Yeh Review Palto Kuto par mubni hai (Title Edited By Rizwan Trader)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh Review Palto Kuto par mubni hai (Title Edited By Rizwan Trader)
    Ye Review Pet Dogs per mubni ha
    Faide: pet dogs app shok ke Taur per bhi Rakh sakte hain aur pet dogs rakhkar aap business bhi kar sakte hain
    Nuqsanat: Agar aapke ghar mein koi pet dog Hai To usse aapko Koi Bimari e transfer hone ka Khatra ho sakta hai

    Aapane Dekha Hoga ke Kafi Sare log pet dogs ghar mein rakhte Hain aur mere Khyal mein Main sabse behtarin Jo dogs Mein Hota Hai hi jo aap up ghar mein pet dog ke Taur per Rakh sakte hain. Pet dogs man German Shepherd ka pahla number hai German Shepherd bahut hi Ala nasl Ke dogs hai. Agar aapane ghar mein Koi pet dog Rakhna Hai To Mera Mashwara aapko German Shepherd ka hoga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review Pet Dogs per mubni ha

    Ji han dear brother aapane bahut hi acchi review pesh Ki Hai Lekin bahut Sare log Apne gharon Mein pet dogs rakhte hain aur unko palte hain aur bahut Sare log iska business bhi kar rahe hain lekin agar aap business Bhi Karte Hain To aapko unke bare mein pata Hona chahie ki kaun sa dog Achcha hai aur Kaun Sa Nahin aapko inke bare mein pahle search karni padati hai aur dusri Baje kya kar aapane Jo Kiya Taur per ghar mein Rakhna Hai To uske liye aapko pahle Uske bare mein dekhna Hoga Ki aap kaun si nasl ka dog ghar mein rakhte Hain Jis Tarah aapane kaha hai ki German Shepherd Ek bahut the Achcha bat hai ghar mein rakhne ke liye yah Dekhne Mein Bhi bahut hi pyara hai aur vaise bhi bahut hi Khubsurat Hai yah National bahut hi Allaw hai ISI Tarah Hamen Jab Bhi Ye Koi ghar mein Rakhna chahie To Hamen ke bare mein pahle acche se permission Hasil kar leni chahie
    • #3 Collapse

      Re: Ye review Pet Dogs per mubni ha

      Dear ye aik bahot hi acha mashgla hai k ap ghar mai pet dogs rakh ley ais se ap farag time mai bore nai hoty hai aor ais k sath ye pet ap ka bahot hi khayal rakhty hai ap ne agar ain ko dekha ho to ap ko ais mai kafi zayda entertainment hoti hai ap agar apny ghar mai pet dog rakhty hai to aus k rehny ki achi jaga bana ley aor aus k sath ap ain k khany peeny ka acha intezam kary ye na ho k ap ain ko ap bilkul khany ko koi cheaz dy hi na agar ap ne ghar mai hifazat k liay dog rakhna hai to aus time ap ais mai bary dog ko apny ghar mai rakh sakty hai aor ais se ap ko ye faida ho jata hai ap ko tension nai hoti ye ap k ghar ki hiffazat pori raat jag k karta hai aor ap ki bhi care karta hai.
      • #4 Collapse

        Re: Ye review Pet Dogs per mubni ha

        yes dear aapane bahut hi acchi baat ki hai ki Har Insan Ko Koi Na Koi chij Pasand hoti hai agar humne Apne Ghar Mein Dekha Ho To Koi log Apne gharon Mein cats Rakha Pasand Karte Hain aur Kai log Apne group mein daal Ke Rakhna Pasand Karte Hain aapane Agar apne ghar mein koi chij rakhni hai to aapko chahie ki aap Koi Chhota Sa bag rakh le isase aapko yah fayda hota hai ki aap ke saath Jab Chhota Sa hota hai to tab bhi free ho jata hai aur aap ke Saath Chalta rahata Hai Jab Jab Bada Ho Jata Hai Mujhe aapka bahut hi jyada se lagta hai Kyunki yah jitne bhi Janwar hote hain yah agar aap unke care karte hain mujhe bhi aapki bahut jyada care Karte Hain Aise Janwar use aap apni father ke liye bhi istemal kar sakte hain Kyunki Jab aapke ghar mein hote hain to aapke ghar per koi banda Chori karne ki nahin Sochta.
        • #5 Collapse

          Re: Ye review Pet Dogs per mubni ha

          Paltu kutty agr ap rakhvali ky leay istemal kro gay to bahot kaam aty hain ao in ko mungphali ki rakhi krva skty ho janwaron waly ghar ma kutty bahot hifazat krty hain aor in ki nasal achi ho to wafadar janwar amjha jata hai lkn log in ka miss use krty hain in ki larain krvaty hain aor shrten rakh ky in ko lraya jata hai jo ky bahot he zulm ki bat hai aisa nhi krna chye yeh mshgla bahot bura hai janwaron ko larai ky leay nhi bnaya gia hai in sy jo fiaida uthana chye wo utahay jay jub yeh lam ky nahi rehty in ko awara chor dia jata hai aor ywh phr logo ko katt lety hain jis ky 14 teeky bhi lgty hai apko in ky bary ma maloom hona chye kutty sy jasusi bhi krvai jati hai aor yeh dushman ka suraz lga skta hai chor oakry ky leay bhi kutty use keay jaty hain apko pet doges ky bary ma sub ota hona zaroori hai
          • #6 Collapse

            Re: Ye review Pet Dogs per mubni ha

            Advantages

            Ji han bilkul aapki baat bilkul theek hai dogs honi chahie Kyunki yah bahut hi wafadar hote hain aur Hamari rakhwali Bhi Karte Hain Agar Hamara Koi Bhi Bada zimidara Ho Aur Hamari Aisi Haveli Ho Jahan per Ham isko Rakh sake to isko Jarur Rakhna chahie Kyunki yah Ek personality ke Taur per bhi bahut Achcha Janwar hai aur yah wafadar bhi hota hai to Hamari rakhvali bhi karta hai to isliye yah bahut hi Achcha hai ek yah Ek bahut hi Achcha shauk hai isko pura karna chahie Agar aapke pass acche missile maujud ho aur Achcha dog maujud Ho

            Disadvantages

            Lekin iska sabse bada hota hai ki Ham isko Ghar Mein Nahin Rakh Sakte Kyunki Hamara Ghar Agar Kisi Colony Mein Hai To vahan per time is ko saaf Rakhna bahut Jaruri hota hai to isliye isko Ham apni Behtar society Mein Nahin Rakh Sakte Jahan saaf Safai maujud Ho aur iski Badi vajah yah bhi hai ki agar aapke pass koi Bada dog Hai To vah Kisi Aur Ko Kat Le a to bahut jyada matlab ban jata hai
            • #7 Collapse

              Re: Ye review Pet Dogs per mubni ha

              Assalamu Alaikum ji han doston yah review pet dogs per mubni hai aur yah bahut hi acchi review hai.
              Har shaks Ko Kisi Na Kisi animal se bahut jyada pyar hota hai aur use rakhne ka shok bhi Hota Hai.
              ADVANTAGE S☀
              Agar Ham pet dogs per Baat karen to yah bahut hi acche Janwar Hote Hain.
              Pet dogs per Baat To bahut mashhur hai ki yah bahut Wafadaar Hote Hain.
              Log kutton ko bahut shauk se paate hain aur kutte bhi Unka Anjam Achcha Dete Hain wafadar hi Karte Hain.
              DISADVANTAGE☀
              doston iska Ek bahut bada nuksan hota hai ki ise ghar par rakhne Se Ghar Mein rehmat k Farishte Nahin Aate.
              • #8 Collapse

                Re: Ye review Pet Dogs per mubni ha

                Pet dogs pehlay sirf Gaaoo dehaat mai Gharoo aur janwaroo ki hifazat kay liye rakhay jatey thay laikin ab shehroo mai bhi I ki bohat zarurat bann chuki hai. Shehroo mai bhi loog ab paaltoo kuttay rakhtay hain jiss say ghar ki hifazat aur bacho ki hifazat ka kaam bhi lia Jata hai. Paaltoo dogs ki mukhtalif breeds hain jinhain mukhtalif zarooriyaat kay mutabiq rakha Jata hai kiyu kay dogs ki kuch breed sirf khoobsurati ya dikhaway kay liye rakhi jaati hain aur kuch breeds hifazat ya larai kay liye rakhi jaati hain. Jinn mai German shepered aur bull terrior aisi breed hai jo hifazat aur larai ki gharz say bohat prefer ki jaati hain. Villages mai dogs ko rakhna masla nahi hota hai kiyu kay jagha ka masla nahi hota hai laikin cities mai kiyu kay jagah Kamm hoti hai iss liye Thora mushkil bhi hojata hai. Dogs ko Agar gharoo mai rakhna hoto unhain proper injections lagwanay hotay hain jo vaccinations vetarnary doctors say kerwai jaati hai takay woh bhi healthy aur disease free rahain aur unn say gharoo mai bhi koi bemaari na phail sakey
                • #9 Collapse

                  Re: Ye review Pet Dogs per mubni ha

                  Pet dogs ko hamesha insaan ne hi pala hay aur es ki bahot se khasoseeyat hoti hay ye nature wild (jangli) janwar nahi hay, insanu key sath rehty howy ye bahot hi wafadar aur insanu ki sunty hey, ye height me small aur dekny me bahot hi khobsorat hoty hey bahot se families pet dogs ko hi palty hey es ki waja ye hay key ye achi nasaal key hoty hey aur kabi be kesi insaan ko nuqsan nahi ponchaty hey, jo be pet dogs rakty hey ye un ka shooq hota hay aur es key rehny aur khorak ka bahot hi khayal rakty hey jes ki waja se ye janwar be esy insaan ka bahot khayal rakny par majboor ho jata hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Yeh Review Palto Kuto par mubni hai (Title Edited By Rizwan Trader)

                    Dear friends pet dogs usually logg rakhna passand kartay hay aur jinko pet dogs ka craze hota hay to phir wo achay aur mehngay dogs ko rakhna prefer kartay hay kuch logg dogs ki different breeds rakhtay hay aur hamesha hi achi breeds Kay dogs ki talaash may rehtay hay Agar dekha Jaye to dogs bohaut zayada sincere hotay hain apney owner Kay sath aur Jo pet dogs hotay hay wo apney owner ki har bat obey kartay hay dogs may germon shepherds aur bull tarears aur bull dogs logg rakhna passand kartay hay aur zayada tar logg puppies ko like kartay hay yeah bohaut zayada cute hota hay kidz bhi iss ko pasand kartay hay aur iss Kay saath keahltay bhi hay breeds dogs ki apni special diet hoti hay Jo market say easily dastyaab hoti hay.dogs ko rakhna koi mushkil nai hota hay app Ghar Kay bahir uss Kay liye dog house bna saktay hay aur dog house app wood ka bhi bna saktay hay aur bricks ka bhi bna saktay hay.

                    ADVANTAGES:

                    Dogs wafadar janwar hota hay Agar haum dog rakhna chahitay hay tou haumay pehlay ake acha dog purchase karna hota hay phir uss ko apney hisab say trained karna parta hay dogs ko app khud bhi trained Kar saktay hay dogs ko app ball Kay sath playing karna sikha saktay hay jo pet dogs hotay hay wo street dogs ki tarha say nai hotay hay aur na hi khabhi bhi kisi ko bite nai Kartay hay dogs ki different breeds hoti hay kuch breeds Kay dogs bohaut zayada costly hotay hay magar kuch breeds Kay dogs itney zayada costly nai hotay hay.

                    Disadvantegs:

                    No doubt Kay dogs wafadar janwar hotay hay magar Lazmi nai hay Kay har janwar haum apney gharo may rakh sakay pet dog esa hi janwar hay jiss ko haum apney gharo may easily nai rakh saktay hay Kyu Kay yeah kisi ko bite bhi Kar sakta hay jo Kay bohaut zayada dangerous hota hay aur phir har hospital may iss ki vaccines bhi jald dastyaab nai hoti hay lehaza haumay such samjh Kar dog ko apna pet bna kar Ghar may rakhna chahiye.
                    • #11 Collapse

                      Re: Yeh Review Palto Kuto par mubni hai (Title Edited By Rizwan Trader)

                      Assalamu alaikum umeed kerta hun ke ap kheriyat se hon gy.
                      Ji han dosto pets dogs rkhan log bht hi psnd krty heib or hin logob ko pets dogs ka craze hota hai wo to bht hi mehangy or achy dog prefer kerty hein kch log dogs ki bht c breeds rkhty hein or humesha hi achi breeds ki koshish mein rhty hein agr dkha jay to dogs bht hi snsr hoty hein apny owner ke sath or pet dogs to apny owner ki her bat manty b hein agr koi dogs ko rkhan chhata hai to unhein rkhna itna mushkil nhi hota hai hum dogs k liye ghr k bahir dog house bana skty hein or hum dog house wood ka b bana skty hein bricks ka b bana skty hein.
                      FAIDAY...
                      Dogs wafadar janwar hoty hein agr hum dogs rkhna chahty hein to humein phly aik acha dog parchase kerna prta hai us ko apn hisab se train kerna prta hai ap dogs kok khud b train ker skty hein ap dog ko ball k sath playing kerna sikha skty hein jo pet dogs hotu hein wo street dogs ki trha nhi hoty or na hi kisi ko bite ker skty hein dogs ki diffrent breeds hoti hein kch breeds k dogs bht zyada costly hoty hein lakin kch breeds ke dogs itny costly nhi hoty.
                      NUKSANAT...
                      Is me to koi shak nhi hai k dogs wafadar hoty hein lakin hum dogs ko unhi apny ghroon me nhi rkh skty hein q ke dogs ka kch pta nyi hota wo kisi ko bite b ker skty hein or is ki vacsine her hospital mein available nhi hoti hai isi liye soch smjh ker dogs ko pet bana ker ghron me rkhna chahiye.THANKX
                      • #12 Collapse

                        Re: Yeh Review Palto Kuto par mubni hai (Title Edited By Rizwan Trader)

                        ASLAM O ALAIKUM DEARS ,
                        " Palttu kuty "

                        Dears, App sab kesy hein umeed hai ke app sab kheryyat se hongein . Gee to abb ham batt kerty hein apny ajj ke review ke bary mein jo ke Paltu Kutton ke bary mein hai .
                        Paltu kuty log gharon mein log palty hein , lekin ham Muslim yeh manty hein ke kuton ko gharon mein nahein palna chahiye kiun ke in ko palny sy gharon se barkatt khatam
                        ho jatee hai , lekin phir bhi log in ko bady shok se palty hein . jo log pet dogs ko palty hein wo in jesy batton ki perwa nahein kerty hein .
                        wo log in ke mukhtalif names bhi rakhty hein our in ke sath khelty hein our in ke sath khub masty kerty hein ,wo in ko apny sath apny gharon mein rakhty hein wo in ke
                        sath khana bhi khaty hein our soty bhi hein . Kuch log in ke sath our kuty in ke sath itna free ho jaty hein ke in ke bagher rehna bhi un keliye mishkill ho jata hai .
                        kuty in ke sath wafa dar bhi hoty hein , wo in ke gharon ki rakhwali bhi kerty hein .Log in ki kharedo farokhet bhi ker ke karobar bhi kerty hein our mony hasill kerty hein .
                        Kuch kuty bohatt hi zyada khubsuratt hoty hein un ko dekh ker dill khsh ho jatta hai . Log bady shok sy in ke names bhi rakhty hein jin mein se kuch yeh hein ,
                        Male Female
                        Oscar EMMA
                        Oliver Drincess
                        Sam Lily
                        Tucker Angel
                        Lucky Sasha
                        Murphy Coco
                        Bear Gracie
                        Riley Roxy
                        Hadley Ginger
                        Cooper Abby etc .
                        • #13 Collapse

                          Re: Yeh Review Palto Kuto par mubni hai (Title Edited By Rizwan Trader)

                          Assalam walekum Pyare Bhai Jaan Main ummid Karta Hun ki aap sab khairiyat se Honge ji han doston yah review pet dogs per Magni hai aur yah bahut hi acchi review Hai Har shaks ka Kisi Na Kisi animal se bahut jyada pyar hota hai aur use rakhne Ka Shauk bhi Hota Hai advertising/Agar Ham pet dog per Baat karen to yah bahut hi Achcha Janwar Hai pet dogs per Baat To bahut mashhur hai ki yah bahut hi wafadar hote hain log ko 2 ko bahut shauk se palte hain aur kutte bhi Unka Anjam Achcha Dete Hain wafadar hi karte hain wafadari hi karte hain doston is ka ek bahut hi Bada nuksan hota hai ki yah Aise Ghar per rakhne Se Ghar Mein Rehmat ke Farishte Nahin Aate Hain Kyunki Agar kutta ghar mein rakhte Hain To Rehmat ke Farishte Nahin Aate Road bhimatangi aati hai isliye iske liye jaruri hai ki agar Jis Bande Ne Kafi animals Rakhe hue hain aur vah animal Ki Hifazat Ke Liye Koi kutta Rakhta Hai To fir Ye Hai Kyunki sharyat ke andar do Tarah Ki Amarnath ki Gai Hai Ek Tu Ja Ke Jo Banda shokiya kutta Rakhe Uske Ghar Ke Andar Rehmat ke Farishte Nahin Aate lekin jo Bandar kutta Rakhta To Hai Lekin vah Hifazat Ke Liye dhadakta Hai janvaron Ki Hifazat ke liye Rasta Hai Tu To Uske Ghar Ke Andar Rehmat ke Farishte Aate Hain Kyunki kutta usne Bhature chaukidar Rakha Hua Hai isliye mere bhai humko chahie ke Ham shokiya kutte na rakhen Kyunki Agaram shokhiyan kutte rakhte Hain To Hamare ghar ke andar rahamat Nahin Aaegi Jab rahamat Nahin Aaegi Tu Yahan vahan Jahan Matka Basera Hoga aur Ghar Ke Andar mushkilat Ka Hamen Samna karna padega isliye shop Kiya kutta mat rakhen aur Agar Rakhna bhi hai to Kisi chij Ki Hifazat ke liye aap kutta Rakh sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Yeh Review Palto Kuto par mubni hai (Title Edited By Rizwan Trader)

                            Assalamu Alaikum dear member aapane dogs ke bare mein main review share Kiya Hai Hai ismein Koi shak Nahin ke bahut se Logon Ko Apne gharon mein dog rakhne ka bahut jyada Shauk Hota Hai aur vah vah apne Shauk ko pura karne ke liye different exam ke a dog's ko 50 Karke apne ghar mein rakhte Hain vah in dogs ko ghar mein Lekar Aate Hain unko Apne hisab se train Karte Hain inke Sath hi khana khate hain aur sote Jaate Hain Inko bahut Karvate Hain vah dogs Apne owner ko Kuchh Bhi Nahin Kahate a vah bahut jyada attach Ho Jaate Hain.

                            Faiday :

                            Dogs Ek wafadar Janwar hai bahut se log isko ho ghar ki Hifazat ke liye rakhte Hain dog Ghar Ki Hifazat ke liye best hai hi ham Hum Par depend Karte Hain police officers ke pass bhi bahut acchi nasl ke dogs Hote Hain Jo No Crime Karne Wale Logon Ko dhundhne mein main police ki help Karte Hain dogs ki soonghny ki hiss bahut taze hoti hai is leay is ko bahut se khuffia kamon k leay istemal kia jata hai achi nasal k dogs bahut expensive hoty hen but jin ko shauq hota hai wo in ko zaror purchase krty hen .

                            Nuksan :

                            As a Muslim Ham dogs ko ghar mein nahin Rakh Sakte Kyunki isase ghar mein Barkat Nahin Hoti dog bahut khon khuar jawar hai or kisi bhi time hamla ker sakta hai is ko ghar me rakhny se yeh bahut zyda shoar bhi krty hen ....thanks
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Yeh Review Palto Kuto par mubni hai (Title Edited By Rizwan Trader)

                              Assalamu alaikum dear friends Pet dogs pehlay sirf Gaaoo dehaat mai Gharoo aur janwaroo ki hifazat kay liye rakhay jatey thay laikin ab shehroo mai bhi I ki bohat zarurat bann chuki hai. Shehroo mai bhi loog ab paaltoo kuttay rakhtay hain jiss say ghar ki hifazat aur bacho ki hifazat ka kaam bhi lia Jata hai. Paaltoo dogs ki mukhtalif breeds hain jinhain mukhtalif zarooriyaat kay mutabiq rakha Jata hai kiyu kay dogs ki kuch breed sirf khoobsurati ya dikhaway kay liye rakhi jaati hain aur kuch breeds hifazat ya larai kay liye rakhi jaati hain. Jinn mai German shepered aur bull terrior aisi breed hai jo hifazat aur larai ki gharz say bohat prefer ki jaati hain. Villages mai dogs ko rakhna masla nahi hota hai kiyu kay jagha ka masla nahi hota hai laikin cities mai kiyu kay jagah Kamm hoti hai iss liye Thora mushkil bhi hojata hai. Dogs ko Agar gharoo mai rakhna hoto unhain proper injections lagwanay hotay hain jo vaccinations vetarnary doctors say kerwai jaati hai takay woh bhi healthy aur disease free rahain aur unn say gharoo mai bhi koi bemaari na phail sakey

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X