Ye Review Money Exchanger par mubni hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye Review Money Exchanger par mubni hai.
    Dear ap ne agar dekha ho to her city mai kuch money changer hoty hai ya ap agar air port par jaty hai to waha par bhi aisy hi hota hai ap ne agar kisi bhi country mai jana ho to waha ki currency ap ko waha se mil jati hai ais mai ap ko simple apny country ki currency deni hoti hai aor jo currency leni ho wo mil jati hai. ais mai ap ko sahult to mil rahe hoti hai magar ais mai buy aor sell ka rate change hota hai ap ne agar ain ko usd deny ho to aus ka rate kam ho ga ap ne agar ain se usd leny hai to aus ka rate zayda ho ga.

    Faidey (Advantage)

    1. Ye money exchanger ap ko her currency provide karty hain.
    2. Ain ki branches her city mai apko mil jati hai aor asani se ap ki currency change kar dety hain.
    3. Currency Exchange karwany k liay ap ko zayda wait nai karna parta.
    4. Ap ki currency daily k rate k hisab se change kar dety hai jo aus time rate chal raha hota hai.

    Nuqsan (Disadvantages)

    1. AIs mai ap agar price ko dekhy to kafi zayda ain ko commision milta hai.
    2. Aj kal ap ne agar usd leny ho to ye ap ko nai dety magar ap k pass ho to wo le lety hain.
    3. Ain k office ki timing hoti hai aus k baad ap ais mai se currency change nai karwa skaty.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye Review Money Exchanger par mubni hai.

    Ji han dear brother aapane bahut hi accha review pesh Kiya Hai Dekhen yah Ek takriban Harshad Mistry solid maujud Hoti Hai Kyunki iski Maria main iski jarurat Hoti Hai uski bahut Yad hoti hain aap Kisi bhi currency ko to change Karva sakte hain Agar aapane Pakistani rupees ko dollar Mein change karvana hai to vah Bhi Karva sakte hain aur Agar aapane dollar ko dirham Mein change karvana hai to vah bhi karwa sakti hain Ham Aksar dekhte hain ki airport per II iski solid maujud Hoti Hai Kyunki vahan per Jo log bhi foreign country se Aate Hain ya FIR Wahan Jaate Hain to uski jarurat unko Mein Hoti Hai Kyunki pahle to unke pass Nahin Hoti vah currency usmein Ki Jo Pehli Dafa ja raha ho to isliye iski jarurat hai jarurat usko Paisa Karti Hai Jo Pehli Dafa country raha ho.
    • #3 Collapse

      Re: Ye Review Money Exchanger par mubni hai.

      dear brother ji aapane bahut Hi Pyara review pesh Kiya Hai Is Se Humko yah pata chal jata hai ki Ham Agar apni currency Ko Kisi bhi Kranti ke sath exchange karna chahte hain Ham usko aasani se change office se Karva sakte hain Aise Bhi Humko yah facility Hoti Hai Ki Har chij Mein Inki branches hoti hain aur ham vahan Per jakar money exchanger ke pass Apni To quiet currency Le sakte hain ismein aapko dene ke hisab se rate mil raha hota hai aap jis din Chahe ismein apni currency exchange Karva sakte hain iske sath sath aap Agar Kisi currency ko saste Damon khareed kar Rakh lete hain aur jab uska rate bhi ho jaaye to tab usko akshy karvayen to aapko Kafi jyada fayda ho jata hai.
      • #4 Collapse

        Re: Ye Review Money Exchanger par mubni hai.

        Money exchange business legal rights hony ki waja se world key har country me hota hay es business me currency exchange ka karobar kia jata hay, Pakistan key har city me bahot se persons ye business karty hey es ka faida ye hota hay key hamy world ki jes currency ki be zarorat ho ham Money exchange ja kar es ko change kar sakty hey aur agar ham ne trading be karni ho to ham es maqsad se be other country ki currency ko apny pass koch time key ley rak sakty hey, Forex business aur money exchange business me agar koch difference hay to wo ye hay key same esi tarha ka business (currencies trading) ham online kar sakty hey.
        • #5 Collapse

          Re: Ye Review Money Exchanger par mubni hai.

          Advantages:
          Ji aapki baat bilkul theek hai money exchanger ke jarie Ham apni dollar amount ko apni country currency Mein Hasil kar sakte hain aur yah bahut hi acchi Hai Hai Kyunki dollars Mein Hamare Kisi bhi Kam Nahin Aaegi lekin Ham Agar apni country ki currency Mein usko convert kar lenge to hamare Kama sakti hai aur Hamen se Kafi Jyada benefit kaise kar sakte hain aur kabhi bhi exchanger ke jariye kisi bhi currency ko dusri currency Mein convert kar sakte hain

          disadvantages:
          Lekin Vastav mein aisa hota hai ki local currency exchange abhi hote hain jinki vajah se Ham apni currency ko asterisk use kar rahe hote hain to isliye Mere Khyal Se Jaise ke online bank skrill hai aur vaise bhi instaforex se agar aap direct deposit or withdrawal kar le Apne bank account mein to vah Jyada behtar hai Kyunki usmein koi bhi risk Nahin hoga Kyunki Agar exchanger ke jarie aap money transfer Karte Hain To Kuchh exchanger Aise Bhi Hain Jo ki fake hote hain to aap use fenk chij Se Ban sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Ye Review Money Exchanger par mubni hai.

            Money changers ya currency exchangers Pakistan mai her jagah pay mojud hain. Big cities mai yeh kaam legal aur licensed registered dealers he kertay hain aur small cities mai ziada ter yeh kaam jewelers kertay hain. Money exchangers aik bohat Bari sahoolat hai. Kiyu kay overseas Pakistani jabb apnay cities mai leave waghaira pay atey hain tou unn kay paas foreign currency hoti hai jisay exchange kernay kay liye unhain money exchangers ki zarurat parti hai aur unhi available exchangers say currency exchange kerwa li jaati hai. Aik baat ka khayaal rakhna chaiye kay big cities mai jab bhi foreign currency exchange karain tou uss ki baqayda slip zarur lain iss Tarah kisi kisam kay qaanoni masaael say bach saktay hain. Aur Agar apnay cities mai exchange ker rahey ho tou trusted exchanger say he deal kia karain. Exchange kay liye rates ka difference zarur hota hai laikin small cities kay exchangers bhi big cities mai currencies sale kertay hain iss liye bohat maamooli sa margin rakh bhi lain tou koi faraq nahi parta hai
            • #7 Collapse

              Re: Ye Review Money Exchanger par mubni hai.

              hello dear friends just Rakesh bhai ne bahut achcha review Diya hai ji han money exchanger ek bahut hi achcha kam hai hamen money exchange kar sakte hain agar hamen Koi money withdrawal karvane mein mushkil pesh aa rahi hai to Ham apni mummy ko exchange karke ismein usko jazzcash ki aapane easypaisa account mein transfer karke bahut hi aasani se vidroh karva sakte hain is sab ko video karvane ke liye skrill account ek best jariya hai hi hai jiske sar yah Ham bahut hi aasani se apni money ko transfer karke nikalwa sakte hain aur bahut hi aasani se apni Puri payment vasul kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Ye Review Money Exchanger par mubni hai.

                Advantages

                Dear friend money exchanger kay zariye ap apni amount ko apni country mein transfer kar sakte hain aur yah bahut hi iji ho jata hai jaise ki bahut Sare exchange hai jinko aap Agar apni dollar amount ko transfer karna chahte hain Pakistan Karachi Mein To aap unko apni payment send Karenge aur vah aapko Pakistan bank account Mein Aapki payment transfer kar denge aur vaise money exchange ka kam moneybookers bhi Deta Hai Jiske jarie aap apni payment ko dalne Se Pakistan currency Mein kar sakte hain aur Pakistan currency se aap dollar Mein Hasil kar sakte hain

                Disadvantages

                Lekin iska sabse bada matlab Yahi hota hai ki Jab exchanger ke jariye apni payment Ko Kisi dusri currency Mein share karte hain to usmein aapko Kuchh percentage charge hoti hai aur aapki amount Ka 4 se 5% charge ho jata hai to yah aapke liye nuksan Hota Hai
                • #9 Collapse

                  Re: Ye Review Money Exchanger par mubni hai.

                  gee han bhai ap ne sahi kaha hai ur ap ne eik achi thread be open ki ha agr hume kisi dosrey mulk jana hon tu wahan py hara pakistani rupees nai chalte hein agr hume other mulk jana ha tu wahan py hume os mulk ki currency use krni hoti ha hum paksitani rupess ko os mulk ki currency k sath kese exchange kr sakte hein mere bhai jab hum air port main utarte hein tu wahan py hume exchanger mil jate hein wahan utar kr hume exchanger k office main jana parta ha ur hum os mulk ki currency main apne reupees ko exchage karwa sakte hein hume tension nai leni chaiye jitne hamre rupees hote hein utne hi hume os currency k badle main milte hein
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye Review Money Exchanger par mubni hai.

                    Mere dost aapane bilkul sahi baat ki hai money exchanger jo ki currency ko exchange karne ke department Hote Hain Jab Ke inke officers bhi hote hain aur yah inke branches Har city mein aapko easily available Ho Jaati Hain Inka benefit ke hota hai ki agar koi bhi out of country Hamare Mulk Mein Aata Hai To vah Apne Mul ki currency ko exchange ke liye exchange ke pass Jata Hai Jahan per vah apni currency deta hai aur vah usko exchange karne ke bad Hamare Mulk ke yah Usi Malik currency exchange karke de deta hai yah ek dost system Hai jismein ham har Tarah ki currency ko change kar sakte hain Iske alava agar koi kisi ke pass other country currencies Badi Hai To vah Bhi Jab Chahe exchange kar sakte hain.
                    1: Faidy:
                    Dear member Jis Tarah aap Sabko pata hai ki money exchanger ke bahut se fayde Hain isiliye Iske system ko Mazeed grow Kiya gaya hai Hi ta ky Logo Ko best Pasand letters provide ki Jaaye Jaise ke money exchanger ka sabse bada fayda yah hai ki Ham Kisi bhi currency ko exchange karne Jaaye To Hamen timely exchange kar dete Hain Iske alava vah Hamen Jyada wait bhi nahin Karvate aur ham Jo currencies ko exchange Karana chah Rahe hote hain vah Hamen easily available kar dete Hain
                    2: Nuksanat:
                    Dear member is system ke nuksan Jyada Nahin Hai Bus ismein Hamen time ka Ishu hota hai jismein timely Hamen apni currency exchange karane Hoti Hai Kyunki inke officers limited time attack open hote hain Jin ke bad time khatm hone se hi unke office bhi band ho Jaate Hain Iske alava Hamen currency exchange karane mein jyada fayda Nahin Hota Kyunki use time aapane Jo currencies this payment se Li hoti hai aapko exchange karane se utna payment Nahin milati Kyunki vah aapko Usi Day ke rate Se Hi exchange Karke Dete Hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye Review Money Exchanger par mubni hai.

                      money exchange ik bahot hi acha business hai ais main ham ham ik currncey apny client sey ley kar os ko koi or curnccey dety hai yani k ik banda hamry pass actaa hai usa doller ley kar kam ham os sey usa doller ko buyy kar lety hain or os ko ham pakistani currncey Rs provide kar dita hai yeh bahot hi munfa bux bussness hai ais main agar ham kam karty hain to ham ik acha paisa kama skty hain agar ham koch din exchange kiya gaya paisa apny pass save rkhty hain to ham ko or bhe ziada faida ho skta hai magar pakistan main kise or currncey doller jisi currncey ko apny pass buyy kar key rkhna ghair qanoni hai
                      information for Beginners
                      Complete Forex Knowledge
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye Review Money Exchanger par mubni hai.

                        FAIDAY

                        Assalamu Alaikum ji han bilkul aapki baat bilkul theek hai money exchanger ke bahut jyada benefit Hain Kyunki money exchanger Kesari Ham Kisi bhi currency ko ek currency se dusri ke Naseeb Mein Karvate kar sakte hain aur apni country ki currency main bhi per medicine kar sakte hain Unka ya fayda hota hai Kyunki unke pass Har kism ki online currency available Hoti Hai To isliye unko sale bhi kar sakte hain aur Unse purchase bhi kar sakte hain to yah isliye method Hai yah Hamen bahut hi Achcha kam provide karte hain vaise Kyunki ab Local Bank ke jariye apni online currency ko kabhi bhi exchange nahin kar sakte to money exchanger ke jariye Hamen yah bahut jyada benefit Milta Hai Jiska sari Ham isliye apni payment ko ek payment method ke jariye dusre payment method Mein Hasil kar sakte hain

                        NUQSANAT

                        Dear friend money exchanger Kesariya Humko ya nuksan hota hai Kyunki yah apni fees charge karte hain aur yah Kafi Jyada bhi Hoti Hai Kyunki aapko per dollar Jyada Nahin to 10 cent ya Char kar lete hain to isliye Jaruri hota hai ki Ham uski se behtar Koi plan use kare jaise ki Ham Apne online Bank ke jariye bank mein online transfer Karen To usmein Hamen kam fees charged Hogi to yah Jyada fees charge karte hain ki fees kam honi chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye Review Money Exchanger par mubni hai.

                          Introduction :
                          dear friends aj kal money exchanger aa ko takreban har city main mil jaye ge ye aap se international currency le kar aap ko local currency dete hai ya phir aap local currency ko international currency main tabdeel karwa sakte hain money exchanger points se aap small commission k sat money exchange karwa sakte hai lekin ye method thora purana ho chuka hai ku k ajkal online money exchanger mojod hai jo aap ko international and local currency ko exchange karne ki ijazat dete hai lekin phir b agar aap ko pass international currency hai aap ko use offline hi exchange kr sakte hai

                          Advantages :
                          dear friends currency exchanger k beshumar advantages hain

                          1=> ye aap ko asaani se ap ki international currency ko local our local ko international currency main tabdeel kar dete hain
                          2=> aap ko curreney exchange krwane k liye wait nahi karna prta hai
                          3=> ye small commission k sat aap ko facilities dete hain
                          4=> fouri raqam aap ko mil jati hai
                          5=> kuch currency exchanger aap ko cach k badly Gold kharidne ki ijazat bhi dete hai

                          Disadvantages :
                          dear friends is k kuch nuksaan bhi hai

                          1=> kuch currency exchanger aap se bohat zayda commission wasool karte hain
                          2=> online currency exchanger ki nisbat offline exchanger zayda commission lete hain
                          3=> agar aap ko office time k bad currency exchange ki zarorat hai to aap ko office k khulne ka wait karna ho ga
                          4=> limited service provide karte hain
                          Ayisha Cutey's Trading Journal
                          https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                          • #14 Collapse

                            Re: Ye Review Money Exchanger par mubni hai.

                            Dear brother aapane bahut hi important review Hamare Sath share kiya hai aur ismein bahut hi perfect Apne analysis Hamare Sath share Karke Hamare knowledge mein izafa kiya hai no doubt money exchanger ka business Pakistan mein aajkal bahut jyada famous ho chuka hai aur iski main reason yah hai ki Pakistan ki ek acchi khasi strength out of country Hoti Hai Jab vah Pakistan Aate Hain To unko money exchange ki ki facilities services Hasil karna Hoti Hai ISI Tarah Jab Koi member Pakistan se abroad Ja Raha hota hai to usko bhi e money exchanger ke pass jana hota hai aur kuchh amount Apne required destination country ki basis per receive karna hoti hai.

                            Jab aap money exchanger ke pass Jaate Hain aur aap Koi foreign currency Hasil karna chahte hain to vah aapko easily provide kar deta hai aur jab aap ke pass foreign currency ho aur aap usko Pakistani currency Mein convert karna chahte hain tab bhi aapko vah yah facilities provide kar rahe hote hain yah aapko Uske against Pakistani currency provide Karte Hain Jab different customer unke Paas Aate Hain To an Mein yah difference hota hai ki aap Jab Unse currency lete hain to uska rate alag hota hai aur jab aap unko former currency provide karte hain to uska rate alag hota hai aur ine donon rates mein jo difference hota hai vah money exchanger ka profit Hota Hai.

                            No doubt yah bahut hi minimum Commission hota hai lekin Jab Ek Jyada amount aap convert karwate Hain To usmein yah Ek acchi amount Ban jaati hai aur daily basis per Agar bahut jyada transaction hoti Rahegi to money exchanger ke liye usmein bahut jyada income milati Rahegi Pakistan ke Different cities main aapko different money exchanger ki services milati Hai Jin Se aap properly utilise ho sakte hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ye Review Money Exchanger par mubni hai.

                              Assalamu Alaikum dear friendMoney changers ya currency exchangers Pakistan mai her jagah pay mojud hain. Big cities mai yeh kaam legal aur licensed registered dealers he kertay hain aur small cities mai ziada ter yeh kaam jewelers kertay hain. Money exchangers aik bohat Bari sahoolat hai. Kiyu kay overseas Pakistani jabb apnay cities mai leave waghaira pay atey hain tou unn kay paas foreign currency hoti hai jisay exchange kernay kay liye unhain money exchangers ki zarurat parti hai aur unhi available exchangers say currency exchange kerwa li jaati hai. Aik baat ka khayaal rakhna chaiye kay big cities mai jab bhi foreign currency exchange karain tou uss ki baqayda slip zarur lain iss Tarah kisi kisam kay qaanoni masaael say bach saktay hain. Aur Agar apnay cities mai exchange ker rahey ho tou trusted exchanger say he deal kia karain. Exchange kay liye rates ka difference zarur hota hai laikin small cities kay exchangers bhi big cities mai currencies sale kertay hain iss liye bohat maamooli sa margin rakh bhi lain tou koi faraq nahi parta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X