Kia trading markets mai Easter ki holidays shuru ho chuki hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia trading markets mai Easter ki holidays shuru ho chuki hai?
    Forex trading markets mai annual holidays ka calendar publish hojata hai. Kia iss waqt Easter ki holidays ki wajah say trading markets close ho chuki hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia trading markets mai Easter ki holidays shuru ho chuki hai?

    dear ham sab is wakt daikh rahay hain jo poori dunya main coronavirus ki wajha say ho raha hay sab ki sab life kharaab hoty jaa rahi hay jub ham safe nai hain hamari life safe nai hay to hamko is markeet say milnay wali earning ka kia faida hay is liye main bhi apki is baat say agree hoon k ab markeet main may be bahut sari holidays honge jis say poori markeet disturb ho sakty hay q k markeet ka total work banks say related hay jub banks main holidays honge to markeet nay kisi k sath kaam karna hay kaisay moove akrna hay is liye is k sath sath mairaa aap sab traders ko yeh bhi mashwra hay k ham amrkeet main kisi surat main bhi long positions main enter na hon q k markeet kabhi kabhi thora bahut moove karty hay aur aik current trend main he phir return moove start kar daity hay jisk liye haamra long positions main kaam karna kisi khatray say khali nai hay jub tak yeh problem solve nai ho jaaty hay.
    • #3 Collapse

      Re: Kia trading markets mai Easter ki holidays shuru ho chuki hai?

      Dear koi be financial market annual holidays key base par close nahi key jaty hey, kesi be type key holidays ho Forex market aur other financial markets working position me hoty hey aur week me 2 days jab overall markets aur jobs ki holidays hoti hay es me financial markets be close hoti hey, Forex market jo key dunya ki sab se largest market me count kia jata hay es me annul holidays nahi hoti hay aur Forex market siraf esy days me hi close hoti hay jo holidays schedule me hoti hey, Forex market zeyaya time tak kabi be close nahi hoti aur baghir kesi waja se market key close hony ka koi sawal peda nahi hota.
      • #4 Collapse

        Re: Kia trading markets mai Easter ki holidays shuru ho chuki hai?

        dear forex market sirf two time official close hoti ha aik Christmas day (25 December) ko or new year holiday (1 January) ko is ke ilawa forex market har weekend ke days ko open rehti ha matlb Monday se le kar Friday tak forex market open rehti ha 1 years ke 52 weekend me forex me in two holidays ke ilawa or kisi bhi day ko forex market close nehi hoti ha world me kafi biggest religious day atay hain par forex market un days me open rehti ha
        tu Easter me forex market close nehi ho gi balke normal ke hisab se forex market run karti rehay gi or traders forex market me. normal days ke hisab se trading karte rehay gay World me agr religious ke hisab se dekha jaye tu har month koi na koi religious day hota ha or forex market un days me open rehti ha
        1 January ko pori World me new years celebrate kea jata ha tu isliey 1 January ko forex market close hoti ha
        • #5 Collapse

          Re: Kia trading markets mai Easter ki holidays shuru ho chuki hai?

          Dear aisa nai hai apne agar dekha ho to ais market mai agar holidays aa rahe ho to aus time ap ko broker ki taraf se mail aa jati hai k ye event aa raha hai aor ais ki waja se market atny din band rahy gi ap ne agar ais market mai kaam karna hai to ap ko ye pata hona chaye k ais market mai ap agar kaam karty hai to ap ko ais mai shedule k sath kaam karna chaye aor ais market mai ap ko agar koi masla aa raha ho to aus time ap apny broker ki support team se rabta kar sakty hai aor aus se apna masla hal karwa skaty hai ais market mai ap jitna zayda acha kaam karty hai ap ko ais mai atna hi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ko achi trading karny par hi faida hota hai aor ap ais market mai kamyab ho jaty hain.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Kia trading markets mai Easter ki holidays shuru ho chuki hai?

            Trading members Forex trading market mein internationally bahut sare independent days aate hain aur market mein holidays aate hain jinko samajhna zaruri hai aur aise dinon mein agar aap reading karoge to market slow hogi kyunki market mein investment kam hoti hai aur traders nahin hote jiski vajah se liquity market effect karti hai aur market slow ho jaati hai trading market mein special holidays ko kuchh sessions close hote hain lekin independent daily market open hoti hai aur easter holidays ke bare mein mujhe koi experience nahin hai ki yah kya hota hai aur kab tak hoti hai aur kaun kaun se mulk mein easter holidays hoti hai iske bare mein aapko information aur knowledge hona chahie trading market main agar aapke pass market ka knowledge hoga to yah international business aapko bahut best output provide kar sakta hai

            اب آن لائن

            Working...
            X