Ye review Pakistan Post Office par mabani hy.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review Pakistan Post Office par mabani hy.
    Dear brothers Mera yah review Pakistan post per mananiy hai Dahej Deke Humne Agar Dekha Ho To Pakistan mein bahut Sare Aise services istemal Ho Rahi Hain Jinke jarie Ham Saman women takli kar sakte hain Ham Chhota Mota Saman idhar udhar bhej sakte hain iske liye Pakistan post office sabse best hai ya Pakistan ka government Ka Idhara Hai ismein takriban 40,000 employee kam kar rahe hain aur Iske 13000 Se Jyada Pakistan mein office hai aur ismein log bahut jyada log kam kar rahe hain is Mein 50 million log servicing kar rahe hain yah Ek bahut hi Allah service Hai Pakistan ki Jane Se Apne Mul Ke Logon Ko yah service from ki ja rahi hai agar aap Koi Bhi chij Ek Shahar Se dusre Shahar Mein artical karna chahte hain to aap bahut hi kam paison Mein Iske jarie apni Saman Guntakal Karva sakte hain iski Sabse Badi Khoob Biji hai ki ek government Ka Irada Hai Iski fees bahut hi kam hoti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review Pakistan Post Office par mabani hy.

    Dear jaisy ap ne baat ki hai Pakistan Post office to ye kafi zayda poran system Pakistan mai chal raha hai aor ais ki sab se achi baat ye hai k ap ki producat bahot hi kam time mai aor bahot hi kam price mai aik jaga se dorsi jaga chali jati hai ais mai ap ko atna zayda wait nai karna parta aor ais k office her city mai hai ain ki ap ne agar streng dekhi to kam az kam 44 hazar se bhi zayda employ ais mai kaam kar rahy hai aor ais mai ap ka saman hi shift nai ho raha hota ais mai ap ko aor bhi kafi zayda sahuliat di jati hai ap ne agar ais mai apni koi cheaz send karni ho to aus ka bahot hi asan tareeka hai jis se ap apni cheaz ain ko asani se send karwa skaty hain.
    • #3 Collapse

      Re: Ye review Pakistan Post Office par mabani hy.

      dear aapane Agar Dekha Ho To Pakistan mein Apna Saman bhejne ke liye bahut sari services Hai Magar jyadatar private hi use ho rahi hai aapane agar Verma ki service use karni ho to usmein aapko Pakistan post office use karna hota hai ismein aapko yah fayda hota hai per aap Agar is Mein Apna koi bhi Saman Baithe Hain To vah bahut hi kam kimat per send ho jata hai aur aajkal to Inki service bahut hi jyada fast ho gai hai Kyunki yah aapka Saman bahut hi jaldi send karte hain aur uske sath sath aap se Saman ki Charbi karte hain Agar aapka Saman Ki Chachi vajah se damage Ho Jaaye to aapko uski price Dete Hain jitni ki aap ka Samman Hota Hai.
      • #4 Collapse

        Re: Ye review Pakistan Post Office par mabani hy.

        Advantages

        Ji han bilkul Pakistan post office Ek bahut hi Achcha de raha hai aur is ki vajah se aap apni chij Ek Jagah se dusri Jagah bhej sakte hain aur yah bahut hi acchi Tarah Se Kam karta hai ki government Ka Dar hai aur Iske sabse bada benefit yahi hai ki ismein charges bahut jyada kam hote hain aur government kam charges main aapki koi bhi documents ya koi bhi chij Ek Jagah se dusri Jagah pahuncha deti hai aur yah bahut hi Achcha aur Behtar Adaara hai

        Disadvantages

        Pakistan post office ka sabse bada matlab yahi hai ki aap koi bhi document send karna Chahe to usmein do SE teen din lag Jaate Hain To yah sabse bada masla hai lekin Iske elawa Agar dusri services Dekhen to vah ek din ke andar aap ki documents pahuncha Dete Hain
        • #5 Collapse

          Re: Ye review Pakistan Post Office par mabani hy.

          Pakistan Post office Pakistan ki oldest mail industry hay jes ko Government of Pakistan ne 1947 me banaya, ye mail industry basically ministry key under hi ati hay, Pakistan post office national level par largest network rakti hay, Pakistan me 13050 tak post office me hey sab se achi bat ye hay key har city me be aur har village me be Post office banaya gia hay ta key logo ko (Post & Telegraph) mail karny me asani ho, agar deka jaye ajkal bahot fast aur computer ka dor hay magar per be ham post office ki ehmeyat se inqar nahi kar sakty hey, post office ki khas bat ye hay key yaha par ham utility bills, telephone bills, aur money invest karny jesy advantages hasil kar sakty hey.
          • #6 Collapse

            Re: Ye review Pakistan Post Office par mabani hy.

            Pakistan post aik aisa idara hai jiss kay zariye pooray Pakistan aur Pakistan say baahir bhi apnay letters aur parcels baa asaani pohanchaey jaa saktay hain. Pakistan post kay post offices her tehsil aur her district mai mojud hain aur inn kay numainday gaaoo aur dehaat takk mai mojud hain. Pakistan post ka aik mehfooz aur bohat he kaamyab system money order system hai jiss kay zariye say apni raqam aik jagah say Dusri jagah baghair kisi pareshani ka bhaiji jaa sakti hai. Issi tarah Pakistan post government idara honay ki wajah say government kay pensioners ki pensions bhi issi kay zariye do jaati hain aur jitnay bhi government idaray hain woh apni mails ziada ter Pakistan posts kay zariye he aik city say dusray city bhaijtay hain. Mobiles, internet, emails kay anay kay bawajud Pakistan posts ki khidmaat aisi hain jinn say kisi soorat bhi inkaar nahi kia jaa sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: Ye review Pakistan Post Office par mabani hy.

              Pakistan post office a government Ka Idhar Hai aur Pakistan post office Pakistan banne ke bad hi start ho gaya tha aur 1488 1949 mein Jay institution Majhe vajud Mein a gaya tha aur aur usne Apna Kam start kar diya tha to yah government ka reputation wala Idhar Hai aur ismein aap apni post vagaira sab bhej sakte hain aur ismein Kafi Jyada government ke employees ki pensions bhi Aati Hain aur vah aap apne Agar pension collect karne Hetu aap post office mein jakar pension collect kar sakte hain Iske alava Aur Bhi Kafi Jyada services Hain Jo ke Pakistan post office provide kar raha hai aur aapko Kafi Jyada acchi services Yahan per milati hain aur aapko government ki job mil bhi sakti hai Kyunki Pakistan post office Ek government institution hai
              • #8 Collapse

                Re: Ye review Pakistan Post Office par mabani hy.

                asslam o alikam sahi kaha ha ap ne pakistan mn ese bohat hi service majood hein jo saman farami k liye kam krte hein post office goverment k traf se hai is liye is ki service bohat achi ha is mn hum har cheez baj sakte hein ur wasool be kr sakte hein .

                advantages.
                post office k faidey ye be hein k in k service charges bohat kam ha na hone k barabar hein is mn hum koi be saman baj sakte hein apney kagazat ur jo be hume letter ata ha wo pakistan office post mn hi ata ha ur hum paise be baj sakte hein is k bohat se faiden hein .
                disatvantages.
                bro kisi time hume saman nai wasool hota ha is ki waja ye hoti ha k hum sahi pta nai likhte hein ya is waja se hume saman nai milta ha ur jab hume koi saman nai milta ha tu hume apney karebi post office mn ka k os ka p[ta krna chaiye .
                :1f60d: hard work :1f60d:
                • #9 Collapse

                  Re: Ye review Pakistan Post Office par mabani hy.

                  ASLAM O ALAIKUM DEARS ,

                  " Pakistan Post Office "
                  Dears app sab kesy hein umeed hai ke app sab kheriyet sy hongei . Gee to ab ham batt kerty hein apny ajj ke review ke bary mein our wo hai Pakistan Post Office
                  Pakistan post office is founded in August 14 , 1947 , our is ka Headquarter Islamabad mein hei our is mein 44,000 employees kam kerty hein . Is ke key Person
                  Murad saeed hein . Formerty ; Department of post & Telegraph . Type of bussiness ; state-owned enterprise . For tracking Pakistan Post , enter Tracking ......button.
                  Track 24 , net provied real - time details of your Pakistan Post Package .Pakistan Post is providing postal services in every nook and coner of the country throuh a network
                  of around 13,000 post offices .

                  Pakistan post
                  is providing delivery services to about 20 million households and busnesses as community services with out any cost
                  consideration . German Ambassader Martin Kobler lauded Pakistan Postal SERVICE ON january 28 for it's "reliable and fast postal ". "Great to hear that Pakistan POST
                  has become reliable and delivers fast now " he spoke out on Twitter . Ham Pakistan Post office sy kuche is terhan munslik ho sakty hein ke
                  Complaints/ Suggestions
                  1) 111-111-117
                  2)Directir General Pakistan post office .G- 8/4 Islamabad
                  3)Costomercare@PakPost - gov. pk
                  4)Disclaimer ; Postal Life surance (English) (Urdu)
                  You can use your local Post Office as your mailling address if you open a P,O,Box with in that post office . Postal codes were introduced in Pakistan in 1988 .
                  For Example ,
                  For the entire Defence Housing (DHS) area (all 8 phases) Karachi , the delivery code is 75500. Pakistan postal code formal ​99999.
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye review Pakistan Post Office par mabani hy.

                    Post office of ko bahut Thi behtarin facility provide kar raha hota hai aur yah Ek Aisa platform hai jismein aap apni Jaruri documents aur different products bahut easily Kisi dusri city mein transfer kar sakte hain ismein aapko yah advantages Hote Hain Ki Jab aap post office se Is Tarah Ki facility's ko avail kar rahe hote hain to yah as compared to other courier services bahut jyada expensive Nahin Hota ismein aapko bahut kam charges Dena hote hain Kyunki yah Pakistan ki government aapko facility provide kar rahi hai.

                    Dear jab aap post office se koi bhi important documents Kisi dusri Jagah transfer karte hain to aapko ek baat make sure honi chahie ki ismein transportation per Kuchh time Jarur lag sakta hai agar Iske against aap dusri services ko compare Karte Hain To usmein bahut jaldi aapki delivery possible Ho Jaati Hai Lekin Jab aap post office se a Kuchh documents yah product deliver karne ki koshish Karte Hain To ismein thoda sa time Jyada lag sakta hai for example agar aap Koi documents Kisi Aur courier service se 2 din mein transfer kar rahe hain to GPO se aapko ho sakta hai wahi service 3 Din Mein Main mil rahi ho ya isase Bhi Jyada time required Ho.

                    isliye Jab aap Koi important documents your product deliver karne ke liye Ye post office ko SS karte hain to use se related aapko Tamam information poochh leni chahie ki ham yah delivery kitne time tak possible ho sakti hai aur iske sath sath Ham Ko iski tracking ke Hawale se bhi Kuchh important information poochh leni chahie ki agar Ham apni delivery ko track karna chahte hain to usko Kaise track kar sakte hain Kyunki Kuchh courier companies aapko tracking facilities we provide kar rahe hote hain jismein aap apni product ko track karte ho ja Pata Laga sakte hain ki abhi aapki delivery kaun si location per maujud hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye review Pakistan Post Office par mabani hy.

                      GF Salam Walekum Pyare bhai jaan ji han bhai jaan aapane Sahi kaha hai aapane Pakistan Mein Aise bahut hi service majdur Hain Jo ke saman from ke liye kam Karti Hai post office government ki taraf se hai isliye ke sarvoch bahut hi acchi hai ismein ham har chij baat kar sakte hain aur Rasool bhi kar sakte hain

                      Advantage

                      Post Office ke fayde yah bhi hain ki inke service charges bahut kam hai na hone ke barabar Hai ismein Ham koi bhi Saman baat karte hain Apne kagjat aur jo bhi home later Aate Hain vah Pakistan office post nahin aata hai aur ham paise bhi baat kar sakte hain aur iski bahut se fayde Hote Hain
                      Nuksan

                      Bro Kisi bhi time home Saman Nahin Rasool Hota Hai Iski vajah yah hoti hai ki Ham Sahi pata nahin Le lete Ja iski vajah se Ham Saman Nahin Milta aur jab Ham Koi Saman Nahin Milta Hai To Hamen Apne kharidi post office mein main iska pata karna chahie

                      Pakistan mein takra Pakistan ke Har EK tone mein aur Har EK Tahsil Mein iska office hai bahut Sare office a Jaaye Iske alava bahut se Inki enclose kam kar rahi hai aur Kafi Achcha mahaul hota hai aur post office ka aapane Yahan per Apna utility bill bhi Ada kar sakte hain aur aap apni saving bhi kar sakte hain aur post office bahut hi Tak later se probert kar raha hai aur aap bhi in society se fayda Utha sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye review Pakistan Post Office par mabani hy.

                        Assalamu Alaikum dear friendbaahir bhi apnay letters aur parcels baa asaani pohanchaey jaa saktay hain. Pakistan post kay post offices her tehsil aur her district mai mojud hain aur inn kay numainday gaaoo aur dehaat takk mai mojud hain. Pakistan post ka aik mehfooz aur bohat he kaamyab system money order system hai jiss kay zariye say apni raqam aik jagah say Dusri jagah baghair kisi pareshani ka bhaiji jaa sakti hai. Issi tarah Pakistan post government idara honay ki wajah say government kay pensioners ki pensions bhi issi kay zariye do jaati hain aur jitnay bhi government idaray hain woh apni mails ziada ter Pakistan posts kay zariye he aik city say dusray city bhaijtay hain. Mobiles, internet, emails kay anay kay bawajud Pakistan posts ki khidmaat aisi hain jinn say kisi soorat bhi inkaar nahi kia jaa sakta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye review Pakistan Post Office par mabani hy.

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: AhmedAwan پيغام ديکھيے
                          Dear brothers Mera yah review Pakistan post per mananiy hai Dahej Deke Humne Agar Dekha Ho To Pakistan mein bahut Sare Aise services istemal Ho Rahi Hain Jinke jarie Ham Saman women takli kar sakte hain Ham Chhota Mota Saman idhar udhar bhej sakte hain iske liye Pakistan post office sabse best hai ya Pakistan ka government Ka Idhara Hai ismein takriban 40,000 employee kam kar rahe hain aur Iske 13000 Se Jyada Pakistan mein office hai aur ismein log bahut jyada log kam kar rahe hain is Mein 50 million log servicing kar rahe hain yah Ek bahut hi Allah service Hai Pakistan ki Jane Se Apne Mul Ke Logon Ko yah service from ki ja rahi hai agar aap Koi Bhi chij Ek Shahar Se dusre Shahar Mein artical karna chahte hain to aap bahut hi kam paison Mein Iske jarie apni Saman Guntakal Karva sakte hain iski Sabse Badi Khoob Biji hai ki ek government Ka Irada Hai Iski fees bahut hi kam hoti hai.
                          Dear aapane Jo review Pakistan Post office ke bare mein Diya hai hai tujhe bahut hi best hai hai kyunki yah offer Pakistan ke logon ke liye government ki taraf se Di gai hai ki bahut hi kam rate per aap apni items ko kisi bhi jagah se send kar sakte hain is offer ka yah fayda hai ki Ham agar system mein kisi bhi product ko send karte hain yah receive karte Hain to is per humko bahut hi thode time mein apni products mil jaati Hain iske sath Jay service bahut hi jyada fast hai kyunki is service mein humko government ki taraf se offer Di jaati hai ki Ham agar ismein koi products agar send karte hain to use per humko extra charges nahin Dene padte iske sath yah government ki taraf se system banaya Gaya hai Jo Pakistan mein sabse old system account Kiya jata hai sabse pahle Pakistan post office hi use hota tha koi bhi products and karne ke liye magar aajkal Pakistan Post office ke mukabale mein bahut sari courier services a gaye hain jinko use karke a log aag Baki saras use kar rahe hain jab ke Pakistan mein sabse accha aur famous system Pakistan post office hi hai jo abhi tak bahut hi acche tarike se apni services provide kar raha hai agar aap is system ko use karte hain to aapko ismein kafi jyada fayda ho jata hai isase aapko kafi jyada achcha result Mil jata hai agar aap ismein koi bhi product send karte Hain to aapki product ki bahut hi acche se hifazat ki jaati hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Ye review Pakistan Post Office par mabani hy.

                            PAKISTAN POST

                            Pakistan post office jokay pakistan ka sub say bara posting operations network hai ye 14 August 1947 ko establish howa tha ja ajj taak apna kaam bakhobee adda kar raha hai Pakistan post mai 44,000 employees kam kartay hai eskay taqreeban 5000 gareeya yani vehicles operations mai hisa laintay hai pakistan post taqreeban har village mai mojood hai aor eskay 13000 offices poray pakistan mai operates kartay hai pakistan post ka main headquarters Islamabad mai waqeeya hai aor ajj kal eska minister muraad saeed hai jokay apna kaam bakhoobe niba raha hai last chand saloo mai pakistan post nay buhot acha revenue earn kiya hai aor din ba din esmai izafa hota ja raha hai pakistan post apnay services buhot achay tareeqay say niba rahay hai aor buhot achay price kay saath koi be esko isteemal kar saktay hai agar esko dosray postal services say compare kiya jaye tho wo buhot mengay hotay hai lehaza pakistani hokar humay chaheye kay es government sectors ko ziyada say ziyada apnay postages kay leye isteemal kary es say humay be faida hoga aor pakistan ka be faida hoga kiu kay ye behtareen services kay leye humesha mojood rahega

                            Faide
                            Pakistan post bari asaani kay saath humaray cheezo ya documents ko pakistan mai kahe par be baijta hai eskay ilawa dosray mulko mai be ye cheezay baijta hai jokay ik buhot achi baath hai pakistan post kay zareye say cheezay baijna nehayat he kam qeemat par baijee ja sakti hai yani ye humay apnay services buhot low price kay saath daite hai jokay ik ache cheez hai eskay ilawa pakistan post kay offices taqreeban har city aor har village mai kam kar rahay hai jesko waja say humay kahe dor jana nahe hota balkay apnay village mai he kaam hojata hai pakistan post fast services kay saath time par cheezay baijta hai

                            Nuksanat
                            Pakistan post mai ba zahir koi aise baath nahe hai jokay humaray leye nuksaan ka baees banay lekan staff kay behaviour kay hawalay say aksar log shekayat kartay hai kay staff ka behaviour ziyada cooperative nahe hota customers kay saath any way ye ik achi services hai humay esko zaror use karna chaheye
                            Zuhaib9988 Trading journal
                            https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ye review Pakistan Post Office par mabani hy.

                              Dear mera ya review Pakistan Post office k topic pa hai Pakistan ki har province her City her gaon mein post office majood hai Pakistan post office 14 August 1947 ko banaya Gaya is waqt Pakistan mein 13000 post office majood hai jismein 44000 employees kam kar rahe hain aur yah post office 50 million logon ko serving de rahe hain iska headquarter Islamabad mein hai Pakistan post office ke chairman and DG M.Akhlaque Rana hain Murad Saeed Federal minister of postal services hain agar aapko Post office ke bare mein information chahie to aap iski website Pakpost.gov.pk per jakar Le sakte hain Pakistan Post office ke zariye apni chhoti moti chizen ek jagah se dusri jagah bajwa sakte hain iske liye aap money order kar sakte hain apne documents bajwa sakte hain apna saman vagaira baje sakte hain yah ek bahut achcha adara hai Pakistan government ke under kam kar raha hai hai Pakistan post office ka istemal abhi b kam ni hua computer ka door hai lekin iske bawajood post office key value Kam nahin Hui aaj bhi aapko apni chizen ek jagah se dusri jagah bajwany ke liye ye post office ka istemal karna padta hai post office mein bahut kam paison mein aap apni chizen bajwa sakte hain jab aap apni Koi chiz Post office ke through bhejte hain to post office wale aapko ek rasid dete Hain wo receid aapane sambhal kar rakhi hoti hai jab tak aapki vah chiz Jahan aap bhejna chahte the pahunch Na jaaye agar kabhi aisa Ho ki aap ki chiz na pahunche to aapko rasid lekar post office chale jaaye to vah aapko Bata denge ki aap ki chij pahunchi hai ya nahin aur agar nahin pahunchi to uske responsible hote hain Ham jab job ke liye apply karte Hain to hamen documents bhejne hote Hain Ham Pakistan Post office ke through bahut kam paison mein apne documents post kar sakte hain iske alava postoffice aapko insurance b farham karta hai hai aur yahan per aap savings bank bhi open karva sakte hain Post office ke bahut jyada fayde Hain iske nuksan bahut kam hai aapko Koi gaon bhi aisa dikhai nahin dega Jahan Paar post office mein majood na ho walking distance per post office majood hoga aap vahan per aasani ke sath jakar apni e chizen post kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X