Yeh Review Kallar kahar jheel ki sair per mabni hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh Review Kallar kahar jheel ki sair per mabni hai
    Dosto kaha jata hai ky Kallar kahar ko district chakwal ki aik tehsil bhi hai aur valley bhi hai jis main bahot Pyari si aik jheel bhi hai jisy pury Pakistan sy visitors aa ker enjoy kerty hain tou Kallar kahar main sair kerny ky liay sirf jheel hi nehi balky Kallar kahar aik historical place bhi hai jis main rakhta e babari bhi hai jo mughal badshah baber ny banwana tha isky elawa agar ap Kallar kahar ki sair ky liay jaen tou mashriq ki taraf kuch fasly per mashhoor Kata's Raj ky Mandir hain jo hazaron saal purany hain aur ab bhi apni aesi halat main maojood hai jin ko ap dekh ker zarur mehzooz hongy tou dosto main yahan per Kallar kahar ki khoobian aur khamian byan kerna bhi behter samajhta hun ky apko visit kerny main problem na ho tou

    Kallar kahar ki khoobian: Jab pury Pakistan main shadeed garmi hoti hai tou aesy time per Kallar kahar ka temperature bahot munasib hota hai ky wahan ja ker hamain bahot sakoon milta hai wahan per bahot zyada fruit ky baghat hain jin main lokat angoor saib khoobani Kela waghera hain jis sy ap apna visit enjoy ker sakty hain aur isky elawa wahan sy ap aerq aur Cirka bhi achi quality ka bahot kam price per hasil ker sakty hain wahan per apko her taraf bahot zyada mor peacock nazar aaen gy jo wahan ki khoobsurti main izafa kerty hain

    Kallar kahar ki khamian: Visiting points hony ki waja sy wahan per prices normal sy kuch zyada hain lekin bahot zyada nehi hain ky her koi pay ker sakta hai
    Jheel ka pani barish na ho tak kai ki waja sy kharab aur badbudar ho jata hai jis sy enjoyment kerna specially Jheel main kashti Rani ka maza nehi lia ja sakta
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yeh Review Kallar kahar jheel ki sair per mabni hai

    Kallar kahar ka name motor way pay safar kernay waley her shakhs nay suna hoga kiyu kay Kallar kabhaar kay naam say bohat oonchay pahaaroo say guzarnay waali motor way ki slopes yaad aajaati hain. Kallar kahar bazaat e khud aik bohat khoobsurat area hai jo fully mountain ya hilly area hai. Kalar kaha salt range kay saath saath chalta hai. Kallar kahar jheel bohat khoobsurat landscape mai waqey hain. Kallar kahaar jheel bohat khoobsurat jheel hai jaha janay kay liye Kallar kahar interchange say change kerna parta hai. Kallar kahar jheel ka area bohat khoobsurat hai kiyu kay yeh aik qudarti jheel hai aur summer mai rainy season mai iss mai bohat ziada paani hoti hai aur iss ki khoobsurati bohat barh jaati hai.

    Kallar kahar jheel pay janay waley tourist salt range bhi zarur jatey hain. Kallar kaha jheel janay ka asal mosam ya season spring season hota hai jabb waha her taraf sabza aur phooloo nay bohat khoobsurat scenery Banai hui hoti hai
    • #3 Collapse

      Re: Yeh Review Kallar kahar jheel ki sair per mabni hai

      Dear friend kalar Kahal jheel per Jana Mera bahut hi Bada dream hai to main Pakistan mein rahata hun lekin Kuchh rupya ki vajah se aur kuchh apni friendship problem ki vajah se main vahan Nahin Ja Saka aur aapane bahut hi acchi Tarah bataya Hai vahan ki jhil suna hai bahut jyada Khubsurat hai aur Pakistan mein bahut jyada khubsurti majbut hai tu mera yahi mushayara hai ki Jin Logon ke pass paise Hain To vah apni Pakistan ki khubsurti ko Dekhen aur weekend per injoy Karen apni life ko aur Allah Tala ki RAh mein gujare aur sath sath Pakistan ki Sabhi Khubsurat Jagah per Jana chahie
      • #4 Collapse

        Re: Yeh Review Kallar kahar jheel ki sair per mabni hai

        Kalar kahar Pakistan ka most beautiful city hay jo key District Chakwal ki tehsil ka darja be rakta hay, kalar kahar ki sab se important cheez yaha ki jheel hay jo dekny se taluq rakti hay, jetny be tourist Punjab ki sair karty hey un key ley sab se best place kalar kahar ki jheel ho sakti hay, ye jheel bahot hi achi jaga par majood hay yaha par hotels aur traveling facility be majood hay jes ki waja ye point tourists key ley bahot hi acha saffar ban sakta hay, har tourist ki koshish ye hoti hay key wo khobsorat place ka saffar karen aur mery khayal me kalar kahar ki ye jheel sab ki tawajo hasil karny me kamyab ho sakti hay.
        • #5 Collapse

          Re: Yeh Review Kallar kahar jheel ki sair per mabni hai

          Colour ka Har historical place hai jismein mugalon ne bhi bahut khush rakhi hai aur wahan par Tatti Babri bhi hai Iske alava vahan per kile bhi hain najdeek joki Pata Chalta Hai Ki Jahan per mugalon Ne Kafi time Gujara Hai Tu Jab mugalon Ki Hukumat Thi To yah tarikh ki makam use Waqt Bhi ISI Tarah Bhagat aur jhil Ki Tarah tha jhil to bad Mein Bani Hai Pahle Kahate Hain Ki Yahan per Maidan tha Jab Babar Badshah Ne Yahan Par Kitab kiya tha apni for J2 jhil ki Kitni Jagah Hai vahan per uski Fauj Khadi Thi To usse hisab karne ke liye ek dost Banaya Gaya Tha joki colour Karke Baghat Mein locket ke bag Mein Ab Bhi maujood Hai Jo Pathar ko Kat kar Banaya gaya tha abhi log Jab Jaate Hain To usko Jarur dekhte hain Iske alava colour ka ki apni khubsurti hai jo ke pure world mein Khubsurat makam ata farmae kalakar ka bhi apna Ek Naam Hai Ab Ham Jab Bhi kalakar ka visit Karen To Hamen yah Tatti Babri bhi dekhna hota hai aur Iske alava jhil ki Shahar bhi Karni Hoti Hai jhil Mein kashtiyan Hain Ki Jab Ham Pani Mein Kashti Rani Karte Hain To bahut maja aata hai Iske alava Lava Bahut Si jaati Mein kam hone ki vajah se Yahan per Logon Ka Ras laga rahata hai aur bahut sari Ham natural items Jo Hath se Bane Hote Hain vah Ham khareed sakte hain aur watling Yahan per bahut behtarin hai Jarur hai lekin modelling vahan ki bahut acchi hai Iske alava Bhagat Jahan Ham share karte hain to bada maja aata hai aur sath mein Parinde specially Jo vahan ke Mor hai bahut mashhur Hain Jo Darbar ke Girdhar Mein Najar Aate Hain Ham Jab Bhi Jaate Hain Agar Ham sham ko jaen to vahan per Har Taraf Har Najar Aate Hain Jo Bhav Se Nikalte hain lekin Din Ko Agar Mor dekhni ho to bahut kam Milte Hain To Hamen kalakar ki Sahar ka Bada maja aata hai Ham Jab Bhi Jaate Hain Main Kyunki Main Kai dafa colour Karke result kar chuka Hun Tu Har dafa bahut enjoy Ki Hai
          • #6 Collapse

            Re: Yeh Review Kallar kahar jheel ki sair per mabni hai

            Advantages:
            Kalar kahar jheel Pakistan mein Punjab Mein chakwal Aur talagang Ke Darmiyaan Raste Mein aata hai aur colour kaha ke ilaake mein hoti hai yah jhil bahut hi Khubsurat hai aur Jay area bahut hi green Hai Kyunki Yahan Par Kafi Sare truck aur Kafi sari greenery hai so vahan per Jab aap Jaate Hain To bahut hi Khubsurat area Najar Aata Hai Aur aapko dil ka sukun Milta Hai To Jab Bhi aap vahan per Jaate Hain To Kafi Jyada log band Hote Hain Ya Allah Ka garmiyon Mein visit karne ke liye bahut hi Achcha hai aur sardi mein aap isliye Nahin Ja Sakte Kyunki vahan par jane ke liye motapay Ka Bhi Jyada Ho Gaya hoti hai to phone ki vajah se aapko driving main difficulties Bashar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Yeh Review Kallar kahar jheel ki sair per mabni hai

              Hi friends umeed hay kay ap sab thak hon gay or ya review kallar kahar ki sair per mubni hay or dosto kallar kahar thanda alaka hay or ic main zaida to namak
              ki khiany bi boot zaida or ic main main namak ki mashed bi bhani hoe hay or ic main jo jheel hay wo bi boot zaida khabsort hay or ya to sari jain boot khabsorat
              hay or in main pharny ka to boot zaida mazia atha hay or in main qudrat kay manzar boot achy hain
              • #8 Collapse

                Re: Yeh Review Kallar kahar jheel ki sair per mabni hai

                Dear aapane Ek bahut hi important picnic point ko Apne review ke liye select kiya hai no doubt agar aap is for picnic point ko observe Karte Hain To yah day by day Logon mein bahut jyada popular Hota Ja Raha Hai Iski popularity ki bahut sari reasons ho sakti hain jinmen se main aapko Kuchh important reasons aapke Samne share karne ja raha hun.

                Dear kaller Kahar Jheel EK Aisa picnic spot hai jo different vajah se bahut jyada Logon Mein popular ho raha hai for example iski main reason yah hai ki iski location Ek Aisi Jagah per hai Jahan per log travelling karte hue easily Yahan per rest kar sakte hain agar koi bhi log Lahore travel kar rahe hain to aapko yah picnic point mil sakta hai aur aap ko motivate se bilkul Kuchh hi kilometre per picnic point ki facility e mil rahi hai jismein long travelling karne wale log is per Apna stop karna bahut hi Achcha samajhte Hain.

                Iske sath sath agar aap iski geographically bahut hi khubsurti dekhte hain to aapko yah bahut Thi attractive point Najar aaega lekin iske sath sath Agar Ham is ilaka ki management ko dekhte hain to vah is picnic point ko Masjid upgrade karne ke liye koi Jyada focus nahin kar rahi Jiski vajah se bahut Dur Se Aaye Hue Logon Ko is facility ko enjoy karne mein Kuchh problems we face Aate Hain Kyunki aapko Maine bataya hai ki iski importance May day by day increment ho raha hai lekin use yahan se Agar Ham dekhte hain to ismein aapko bahut jyada facilities provide Nahin Ki ja rahi Jis Tarah Baki Kisi acche point per aap to available Aati Hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Yeh Review Kallar kahar jheel ki sair per mabni hai

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali lmran پيغام ديکھيے
                  Dosto kaha jata hai ky Kallar kahar ko district chakwal ki aik tehsil bhi hai aur valley bhi hai jis main bahot Pyari si aik jheel bhi hai jisy pury Pakistan sy visitors aa ker enjoy kerty hain tou Kallar kahar main sair kerny ky liay sirf jheel hi nehi balky Kallar kahar aik historical place bhi hai jis main rakhta e babari bhi hai jo mughal badshah baber ny banwana tha isky elawa agar ap Kallar kahar ki sair ky liay jaen tou mashriq ki taraf kuch fasly per mashhoor Kata's Raj ky Mandir hain jo hazaron saal purany hain aur ab bhi apni aesi halat main maojood hai jin ko ap dekh ker zarur mehzooz hongy tou dosto main yahan per Kallar kahar ki khoobian aur khamian byan kerna bhi behter samajhta hun ky apko visit kerny main problem na ho tou

                  Kallar kahar ki khoobian: Jab pury Pakistan main shadeed garmi hoti hai tou aesy time per Kallar kahar ka temperature bahot munasib hota hai ky wahan ja ker hamain bahot sakoon milta hai wahan per bahot zyada fruit ky baghat hain jin main lokat angoor saib khoobani Kela waghera hain jis sy ap apna visit enjoy ker sakty hain aur isky elawa wahan sy ap aerq aur Cirka bhi achi quality ka bahot kam price per hasil ker sakty hain wahan per apko her taraf bahot zyada mor peacock nazar aaen gy jo wahan ki khoobsurti main izafa kerty hain

                  Kallar kahar ki khamian: Visiting points hony ki waja sy wahan per prices normal sy kuch zyada hain lekin bahot zyada nehi hain ky her koi pay ker sakta hai
                  Jheel ka pani barish na ho tak kai ki waja sy kharab aur badbudar ho jata hai jis sy enjoyment kerna specially Jheel main kashti Rani ka maza nehi lia ja sakta

                  Ref:Yeh review kalar kahar jheel ki sair per mabni hai .

                  Assalamu Alaikum friends colour ka Har EK bahut hi Khubsurat Jagah hai hai yah Ek bahut hi Achcha historical place hai hai yahan per bahut jyada log picnic manane ke liye Aate Hain aur jhil ki khubsurti ko enjoy Karte Hain colour ka Har Mein jhil ko enjoy karne ke liye bahut Dur Dur Se Log Yahan Par Aate Hain Yahan per boating kabhi intezaam hai hai yahan per Akbar Badshah ka Babri bhi maujud hai hai yahan per jhil ke a Aas Paas bahut Khubsurat Garden bhi hai dusre City se aane wale log Jaisa ke lahaur se aane wale log colour ka Har Mein Karte Hain apne aap ko fresh karte hain aur FIR Aage Ka Safar start Karte Hain

                  Kalar Kahar mein jhil ke aaspaas bacchon ke liye Jhule bhi hai vaise to colour ka Har bahut hi acchi aur Khubsurat Jagah hai aur jhil ki vajah se a iski khubsurti Mein izafa Hota Hai hai but Yahan per jo visitor's hai jo Dur Se Aaye Hue visitor hai unke Liye khas facilities nhi hen or cheezen bhi bahut expensive hen .
                  • #10 Collapse

                    Re: Yeh Review Kallar kahar jheel ki sair per mabni hai

                    AssalamOAlaikum. Ji kalar kahar ek bhut hi acha pocnic point hai. Jo ky Punjab ky District chakwal ki ek tehsil hai. Is shher ky drmiaan ek jheel hai jo ky pury pakistan mein bhut mashhur hai. Is ki khubsurti dekhny Pury pakistan se log yhan aty hain.​Aur yhan ky nzary lety hain.​Kalar kahar jany ka rasta bhut acha hai.​Aur yeh ek oahari ilaqa hai. Yhan oe bhut se achy views dekhny ko mikty hain.

                    Is jheel ky sath ek park bhi hai jsika nam "Ali Baba Park" hai. Is park mein intehai dilchasp jhuly bhi hain.​Jo ky liye ja skty hain. Aur is ky sath bhut hi achy restaurant aur hotels hain. Agar aap yhan pe hrna chahty hain.​To pahari maqamatpr intehai achy mamzar paish karty rest house hain jahana ba asani ap ko rooms mil jaty hain aur aap whan ky mazy le skty hain. Aap ko ek bar yhan ki sair krni chahye.

                    Isky ilawa kalar kahar jheel ky pas Takht e Babari bhi mojud hai. Jo ky mughal Badshah Babar ky liye bnaya gaya tha Purany dor mein Mughal Badshah yhan psr thehry hain. Aur unhain bhi yeh jgah bhut pasnd thi. Tareekhi lihaz se Kalar Kahar ki bhut ehmyat hai.​
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Yeh Review Kallar kahar jheel ki sair per mabni hai

                      Salam dear members apny humry sth bht acha knowledge share kia ha agar aap is for picnic point ko observe Karte Hain To yah day by day Logon mein bahut jyada popular Hota Ja Raha Hai Iski popularity ki bahut sari reasons ho sakti hain jinmen se main aapko Kuchh important reasons aapke Samne share karne ja raha hun.

                      Dear kaller Kahar Jheel EK Aisa picnic spot hai jo different vajah se bahut jyada Logon Mein popular ho raha hai for example iski main reason yah hai ki iski location Ek Aisi Jagah per hai Jahan per log travelling karte hue easily Yahan per rest kar sakte hain agar koi bhi log Lahore travel kar rahe hain to aapko yah picnic point mil sakta hai aur aap ko motivate se bilkul Kuchh hi kilometre per picnic point ki facility e mil rahi hai jismein long travelling karne wale log is per Apna stop karna bahut hi Achcha samajhte Hain.

                      Iske sath sath agar aap iski geographically bahut hi khubsurti dekhte hain to aapko yah bahut Thi attractive point Najar aaega lekin iske sath sath Agar Ham is ilaka ki management ko dekhte hain to vah is picnic point ko Masjid upgrade karne ke liye koi Jyada focus nahin kar rahi Jiski vajah se bahut Dur Se Aaye Hue Logon Ko is facility ko enjoy karne mein Kuchh problems we face Aate Hain Kyunki aapko Maine bataya hai ki iski importance May day by day increment ho raha hai lekin use yahan se Agar Ham dekhte hain to ismein aapko bahut jyada facilities provide Nahin Ki ja rahi Jis Tarah Baki Kisi acche point per aap to available Aati

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X