Ye review Pakistan steel mil par mabani hy.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review Pakistan steel mil par mabani hy.
    Dear members Mera Yaar review Pakistan Steel mill ke bare mein hai hai yah Ek government ki industry hai Jo ke Steel banane ka kam kar rahi hai pure Pakistan mein takriban ISI industry ka Steel use ho raha hai aur yah Ek bahut hi long-term se Pakistan mein kam kar rahi hai Iske onna Pakistan government hai yah industry Pakistan mein main 1973 se kam kar rahi hai aur Pakistan mein Steel banaa rahi hai Duniya ka koi bhi building Banani ho ya FIR koi bhi ghar banana hai To usmein Ham Steel to use karte hain to dear Mera aapko yah mashhur hai ki aap Pakistan Steel Milta Steel istemal Karen jisse Pakistan Ko Bhi fayda Hoga Kyunki Ek Pakistan ki industry Hai Jab Ham Iske Steel khareed Denge to automatically Pakistan ko bhi iska fayda Hoga aur vaise bhi yah Ek bahut Thi Achcha Steel Steel hota hai aur majbut Hota Hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review Pakistan steel mil par mabani hy.

    Dear ye to ap ne bahot hi achi information share ki hai aor ap ne jis steel mill ki baat ki hai ye Pakistan ki no.1 mill hai ais mai ap ne jo batye hai k ais mai ap ko high quality wala material milta hai to ye ap ne sahe kaha hai ais mill ki koi sub brancehs nai hai ye aik hi mill hai pory Pakistan mai aor wo Karachi mai hai ais mai din aor raat kaam ho raha hai ais mai kafi zayda log employ hai aor ain ko her eid par bonus milta hai ap ne agar dekha ho to ye Pakistan ki apni mil hai ais liay ais mai jo log kaam karty hai aun ko kafi zayda sahulty di jati hai ap ne agar ais mai dekha ho to ap ko ais mai her quality aor her design ka materail mil jata hai ais ka steel pory Pakistan mai use hota hai.
    • #3 Collapse

      Re: Ye review Pakistan steel mil par mabani hy.

      dear brother aapane Agar Dekha Ho To pure Pakistan mein Har Jagah Kisi Na Kisi chij Ki mil Hoti Hai Magar pure Pakistan mein aapko Steel mill Karachi Mein Hi Milegi Jo ke Pakistan ki apni government ki hai ismein aapko Har Tarah ka Steel Mil Jata Hai ismein sabse achi bachi hai ki Itni Badi Mil Hi is castile pure Pakistan mein jata hai agar aapko high quality ka Steel chahie to aap is Steel mill ka Steel use kar sakte hain Kyunki ismein Jo Bhi chij taiyar ki jaati hai vah bahut thi acche process Ke Andar Se Gujar kar taiyar Hoti Hai Jiske Sath Sath uski price Itna Jyada Nahin Hoti Agar aap isko use karte hain to aapko ismein yah Pata chalega ki aap jitni quantity Lena Chahte Hain vah aapko mil jaati hai aur ismein jo quality aap select karte hain vah aapko aasani Se Mil Jaati Hai.
      • #4 Collapse

        Re: Ye review Pakistan steel mil par mabani hy.

        Pakistan Steel mill
        Advantages:
        Pakistan Steel mill a government Ka Irada Hai Aur government ke baare mein aapko pata hai ki Kitni Jyada facilities hoti hain aur Pakistan stills will be one of the most trustable is a raha hai jismein aap Agar Naukari karte hain to aapko bahut jyada fayda hota hai unfortunately Aaj cal Hamare Pakistan Steel Mills mein bahut jyada repetition acchi Nahin Hai Kyunki usmein corruption ki vajah se bahut jyada loss hua hai aur bahut jyada Pakistan institution Ko nuksan Uthana pada hai lekin Pakistan Institution Pakistan Steel mill Ek Aisa institution hai agar Desh Ko Agar Sahi tarike se istemal kiya jaaye aur usmein facilities provide ki Jaaye to vah bahut jyada fayda de sakti hain SO aapko main Yahi kahunga ki Pakistan Steel milk Ke Liye Dua Karenge vah Aage padhe aur Pakistan ko fayda de
        • #5 Collapse

          Re: Ye review Pakistan steel mil par mabani hy.

          Pakistan steel mil jo key zeyada popular Pak steels key name se hay ye steel industry 1970 me banai gai aur es ka headquarter Karachi me banaya gia hay, es mil me steel aur heavy metal product banty hey ye mil Pakistan ki malkeyaat hay aur ye mil har tarha se hi Pakistan ki economy ko growth deny me help karta hay, Pak steels ka name bahot hi popular hay es key steel aur metal products ki quality bahot achi hoti hay es me kam meyaar key mutabeq kia jata hay es steel mil ki production capacity 1.2 se le kar 5.5 million tonnes tak hay es mil ki zeyada production steel aur iron products ki hi hay.
          • #6 Collapse

            Re: Ye review Pakistan steel mil par mabani hy.

            ye review pakistan steel mills par mubni hai naheet tareen komi assasa pakistan ki mulk me engearnig ki sanaton me reed ki hadi ki hasiat rakhta he ye edara 30 barso ke darmyan mulki khezano mn izafa ker raha hai ek kharab rupees cy ziada tex dy chka hai 2009 sy phly tak munafy mn chalta rha mali saal 2000 aur 2001 sy 2008 tak pakistan ny majmohi munafa kamaya ye idara aishia ka sb cy bra plant hai steels mills k 9350 mulazmeen ko ek mah k notice per hall hi m farigh kia gia rawa saal mn ECC mn steels mils k liuay 18 arab rupees ki manzoori di gy hai isi tra ager ham eska 2009 cy phely ka muwazna kren to pata chalta hai k pakistan steel mills mn phly hreeb awam k liay bary maqy thy lekin ab steel mills khasary mn ja rhi hai es ko chalany k liay kafi qarza leena parha lekin ab bi us ki halat bad ter hai es k mulazmeen ko nikala ja rha hai
            • #7 Collapse

              Re: Ye review Pakistan steel mil par mabani hy.

              hi frienda umeed hay kay ap sab to thak hon gay or ya review to pakistan steel mill per mubni hay dosto pakistan steel maill karachi main hay or ya millpakistan kay engearing kay shaton main reed ki hadi ki hasiat rakti hay ya edara 30 barso ke darmyan mulki khezano mn izafa ker raha hai ek kharab rupees say zaida tex day chka hain 2009 sy phly tak munafa mn chalty rhy mail saal 2000aur 2001 sy 2008 tak pakistan ny majmohi munafa kamaya hay ye ideara aishia ka sb cy bra plant hay steel mill ka is main 9350 mulazem hain
              • #8 Collapse

                Re: Ye review Pakistan steel mil par mabani hy.

                Pakistan metal mill a central authority Ka Irada Hai Aur government ke baare mein aapko pata hai ki Kitni Jyada centers hoti hain aur Pakistan stills can be one of the most trustable is a raha hai jismein aap Agar Naukari karte hain to aapko bahut jyada fayda hota hai unfortunately Aaj cal Hamare Pakistan steel turbines mein bahut jyada repetition acchi Nahin Hai Kyunki usmein corruption ki vajah se bahut jyada loss hua hai aur bahut jyada Pakistan group Ko nuksan Uthana pada hai lekin Pakistan institution Pakistan metallic mill Ek Aisa group hai agar Desh Ko Agar Sahi tarike se istemal kiya jaaye aur usmein centers provide ki Jaaye to vah bahut jyada fayda de sakti hain SO aapko essential Yahi kahunga ki Pakistan steel milk Ke Liye Dua Karenge vah Aage padhe aur Pakistan ko fayda de
                • #9 Collapse

                  Re: Ye review Pakistan steel mil par mabani hy.

                  Yes dear aapane bahut hi acchi information Hamare Sath share Ki Hai Ya Ek ek bahut hi Achcha review Diya Hai jismein Humko Pakistan Steel Mills ke Hawale se bahut acchi information mil chuki hai aur Hamare knowledge mein ijaafa hua hai aise Pakistani Hamari yah responsibility banti hai ki Ham Pakistan ki jitni bhi properties Hai Unki Hawale se Humko basic information honi chahie Pakistan Steel Milte unme se ek bahut hi famous mil hai jo Pakistan mein bahut sari facilities provide kar rahi hai aur Pakistan ke liye ek bahut hi perfect source of income hai ismein bahut Sare log job karte hain is wale se main bhi aapke sath Kuchh information share karna chahta hun.

                  Founder:
                  Pakistan Steel mill 2 july 1973 Mein Zulfikar Ali Bhutto ne start ki thi.

                  Employees :
                  Jab aap Pakistan Steel mill ke employees Ki Baat Karte Hain To ismein around 9350 implies kam kar rahe hain ya deta aapko current year ke mutabik Diya ja raha hai.

                  CEO:
                  Pakistan Steel mill ka so Zaheer Ahmed Khan hai jo ke 2014 se still working kar rahe hain.

                  Kuchh Achcha pahle Pakistan Steel mill ko privatise karne ke liye bahut jyada koshish ki Gai Thi lekin ismein Pakistan ke liye bahut jyada nuksan tha iski property ko bahut hi Thodi price Mein Sel Kiya ja raha tha aur isko privatise karne ki koshish Kaun na kam banaa Diya Gaya Hai Kyunki bahut Sare members Ne strike kar di Jiski vajah se isko privatise nahin kiya Gaya aur abhi tak iski income Pakistan government ko ja rahi hai aur iski income bahut jyada hai jisse Pakistan ko bahut jyada help mil rahi hai aur uske sath sath bahut Sare members is sa salary Lekar apne ghar ka Nijam acchi tarike se chala rahe hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye review Pakistan steel mil par mabani hy.

                    Salam dear members ji main bahut bahut achcha topic hamare se discuss kiya hai jo ok aapane bataya hai ki Pakistan state listjaise ko aap ko pata hai ki GST mein Karachi mein Pai jaati hai Pakistan mein bahut sari mail sample paper of milk Ranchi mein Pai jaati hai aur aap se bahut acchi quality ki style hansta sakte hain ki Jeet bahut hi famous steel mill hai Hi se Pakistan Karachi ki bahut badi style mein Lage ok government steel milta hai...
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye review Pakistan steel mil par mabani hy.

                      Assalamu Alaikum Pyare bhai jaan aapane bahut hi acchi information Hamare Sath sher ki hai yah Ek bahut hi Achcha review Diya Hai Jisne Humko Pakistan Steel Mills ke Hawale se bahut acchi information mil chuki hai aur Hamare knowledge mein ijaafa hua hai aise hi Pakistani Hamare liye is consolatory banti hai ki Ham Pakistan ki jitni bhi property Hai Unki Hawale se Humko basic information hone chahi Pakistan se 3 mil unmen se ek bahut hi famous mil hai jo ke Pakistan mein bahut sari tractor latest probad kar rahi hai aur Pakistan ke liye ek bahut hi perfect Thakor of income hai ismein bahut Sare log job karte hain Iske wale se main Ham aapke sath Kuchh information share karna chahte hain

                      Founder

                      Pakistan Steel mill 2 July 1973 Mein zulfkar Ali Bhutto Ne start ki

                      Jab aap Pakistan Steel Milke employees Ki Baat Karte Hain To usmein around 50 employees kam kar rahe hote hain yah date aapko current Yuva ke mutabik Diya ja raha hai

                      So so

                      Pakistan Steel mill ka show Zaheer Ahmed Khan hai jo ke 2014 se still working kar raha hai

                      Kuchh Achcha pahla Pakistan Steel mill co private karne ke liye bahut jyada koshish ki Gai Thi lekin ismein Pakistan ke liye bahut jyada nuksan ho sakta tha is property ki bahut Thodi price Mein sale ki ja rahi thi aur isko private karne ki koshish ki ja rahi thi aur kam Banane Diya gaya tha Kyon Ke bahut Sare member Ne tractor Kar Diya Hai Iski vajah se isko private nahin kiya Gaya aur abhi tak iski income Pakistan government ko ja rahi hai aur is speech in com bahut jyada hai Jise Pakistan ko bahut jyada hai to mil rahi hai aur iske sath sath bahut Sare member CSA salary Lekar Apne Ghar Ki Nizam acche tarike se chala rahe hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye review Pakistan steel mil par mabani hy.

                        Pakistan steel mill

                        Pakistan steel mill 2 July 1973 ko established howa tha aor ajj taak qayeem hai ye pakistan state ki malkeeyat hai aor esko Russia kay support say karachi mai banaya gaya tha eska main headquarter be karachi mai hai ye salana lako ton kay steel banata hai aor esko pakistan aor dosray mulko ko baijta hai pakistan steel mill mai taqreeban 9000 plus employees aor worker kaam kartay hai lekan Pakistan steel mill ka sub say bara masla yahe raha hai kay aksar ye nuqsaan mai he chalta aya hai jitnay be pakistan mai government aye hai aon sub nay Pakistan steel mill kay leye koi khas eqdamat nahe otaye esko advance level kay equipments waghaira nahe deye jeski waja say ye salo say nuqsaan mai chalta aya hai aor hokomat salo say es kay leye subsidy daite aye hai corporation ki waja pakistan steel mill nay aos jaise taraqi nahe ki jitne taraqi enko karni chaheye thi behar haal abi haal he mai Pakistan steel mill say buhot say workers aor employees ko fired kiya gaya hai jin mai ziyada tar bartiya seyasi thor par howi the umeed yahe hai kay ayenda chand salo mai Pakistan steel mill achi revenue kay saath top position mai ayega aor pakistan ki taraqi mai aham kirdar adda karega

                        Faide
                        Pakistan steel mill government sector hai yani ye government of pakistan ki malkeeyat hai jeska direct faida pakistan aor pakistani awam ko hoga pakistan steel mill locally apni zarorat ko pora kar sakti hai agar esko proper tareeqag say chalaya gaya pakistan steel mill say humay achi quality ki steel mil sakti hai

                        Nuksanat
                        Pakistan steel mill ka sub say bara nuqsaan yahe hai kay kaye saloo say ye losses mai chalta aya hai aor abi be government eskay leye subsidy daite chale aarahe hai jeski waja say eska sara booj pakistani awam par partha hai aor pakistan awam kay tax kai paiso ko es par isteemal kiya ja raha hai wo be bina kesi revenue kay
                        Zuhaib9988 Trading journal
                        https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye review Pakistan steel mil par mabani hy.

                          Assalam O Alikum dosto jesa k aap sab ko pata B hy aur naam sy B aap ko shaued pata chal jaye k Pakistan steal mill aik qoumi idara hy aur Hukoomat e Pakistan ke he property hy, dosto Pakistan steal mill aaj sy taqreban 50 saal pehly yani k 1973 main Zulfiqar Ali bhutto ny banayee thi aur inaugrate kiya huwa tha, tab sy aaj tak yee kaam kar rahi aur ismain total number of employees jo hain vo taqreeban 9300+ hain jo is factory k liye kaam karty hain aur jin ka is factory ke zariye he guzar basar hy.
                          Dosto chonky ye aik qoumi idara hy aur Pakistan main hamesha siyasi intikaami karwayian hoti rehti hy to isi ke waja sy steal mill taqreban khatam hony ko thi kuch arsa pehly bahar haal running hy ab B aur zyada loug ab B kaam par lagy huey hain.

                          Faidy:
                          1)Dosto sab sy barra faida ye hy k ismain hazarooron logo ko rozgar mila hy.
                          2) doosra faida ye hy k is ke saari income hukoomat e Pakistan k khazany main jaati hy.
                          3) theesra faida ye hy k is ke steal bujat mashhoor hy jo door door tak export hoti rehti hy.

                          Nuqsanat:
                          Dosto vesy steal mill ka koi nuqsana nahi lekin bashart ye k sahi tareeqy sy chalayee jaye aur kaam emandari sy karain.
                          Doosra nuqsan ye hy k agar ye khasary main jaye to hazaroon logo ka rozgar khrab hoga aur qoumi khazany ko barra nuqsan pounchega Q k ye comapny isi wajaxsy banayee gayee thi k qpum ko aur qoumi khazany ko faida ho, to agar ye loss majn jaye to na qoum ko aur na qoumi khazany ko koi faida milega ulta nuqsan hoga.
                          • #14 Collapse

                            Re: Ye review Pakistan steel mil par mabani hy.

                            ASLAM O ALAIKUM DEARS ;
                            Yeh review PAKISTAN steel mill per mabni hai ;

                            Dear friends , Ajj ka hamara review hai PAKISTAN steel mill .
                            Introduction ;

                            Pakistan ki jitni bhi properties Hai Unki Hawale se Humko basic information honi chahie Pakistan Steel Milte unme se ek bahut hi famous mil hai jo Pakistan mein bahut sari facilities provide kar rahi hai aur Pakistan ke liye ek bahut hi perfect source of income hai ismein bahut Sare log job karte hain is wale se main bhi aapke sath Kuchh information share karna chahta hun.

                            Founder:
                            Pakistan Steel mill 2 july 1973 Mein Zulfikar Ali Bhutto ne start ki thi.

                            Employees :
                            Jab aap Pakistan Steel mill ke employees Ki Baat Karte Hain To ismein around 9350 implies kam kar rahe hain ya deta aapko current year ke mutabik Diya ja raha hai.

                            CEO:
                            Pakistan Steel mill ka Zaheer Ahmed Khan hai jo ke 2014 se still working kar rahe hain.

                            Kuchh Achcha pahle Pakistan Steel mill ko privatise karne ke liye bahut jyada koshish ki Gai Thi lekin ismein Pakistan ke liye bahut jyada nuksan tha iski property ko bahut hi Thodi price Mein Sel Kiya ja raha tha aur isko privatise karne ki koshish Kaun na kam banaa Diya Gaya Hai Kyunki bahut Sare members Ne strike kar di Jiski vajah se isko privatise nahin kiya Gaya aur abhi tak iski income Pakistan government ko ja rahi hai aur iski income bahut jyada hai jisse Pakistan ko bahut jyada help mil rahi hai aur uske sath sath bahut Sare members is sa salary Lekar apne ghar ka Nijam acchi tarike se chala rahe hain .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ye review Pakistan steel mil par mabani hy.

                              pakistan steel mill mein evaluation par flow nakarrahi ho tu ham essential evaluation kar ok apni buying and selling ko worthwhile bana sakynaur buying and selling ok associated jitny bhi ap ne equipment bataye hain inko seekhna chahiyekyun ok foreign exchange mein kamyabi hasil karny ok liye in sab ko seekhny mein hehamaribehtri hai kyun ok isko seekhny ok terrible he hamyn marketplace ki samajh aye gi aurhamapni buying and selling mein cash control ka bhi use kar sakyn gy aur evaluation bhiachy kar payn gyaur marketplace kihar motion ko samjhnymein asanihogi kaha hy m ap sy agree karta hon foreign exchange buying and selling jasa ok aik bot bara orbehad worthwhile commercial enterprise hy mgrsath hello yeaik tough or volatile commerha profitding marketplace meinistemal hony waly equipment kospeak kiya hai. Fundamn metatrader four terminalke liye kaunkaun se equipment kiaap exercise kar sakteho metatrader four terminalmein trendlineko aap istemal kar sakte ho vahan in step with aap triangle rectangle circle use karkeone of a kind styles ko underline kar sakteho marketplace three aid aur resistance keforthat reason time body usekarte hue kaam kar sakte ho aap ko maloom thebuying and mashwara yehi hai kay replica buying andselling ka alternative zaruravailkarain uss say achay propp sab thk ho homosexual ji han foreign exchange ak lajwab commercial enterpriseha hum jub bhi ak account bnaty ha ue waqathum ko begins offevolved ma hello do alternativeto be had hotyha robotic dealer or self dealer or who dealer jo apny hath saytarding nikarna chaty ha who robotic par click on karty ha or ya zyida tarwho hotyha jo apny hath say buyingand selling ni karna pasand karty ha orv ya who dealer hazratjin kay byskip time ni hota kay who foreign exchange ko time itnazyida day saky or jinlogou kay byskip passybot zyida hoty ha or who apny passy ko double karny kaylyia ya to inshorancekarwaty ha ya to pher robotic buying and selling par kam karkaydoubel karty ha robotic buying and selling kay drawback bhi ha or robotic buying and selling kenaked meinto usmein yah UN participants

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X