Ye review Corona Virus Sy Bachao k tareeqon per mubni hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review Corona Virus Sy Bachao k tareeqon per mubni hai
    Ye review Corona Virus Sy Bachao k tareeqon per mubni hai
    Faide: Corona virus Se bachne Ke Liye care bahut jaruri hai agar aap care Karenge to aapko Corona se bachne ka yah Tarika mil sakta hai Varna isase Bachana na bahut Mushkil Hai
    Nuqsanat: agar aap Corona virus Se bachne Ke trikon per Amal Nahin karte to aapko bahut jyada nuksan uthana pad sakta hai

    Coronavirus Ke Aaj Tak Koi vaccine Nahin Nikali hai agar aapko Corona virus Se Bachana hai to aapko bahut jyada Safai Rakhna Hogi khane se pahle Hath donon Honge Agar ho sake to gloves use Karen aur public places per per jaane ke time mask ka istemal lazim Karen jitni bhi Corona Virus ke bare mein tahkikat Hui Hain uska Pata Chala Hai hi ke Corona virus social distance rakhne ki ki vajah se a kam spread Hota Hai lehenga aap Jab Bhi Bahar jaen lazim social distance maintain Karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review Corona Virus Sy Bachao k tareeqon per mubni hai

    Dear brother aapane bahut hi Achcha review pesh Kiya Hai Lekin aajkal yah Jay Bimari bahut jyada fail gai hai aur sirf is vajah se pahle hai ki ham log iski Itihaas Nahin karte hain Agar Ham iski Itihaas Karen orificemeter dabir Apne To Ham is per control kar sakte hain Agar Dekhen to is Waqt is Ne America mein bahut hi jyada tabahi Ki Hai vah Jyada log iski vajah Se Mar rahe hain To Hamen chahie ki Iske fast Ki Tabeer apna hi tarkki Ham is Bimari se 22 Corona virus Se bachne Ke sabse behtarin halgi hai ki aap apni fajihat aap khud Karen agar aap ghar mein baithenge gay aur agar aap bhai nikalte Waqt Ka istemal Karenge aur gloves pahankar idhar udhar Jaenge Ham is Bimari se bhej sakte hain iska Ilaaj Itihaas hi hai.
    • #3 Collapse

      Re: Ye review Corona Virus Sy Bachao k tareeqon per mubni hai

      Yes dear ye to ap ne bahot hi acha mashwara dia hai k hum ne agar corona virus se bachna hai to hum ko sab se phly to apny ghar mai rehna chaye ais k baad hum agar ais mai agar ye dekhty hai k hum ko ghar se bahir jana par gia hai to hum ko mask aor glover use karny chaye ais se hum ko ye virus nai lag sakta hai ais k sath ap jab ghar wapis aye to aus time soap k sath apny hathon ko dho ley aor pani ka istemal zayda kary ais se ap ko ye faida ho jata hai ap agar ais virus se effected ho bhi jaye to ye zayda pani peeny se ye ap k galy se ap k pait mai chala jata hai aor waha ye khatam ho jata hai ais mai ap ko apni safai ka khas khayal rakhna ho ga tab hi ais se bach sakty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Ye review Corona Virus Sy Bachao k tareeqon per mubni hai

        yes brother ki aapane bahut hi acchi baat Kiya ki hai aaj kal ke Daur Mein Jo coronavirus ki vajah se a Machhali a rahe hain yah bahut hi jyada dangerous hai agar aap apne aap ko saaf Rakhna Chahte Hain To uske liye aapko Is Tarah Ki Hatya Yad per Amal karna chahie agar aap ismein ahtiyat Nahin Karenge to aapko yah Bimari lag sakti hai aur iski vajah se ho sakta hai aapki dost bhi ho jaye Magar aap ismein Mari Se Bachana Chahte Hain To aapko ismein apni care Karni chahie is Bimari mein aapko Apne Upar Itna Jyada focus karna padta hai ki aapko Iske Jarasandh Tak pahunch Na Ho iske liye aapko Bar Bar Hath dhone hote hain aur apne ghar mein hi Rahana hota hai agar aap Ghar Se Bahar nikalenge to aapko yah Bimari bahut hi jaldi lag sakti hai.
        • #5 Collapse

          Re: Ye review Corona Virus Sy Bachao k tareeqon per mubni hai

          yes dear ap ne thek kaha hai crona virus k bhrey main tu sab ko pta hoga ye bohat hi buri bemari hai is bemari ne pori duniya par hamla kiya hua ha ise bacne k liye hum etyat k zahrorat hoti ha is bemari ka janam china se hua tha last kuch month 3 month china par heavey rhi ye bemari lekin os k bad china waluo ne is par kabuo pa liye ab bat krte hein k china waluo ne is pr kese kabo payea kea un k paas ko vecseen nai esa nai hai uno ne chand kuch hafazati amal kiye uno ne pori mulk main lockdwon kr diya is py unki k loguo ne be sath be hume ise bacne k liye khud eteyat krni hoti ha hume bar bar hume hathuo ko dona chaiye 30 second tak ur mo main har time maks rakhna chaiye ghr ma hi rha zahrori hai kew ye bemari eik bande se dosre banda main ati ha
          • #6 Collapse

            Ye Review Covid-19 Treatment pe hai

            Corona virus Treatment kesy kia jaay
            Bachaao
            Piyare bahio aur behno corona virus ke abi tak koi Vaccine tiyaar nahi hui hai aur shyed 1 saal aur bhe na ho. Es ka ilaaj sirf aur sirf es sy bachaao hai. Aap agar care nahi karin gay to aapko ye virus bilkul bhe ni chory ga. Aap chahy kitne he healthy kun na ho virus aapko kafi zaida damage pohncha sakta hai aur baki aap logon ko maloom hai kay kitne zaida infections ur deaths poori dunia main ho chukki hain
            Kesy Bacha Jaay
            Aap agar safe rehna chahty hain to 1 dosry kay darmiyaan kam az kam 7 foot ka distance rakhin
            Apny haaton ko face pe dohny sy pehly na lagain
            Hathon ko saban sy dohin aur saban laga kar 20 seconds hath dohty rahin.
            Face mask ka use lazmi karin.
            Agar aap serious nahi hon gy to aap ka ghr wale aur aap hamesha khatry main rahin gy.
            • #7 Collapse

              Re: Ye review Corona Virus Sy Bachao k tareeqon per mubni hai

              Assalamu Alaikum Dosto coronavirus bahut hi Khatarnak virus hai isase bachne ke bahut se tarike aur Hidayat hai.
              👉Isase bachne ke liye sabse pahle To Hamen Hathon ko saaf Suthra Rakhna chahie Kyunki bahut Se jaraseem Hamare Hathon ke hi jarie Hamare Jism Mein dakhil Hote Hain.
              👉 germs Hamare Hathon ke zariye Hamari Aankhon aur Hoton Se touch hokar hmarey jism mein dakhil ho Jaate Hain.
              👉 koi bhi chij touch karne ke bad Hamen Hathon ko Bar Bar dhona chahie.
              👉 germs Ko Ghar Se Khatam karne ke liye Hamen gharon Mein spray karvana chahie.
              👉 coronavirus jyadatar bacchon aur buddhe Logon per attack karta hai.
              👉 isliye Hamen bacchon ke Hathon ko bar bar dettol ya koi bhi sabun se unke Hath dhone chahie.
              👉 coronavirus se Darna nahi ladna hai.
              • #8 Collapse

                • #9 Collapse

                  Re: Ye review Corona Virus Sy Bachao k tareeqon per mubni hai

                  Corona aik aisi beemari hai jiss ka abhi yeh bhi pata nahi hai kay yeh kaha hai aur kaha nahi hai. Corona virus say bachao ki vaccine tou abhi takk bann nahi saki laikin uss kay tajurbaat jaari hain. Aur vaccine kay elawa aur bhi bohat say tareekoo pay kaam jaari hai. Corona virus say bachao kay bohat say tareekay hain jinn pay ammal ker kay khud ko, apni family ko aur dusroo ko bhi Corona say bachaya jaa sakta hai.

                  Corona say bachao kay liye social distancing bohat zaruri hai. Ghar say baahir mask ka use kerna chaiye. Baar baar paani peena chaiye. Agar ghar say baahir jaey tou haath milanay say aur bohat ziada cheezoo ko haath laganay say guraiz karain. Agar aisa kerna zaruri hai tou uss kay liye medicated gloves ya Kamm say Kamm polythene gloves zarur use karain. Aur unhain use kay baad dispose zarur karain. Aur ghar mai daakhal honay kay baad apna libaas tabdeel zarur karain aur achi Tarah muh haath dhonay kay baad hand sanitizer ka use lain aur koshish ker kay jo bhi shopping bags waghaira baahir say laey ho tou unhain bhi zarur dispose karain
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye review Corona Virus Sy Bachao k tareeqon per mubni hai

                    Gta member in halat mein to aapane bahut hi acche per mudda uthaya hai aur baat ki hai yahan to aajkal pakistan mein bahut jyada coronavirus ka masla aaya hua hai aur bahut sare logon ko coronavirus se bachne ki maloomat ke bare mein kuchh nahin pata aur na hi vah koi ehteyat karte hain Isliye hamen chahie ki agar hamen coronavirus se bachne ke liye kuchh bhi pata hai to ham share karen taki un logon tak maloomat pahunche jo nahin jante aur ko is mein maloomat ko jaankar Usse fayda utha sake aur vah amal karen aur apne aapko corona virus se mehfooz rakhta ke corona virus mein bahut hi itihaas ki jarurat hai lekin vah koi aisi itihaas nahin jinko ham nahin kar sake agar ham thodi si koshish karen to vah sab kuchh kar sakte hain jo coronavirus se hamen bata sakta hai Sabse pahle to hamen coronavirus se bachne ke liye apne apne aur apne eid ke mahaul ko saaf suthra rakhna hoga aur agar koi bi se aaye to usko foreign hath dulhania dhone padenge Aur kisi bhi chij ko hath lagakar yah hath lagane se pahle yah hath lagane ke bad hona bahut jaruri ho jaega aur agar ham kahin bahar jaenge to mast denge aur aate hi man utaar kar sanitizer ka istemal karenge Aur agar hamen halka sardi khansi najla jukam ki koi shikayat ho to ham foreign doctor se ruju karenge ham is bimari ka puran se puran ilaaj kar sake
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye review Corona Virus Sy Bachao k tareeqon per mubni hai

                      Dear friend Jaisa ki aapko Maloom Hai Ki Pakistan mein bhi virus bahut jyada pheel chuka hai aur iske alava aap pure world mein virus bahut jyada pheel chuka hai aur Aisa virus hai hi Ji Se Bachana bahut jyada Mushkil hai isliye is se bachne ke liye bahut jyada hai taiyar ki jarurat hai Kyunki Agar Ham Ek dusre ka Sahara Banega To Ham is virus ko Dur kar sakte hain aur Hamari madad Allah Tala Karenge to isliye Hamen Khud bhi chahie ki Ham mis virus Se Dur Hain takat Hamen sabse acchi e like mil sake

                      Corona virus Se bachne Ki Tabeer

                      1. Hamesha Hath Dhote Rahe Din Mein 20 mat bar Apne Hathon Ko Dhuen

                      2. Acche sanitizer ka istemal Karen

                      3. Agar sanitizer maujud Na Ho To acche sabun ka istemal Karen aur Bar Bar Hardoi

                      4. Aankh yah naak ko Hath mat lagaen

                      5. Mask ka istemal proper Karte Rahen

                      6. Kisi Se Gale milane Se parhez Karen

                      7. Kisi bhi aadami se hath milane Se Bhi Rahegi Karen

                      8. Apne aap ko ghar mein rakhen bahar jaane se parheez Karen

                      9. Park ya Kisi bhi activate area Mein mat jaen Jahan logon ka Tarjuma Jude Ho

                      10. Koi Bhi chij per change karke Le To usko acchi Tarah Se dhoya aur use detol say wash Karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye review Corona Virus Sy Bachao k tareeqon per mubni hai

                        Corona virus se bachny key tareeqy wazeh key gaye hey easily en par amaal kar key ham corona virus se bach sakty hey aur apni hefazat es virus se karny me kamyab ho sakty hey,

                        1. agar ham ghar se bahir jaye to mask aur hands par gloves laga kar jana chaye es ki waja hamary hathu par es virus ka asaar nahi ho ga aur mask ki waja se hamary mouth aur nose me ye virus nahi ja saky ga,

                        2. hands ko bar bar water aur soap se kam se kam 20 second tak saaf karna chaye es ki waja se corona virus khatam ho jata hay,

                        3. agar temperature high ho jaye aur zukam be ho to es sorat me kesi se be nahi milna chaye aur 1 room me khud ko kam se kam 8 din tak rakna chaye.
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye review Corona Virus Sy Bachao k tareeqon per mubni hai

                          HI friends umeed hay kay ap sab thak hon gay or ya review corona virus say bachao kay tareeqon per mubni hay
                          Sab say bather tareeqa to ya hay kay ap ghar main rain
                          Ghar zorori mafal main jany say preaz karin
                          Har chand lamy bad apny hat dodain or safe raklain
                          Bhar jany kay wqat apny mon pay masak char lain
                          Logon ko ka
                          • #14 Collapse

                            Re: Ye review Corona Virus Sy Bachao k tareeqon per mubni hai

                            Dear friends corona virus ake esi disease hay jiss ki abhi tak koi bhi vaccine bhi nai invente nai hoi hay aur iss ka proper koi ilaaj bhi nai hota hay iss ka wahad bachnay ka tareeka ehtiaat hay app ghar pay rehtay hay tou app safe and sound rehtay hay aur apni family members ko bhi mehfuz rakhtay hay Corona virus ki waja say har chez locked ho gi hay market aur shopping mall aur educational institutions sab locked ho gaye hay jab tak Corona virus ki vaccines nai banti hay uss wakt tak uss say bachanay ka tareeka ehtiaat aur senitaizstion hay.

                            ADVANTAGES:

                            Kisi bhi disease Kay khabhi bhi advantages nai hotay hay magar jab haum corona virus ki bat kartay hay to iss ki waja say logg germs say mehfuz rehnay Kay liye khud ko saf aur apney immune system ko strong rakhnay ki koshish kertay hay aur Corona virus ki waja say lock down hota hay jiss ki waja say sab logg apney gharo may rehtay hoye apney Ghar waloo Kay sath time spend Kartay hay aur sab loggo ko bar bar hand sanitizer ki aadat bhi ho gi hay.

                            Disadvantegs:

                            Corona virus ki waja say sari dunya effective hovi hay sari dunya may economically development slow ho gi hay mehangai bohaut zayada ho gi hay greeb admi greeb say greeb tar ho gya hay aur business khatam hotay ja rahay hay iss ki waja say logg mentally distrub ho gaye hay har kisi ko ake khohf sa rehta hay logg ake dosaray say door hotay ja rahay hay social distance ki waja say sab ake dosaray say door ho gaye hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ye review Corona Virus Sy Bachao k tareeqon per mubni hai

                              Dear aapane situation ke hisab se bahut hi perfect review diya hai no doubt covid-19 Ne Puri Duniya Ko Hila ke rakh diya hai aur isase bahut jyada countries effect hue hain aur agar aap Puri Duniya Ko dekhte hain to almost isase Tamam world negatively affect hui hai agar aap isase Bachana chahte hain aur apne country ko aur Khud Ko is se safe Rakhna Chahte Hain To aapko Hamesha yah is ke liye bahut jyada Itihaas Karni hoti hai aur Itni Jyada aap kiya kar sakte hain utani aap Karen aur iski safety precautions istemal karte ho ya aap isase bilkul safe Reh sakte hain agar aap covid-19 se effect Nahin Hona Chahte to aapko Har time per mask paint Na Hoga aur iske sath sath per time to time sanitizer ka istemal yakin banana hoga.

                              Dear agar aap isase safety precautions Nahin Karenge to yah bahut jald separate ho sakta hai aur is se bahut Sare log effect ho sakte hain sabse pahle aapki family members aur Jin people ka aapke sath daily basis per relation hota hai aap se bahut jyada vah effect ho sakte hain isliye aapko social distance maintain karte ho yah is related bahut jyada careful Rahana chahie Kyunki agar koi bhi Ek member isase effect ho jata hai to Uske bad aapke liye bahut jyada problems man sakti hain aur aap ki family ke sath sath aapke sath jitne bhi log attach Hain vah Sare ek se bahut jyada effect ho sakte hain is Hawale se aapko bahut jyada care karna hoti hai. Bahut sari Aisi Institute hai jo aapko different information provide kar rahe hain Jin per focus karte ho kya aap coronavirus Se Dur Rah sakte hain aur isase effect hone se bus sakte hain Kyunki Agar Ek Bar aap isase effect Ho Jaate Hain To Uske bad aapke liye bahut jyada problem Ho Jaati Hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X