Dear ap ne bahot sari games kheli ho gi ais time mai baat karny laga hun Golf ki ais k bahot hi kam player hoty hai kun k ye aik bahot hi mehngi game hai aor ap ne agar ais mai particapte karna ho to aus k liay ap ko kisi golf club ka member banna parta hai agar ap kisi golf club ki member ship lety hai to ap aus mai ap ko saal ki fee deni parti hai jo kafi zayda hoti hai ap ne agar dekha ho to Gold khelny k liay jo complete kit ati hai wo 2 Lakh rupy ki milti hai. Golf Club mai ground bahot hi pyara hota hai.
Faidey (Advantage)
1. Ais game ko khel k ap ka mind fresh ho jata hai.
2. Ais game mai ap k bazon ki practice ho jati hai aor ap kafi door tak apna nisana bana skaty hain.
3. Ais mai participate kar k ap inam win kar sakty hain.
Nuqsan (Disadvantage)
1. Ye bahot hi mehnga game hai ais k liay ap ko daily time nikalna parta hai.
2. Ais game k liay kit aor saman leny par bahot hi zayda paisy lag jaty hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим