehaan dvide hojata hai is lea kam trades lagain mager acurate lagain aik say ziada trade wo log laga sakty hain jin kay pas is ka bohat ziada knowledge or experiencee hai lakin phir bhe bohat ziada entention ki zrorat hoti hai hamen chaea kay ham utna he kam karen jitna kay ham safely profit gain kar sken or forex main apna ak professional logon ki list main apna ak nam bana saken or safe trading kAR Saken
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza : aik waqt main aik hi trade open krny main kamyabi hain

                  Assalam walekum pyare doston Forex trading market mein management ke sath kam karne mein kamyabi naya grave tragopan karoge aur note size lo rakhoge to aapki trade aapke control mein hogi aur aapko itni pareshani nahin hogi trade open karne ke bad usko stop loss aur take profit ke accordingly manage kar lo aur use karte hue kaam karo iske alava Forex trading market mein aapko candlestick chart pattern aur experienced trading analysis use karna hota hai jiske liye aapke pass hamare khet ki current update honi chahie aur previous history bhi aapko maloom ho tab aap behtar andaza laga kar kam kar sakte ho trading market mein sentimental analysis ko bhi use karo sentimental analysis zeyada active aur important hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza : aik waqt main aik hi trade open krny main kamyabi hain

                    Dare for ex member lazmi hai Kay Ham woh kari na Karen aur kam se kam lot lagaen Ek Ya Do Zyada Agar ham trade chalayingy To Hamen samajh Nahin aaega unke bara analysis karne mein unke chart reading mein unke graphic motion pay Nazar rakhne Mein Mushkil Hogi aur ham mentally tired Ho Jaenge isliye behtarin kam yah hai ki ek se do trade open Karen aur use Sahi tarike se analysis Karen Uske bare analysis ke bare mein woh dekhna parrta hy aur uska Ek target set Karen jab acchi profit hojaye target achieved hojaye mean profit aaega beshak torra Ho lekin profit Ho To Ham motivated Rahenge aur trading Dilchaspi layngy Jo kay bohut ziyada lazmi hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza : aik waqt main aik hi trade open krny main kamyabi hain

                      yes dear app ki bat thek hai forex main jab ham tradinng karty hain tu proper ham ko planing ky stah kam karna chaheay ager ham scalper hain tu hum ziada trade karni parti hai aur ager hamry pas long term trade karny ka method hai tab ham ziada trade open nahi kar sakty hain mager ap ziada trade open tab he kar sakty hain jab ap ky pas big capital hota hai aur ziada trade ko mangement karna bhi bohut mushkil hota hai jis ki waja say ap ko kam say kam trade karni chahye phir he ap loss say bach sakty hain forex main trade lgana he kafi nahi hota hai trade ko mangement karna bhe bohut zrori hota hai es lea forex main ham ko trade krny ky sath sath apni tarde ko proper planing say mangement bhi karna chahea.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza : aik waqt main aik hi trade open krny main kamyabi hain

                        dear member important aapki baat se mukammal ittefaq karta Hun ki Jab bhi aap stay trading karna chahte hain to aapko chahie ki ek waqt mein sirf aur sirf ek hi exchange open rakhen. Iski vajah yah hoti hai ki aap Jab buying and selling mein new hote hain yah beginning degree mein hote hain to aap zyada usko ek hi waqt mein examine nahin kar sakte isliye aapko chahie ki apna tamam cognizance ek hi pair rakh kar tradeplace Karen. Bahut se trader aise bhi dekhe Hain Jo bahut zyada tradeplace kar dete hain aur over buying and selling ki vajah se Bara nuksan uthate Hain. Agar aap ek expert trader banna chahte Hain to apna awareness getting to know in line with rakhte hue incomes Hasil Karen kyunki basically learning hi Hamari earning ka behtarin source banti hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza : aik waqt main aik hi trade open krny main kamyabi hain

                          Assalamu alaikum Dosto umeed kerta hun k ap log kheriyat se hon gym.
                          Ji han dosto ye aik bht hi achi bat hai hum aik wqt mein aik trade hi open krein gy to kamyab ho skeen gy ji dosto hein aik wqt mein aik trade hi open kerni chahiye isky benafits ye hwin ke hum log zyada risk nhi ly rhy hotu or hum zyada twajja se kaam ker ke acha profit or bonus earn ker skte hein or isky sath acha knowledge or experience bi hasil ker ke share ker sktu hein ji dosto humein chahiye ke aik wqt mein aik hi trade open krwin or is sy humein zyada benefit ye hoga ke humata dhehan dvd nhi hoga hum active hoker focus se kaam ker skeen gy ji han dosto hmein chahiye ke utna hi kaam krein jitna hum safely profit earn ker skte hein or isky sath humein zyada risk nhi lena vhahiye or professional ho ker trading kerni chahoye taky professional logon mein apna naam bana skeen or safely trading ker ke profit hasil ker skeen.THANKX
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza : aik waqt main aik hi trade open krny main kamyabi hain

                            apne sahi kha hame chaiye ke ham jo hai wo ek time me ek trading kren q ke agr hame loss ho to kam ho agr hame profit ho to kam ho agr ham zyada trading kren to loss bh zyada hoga or profit bh zyada ho skta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza : aik waqt main aik hi trade open krny main kamyabi hain

                              g bahi jan ya zarori nai ha ka hamy kiti trade lgani chahiya ya sab kam hamri apna knowldge pa depend krta ha ka ham kitni tradig ko handle kar sakta han or es bat ka bi khyal rakhna chahiya ka hamra pass itni amount bi majod ha hamy apna account balance koo samna rakhta howa trading lgani chahiya aik new trader is ma risk na la wo aik time ma aik hi trade ko lagy wo bi kam sa kam lot pa q ka agr aik new trader ko losse ho jata ha wo bardasht nai kar sakta or kai trader himat har jaty han or es kam ko fazol kah data han but agr ham samj ka kam lan aik time ma aik hi trade ko lagy or os pa bi stop losse or take profit ka istmal kara taky agr hamy kisi wja sa losse bi hu jata ha wo otna ho jtna ham osy bardasht kar saky or jald cover karna ki khuch kar ka es ko kamyab bnay trading ko ham kisi mzak ma a ky galt istmal na kara taky hamy es ka bohat losse hu jay sab sa bhtar ha ham aik time ma aik trade ko lgay or wo bi kam loat pa aona account balance ko dakhta howa

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X