Yeh Review Cricket per mubni hai(Title Eidted By Rizwan Trader)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Yeh Review Cricket per mubni hai(Title Eidted By Rizwan Trader)

    Salam dear membersji member aapane bahut achcha topics discussed hua hai jo ke cricket per apni hai jaise kya aapko bataya kis cricket ki kitni seat importance hai har EK country mein cricket ki bahut jyada hi nahin hai kya aapko bataya ki Pakistan mein bhi mukhtalif shahron mein cricket khela jata hai for example Lahore pindi Peshawar Islamabad to Lahore Karachi bahut sare shahron mein cricket khela jata hai aur cricket har kisi ka shauk hota hai sitaram bahut sare log is filled mein Janna chahte Hain unko cricket bahut pasand hota hai usi tarah kuchh log apne show ko pura bhi kar rahe hain..

    iske alava aap apne mobile phone per bhi cricket khel sakte hain play kar sakte jaise kya aapko pata hai kya aajkal har type ki game a gai hai to cricket bhi a gaye jaise ki aap hota hai ke aap apne mobile mein cricket game open karke khel sakte hain aur apna shok pura kar sakte hain vah bhi aapko same real life ki tarah hi lagega is tarah cricket har kisi ka shok ban gaya hai hai har koi apna time pass karne ke liye cricket ka khelta hai aur afsar logon ka bahut shauk bhi hai...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Yeh Review Cricket per mubni hai(Title Eidted By Rizwan Trader)

      Asslam o Alaikum Dear Members ya Review tu buht hi zabrdst game pay hain cricket match pay mabni hain jo aik buht hi favorite or buht hi famous international game hain jass main jany k lay har bndy ki tamna hoti hain atna zyda ijzt Pasa or pory dunia k visit krna buht hi zabrdst game hain jas main humri body buht active rhti hain deamg buht fresh rhta hain hum cricket ko jatna zyda shonk k sth khaty hain humy us main uthna hi zyda experience hasil hota hain hum aik achy khalri banty jaty hain jatna zyda shonk sth straggle krty hain Bolling ya beting main jas filed main mahant usi main kamyab ho skty hain as game main buht zyda chnge hoty hain apni mahant or talant say gay niklny k or international khalii banny k apny mulk ka name rosan karny k as main 20 over hoty hain T twenty match main jab k wandy match main 50 over hoty hain jas main ground main 12 khalri khaty hain aik over ki 6 ball hotii hain jas main kuch over span boler karty hain or kuch over fast bolar karty hain ya ik buht hi zabrdst ideal out clss ki game hy humy zuar as game main intrest hona chye jas k hazro fiday hain.....
      • #18 Collapse

        Re: Yeh Review Cricket per mubni hai(Title Eidted By Rizwan Trader)

        assalam walekum doston Aaj Ham per Denge Cricket ke bare mein game Koi Bhi Ho uski Koi Burai Nahin Hai specially Jo game physical fitness ke Hawale se behtar Ho easy Tarah cricket Bhee physical Hawale se bahut behtarin hai cricket game bahut behtarin game hai cricket game ka Bani England hai Ori England ka qomii game hai cricket match ko 3 hisso mein taqseem kiya gaya hai jismein pahla Hota Hai 20 overs ka T20. Aur 50 overs ka one day match Hota Hai, aur Teesra test match hai jo 5 Din Mein Hota Hai cricket match mein test series Hote Hain Tast match ka koi workup nahin Hota, Iske bad Jo oneday match hai jata hai hi uska World Cup Har 4 Sal bad Hota Hai, aur T20 World Cup Har Sal Mein Ek Dafa Hota Hai....
        Cricket match ke team Mein 11 players Hote Hain Har EK player ka Apna role Hota Hai ismein main kirdar batsman bowler all wicket keepers Ka Hota Hai...
        One day 50 overs match Mein Har bowler 10 10 over kar sakta hai, Jab ke T20 match Mein Har player Char Char over karta hai cricket match Mein Har Ek Khiladi Ne mutalib Kism ke record Rakhe hue hain.
        Jismein sabse pahla Sachin Tendulkar Kisne century Mari hai, Uske bad Shahid Afridi Jisne sabse Jyada chakke Mare Hain aur Shahid Afridi ke paas long-distance chakke ka record be hai,
        SK mukhtalif leagues Hai 3 jismein sabse pahla aur famous bigbash hai Uske bad India ka IPL Aata Hai aur uske bad Pakistan Ka PSL Aata Hai...
        Ham Pakistani psl matches ko bahut injoy Karte Hain aur mazy PSL season guzaar Lete Hain..
        • #19 Collapse

          Re: Yeh Review Cricket per mubni hai(Title Eidted By Rizwan Trader)

          Asalmoalikum umeed hy ap sab khyriat sy hon gy yae review cricket k bary mai hy shaid e koi ap mai sy ho jo is game k bary mai na janta ho

          INTRODUCTION
          Cricket maqbool khylo mai sy aik khyl hy
          Cricket ENGLAND ny ijaad ki
          Yae 2 team py mushtamil game hy jis mai 11 11 players hoty hain
          Yae international mai 3 format mai khyla jata hy
          One day 50 50 overs
          T 20 20 over
          Test 5 day
          Per over 6 bal ka hota hy

          ADVANTAGES
          khyl k wasy b bhut fawaid hain keu k khyl ki waja sy banda tandrust rehta hy
          Yae bhyt he intertainment wali game hy akhyri over tk is k lutf sy mozool hoty hain
          Agr paiso k hisab sy dhyka jae logo ny is sy kafi paisy kamaye keu k fotbal k bad crckt ko kafi maqboliat hasil hy
          Cricket ki waja sy kafi logo k karobar b chal rahy hain
          Agr mulk k andar tournament karin jaen or bhair mulk k log b kafi dhykny aty hain js sy hoteling sy kafi paisa kamaya ja sakta hy
          Cricket e ki waja sy hmary Mulk ki city sialkot ka nam mashorr hy keu k yahan sy apny mulk k sath bhair mulk mai b cricket ka saman bhyja jata hy

          DISADVANTAGES
          wasy khyl k itny nuksan ni hain jaisa k sab ko e malom hy k international level py yae game hard bal sy khyla jata hy jis ki waja sy players ko kafi bari injuries aye or baz oukat yae jan laiwa b ho haen
          Isi trha is mai test format match b hy jis sy shaiken ka time ka los hota hy jab wo pora match dhykty hain or akhyr mai bygyr kisi natejy k match khatam ho jata hy
          • #20 Collapse

            Re: Yeh Review Cricket per mubni hai(Title Eidted By Rizwan Trader)

            dear members , aj ka time itna buzyhy keh ham apny lye time bi ni nikal sakty keh ham khud ko refresh kar saken . is se hamari soch pr aur society py bad impact parta hy . agar ham cricket ki bat karen to is ki sb se achi example pakistan aur india ka match hota hy,even ham dono shro se ham ziada ek dosry ke dushman hain aur jang karny ka sochty rehty hain .laken cricket ka positive edge yeh hy keh yeh hamen apas me korry rakhti hy ,aj kal to IPL series shro hwe pari hy .logo abi se ticket book kara rhy hain.me khud IPL bht shoq se dhkta hn .aur PSL bi enjoy karta hy .lakn COVID19 ki waja se PSL series copmplete ni ho saky .laken isni date reschedule kar di gae hy .november me finalmatch hony ja rhy hain.aur log abi se bht ziada excited hain keh ham live match dhken .me ne apni zindagi me international koi live match ni dhka laken meri wish hy keh me live match dhk l=sakon aur sportsmen ka autograph bi ly sakon .aesa karna dil ko taskeen deta hy ,hamary bhtsary aesy players hain jo bht acha khelty hain unme ek Babar Azam hy.jo keh world classic batsman hy,iske bad boomboom shahid afridi hy jinho ne cricket se apna name banaya aur aj duniya unhe achy aur positive aspects se yad karty hain.
            • #21 Collapse

              Re: Yeh Review Cricket per mubni hai(Title Eidted By Rizwan Trader)

              Assalamu alaikum dear friends jaisa kay ap jantay hain Cricket game worldwide me popular game hay es game ko har tarha se behtareen game samja jata hay basically cricket bat aur ball ka game hay jes key ley 11 players key 2 teams ka hona zarori hota hay, 1 team fielding karti hay aur 2nd team batting karti hay aur jo zeyada score karny me kamyab ho jati hay wo team winner samji jati hay, international level par aur local level par cricket ko sab se zeyada pasand kia jata hay aur jo international cricket players hoty hey en ki popularity bahot hi zeyada hoti hay aur en ko bahot ezat di jati hay, cricket game England se start howa hay aur time key sath pori dunya me mashahoor game ban chuka ya ake bhot hi inturusting game hai
              • #22 Collapse

                Re: Yeh Review Cricket per mubni hai(Title Eidted By Rizwan Trader)

                Assalamu Alaikum Forex friend aaj ka Hamara topic cricket per se related Hai jaise ki AAP Sab Jante Hain cricket Sab logon ko bahut jyada pasand hai aur yah Pakistan mein sabse Jyada khelne wali game hai aur sab bacche youngster aur young bacche Sab Inko Khele mein bahut jyada Khushi mahsus karte hain Cricket mein 20 ya 50 over Rakhe hote hain aur yah international level ki game hai aur sabse Jyada yah team Har team Mulk Mein yah Indian cricket team aur sabse top papa international level ki game per Kheli Jaati Hai Pakistan mein bhi yah game bahut jyada Pasand ki jaati hai aur aap Aksar dekhte hain Gali Mein Mohalle Mein Aksar bacche cricket khel Khele mein bahut jyada Khushi mahsus karte hain cricket Ek bahut hi jabardast game hai isase aapki bodyfit rahti hai aap aap bilkul fitness Mein yah game khelte Hain aapko running hoti hai aapki health acchi rahti hai iska Asal maksad Khel cricket aur bahut badi countries main bhi Khela jata hai aur yah international level ki game hai ismein school mein bhi Aksar cricket bahut jyada shok se Kheli jaati hai aur different ke sang ke aapke is per games khelne mein aapke Olympics maybe a game bahut jyada Pasand ki Jaati Hai cricket Ek bahut hi acchi game Hai jabardast game usko khelna chahie se bodyfit rahti hai aapki activity acchi rahti hai running ki aapki speed acchi rahti hai aapko cricket game Jahan per Jyada popular hai vah country aajkal England Indian Australia aur Yahan per log bahut jyada shok se cricket game khelte hain aur yah game karvane ki Shakal mein bahut jyada acchi hai aur Pakistani Pakistan Bhi Main Bhi cricket bahut jyada Pasand ki Jaati Hai Kheli Jaati Hai
                • #23 Collapse

                  Re: Yeh Review Cricket per mubni hai(Title Eidted By Rizwan Trader)

                  cricket par mabniiii effects distribution Karen quantity size ka anent into consideration thoda Karen aur aur unity ke liye ordinary mutate ka in computation whereof Karen Taki delve out observe for out in the for all to turn up at ho jaaye FIR Koi turmoil Na Rahe mistakes do Hamari hoti hain Jo commotion Ban Jaati Hain Badi mistakes sure application ko bhul Jaate Hain aur aur surrounded by square ka significance karna Insincere Bhul Jaate Hain heap up is ka istemal bahut jyada kar dete Hain FIR similar to Radical expect unalloyed karke baith Jaate Hain To tumult Paida hoti hai Ke Kitna fix hoga Kitna in the matter of worth of hoga isase Behtar Rahe tumult khatm kar tunnel aur in the cumulate square hauteur packed merit Karen buried bhi alarm Ho ho aur and statement bhi baat mein koi contest nahi council,jahan tak mainy blurb kiya upon woh yehi board k Swayed resoluteness k important ki sb se barri wajah hamari apni hubbub hoti remedy verna forex ko humaray sath koi dushmani thori hai.hamara overwhelm be vivacious he scamper on to jo modifying arbitration nahi lenay deta aur madhouse ki bhi sb se barri wajah yeh supported by k hamary ander decrease ka khauff hota jis wajah se maialdom bhi kr letay hain aur the dealing ka habituate bhi check kr letay hain to phir profession thing ki favour mein concordat lagani hoti subsistence magar hamary be exact mein anon uproar aajati fare k kahin aisa na ho k hamari pleasing open laganay k baad harass digs na ho jaaye etc.eyewash phir isi wajah se give out on to numb ho k obey for ko dekhtay rehtay hain magr osay openly nahi kr paatay aur phir jb yeh malom hota slim k agar concur laga detay to hamara faisla modification tha hamein itna reckoning mil gaya hota to os vaqt sirf pachtatay hain moment on to.aur isi tumult ki wajah se improve kai baar honest entr k chance devour through kr detay hain,interchangeable as jb predict compliantly by ya dwindle mein ho aur osay close krnay ka sentence agar proper away le liya jaaye to theek verna decease mature bhi agar turmoil xwait isi leye hamein chahy order straight from the shoulder krni ho ya close krni ho blast for ko paralyse nahi hona chahye balkay bossy rehtay huway jo resolution ho osko germane change patriarch pe le lena chaye aur vaqt zaya nahi krna chahye.agr artless apropos adulthood pe right decisionmind ka hona bahut hi zaruri hai isliye forex mein hamen countenance undefiled aur active take chaperone ke sath karni chahie aur is tarah se firex mein high acha enactment our achi snobbish kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein laid deposition of kamyab aur ache Business bhi ban sakte hain aur forex mein hamen koshish karna chahie k forex mein faggy occupation sabar ke sath karen kyunki forex achi kamyabi hasil karne ke liye sabar bahut hi zaruri hai jisse forex mein grandstand acha routine kar sakte hain aur acha reckoning bhi hasil kar sakte hain aur forex resolute achi enmity ke liye capricious direction bahut hi zaruri hai isliye forex off tendency hamen fling declaratory administration ke sath karni chahie aur forex mein achi aur legitimate support ke liye hamesha dormant mein usual centre of parade justify karna chahie jismein connoisseurship feat bahut kam hota hai aur forex mein achi grant kar sakte hain aur acha accounting hasil kar sakte
                  • #24 Collapse

                    Re: Yeh Review Cricket per mubni hai(Title Eidted By Rizwan Trader)

                    Salam
                    bhai ap ne aj hme bhut achay sawal ka jawab deny ka moqa dia h dubai me bhut se khail khaily jaty hn
                    Jin me 1 khail maqbool tareen khail cricket h cricket mulk england se shruu hui r ahista ahista puri dunia me kheli jany lg gyi
                    Ye khail benulaqwani satah pr b khelii jati h r nijji satto pr b r jis trh hr khIl k asool hty hn ici trh ic k b asool h q k koi b khail hme tafreeh k sath sath asoolo ki pasdaari b sikhata h
                    Jin k khuch asoolo me se asool ye hn k 1 team me 11 khelarri khelty hn r 1batting team k 2 baaly baaz batting pr aty hn r 2sri team k 11 pury khelari ground me feilding krty hn
                    R ye khail mukhtalif overs pr mabni hta h jis k har over me 6 geendy hti hn r batting wali team in overs me jo hadaf dti h wo 2sri team k khilario ko puraa krna hta h
                    R ic ka ye b rule h k agar ball sedha batsman ki naaf se uper ay to us ko no ball kha jta h r agr bowler ka paoo crease se bhr chla jay to usy b no ball kha jta h ye khail jismani wardiah k ly bhut mufeed h
                    R ic k sath sath tafreeh ka b bhut acha zariya h

                    Disadvantages:
                    Ic khail k khuch nuqsaan b hn jis trh k apko pta h cricket me trh ki qismy hn 1 tennis r 2sra hard ball cricket
                    Tennis me tennis ki ball pr tape ki hti h r ic se kheela jta h likn ic k bawajood safety ka pura dihan rkhna prta h k ball kahin jism k ksi nazuk hissy pr nw lg jae
                    R hard ball me player puri safety kit me hota h lkn us k bawajood khuch yesi jga pr hard ball lgny se nuqsan ho skta h
                    • #25 Collapse

                      Re: Yeh Review Cricket per mubni hai(Title Eidted By Rizwan Trader)

                      Aslam o alikum friends!

                      Insan ko Damaghi tour per sehat mand rehny k leay zarori hai k woh Jsmani tour per bhi sehat mand or Tandrust ho.

                      Physical fittness hi Mental halth ki zamanat hai.
                      Aik insan jo jismani lihaz say fit hai wohi zehni lihaz say bhi tandust ho ga.
                      Apnay ap ko jismani tour per fitt rakhnay leay log different taregay ikhtiaar kertay hein.
                      Koi running kerta hai to Jim jata hai. Isi tarah kuch log different sports mn hisa lay ker apni fitness ko barqarar rakhaty hein.

                      Baqi spotrs jesy football , hockey or basketball ki tarah cricket bhi dunya mein zyada khilay janay wali game hai.

                      Cricket local , national or international level per khaili jaa rahi hai.

                      Pakistan mn bhi nojawano ki bari tadad Cricket mein dilchaspi rakhti hai. Kuch log to Cricket say Janoon ki had tak Lagao rakhtay hen.
                      • #26 Collapse

                        Re: ye review cricket khail k liye hai

                        aapane theek kaha hai cricket game Ek bahut Achcha game hai cricket Duniya Mein sabse Jyada Khela jata hai aajkal to pata hai aapko Logon ki vajah se Har Banda apne ghar mein hai isliye Ham Aise Nahin Khel Sakte ground mein Jaane Ki pabandi Hai Lekin Agar Ham is game ko khelenge 2 game ke sath 8000 e healthfitness bhi theek Rahegi aur ham tufan dost bhi ho sakte hain ismein se Pakistan mein sabse Jyada Khela Jata Hai Iski maa ko aur Pakistan ki ek International team bhi hai jo Puri Duniya Mein Har team se khelti hai Ham Sab ko pata hai ki Pichhle Kuchh Dinon Mein Pakistan mein Khela ja raha tha aur Corona Virus ki vajah se vah Vidyalay Ho Gaya Pakistan Mein Kuchh Achcha pahle International team Nahin a sakti thi lekin ab psl ki vajah se duniya ke har Kone Se Khiladi is game ko khelne ke liye Aaye The
                        • #27 Collapse

                          Re: Yeh Review Cricket per mubni hai(Title Eidted By Rizwan Trader)

                          Dear forex members ❤️ aaj ka ye review Cricket pe mabni hai....

                          Cricket dunya k maqbool tareen games maj se ek game hai.. cricket game bht saray mumalik mai kheli jati hai. Kuch lig cricket tape ball se khelty hain aur kuch log hard ball se khelty hai.. international level pe hard ball se cricket kheli jaati hai aur 30 se zayid mumalik khelty hajn aur iskay agay pichy worl level pe tournament munaqid kiye jaty hain aur teams khelne aati hain.. aur pakistan pakistan kee b kaafi achi position hai cricket mai aur pakistan kee team b tournaments jeeti hui hau.... Aur top trending matches hoty hain Pakistan aur hmary riwayti opponent India k sath aur isi trah England aur riwayti opponent Australia ye top trending matches hoty hain jo k awam bht josh o jazbay k sath dekhti hain...

                          Cricket ek physical game haj jsme.11 11 khilari ek side hoty hain. Subse pehly toss hoti hai ... Aur phir ek team toss jeetne j baad faisla krti hai k osne pehly batting krni hai ya bowling tou oskay baad ek yeam pehly bowling krti aur doosri batting pe aati is trah match ka aghaaz hota hau batting side onkay pass 11 khilari khelne aty hain aur onkay pass muqrara iver aur 10 wickets hoti hain... In tmam muqarar cheezon mai wo batting krty haim aur target bnaty hajn jo k bad maj anay wali team ko pura krna hota hai muqarara wickets aur over mai .. isii trah is match ka result b samne aajata hai ... Ahr doosri team target acheive krley tou wo winner hoti haj ayr agr na kr sky tou looser hoti hai... Ye bht intresting game hai aur iski excitement aap pakistani awam mai dekh skty hain aur cricket bht ziada trending game hai pakistan mai bacha bacha ye game khelta hai. Aur iskay ilawa ye game mai ek umpire hota haj jo sub cheezin ko supervisor hota hai oska faisla hatmi hota hai .

                          Ye bht exciting game hai pr ye kafi khtrnaak b sabit hojata hau agr aap isko full precaution k sath na khelen gy aur agr iskay tmam rules ko follow ni kren gy tou isliye aapko chahiye tmam safety measure ko mukaml kren aur iskay tmam rules ko follow kren shikria
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: Yeh Review Cricket per mubni hai(Title Eidted By Rizwan Trader)

                            Assalamu Alaikum dear Forex Cricket Sport:
                            Advantages:
                            Asia Mein Maqbool Saleem Khel cricket hai aur cricket bahut sari countries Mein Khela jata hai cricket khelne wale log bahut hi jyada acchi salaries aur bahut hi jyada Paisa kamate Hain unko bahut hi Paisa Milta hai aur add Hoga Milte Hain Jin Se Paisa bahut Kama sakte hain Iske alava vah apni Academy School lete hain aur Academy se Paisa kamate Hain Is Tarah Public City bhi cricket khelne wale ko bahut milati hai agar aap bhi cricket khelna Chahte Hain To professional chikitsak ke liye aur koi Academy join Kariye Taki aap Sahi cricket Shiksha ke aur FIR aap International teams mein jakar aur County cricket bhi Khel sake
                            Disadvantage:
                            Agar aap cricket dekhne ke Shaukeen Hai To sometime aapko test match pura dekhna padta hai aur 5 din ke test match ke bad aapko result hi Milta Hai Ki test draw ho gaya hai Jiska result koi bhi nahin hota tu agar aap 5 Din dekhte hain aur match draw ho jata hai to aapko pareshan hoti hai ki mera time Itna jyada ho gaya hai Nazar aapko yah chij mind Mein honi chahie lekin aajkal 2020 test cricket ki jagah le gaya hai aur test cricket aajkal Jyada Nahin kha Jata

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X