Ye review Meezan Bank par mubni ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review Meezan Bank par mubni ha
    Ye review Meezan Bank par mubni ha
    Faide: meezan Bank Mein account kholne ka sabse bada fayda yah hai ki aap meezan Bank Mein without source of income show karne ke bagair aap apna account khulva sakte hain is account ko asaan account Kahate Hain. Iske alava Agar aapke pass source of income hai to aap regular account Jaise khilate Hain vaise account meezan bank Mein khulva sakte hain
    Nuqsanat: vaise To Har Bank ka Apna Ek setup hota hai aur Har Bank apni services deta hai lekin meezan Bank ka nuksan ho sakta hai ki iski service Thodi slow ho sakti hai Baki Bank ke mukabale mein to aap pahle yah asali kar len ke Jis Branch mein aap account khulva rahe hain vah account Sahi serve Karthi hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review Meezan Bank par mubni ha

    Meezan bank Pakistan ka Islamic commercial bank hay jo key Kuwaiti company (Noor Financial Investment) ki malkeeyat hay jo key 2002 se apni khedmat Pakistan me provide kar raha hay, Overall Pakistan me Mezan bank key branches 800 se be zeyada hay aur Pakistan key 220 cities me es key ye branches kam kar rahy hey, Meezam bank key agar costumer care aur help line ka jaiza leya jaye to ye bahot hi acha hay aur apny costumer ko har facility aur asani provide karny ki har mumken koshish karta hay, Meezan bank key bary me mera review bahot hi acha hay es ki waja ye hay key me khud me apni investment Meezan bank me hi rakta hon.
    • #3 Collapse

      Re: Ye review Meezan Bank par mubni ha

      Ji han dear brother aapane bahut hi accha review taiyar kiye hain lekin Agar Ham meezan Bank ki taraf dekhte hain to yah Ek private bank hai aur Agar Ham ismein account khulva Dete Hain To Hamen iski taraf se bahut sari shouryapuram ki Jaati Hain meezan Bank takriban Har city mein iski branches hoti hain ya apni customers ko ATM ki 16 account saving account aur current current account ki solid bhi deta hai agar Ham jis mein account open Karvate Hain To kam se kam Ham 50 paise account open Karva sakte hain aur iski magic baji hai kya Jab Ham ismein koi bhi account open Karvate Hain To ismein Itni Jyada document ki jarurat Nahin padati Hai Jo Ham ismein submit karvayen to Hamara account khole ismein Ham Agar thoda se documents Bhi Denge To Hamara account mein open ho jaega Apne customer ko bahut sari solid deta hai aap Kisi bhi ATM per jakar Agar account se paise nikal Aate Hain To bahut kam charges Lagte Hain.
      • #4 Collapse

        Re: Ye review Meezan Bank par mubni ha

        Dear ye ap ne bahot hi achi baat ki hai aor ais mai ap ne jo information di hai ye bahot hi achi hai ap ne agar ais mai jo detail batai hai ais k bary mai atna zayda pata nai tha kun k ais bank mai abi tak account open nai karwaya tha aor na hi ais k bary mai atna pata tha marag ap ka review parh k ye pata chal gia hai k ais bank mai hum agar account open karwaty hai to ais mai hum ko kafi zayda sahuliat di jati hai jin ko hum use kar skaty hai aor aun se faida autha sakty hai ais bank ki atm machines kafi zayda hai ap ko ais mai kafi zayda bachat ho jati hai ap agar ais mai account open kar k online payment karty hai to aus par ap ko tax bahot hi kam dena parta hai.
        • #5 Collapse

          Re: Ye review Meezan Bank par mubni ha

          dear brother aapane bahut hi acchi permission baithe hai agar humne Pakistan mein kisi bhi bank account mein sapna paise Jama karvana Hai To uske liye hamare pass bank account Hona chahie Jaise aapane meezan Bank ke bare mein bataya Hai To yah Ek private bank hai jo ki Kafi Jyada kisme uski branches available hai agar aap ismein Aankhon per Karvate Hain To usmein aapko Kafi Jyada sahuliyat free mein mil Jaati Hain Jaise ke Iske ATM ki service hoti hai agar aap ismein apna account open Karvate Hain aapko ismein Kuchh marne ke bad hi loan mil sakta hai ismein aapko account per Thodi Si amount refund karvane per bahut sari facilities mil Jaati Hai Jaise agar aap apne account mein ek lakh rupaye maintain rakhte Hain To aap ismein Kisi bhi account mein paise transfer karen to aapko ismein Kisi Kishan ki fees Nahin Deni padati.
          • #6 Collapse

            Re: Ye review Meezan Bank par mubni ha

            Meezan Bank Kabhi Koi Itna Zyada Naam Nahin Suna Karachi Mein iski bahut jyada branches hain lekin Uske alava other cities Mein To Main Koi Jyada branches Nahin Dekhi lekin Kuchh Gumnaam Bank ki nisbat meezan Bank ka Apna Ek Naam Hai Ki acche banks Ki Tarah yah bhi Hamen bahut acchi facilities provide Karta Hai jismein banking ki Tamam facilities Shamil hain jaise ke finance loan yah Ham bank account jismein saving Hai current hai bahut Sare Bank account hai jismein karobari Hazrat ke liye ek Apna account hota hai vah bhi Ham is Bank Mein khulva sakte hain to yah Bank Hamen bahut jyada Business mein support bhi karta hai so Hamen is Bank Mein Apna account open karvana chahie ki Ham Apne Karobar ko bhi Bitha kar sake aur same bank Mein account rakhkar Ham Bank ki provided facility se fayda bhi Hassan Karte Rahe
            • #7 Collapse

              Re: Ye review Meezan Bank par mubni ha

              dear mera khud bhi mezan bank main account hey hai aur main nay es ki services bhi bohut achi hain main nay aj tak es ky bry main koi bhi buri bat nahi suni hai na he es ki koi transaction main koi masla aya hai aur es ka staff bhe bohut he acha hai ap ko koi bhi kisi bhi qism ka masla ho tu foran he ap ka masla suna bhi jata hai aur hal bhi kia jata hai es lea mere pas mezan bank ky bary main koi bhi asi buri bat nahi hai ju main kar sakon es lea es ka koi bhi nuksan nahi hai main ap ko bhi yeh mashwra doun ga ky ap sab friends ko bhi mezan bank ki services ki bary main btain ta ky es achy bank ki services say wo bhi faida utha sakin aur es main apna account open kar ky forex ky kam ky lea bhi use kar skain.
              • #8 Collapse

                Re: Ye review Meezan Bank par mubni ha

                Advantages

                Aur yah bahut sari facility Logon Ko provide Karta Hai Jaise Ke Is per loan mein aap bahut sari chijen Le sakte hain aur use per mark-up bahut jyada kam Hota Hai Jaise ko koi bhi salary person is se agar koi Chahe bike lena Chahe Jisko chahie vah Le sakta hai aur Jaise ke koi bhi apni Le Na Chahe Jaise kar lena Chahe vah Bhi ki Ja sakti hai aap ismein apni jarurat ko pura kar sakte hain aur Achcha fayda sakte hain

                Disadvantages

                Iska Yahi Hai Ki Har city mein uski branch maujud Nahin Hai Kyunki yah newbank Hai To iski vajah se Kafi city mein uski branches Ban chuki hai lekin uski branches maujud Nahin Hai
                • #9 Collapse

                  Re: Ye review Meezan Bank par mubni ha

                  Meezan bank aik bohat barey international monetary group ka bank hai jo asal mai Kuwait ka hai. Yeh bank pooray world mai kaam ker raha hai aur aik international bank hai. Meezan bank ab pichlay kuch saaloo say bohat tezi say Pakistan mai bhi phail raha hai aur ab district level say bhi tehsil levels pay bank branches open ho rahi hai jo iss baat ki nishaani hain kay iss bank ki facilities say customers aur clients bohat satisfied ho rahey hain. Meezan bank ki customer care bohat nice hai. Bank mai mojud staff bohat Co operative hota hai. Iss kay elawa iss bank ki yeh facility bohat achi hai kay mukhtalif kisam kay small loans bohat jaldi approve ho jatey hain jiss ka faida small business kernay waalo ko bohat ziada hota hai. Meezan bank ki atm services aur internet banking services bhi international standards kay mutabiq hain jinn say clients bohat khush hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye review Meezan Bank par mubni ha

                    Mere Pyare doston aap bahut Achcha kam kar rahe hain yah Jo new contest start hua hai yahan per bahut acche reviews Diye ja rahe hain aur yah contest kam Yahan Bhi Ho Raha Hai Pak Forex forum ki taraf se jo Diya Gaya Hai Achcha aapane mazen Bank ke bare mein bataya hai ya Pakistan ka ek behtarin Bank hai yah coffee famous Bank hai Pakistan mein aur iski Jo branches Hai vah pure Pakistan mein hai aap kahin se bhi Inko use kar sakte hain Iske alava iska online system bahut achha hai ATM system pure Pakistan mein hi Pada Aap Kahin Bhi ATM use kar sakte hain aur mere dost iska Jo online application Hai mobile ki vah bahut Kamal Ki Hai matlab aap apne ghar mein baithkar Apne utility bills Ada kar sakte hain Uske alava mere dost aapane Kisi dost ko rakam bhejni hai aap apne ghar mein baith kar wala kam bhej sakte hain aapane Kisi dost se rakam Vasool karni hai to aap apne ghar mein baithkar vo rakam vasul kar sakte hain mere dost is Bank mein jo employees Hai vah Kafi Cooperative hai aur is Bank ka mahaul bhi bahut Achcha hai agar Kisi Ne account kholna hai TO vah ismein Khol sakta hai yah Kafi Achcha Bank hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye review Meezan Bank par mubni ha

                      Ji doston Assalamu Alaikum yeah review meezan Bank ke mutaliq hai jo ki ek private bank Hai Pakistan mein is Waqt bahut se privates Bank branches hai lekin meezan Bank Bhi Ek private bank hai iski branches Bade aur Chhote shahron mein maujud hai lekin abhi is Waqt Chhote shahron Mein iski branches ki tadad bahut kam hai Bade shahron Jaisa ke Lahore Karachi Multan Islamabad jaise shahron mein iski branches Do Ya Do Se Zyada hai meezan Bank Apne customers ko bahut jyada facilities provide Karta Hai yah Asan kisto mein karza bhi deta hai doston meezan Bank Mein account kholne ka tarika inThai Aasan hai bahut kam paison se account khola Ja sakta hai ismein current account savings account ki sahulat mjoode hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye review Meezan Bank par mubni ha

                        ye review meezan bank par mubni hey
                        asslam.o.alaikum

                        tafseeli jaiza ;meezan bank .
                        ye pakistan k ik femous banks hai is ko 1997 main kaim kiya geyai hai .is k 3 type k account ham bana sktay hain asan account saving account or current account .
                        assan account is ka bahot hi benefits wala hai hamry lia asan account jo k ham 100 ropy sey opan karty hain os sey ham ko accident deat par 1 milion ka bima diya jata hai. agar ham is main 1 lakh muntain rkhty hain ik month avrgly to ham ko tmam service free main di jati hai is k advantage or disadvantage par bat karty hain .

                        advantage;
                        *5 lakh ki limmite di jati hai ham ko jo ik ik bahot pari limmite hai deposite or withdrawl k lia asan account main .
                        *agar ham 10k muntain rkhy geyai to ham ko koi charge ada nahi karny pary geyai sub service free hun ge.
                        *18 sal ki umar main ham yeah account opan karwa skta hain .
                        *online banking or mange apps ka use kar skty hain .

                        disadvantage .
                        *is main ham limmite sey ziada transction nahi kar skty hain .
                        *is main free main atm card or depit card nahi diya jata hai .or na hi cheqbook .
                        information for Beginners
                        Complete Forex Knowledge
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye review Meezan Bank par mubni ha

                          Ji han pricey brother aapane bahut hello accha evaluation taiyar kiye hain lekin Agar Ham meezan financial institution ki taraf dekhte hain to yah Ek non-public bank hai aur Agar Ham ismein account khulva Dete Hain To Hamen iski taraf se bahut sari shouryapuram ki Jaati Hain meezan bank takriban Har city mein iski branches hoti hain ya apni customers ko ATM ki 16 account saving account aur contemporary modern-day account ki strong bhi deta hai agar Ham jis mein account open Karvate Hain To kam se kam Ham 50 paise account open Karva sakte hain aur iski magic baji hai kya Jab Ham ismein koi bhi account open Karvate Hain To ismein Itni Jyada record ki jarurat Nahin padati Hai Jo Ham ismein publish karvayen to Hamara account khole ismein Ham Agar thoda se documents Bhi Denge To Hamara account mein open ho jaega Apne purchaser ko bahut sari solid deta hai aap Kisi bhi ATM in line with jakar Agar account se paise nikal Aate Hain To bahut kam expenses Lagte Hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Ye review Meezan Bank par mubni ha

                            Meezan Bank Ek bahut Bade International material group ka Bank hai jo ki Asal Mein Kab ka hai yah Bank pure world mein kam kar raha hai aur ek International Bank hai meezan Bank ab Pichhle Kuchh Salon se bahut Teji se Pakistan mein bhi pad raha hai aur ab direct level se bhi Tahsil level per Bank branch open ho raha hai jo is baat ki Nishan di hai ki is Bank ki factory se customer aur silent bahut saste feed ho rahe hain meezan Bank ki customer care bahut nice hai Bank mein maujud taklif bahut hota hai Iske alava is Bank ki yah factory bahut acchi hai ke Mukhya Sharif kisam ke Sambhal loans bahut jaldi approved Ho Jaate Hain Jiska fayda small business Karne Walon Ko bahut jyada Hota Hai meezan Bank ka ATM service aur internet banking service bhi International standards ke mutabik hai Jinse silent bahut khush Hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Ye review meezan bank ki islamic banking par mubni hai

                              meezaan bank aik Pakistani islami commercial bank hai jo kuwaiti company noor financial investment ka zeli idaara hai. bank ka saddar daftar Karachi mein meezaan house mein hai. Pakistan ke 220 se ziyada shehron mein is ki net work hai. is ka aaghaz 2002 mein hwa jab state bank of Pakistan nay islami commercial bankari ke liye pehla licence jari kya. MBL Pakistan ka pehla aur sab se bara islami bank hai aur yeh maeeshat ke bankari ke shobay mein taizi se taraqqi karne walay maliyati idaron mein se aik hai.MBL aik aisa sab se bara islami bank hai jo khalis sharreiya usoolon par kaam karta hai aur malk bhar mein is ki 571 shaakhen hain. meezaan bank ltd ghair ikhlaqi sarmaya kaari jaisay sharaab, juye waghera mein mulawis nahi hai,
                              bator islami bank is mein sood ka maamla nahi hota hai aur meezaan bank mein koi posheeda policy nahi hain. Ahem baat jis naay mujhe MBL ke intikhab mein mutasir kya woh yeh tha ke usay Pakistan mein sab se ziyada ahem islami bank ban'nay ka aizaz haasil hai aur yeh tamam islami bankon mein market ka rehnumai karta hai .
                              Zuhaib9988 Trading journal
                              https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X