Ye Review Afghani Pressure Cooker par mubni hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye Review Afghani Pressure Cooker par mubni hai.
    Dear ap ko pata hai k her ghar mai kitchen mai pressure cooker to hota hai magar ap ne agar normal pressure cooker use kia ho to aus mai apko aik masla aata hai k ais mai rubber ki seal hoti hai jo kai dafa pressure cooker ko open karty waqat kharab ho jati hai magar hum aj baat karty hai Afghani pressure Cooker ki to ais mai ye masla nai hota ais mai koi rubber nai hoti aor ye bahot hi fast kaam karta hai ap ais mai jo cheaz rakhy aus ko thori si dair mai tyar kar deta hai.

    Faidey (Advantages)

    1. AIs mai ap ko her size k pressure cooker mil jaty hain.
    2. Ye pressure cooker her cheaz ko pakany mai use hota hai aor ais mai ap ko atna zayda time wait nai karna parta.
    3. Ais mai kisi kisam ki rubber nai hoti jis ki waja se ais mai kisi kisam ka masala nai ata.
    4. Ye bahot hi asani se ap ko market mai mil jata hai.

    Nuqsan (Disadvantage)

    1. Ye kafi zayda mehnga hota hai ais ko ap aik hi dafa dekh k ley.
    2. Ye weight mai kafi zayda heavy hota hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye Review Afghani Pressure Cooker par mubni hai.

    Ji han dear brother aapane bilkul sahi baat ki hai Deccan kitchen ki jarurat mein se ek yah bhi bahut hi jarurat hai pressure cooker vaise to Pakistan mein bahut companies ke pressure cooker istemal ho rahe hain joki Pakistan mein ke gharon mein istemal kiya Ja Rahe Hain Auron se fayda Hasil Kiya Ja Raha Hai Jis Tarah aapane bataya hai ki Afghan pressure cooker kar aap bata Rahe Hain Ki ismein rabad wala system Nahin Hota Hai vaise To Ham Maine Dekha Hai Ki Tamam Jo pressure cooker sote Hain Unki rubber Hoti Hai To To Ham use unko To Kuchh dene Sambhal karte hain matlab pressure cooker ko 2 se 10 Tak festival Kiya To fir vo loose Ho Jaati Hai Aur vah under pressure Nahin banata hai Jis Tarah Bata rahe hain kis ke bahut Sare fayde Hain Ki yah bahut hi fast kam karta hai aur bahut jald se cheezo ko boil kar deta hai aapke is reviews to yah bahut hi Jabardast pressure cooker lag raha hai.
    • #3 Collapse

      Re: Ye Review Afghani Pressure Cooker par mubni hai.

      dear brother aapane bahut hi Achcha review pesh Kiya Hai Humko apne ghar mein istemal karne wali chijon ke bare mein pata Hona chahie ki kaun si product acchi hai agar Ham ismein Koi product istemal Karte Hain to Humko Uske bare mein yah Pata Hona chahie ke Ham Jo product use Karne Wale Hain Uske kya fayde hain aur uske kya nuksan hote hain Agar Ham acchi product use kar lete hain to vah Naam time Hamare Sath Chalti Hai iske sath Ham Agar Aisi product lete hain Jiski khubiyan jyada ho to vah Kafi Jyada han Diya Kar Chalti Hai iske sath sath Humko jo bhi product leni Ho uski price Pahle Se Pata Hota ki Ham usko Itni hi price Mein khareed Saken Is Tarah Humko Kafi jyada fayda ho jata hai yah Jo aapane product kar dekar Kiya Hai yah bahut hi, news Mein aati hai aur Har Ghar Mein use hoti hai.
      • #4 Collapse

        Re: Ye Review Afghani Pressure Cooker par mubni hai.

        Yes of course hamen trding ky bary ma zeyada knowledge aor experience ho ga tb he ham kamyab ho skty hain aisy he hamen gharelu chezo ky bary ma roz mrha ki istemal ki chezo ky bary ma jitna ilm ho ga usi hisab sy ham kamm krty huy trading aor apny oaisy kp bcha skty hain ap ny jo afghani pressure cooker ky bary ma hamen btaya hai yeh acha knowledge dy dea hai ap ny is ma apko focus ky sath kam krna ho ga aor authentic knowledge dena ho ga cooking ky leay aoko chezon ko galny ma time lg jata hai lkn agr aoky pas achi company ka cooker ho ga to aoko cooking aor ghosht kp galny ma time nhi lgy ga aor chezen basani cook ho jati hain aor boiling pressure is ka zeyada hota hai
        • #5 Collapse

          Re: Ye Review Afghani Pressure Cooker par mubni hai.

          Afghani pressure cooker ki jetni be tareef ki jaye kam hay es ki price Afghanistan se import hony ki waja se Pakistan me bahot kam to hay hi sath me es ka result agar deka jaye to ye bahot hi acha hamy mil sakta hay, kesi cheez ko be asani se es me bowl kia ja sakta hay, aur bahot kam time me cheezu ko bowl karny ki es me ability majood hoti hay, es presser cooker me solid material use hony ki waja se ye bahot heavy ho jata hay, achi qualities aur cheap rates par milny ki waja se ye product all world key sath Pakistan me be apni jaga banny me kamyab howi hay.
          • #6 Collapse

            Re: Ye Review Afghani Pressure Cooker par mubni hai.

            is bhai ne bahut accha river Diya hai Afghani pressure cooker ek bahut hi kamal ka shukr hai jisme humne khana vana banaa sakte hain aasani se aur ismein bahut acche tarike se khana Pak jata hai aur kabhi Koi masla page nahin aata yah ek bahut hi kamal ka aur material wise bhi bahut kamal ka cooker hairbecause he bahut hi acchi kasam ki quality se banaya Gaya hai Jo ki Jodi kharab nahin hone wala aur aapas mein kafi time tak khana banaa sakte hain aur yah jaldi kharab nahin hota aur uski material aur quality bahut hi jabardast hai
            • #7 Collapse

              Re: Ye Review Afghani Pressure Cooker par mubni hai.

              Afghani Pressure Cookers
              Advantages:
              Afghani pressure cooker bahut hi acche hote hain aur bahut hi acchi quality main market mein aapko Afghani pressure cookers mil Jaate Hain
              Afghani pressure cookers ki market Mein value Bhi Jyada Hai Kyunki value Jyada hone ki vajah Se Hi kijiye bahut famous hai aur aap is famous pressure cooker se Kafi fayda uthate Hain
              Ismein koi bhi chij Banani ho to aasani Se Ban jati hai aur aap ka pressure cooker bahut hi sahi rahata hai
              Disadvantages:
              Kyunki Afghani pressure cooker bahut jyada mashhur hain aur famous hain iski vajah se aapko bahut jyada prices bhi dena padati hai Kyunki yah bahut mahanga hota hai aur bahut majbut hai isliye aapko iski kimat Bhi Jyada Ada karna padati hai
              • #8 Collapse

                Re: Ye Review Afghani Pressure Cooker par mubni hai.

                Assalam walekum doston Jaisa ki aap Jante Hain Ki Afghani chijen Kitni Hi Allah aur acche Maiyar ki hoti hai. Ismein Afghani pressure cooker per baat ki Ja Rahi Hai Doston yah bahut hi Jabardast Parashar kukar hai. Afghani pressure cooker market mein bahut hi famous hai.
                Dosto Afghani pressure cooker bahut hi expensive hota hai isliye aapko bahut Mushkil se Milta Hai. Market Mein Afghani pressure cooker ka rujhan bahut zyada hai. Yah bahut hi majboot aur der tak istemal hone wala pressure cooker hai. Afghani pressure cooker Ne bahut se logon ka Atmad Jeet liya hai aur bahut se log is per trust Karte Hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Ye Review Afghani Pressure Cooker par mubni hai.

                  Assalamu Alaikum Dosto Jaisa ki aap Jante Hain ke afghani Tumhari ki Hoti Hai ismein Afghani chazy kitni hi ala or achi mayari ki hoti ha is me afghani pressure cooker per baat ki ja rhi ha doston yah bahut hi Jabardast pressure cooker Hai Afghani cooker market mein bahut hi famous Hai Doston Afghani Prasar kukar bahut hi experience hota hai isliye aapko bahut hi Mushkil se Milta Hai market Mein Afghani Paris kokoroko vajan bahut jyada hai yah bahut hi majbut aur der tak istemal hone wala pressure cooker Hai Afghani pressure cooker Ne bahut hi logon ka Damad Jeet liya hai aur bahut se log is per trust karte hain interest Karte Hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye Review Afghani Pressure Cooker par mubni hai.

                    Afghani pressure cooker is the product Afghanistan yah aam kukar ke mukabale mein behtarin kam karta hai aam kukar ki seal jaldi khatm Ho jaati hai jiski vajah se pressure leak hona shuru ho jata hai aur jiski vajah se pressure sahi tarike se a nahin Ban pata aur aam cooker ke Patna ka khatra jyada hota hai Afghani pressure cooker apne andaz ke mutabik pressure leak karta hai aur seal kharab nahin hoti lekin iska ek jis disadvantage yeh hai ke yahan ko karke mukabale mein time jyada leta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye Review Afghani Pressure Cooker par mubni hai.

                      Assalamu alaikum umeed kerta hun ke ap kheriyat se hon gy.
                      Ji han dosto ap janty hein her ghr mein pressure cooker hota hai or agr ap ne note kiya ho to normal presure cooker bht jldi khrab ho jaty hein wo asy k jab hum cooker ko open kerty hein jo us mein rubber ki seal hoti hai wo kharab ho jati hai lakin aj hum afgani pressure cooker ki bat ker rhy hein is mein asa koi b msla nhi hota hai q ke is mein koi rubber nhi hoti hai or ye bht hi fast kam kerta hai is mein koi cheez rkh ker jab hum pkaty hein to bht hi teezi k sath pak jati hai.
                      FAIDAY...
                      Afgani pressure cooker mein apko her size ka pressure cooker mil jata hai.
                      Ye pressure cooker her cheez ko pkany mein use hota hai or is mein humein zyada wait ni kerna prta koi b cheez ho asani se or jldi pak jati hai.
                      Is mein koi rubber wagaira nhi hoti is liye is mein koi problm nhi ati ye na hi khrab hota hai.
                      Ye bht hi asani se apko market mein mil jata hai or is ki prize b affordable hai jo k her koi buy ker skta hai.
                      Ye bht hi acha cooker hai is mein her trha ka khna bana skty hein or is ke khrab hony k chhances b dosry cookers se bht kam hoty hein.
                      Ap is ko aik bar khreed ker bht time use ker skty hein or na hi ye khrab hota hai.
                      Blky dosry cookers k mukably zyada dair tak chlta hai.
                      NUKSANAT...
                      Ye cooker dosry cooker k mukably weight mein bht zyada hota hai.THANKX
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye Review Afghani Pressure Cooker par mubni hai.

                        Dear friends haumay apney kitchen may cooking Kay liye asan say asan product ki zarorat hoti hay takay haum cooking ko jaldi jaldi Kar sakay iss Kay liye haumay hamesha pressure cooker ki zarorat hoti hay haum pressure cooker ko cooking recipes Kay liye istamaal kartay hay issko haum easily kitchen may cooking Kay liye istamaal kartay hay to haumay bohaut zayada asani rehti hay haum pressure cooker ko istamaal kartay hay to haumay bohaut zayada asani rehti hay haum iss may beaf Motton beans ko thoray time may paka saktay hay aur hamara time bhi safe rehta hay aur hamari cooking bhi achi hoti hay .

                        Advantages:

                        Haum pressure cooker ko istamaal kartay hay to haumay cooking may asani rehti hay haum pressure cooker ko multiple use Kar saktay hay haum iss may baking bhi Kar saktay hay haum pressure cooker may achay tareekay say cake bhi bake kar saktay hay pressure cooker ake bohaut zayada achi chez hay jiss ko haum easily market say khread saktay hay aur ake dafa purchase kartay hay to haumay kafi time tak issko istamaal Kar saktay hay .

                        Disadvantegs:

                        Pressure cooker ko istamaal karna har koi nai janta hay iss liye kuch logg pressure cooker ko theak say samjh nai sakty hay aur phir dangerous ho jata hay aur pressure cooker may ki hoi cooking recipes bohaut zayada taste wise achi nai hoti hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye Review Afghani Pressure Cooker par mubni hai.

                          Assalamu alaikum dear friends aaj ka hamara review Afghani pressure cooker par mubny Hy doston aap jante Hain ke pressure cooker har Ghar mein istemal hone wali ek aam chij hai hai yah har Ghar mein kitchen mein use hoti hai Ham ismein aisi chijen taiyar karte hain jinko vaise a Pyar Karne mein bahut jyada time lagta hai kyunki pressure cooker bilkul band ho jata hai aur ismein jo bhi aap sabji taiyar Karen vah bahut jaldi Ho jaati hai is per hamen jyada time base nahin karna padta doston pressure cooker ki tarah ke hote hain jyadatar pressure cooker rubber wale hote Hain Jo ok jyada madad Tak nahin chalte inke rubber kharab ho jaati hai aur FIR aapko in ki rubber change karvani padati hai lekin Ham yahan Afghani pressure cooker ki baat kar rahe hain Jo per bilkul seal band Ho jata hai ismein Koi rubber nahin hoti yah bahut hi achcha Tera shukar hai jo bahut hi fast kam karta hai aaj Ham ISI pressure cooker per apna knowledge aapke sath share karenge
                          Advantage
                          Doston pressure kukar har Ghar mein istemal hota hai ismein Ham ghost ko batate Hain kyunki gosht ko vaise khane ke liye bahut jyada time waste karna padta hai jab ke pressure cooker gosht ko bahut jaldi taiyar kar deta hai Afghani pressure cooker bahut hi achcha prashan ko Karen yah bahut hi fast kam karta hai doston is ka sabse bada fayda yah hai ki yah kharab nahin hota kyunki ismein rubber nahin hoti jyadatar pressure cooker mein rubber ka hi masala hota hai kyunki yah kharab ho jaati hai lekin Afghani pressure cooker rubber ke bagair hota hai yah bilkul seal band ho jata hai yah bahut hi majbut pressure cooker hai yah aap ek bar jindagi mein Le Le tu dobara iski jarurat nahin padati
                          Disadvantage
                          doston aap jante hi Hain ki har chij ke fayde ke sath uska nuksan bhi jarur hota hai lekin parashar book karke Koi jyada nuksan nahin hai doston ek achcha aur behtarin pressure cooker hone ki vajah se iski kimat bahut jyada hoti hai aur doston yah vajan mein bahut jyada heavy hota hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Ye Review Afghani Pressure Cooker par mubni hai.

                            Assalamu Alaikum dear sisters and brothers Jaisa ki aap ko pata hai aaj ka Mera bhi view Afghani pressure cooker ke bare mein hai pressure cooker Har Shayad Mein Hota Hai market Mein yah Thodi hi time hai aapki cooking ko pura kar deta hai isko kar ki feel mein ek rubber Hota Hai Ya Rabba kharab hone ke bahut se chance Hote Hain Afghani pressure cooker Har rate mein market Mein 10,000 Hai Jaisa ki aap ko pata hai ki Iske bahut se fayde aur nuksan Hote Hain vah main aapse bhi share karta hun
                            Advenges
                            Jaisa ki aap ko pata hai kya Vani pressure cooker kuch nahi manta main aapki cooking Ko Mukammal kar deta hai Afghani pressure cooker mein ek rubber seal hoti hai jo aapko cooking karne mein madad Deti Hai Afghani pressure cooker Ek bahut hi acchi aur Nafees cooking Karne Ka Tarika hai Kani pressure cooker ke istemal se aapko kitchen mein bahut hi kam time batana padta hai
                            DisAdvenges
                            Jaisa ki aapko pata hai ki Afghani pressure cooker rate mein bahut mahanga Hota Hai hi Afghani pressure cooker ka wait bhi bahut heavy Hota Hai ise bacchon ki pahunch Se Dur rakhen Jab Bhi cooking Karen bacchon ko isase bilkul Dur Karke cooking Karen Afghani pressure cooker ka istemal Itihaas se karna chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ye Review Afghani Pressure Cooker par mubni hai.

                              Assalam o Alaikum dear
                              Mera ye review pressure cooker pe he jo har ghar main mojood he pressure cooker aek buhut achhi cheez he or jaldi kaam karne wali cheez he.

                              Advantages
                              Pressure cooker main aek to khani ki cheez jo der tak pakti he wo pressure cooker main jald tiyar ho jati he.

                              Disadvantages
                              Pressure cooker main jaldi galny wali jo cheez andar hoti he use har 15 mint ke baad us ka pressure nikalna hota he nahen to agar us main zyada pressure aa gaya to pressure cooker phat sakta he.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X