Ye review Lemon Max Bar par mubni hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review Lemon Max Bar par mubni hai.
    Dear apko ye pata hai hum agar kitchen mai kaam karty hai to humra kitni tab hi saaf nazar ata hai jab hum ais mai bartan saaf rakhy gay aor aun ko aik tarteeb se rakhy gay ais mai ap ne agar bartan achy se saaf karny hai to aus mai ap ko lemon Max bar use karna chaye agar ap ais ko dekhy to ye kafi zayda sasta par jata hai aor aus k baad ap ais mai ais ki safai bhi dekhy to kafi zayda best hai.

    Faidy (Advantage)
    1. Ais ki price kafi zayda kaam hai aor ais ko ap zayda time tak use kar sakty hain.
    2. Lemon max bar ko ap her tarha k bartan dhony mai use kar sakty hain.
    3. Ais mai ap ko bary bar k sath scratch free mai mil jata hai.

    Nuqsan (Disadvantage)
    1. Ye bahot hi jaldi khatam ho jata hai.
    2. Ais se hath thory se khrab ho jaty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review Lemon Max Bar par mubni hai.

    Ji han Deepa aapane bahut hi Achcha review Kiya Hai Lekin Agar Ham ghar mein Safai 17 Ki Baat karen to uske liye aap ko Safai ke liye koi bhi Saman istemal karna padta hai koi bhi shop istemal karna padta hai Kyunki kitchen Mein Jab aap apne bartan istemal Karte Hain To uske liye aapko Safai ki jarurat Hoti Hai To uske liye vaise to local bahut hi jyada soap istemal ho rahe hain lekin agar aap Kisi bhi acchi company car shop istemal Karenge to aapko isme fayda Hoga Kyunki agar aap acchi company ka sabun istemal Karenge to Uska fayda Kya Hoga Ki aap ke bartan bhi acche saaf Honge aur Jyada der tak chalenge usse aapke Hath bhi kharab Nahin Honge Jis Tarah aapane bataya hai ki lemon Max bar yah bahut hi Achcha Jabardast Hai Kyunki isase bartan bahut jyada jaldi saaf Ho Jaate Hain aur Dan mein bahut jyada shining Aati Hai inmein se dhone se Aur Is Tarah aapke Hath bhi aise kharab Nahin hote hain aur Itna Main Kabhi Nahin Hai.
    • #3 Collapse

      Re: Ye review Lemon Max Bar par mubni hai.

      yes brother jaise ki Ham ghar mein Safai ke liye bahut sari chijen istemal karte hain agar humne kapde dhone ho to unke liye Ham sirf Gaya istemal Karte Hain Aise Hi Humne Agar ghar mein bartan dhone han to uske liye Ham Ko Savan ki jarurat padati hai agar aap Koi chemical use karte hain to usse aap ke bartan bahut jaldi kharab ho Jate Hain ismein aapko Agar bartan sahi rakhne hain to uske liye aapko chahie ki aap lemon Max bar use Karen lemon Max bar Kale fayda Hai Vijay aapko Harsh aapse aasani Se Mil Jata Hai aur uske sath sath yah vinti Hai Sasta Aur meri hota hai aap Agar isko use karte hain to yah pura Mahina aapka aasani se nikal jata hai is ka fayda hota hai ki aap Agar isko Ek Dafa Le Lete Hain Uske bad aap ke bartan Itni Jyada kharab Nahin Hoti Kafi Jyada longtime Tak Chalte rahte hain.
      • #4 Collapse

        Re: Ye review Lemon Max Bar par mubni hai.

        Trading member aapane bahut perfect bartonon ko dhony ealy leman max bar kiy faidy behayn keay hain ab apko yeh use krna pary ga keun ky ap ny new system btaya hai lemon maxs bar acchi product hai jo lemon se banae gaye top ko ghar mein use karke aap bartan ki acchi safai kar sakte ho trading members yah things daily routine life mein important mein aur inko use karne se aapko kafi fayda hota hai aur aapka time bhi consume nahin hota hai time-saving ke sath acchi quality output le sakte ho trading members aapko lemon Max Bar product ke bare mein advantages or disadvantages ke bare mein pata chal gaya hoga karta hun ki aap is contest se fayda utha kar rahe honge trading members yah ek acchi product hai
        • #5 Collapse

          Re: Ye review Lemon Max Bar par mubni hai.

          Ji han bilkul aapane bahut acchi baat ki hai bartan dhone ke liye sabse Achcha aur behtarin sabun level Maxi hai agar aap lemon Max Ho use karte hain to vah Ek bahut hi perfect hai Kyunki bahut jyada log is sabun ko use kar ke bartan ko acchi Tarah Se Dur rahe hain aur bahut hi saaf aur Chamakte bartan Najar Aate Hain Kyunki khane Peene ke liye Swar bartan Ka Hona bahut jaruri hai isliye jitne acche bartan Honge utna hi aapko fayda Hoga aur aap ki sehat ka utna hi Khyal Rakha Ja sakta hai to isliye saaf Suthra bartan istemal Karen aur Hamesha acche sabun ka intekhab Karen Badal deta
          • #6 Collapse

            Re: Ye review Lemon Max Bar par mubni hai.

            Lemon max baar aik bohat acha soap hai jo dhonay kay liye use hota hai. Lemon max baar bartan dhonay kay liye taqreebun her khaatoon ki pehli choice hota hai. Lemon max bar Colgate Palmolive Pakistan ka aik dishwasher soap hai. Jiss mai ab aimhe pack mai double bar available hoti hai jiss nay iss ki price mai kafi bachat di hain. Lemon max bar soap anti bacterial soap hain jo abb lemon juice kay izafay kay saath tayar kia Jata hai. Lemon dishwasher soap bar ka weight double bar honay ki wajah say ab 270 *2 hota hai aur iss ki price ab sirf 72 Pakistani rupees hai. Isay ab super bachat bar kaha Jata hai. Double bar pack honay kay bawajud yeh bohat easily detachable hoti hain. Bartan dhonay kay liye iss behtar Shayad koi aur dishwasher soap nahi hai kiyu kay yeh chiknai ko bhi bohat jald khatam kerta hai iss liye khawateen ka pasandeeda soap hai
            • #7 Collapse

              Re: Ye review Lemon Max Bar par mubni hai.

              Lemon max bar Pakistan ki hi product hay aur es ki supply Pakistan worldwide me karta hay, ye dish washing me use hota hay aur es ki quality bahot hi high quality ki hoti hay, es product me lemon key formula ko include karny se es dish washing ki quality ko mazeed behtar ho chuki hay, ye high standard washing bar hay jes ko housewives/women asani se kesi be shop se le sakti hay, Pakistan me ye har shop par jes tarha se available hay esi tarha worldwide key har country me be es ka milna asaan hay, es ki keemat ka agar jaiza leya jaye to ye 15rs se 30rs tak ka mil sakta hay.
              • #8 Collapse

                Re: Ye review Lemon Max Bar par mubni hai.

                Ji han bilkul level Max bar bahut hi accha sabun aur istemal Karke Ham Kafi acche bartan dho sakte hain to isliye to yah bahut hi accha sabun Mana jata hai aur vaise bhi koi bhi chij ko acchi Tarah Se do na ho to 11 Max bar Ek Achcha Sa Banai aur isko use Karke Ham acchi hai bartan ko saaf kar sakte hain aur ghar ka kam Achcha aur hi kar sakte hain isliye isko acchi Tarah Se dhona chahie jisse bartan khushbudar aur acche ho Jaate Hain aur lemon Max bar sabse Achcha bartan dhone wala sabun hai
                • #9 Collapse

                  Re: Ye review Lemon Max Bar par mubni hai.

                  gee han bhai ap ne bohat acha thread open kiya ha lemon max bar eik bartan dhone wala saban hai ye bohat hi acha ha ciknahi ko khatma krta ha ise hamre bartan kafi achy saaf hote hein agr hum kitcen main jaye tu hume pta chale k is ka raaz kia agr humkoi ur saban use krte hein tu phr achy bartan saaf nai hote hein is liye is ki price be kafi achi ha aurte hein bartan dhone k liye sab se zada is saban ko hi use krte hein lemon max bar kam time main achi safai krta ha ha ur yr kafi der tak rehta ha matlab k zada kharah nai hota ha agr hum eik bar krein gey dora sabana use krein gey tu ose bohat sare bartan saaf ho jate hein dear is ka nuqsan ye hai k is ko istamal krte hue hamre hath dore kharab ho jate hen
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye review Lemon Max Bar par mubni hai.

                    Slam dear members ap ka kya hal hy umeed krti ho k ap sb thik ho gy or achy sy kam ja raha ho ha or threading b boht achi ja rahi ho gi aj hum jis mozu pe bt kr rahy hy wo hy lemon mex .
                    Ji dears jesa k ap ko pta ho ga k brtn humari zindgi mian kite ahmit rakhty hy in k begher kitchin namukml hy or ager brtn sf na ho to kitchen ketna ganda lga hy is liy brtnno ko saf rekhny k liy lemon mex sy bher k kuch nahi lemon mex her thra k brtn dho skta hy kas tor pe lemon mex chiknai waly brtn to lemon mex boht achy sy dota hy or boht jaldi dohta hy ager kise k hath lemon mex sabon sy khrab ho jty hy to wo lemon mex leqed b esal kr skta hy jis sy us k hath bilkul b khrab ni ho gy .lemon mex boht kem kemat main milta hy or lemby ersy tk chlta hy or boht dear sy ktm hota hy or long bar k sath sotch bright b bilkul free millta hy or mery khyal sy ye har gher main estmal hota hy or is ki kya tareef kro jetni kro etni kem hy ye ketchion ki boht ahem chiz hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye review Lemon Max Bar par mubni hai.

                      Lemon max bar
                      Advantages:
                      Lemon Max bar ghrelu bartan dhone ke liye bahut hi Achcha hai
                      Lemon Max bar se oil bahut jaldi remove hota hai aur aap bahut jaldi Apne bartan saaf kar lete hain
                      Radha check naye wale bartan ho ya FIR Koi shak chij Ho aap Hamen main bahar se acchi Tarah Tu sakte hain aur isliye saaf kar sakte hain
                      Lemon Max bar Pakistan ke Manavta top friends mein se aata hai aur jo bartan saaf karne wale liquid Hain UN Mein sabse pahle number per hai
                      Disadvantages:
                      Kuchh market Mein brand Aise Hain Jinse lemon Max bar jaldi khatm ho jata hai matlab ke is mein aap Thode bartan dho sakte hain lekin Baki mein Se Jyada do sakte hain
                      Kyunki is brand ka bahut naam hai to aapko yah brand dusre brand ki nisbat thoda mahanga Milta Hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye review Lemon Max Bar par mubni hai.

                        hello salam alaikum dear friends Rakesh bhai ne lemon Max bar per apna review pesh Kiya hai machfive se aagrah karta hun ji han bhai lemon Max bar ek bahut hi jabardast aur kamal ka number Van Bahar hai jisse Ham bahut hi aasani se bartan dho sakte hain aur kafi jyada bartan dho sakte hain yah ek aisa baat hai jo ke dusre bar ki nisbat kam use hota hai aur safai bhi acchi karta hai isliye Ham sabko lemon Max bar use karna chahie jiski price bhi munasib hai aur yah bahut hi aasani se chiknai vagaira khatam karta hai aur bahut hi aasani se Ham se bartan dho sakte hain aur apni savings kar sakte hain kyunki bahut hi kam paison mein Ham ek acchi safai kar sakte hain aur bahut hi kam time mein yah work karta hai aur aasani se bartan dhone mein madad karta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye review Lemon Max Bar par mubni hai.

                          Ji doston Jaisa ki aapko Pata Hoga ke bartan Hamari Jindagi Mein Kitni ahmiyat rakhte Hain inke bagair kitchen Mukammal nahin hai aur Agar bartan Na Ho To kitchen Kitna ganda lagta hai isliye bartan ko saaf rakhne ke liye lemon Max se Bhar Ke Kuchh Nahin limon Max Har Tarah Ke bartan dho sakta hai Khas Taur per Limo lemon Max Chikni wale bartan to Lemon Max bahut acche se hota hai aur bahut jaldi hota hai agar kisi ke Hath lemon Max sabun se kharab ho Jaate Hain To bol Hemant Max ki bhi kar sakta hai jisse uske Hath bilkul bhi kharab Nahin Honge lemon Max bahut kam kimat Mein Milta hai aur Lambe Tak chalta hai aur Bahut Der Se Khatam hota hai aur log Bahar Ke Sath sochte a Hain bilkul free Milta hai aur mere Khyal se yah Har Ghar Mein istemal Hota Hai Aur iski Kya Tarif Karun jitni karo utani Hi Kam Hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Ye review Lemon Max Bar par mubni hai.

                            Assalamu Alaikum Dosto umeed karta hun ki aap khairiyat se Honge dosto bartan dhone ke liye bohet se sabun a rahi hain lekin sabse Jyada aur Achcha sabun lemon Max hai. Yah Apne quality aur Alla maYaar Ki vajah se bahut jyada famous Hai Kyunki lemon Max bahut Jabardast aur acchi tarike se bartan Ki Safai Karta Hai yah chiknai ko khatem karta hai. Yah Har Chhoti Badi shops available Hota Hai Iski price Jyada Nahin Hai ise Har Koi khareed sakta hai ya baki sabun ke mukabale mein jyada der tak chalta hai. Baki soap ke mukabale mein ya Jyada Behtar tarike se Safai Karta Hai Baki soap Hathon Ki jild ko bhi kharab kar dete Hain unmen Jyada Mitti Pai jaati hai isiliye vah Jyada bartan ki chiknai ko saaf Nahin karte hain lemon Max bar Agar aapko sabun mein jyada Behtar Nahin Lagta to aap iska liquid bhi le sakte hain lekin yah bhi bahut best Hota Hai.
                            Ismein koi aisa chemical maujud Nahin Hote jo aapki skin ko nuksan pohanchaey. Yah bartan Ki Safai mein99% germs ko khatm kar deta hai.THANKX
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ye review Lemon Max Bar par mubni hai.

                              Gharoo may bartan her waqt use hotay hay aor unhay her waqt wash bi kerna parta hay . Bartan wash kernay kay liye mukhtalif totkay bi use hotay hay . Ab ziada ter khawateen totkay kernay ki bajaay soap he use kerti hay. Dish washing soaps ki bohut varieties ab agai hay . Jin may lemon max bar bi shamil hay jo bartan dhonay kay liye ab her ghar may hi hota hay .

                              ADVANTAGES

                              Lemon max bar ka naam ic liye Max baar hay kay ic ka size kaafi bara hota hay. Ic ko use kerna simple hay jaysay kici dusray saabun ko use kiya jata hay . Lemon max bar may quantity zayada hoti hay jic waja say dair tuk chal jata hay. Lemon max baar say bartan axhay saaf hotay hay

                              DISADVANTAGES

                              Lemon max baar kay use say haath kharaab hotay hay kiyu kay ic may safai zayada kernay kay liye tezaab mela hoa hota hay. Lemon max baar ko paani lagta rahay to ye bohut juldi zaya ho jata hay. Lemon max baar roz ba roz size aor weight may kum he hoti ja Rai hay . Lemon max baar bartanoo kay saath laga reh jata hay ic liye paani say axhi tara saaf kerna bohut zarori hay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X