Yeh Review Muktalif Khailo per mubni hai(Title Edited By Rizwan Trader)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh Review Muktalif Khailo per mubni hai(Title Edited By Rizwan Trader)
    Main Kisi bhi Fursat time mein yah tasvir karne ke liye sabse Jyada game khelta hun aur Iske alava Mein music production bhi kar Leta Hun Mujhe Kafi Sare janaka pata hai aur Main UN General Mein acche se knowledge Rakhta Hun Yahan Par baat karte hain sabse pahle pubg ki jo is Waqt top per chal raha hai aur Iske alava mein baat karunga cord ki jo k s ka full form a Call of Duty Ja Ek behtarin game hai aur yah iski view ration bhi Kafi acchi hai aur behtarin tarike se effect Aate Hain ismein aur Yahan per aapko character bahut Sare mil Jaate Hain jinko aap choose kar sakte hain aur ek bhi bilkul hi real staker gamper Muni hai ye Yahan per aap ek game banne ki shart Mein Bhi Ye Khel sakte hain aur yah aapko kabhi bhi Bor hone Nahin deta iske liye aapko Ek heavy computer ki jarurat hai jo ki aap kahin se bhi purchase kar sakte hain main Karachi Mein Hoon Tu Mujhe Sadar market mein jana hota hai aur vahan per Main Apni jarurat ke mutabik chijen Lekar Aata hun mere pass se ek pura Studio banaa Hua Hai Jahan per main kam karta hun aur apne tafri time per Mein sabse Jyada Call of Duty aur uske alava pubg khelne Leta Hoon Call of Duty khelen Meri Yahi recommendation hai ki aap isko khelen
    Click On Name And Visit My Journal
    Naseer953 Trading Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ye review games k mutaliq hy

    asslam o alikam dost hum sab ko pta ha k khail hamri seya k liye zahrori hein jo log khail nai khalte hein wo aksar jaldi bemar ho jate hein kew k un ki body strong nai hoti hai khail se hamri body be kafi strong hoti hai ue agr bat krein mobile game ki hum time paas krne k liye mobile game be khal sakte hein lekin mobile game khailne se hume kafi zada nuqsan be hota ha eik tu hamri eyes py kafi asar parta ha hume apne bachuo ko mobile zada use nai krne dena hota ha ap ne bat ki hai call off duty ki tu ye eik bohat hi achi game ha is ko khailne main hume bohat maza ata ha is main kuch mesion hote hein jin ko compulete krne main hume kafi batreen rotetion mlti hein hume free time main ye game khail sakte hein hume is main game zada use nai krni chaiye
    • #3 Collapse

      Re: ye review games k mutaliq hy

      اصل پيغام ارسال کردہ از: naseer953 پيغام ديکھيے
      Main Kisi bhi Fursat time mein yah tasvir karne ke liye sabse Jyada game khelta hun aur Iske alava Mein music production bhi kar Leta Hun Mujhe Kafi Sare janaka pata hai aur Main UN General Mein acche se knowledge Rakhta Hun Yahan Par baat karte hain sabse pahle pubg ki jo is Waqt top per chal raha hai aur Iske alava mein baat karunga cord ki jo k s ka full form a Call of Duty Ja Ek behtarin game hai aur yah iski view ration bhi Kafi acchi hai aur behtarin tarike se effect Aate Hain ismein aur Yahan per aapko character bahut Sare mil Jaate Hain jinko aap choose kar sakte hain aur ek bhi bilkul hi real staker gamper Muni hai ye Yahan per aap ek game banne ki shart Mein Bhi Ye Khel sakte hain aur yah aapko kabhi bhi Bor hone Nahin deta iske liye aapko Ek heavy computer ki jarurat hai jo ki aap kahin se bhi purchase kar sakte hain main Karachi Mein Hoon Tu Mujhe Sadar market mein jana hota hai aur vahan per Main Apni jarurat ke mutabik chijen Lekar Aata hun mere pass se ek pura Studio banaa Hua Hai Jahan per main kam karta hun aur apne tafri time per Mein sabse Jyada Call of Duty aur uske alava pubg khelne Leta Hoon Call of Duty khelen Meri Yahi recommendation hai ki aap isko khelen
      yes brother aapane bahut hi accha review pesh Kiya Hai Har Insan ko Kuchh Na Kuchh To Pasand Hota hi hai aise hi Humko Koi Na Koi game Jarur Karni chahie Agar Hamare Paas Thoda Sa Bhi time ho aur ham usmein Koi game kar lete hain to usse Hamara Jism bahut hi active rahata Hai Kyunki Jism ko exercise ki jarurat Hoti Hai vaise normal rupaye Mein To Hamen suicide Nahin Karte lekin Jab Humko Ek game khelte Hain To usse Hamara Jism active ho jata hai agar aap koi acchi game khelte Hain jisse aapko exercises jarurat na Pade to aap Jyada time tak sehatmand Rah sakte hain aur aap bimariyon se Ban sakte hain Agar aapko Koi game khelne ka shauk hai to aap usmein mehnat Karen aur Aage Bhi Ja sakte hain.
      • #4 Collapse

        Re: ye review games k mutaliq hy

        A Review on Games
        Advantages
        Deer Khel Hamari sehat ke liye bahut acche hain aur ham ko physical fitness ke liye koi bhi game karna bahut jaruri hai games Ham Jaise Jaise khelte Hain Usi Tarah Hamari fitness badhati jaati hai aur Humko bimariyon se nijat milati hai
        Agar aap koi bhi game karte hain to physically fit hone ke sath sath aapko mentally bhi bahut help milati hai aur mental level aapka strong Hota Hai
        Games jitni Jyada aap khelte hain itna hi aapki details bhi dusre ka Munh mein bhi badhati hai aur sath sath aap game ki taraf bhi tab Dete Hain so aapka kam aur aapki daily life improve Ho Jaati Hai
        Nuqsanat:
        Agar aap games khelte Hain To aapko Koi Bhi nuksan Nahin Hai Seva Ek nuksan KK agar aap bahut jyada game khelte hain aur aap apne kam per tavajjo Nahin lete to Fir iska aapko nuksan ho sakta hai otherwise aapko game ka koi nuksan nahin hai
        • #5 Collapse

          Re: ye review games k mutaliq hy

          Assalam walekum doston Khel Hamari Zindagi Ka Ek Aham hissa hote hain Hamen tandurust Rahane ke liye games ki jarurat hoti hai games Hamen mentally Taur per fresh rakhte Hain game khelne se Ham choco choban rahte hain hum Delhi ki jo exercise karte hain UN mein game Bhi Ek Aham hissa hoti hai yah games khelne se Ham mentally Taur per fresh Ho Jaate Hain aur ham jismani Taur per best kam Karte Hain thakawat mehsoos karne per game khelne se ham purjosh Ho Jaate Hain agar aap Koi game nahin khelte hain to aapko mentally Taur per fresh hone ke liye Kisi game khelne ki jarurat hoti hai yah game aapko pur skoon banaa Deti Hai
          • #6 Collapse

            Re: ye review games k mutaliq hy

            Jab say mobile internet aam Hua hai aur android mobile games shuru hui hain koi na koi game famous aur popular zarur rahi hai. Iss waqt PUBG game bohat ziada khaili jaa rahi hai. Jiss ka poora naam PLAYERS UNKNOWN BATTLE GROUND hai. Iss naam ka Matlab hai kay mukhtalif players ki team online bann jaati hai aur woh kisi bhi unknown place pay apni marzi say battle ground select ker laitay hain. Iss game ka aik normal round 40 say 50 minutes mai complete hota hai. Laikin mujhay iss game ki buri baat yeh lagti hai kay iss mai age control ka option nahi hai. Under age aur over age aik he jagah pay khailtay hain jiss ki wajah say bohat ziada social kharaabiaa paida ho rahi hain jinn mai khaas tore pay galum galooch ki language bohat ziada use ho rahi hai. Dusra yeh tamaam games time ka zeyaa hain.

            Call of duty ho ya pubg ho dono he mai sirf qatl o gharat aur aslahay ka istamaal hota hai jo kisi bhi tore pay bachoo a Baro kay liye theek nahi hai. Iss Tarah society mai bohat ziada agitation phaill rahi hai aur bachoo mai nafsiyaati masaael paida ho rahey hain
            • #7 Collapse

              Re: ye review games k mutaliq hy

              Ji han dear friend Agar games aapke liye to vah bahut hi acchi hai Kyunki games ki fitness ko Bakra rakhti Hai jaise ki koi bhi agar aap game khelte Hain is Waqt pubg game vakai bahut jyada Kheli ja rahi hai Kyunki is Mein Home Game hai aur mobile per game ke liye Jaati Hai Jiski vajah se bahut jyada log Main Apni X. Karte hain lekin yah to isliye jaruri hai ki aap ine chijon ko Dur karte hue Ek physical koi bhi game khelne Jaise ghar mein baithkar cricket khelne Ghar Mein Apne Chhote ground mein cricket khelne jisse aap fitness Hasil kar sake aur uske alava abhi jo game start Hogi vah hi badminton aap ghar ke liye to vah bhi fitness ke liye bahut hi acchi game Hai
              • #8 Collapse

                Re: ye review games k mutaliq hy

                Ji han bhai jaan Agar games aapke liye to vah bahut hi acchi hai Kyon Ke games ki fitness Bakra rakhti Hai Jaisa ke koi bhi agar aap game khelte Hain is Waqt game Vakya hi bahut hi jyada Kheli ja rahi hai Kyunki ismein Home Game hai aur mobile per game ke liye Kari Jaati Hai Jiski vajah se bahut jyada log Main Apni karte hain lekin Mile To isliye jaruri hai ki aap ine chijon ko Dur karte hue Ek platform bhi Banane koi bhi game khelne Jaise ke ghar mein baithkar aap cricket khelne ghar mein aap baithkar Ludo khelne Ja aap cricket Khele jaise ki aap football khelne Jaise koi bhi game aap ghar baithkar Khel sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: ye review games k mutaliq hy

                  Esy bahot se computers games hey jo key behtareen seyahat aur mind ko fresh kar sakty hey, recently Pubg game bahot hi popuar ho raha hay esi tarha call of duty be har tarha se 1 behtareen game ye hay mind ko fresh karny aur ghar par hi ye games paly ho sakty hey aur sab se achi bat en games ki ye hoti hay key ye online free me hamy mil jaty hey, esa koi be person nahi ho ga jes key mobile ya computer me ye games nahi hon gey, en games ko kehl kar hi hamary mind koch time key ley fresh ho jata hay jes ki waja se hamara mind zeyada behtar tareeqy se kam karny lagta hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Yeh Review Muktalif Khailo per mubni hai(Title Edited By Rizwan Trader)

                    Assalamu alaikum Dosto umeed kerta hun ke ap sb kheriyat se hon gy. Doston indoor games bahut hi jyada hai games khelne ke bahut se fayde hote hain bacche Jab Ghar per jo time spend karte hain family ke sath to unke mind per bahut hi gehra Asar hota hai vah ghar per jakar Jyada Khush rahte hain aur ghar par Jo game kar Jati Hai is family ke sath time spend ho jata hai family ke sath Gujara Hua Waqt bahut hi jyada Achcha hota hai aur ghar per Indoor Game khelne ke aur bhi bahut se fayde Hain ke bacche bimariyon Se bachte Hain aajkal jo coronavirus ki vajah se halat chal rahi hai Hamare liye indoor games bahut hi best reti Hai.THANKX
                    • #11 Collapse

                      Re: Yeh Review Muktalif Khailo per mubni hai(Title Edited By Rizwan Trader)

                      ye review mukhtalif khailo par mubni hai
                      Sab cy phely ye pata hona chaey k khel kia hai hamry farigh time mn koe aisi exercise krna jis cy hamara jism aur hamara mind fresh ho jaiy es k bad bhot cy khel hain jo khely jaty hain sab cy pehly mn football ka ziker kro ga es mn 11 players hoty hai dunya ka sb cy maqbool khel hai es mn insan bra fit hota hai esk famous players in dino lonel Messy Ronaldo hain es k elawa ciricket hai ye khel sb cy phely England vs Austrailia hoa es k bhot cy famous plyars hain e.s Great Imran khan wasim akram ricky ponting ms dhoni etc.esk elawa vollyball hockey badminton athlatics etc. hockey Pakistan ka qoomi khel hai es k ilawa aj kal Kabadi ko bari shorat mil rhi hai pakistan kabadi mn pehly no pr hai lekin aj kal logo ko mobile game khelny ka nasha charha hoa hai mobile mn PUBG sb cy ziada khely ja rhi hai lekin es k itny fawaed nai jitny k jismani mushaqat krny waly khell mn hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Yeh Review Muktalif Khailo per mubni hai(Title Edited By Rizwan Trader)

                        ASLAMU ALIKUM DOSTON,App sab kesy hein umeed hei ke app sab theek thak hongein our appny appny gharon mein mazy sy hpngein Gee to yeh reviwe hei gee Mukhtalef khelon ke bary mein to yeh to ik khully haqeqatt hei ke khell insan ki sehatt keliyye kis qader zaruryy hei kiun ke inn ke khelnein sy insan fres feel kerta hei yeh insan ko zehnee toor parr teze ketee hein insan apna faregh waqatt mein inn ko khell ker appna waqatt acha guzartta hei .Wesy to bohatt sy khell hei jin mein sy chand yeh hein yanee ke Ludo Cricket Fott Ball Hocky Pabgee Badmintan Golf kabadee our iss ke illawa our bohatt sy khell hein jo ke duniyyan mein khelly jatty hein .Insan inn sy bohatt kuch sekhtta hei iss sy log appnon ke sath zyyada waqatt guzarta hei khell insan ko borr nahein hony detty our jesy ke ajj kall corona ka masla chall reha to ab to our bhi log zyyada time khell kud ker hi guzarty hein our fitt bhi rehty hei our CORONA jesee khaternak bemary sy bhi mehfuz reha jasakta hei .
                        • #13 Collapse

                          Re: Yeh Review Muktalif Khailo per mubni hai(Title Edited By Rizwan Trader)

                          HI friends umeed hay kay ap sab thak hon gay or ya review muktalif khailo per mubni hay dosto is wqat pakistan main boot zaida khail khaly ja ray hain makmi khail bi hain jin waliball ya zaida thar to dhat main khali gati hay is ki hak team main 8 admy hoti hay or is wqat ya boot zaida khali jari hay or ic kay boot zaida club bi ban gay hain
                          CRICKET is game main 11 player ho tay hain ya to internastiol game hay ya to pori doniay main chali jati hay
                          LUDO ya game to ap ghar main bi khal bi sakty hain is main to 4 player hoty hain ya batch kay khali jati hay
                          hocky internatsnol game hay or ya to pakistan ki qumi khak bi hay
                          • #14 Collapse

                            Re: Yeh Review Muktalif Khailo per mubni hai(Title Edited By Rizwan Trader)

                            asslam o alikam dear hum sab jante hein k har banda free time mn game khalta ha ur hume koi na koi lazmi game khalni hoti hamre seyat ise achi rehti hai pakistan mn sab se zada khalne jane wali game cricket ha is ko log bohat zada pasand krte hein ye eik dil ko sakoon dene wali game ha is ko khalne se hume kafi zada faidey hote hein .

                            advantages game .

                            dear har banda free time mn koi ka koi game khalta ha pakistan mn sab se zada use hone wali game cricket ur football waliball ha hamre mulk mn cricket bohat bohat zada use hoti ha is ko khalne se hume kafi zada faiden hote hein ise hamre seyat be achi rehti ha ur hamri runing achi ho jati ha is ko hum daily khalen tu hamri body be kafi achi ho jati ha kew pore jisam ki practice ho jati ha is ko use krne se .
                            distavantages.

                            dear game ko khalne se nuqsan be ho sakta ha football mn bohat se bachuo ko nuqsan hota ha kew k is mn bohat hi samjdari se khalna hota ha is mn zada runing hi hoti ha hum gir be sakte hein hume nuqsan poch sakta ha is liye game ki khatarkhud ko nuqsan nai pochana chaiye .
                            :1f60d: hard work :1f60d:
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Yeh Review Muktalif Khailo per mubni hai(Title Edited By Rizwan Trader)

                              Dear friends games may participate karna Hamari health Kay liye bohat zayada achi activeities hoti hay koi bhi games kehlatay hay tou appko iss ki waja say faida hota hay Kyu Kay Sara din mobile phone pay ya television pay programme dekhty rehny say appki physically fitness distrub hoti hay tou iss situations may koi bhi game appko healthy rakhnay may help karti hay app jab kisi bhi game may participate kartay hay to appka blood circulate hota hay jiss ki waja say appki skin fresh hoti hay app bedminton keahltay hay tou app ki heart beat stable hoti hay appka stamina built up hota hay games appki fitness ko improve kartay hay app ki health better hoti hay.

                              ADVANTAGES;

                              Games may participate karney ki waja say haum healthy rehtay hay aur haum active rehtay hay games ake healthy zindgi ki zamanat hay app bohaut sari disease say safe rehtay hay games har zamanay may healthy activeiti rahi hay .

                              Disadvantegs:

                              Games ka koi bhi nuksaan nai hota hay magar jab app har wakat games hi kehlatay hay tou yeah theak nai hota hay aur har wakat games may participate karney ki waja say kisi aur dosri activeities may hissa nai laytay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X