Corona Covid-19 ki Haqeeqat!
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Corona Covid-19 ki Haqeeqat!
    Covid-19 jo aam tor par aj logo k zehan mein corona Virus ki shakal mein majood hai, Is virus ki asal Haqeeqat Shyad ap Logo ko pata na hogi lekin kuch maloomat parhne k bad mein kuch facts ikhte kiye jis se ye zahir hota hai k esa b ho skta hai k ye Virus insan ka self made ho,

    Covid-19 basicially 2019 k akhri mahino mein China country k Sobay Wuhan se shro hua jab waha pei ek mareez hospital mein aya aur uska test karne k bad ye pata chala k ye ek naya virus hai.
    Virus contamination mostly ksii kay sath interaction se hoti hain chahe wo insan ho ya janwar,

    yaha masla ye tha k ye virus us shaks aya kaha se??
    China k kuch doctors ne ibtitai report mein ye kaha k ye virus kisi janwar jese Bats se aya hai,
    j
    ab k abi tak iski haqeeqat nahi pata chli kyun k baz mahireen ka kehna hai k ye virus kisi janwar se aa hi ni sakta aur esa koi janwar abi tak daryaft ni hua jisme ye virus majood ho to is se ye andaza lagaya ja skta hai k china k doctors ki ibtitai report jisme unho ne likha tha ye virus kisi janwar ya parinde se aa skta hai wo abi tak Genuine sabit nahi ho saki.

    Dosri taraf china ne ek ilzam ye b lagaya k ye virus America ki Army ne philaya aur ye virus kisi labortary mein bana hai!
    jab k America k sadar Donald Trump Kayi bar is Virus ko China Virus ka naam de chuke hen matlab ye Virus China ne philaya hai.

    Lekin in dono Mulko ki apis ki is bayan bazi mein abi tak ye sabit nahi hua k virus ki asal haqeeqat kiya thi ye virus kis ne philaya aur ye kaha se aya?

    Mere mutabik aj kal ki is technology ki duniya mein Nuclear war larna intihai mushkil ho skta hai kyun k isme dushman aur khud k bhi bachne
    k chance bht kam hen. islye kyun na esi war lari jaye jisme dushman b mr jaye aur hume koi nuksan b na ho isko kehte hen BIOLOGICAL WARFARE

    Ab haqeeqat kuch b ho kay ye virus laboratory mein bnaya giya hai ya waki ye ksi janwar wagera se aya hai us waqt tak kuch ni kaha ja skta k is Vrius ki asal Haqeeqat kiya hai.

    Lekin jaha tak ek mahireen ka andaza hai k ye ek Virus self made virus hai. matlab insan ka khud ka bnaya hua virus aur insano ki tadad ko kahtam krne ka ek monsaoba tha. lkin abi is haqeeqat se b koi 100% wakif nahi.

    Deko agay anay walay wakto mein kia hota hai aur haqeeqat kese khul k samne ati hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Corona Covid-19 ki Haqeeqat!

    covid-19 ik corona varis ha is say bachnay k liye hamain apnay hath rooz soap say dhonay chaye 20 sec and apnay face ko mask say cover krna ha or social distance rakhna ha ta k is varis say safe reh sakhain
    • #3 Collapse

      Re: Corona Covid-19 ki Haqeeqat!

      Assalam o alaikum
      Dear friends
      Covid ki haqeeqat ha ye koi jhooot nhi ha agar jhoot hota itni dunya a is virus ki wajah se Mar rahi ha kya wo b jhoot ho sakta ha.. Hamari jahil awaan jitna ehtiyaat ka btao gay utni be ehtiyaati kregi Allah hum sab ko is bimaaari se bacha ye jitny bimaar ha sab ko shifa kamila ata farmaye ameeen
      Shukriya..
      • #4 Collapse

        Re: Corona Covid-19 ki Haqeeqat!

        G apki ray sy agree krti hn q k yh ik sazish hai...nuclear war ni ho skti is liy yh najaiz faida otha rhy hr mulk k pas atomic power hai to war possible ninhai or asy yh trpa trpa k mar rhy sbko
         
        • #5 Collapse

          Re: Corona Covid-19 ki Haqeeqat!

          Asalam o Alikum dear friends and dear members umeed ha kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay bahut sary dino say crona virus nay pory mulak main apnya panjy jamay howeey han dear ye ak fake nai ha is ki waja say duniya bahut parshan ha hamai awam is ko serusliy nai lay rehi ye ak bahut he khatarnak bimari ha is ki waja say duniaya main beshomar janeey ja chuki ha ye hary leye bhi ak bahut he khatarnak bimari ha dear ye chony or sans leny kay sath ye barhti ha dear hammy is ko dehan kay sath or is say bachna chaheye is kay bahut sary nuksan ha is ki waja say hami jan bhi jald ja sakti a or jab ye ho jaye to hamarey wajood say bhi kiey ziada jany ja sakti han dear is ko hammy achy tareeqy say or serusli lay leye or apni hifazat kareey
          EHTEYAT ILAAJ SAY BEHTAR HA
          • #6 Collapse

            Re: Corona Covid-19 ki Haqeeqat!

            my dears friends
            umeed ha kay app sab thk ho gay ji app ki bat ka ma sahi answer data ho ji ha corona virus aik jaan lava dieses ha or sath hi is ki haqeeqat ya ha kay ya china ki city whohan say starts hova tha or is tara say ya juldy hi pory dunyia ma phal gya ha or log is say bot hi dary hovy ha or bot sary log apni jaan ko bi day chuky ha or ya corona hi ki waja say ha or is ka koi bi antitude abi tak market ma nai ha or sath hi ya aik dosry ko toch karny kay sath hi phalty ha or sans ki waja say bi phalty ha agar app ko starts ma hi corona virus ha to app ahtyiat kary or is say bach sakty ha lakin agar app ki halat bot hi bad ha to phr app jauldy ha mar sakty ha
            • #7 Collapse

              Re: Corona Covid-19 ki Haqeeqat!

              HI Friends umeed hay kay ap sab thak hon gay or ya review corona virus ya covid 19 ki haqeeqat per mubni hay dosto ya china say chall hay or ab ya pori donea main phal gia hay leken ab tak ic ki asal haqeeqat ka pata ni challa hay
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Corona Covid-19 ki Haqeeqat!

                Corona Virus jo key 2019 key last month se pehlna shoro howa 195 countries me jes teez raftari se pehla ye bat bahot hi taftesh nak hay abi corona virus pora tarha khatam nahi howa hay abi es ka 2nd wave be start ho sakta hay aur experts ne yahi andaza lagaya hay key 2020 key last month se ye per se pehlna start ho sakta hay, Pakistan key sath aur bahot si esi countries esi hey jes me corona virus agar khatam nahi howa to es ka pehlna zaror kam howa hay aur ye bahot hi achi bat hay key jes teezi se es ne insaan se insaan me pehlna start kia ta ab es ki movement slow ho chuki hay aur ye khatam hony key level par a chuka hay esy virus pehly be pehlty rahy hey magar kesi virus ne es teezi key sath around the world safar nahi kia magar corona virus ne bahot hi tabahi machi hay, Pakistani Government ne seyhat se related ye bahot hi acha qadam utaya hay key corona virus key teezi key sath pehlny ki taftar ko kam karny key ley har city me smart lock down lagaya es se economy ko be koi nuqsan nahi howa aur sath me corona virus be khatam hota ja raha hay, seyhat key hawaly se bahot se iqdamat jes tarha se aam admi aur doctors ne utaye hey es ki jetni be tareef ki jaye kam hay, agar corona virus natural be hay per be hamy apni seyhat key hawaly se bahot careful rehna chaye.

                اب آن لائن

                Working...
                X