Ye review Pakistan steel mil par mabani hy.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #16 Collapse

    Re: Ye review Pakistan steel mil par mabani hy.

    Assalamu alaikum dear friends bahut hi acchi information Hamare Sath share Ki Hai Ya Ek ek bahut hi Achcha review Diya Hai jismein Humko Pakistan Steel Mills ke Hawale se bahut acchi information mil chuki hai aur Hamare knowledge mein ijaafa hua hai aise Pakistani Hamari yah responsibility banti hai ki Ham Pakistan ki jitni bhi properties Hai Unki Hawale se Humko basic information honi chahie Pakistan Steel Milte unme se ek bahut hi famous mil hai jo Pakistan mein bahut sari facilities provide kar rahi hai aur Pakistan ke liye ek bahut hi perfect source of income hai ismein bahut Sare log job karte hain is wale se main bhi aapke sath Kuchh information share karna chahta hun.

    Founder:
    Pakistan Steel mill 2 july 1973 Mein Zulfikar Ali Bhutto ne start ki thi.

    Employees :
    Jab aap Pakistan Steel mill ke employees Ki Baat Karte Hain To ismein around 9350 implies kam kar rahe hain ya deta aapko current year ke mutabik Diya ja raha hai.

    CEO:
    Pakistan Steel mill ka so Zaheer Ahmed Khan hai jo ke 2014 se still working kar rahe hain.

    Kuchh Achcha pahle Pakistan Steel mill ko privatise karne ke liye bahut jyada koshish ki Gai Thi lekin ismein Pakistan ke liye bahut jyada nuksan tha iski property ko bahut hi Thodi price Mein Sel Kiya ja raha tha aur isko privatise karne ki koshish Kaun na kam banaa Diya Gaya Hai Kyunki bahut Sare members Ne strike kar di Jiski vajah se isko privatise nahin kiya Gaya aur abhi tak iski income Pakistan government ko ja rahi hai aur iski income bahut jyada hai jisse Pakistan ko bahut jyada help mil rahi hai aur uske sath sath bahut Sare members is sa salary Lekar apne ghar ka Nijam acchi tarike se chala rahe hain

    اب آن لائن

    Working...
    X