Yeh Review ghulab ky multicolor poodon per mubni hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh Review ghulab ky multicolor poodon per mubni hai
    Dear forex trading members jesa ky ap janty ho ky ghulab ky poody ugana ghar ma koi masla nhi hai lkn agr alko is ky bary ma acha knowledge aor information ho gi to ap zeyada asan aor kam kharach ma poody ghar ma uga skty ho apko maloom hona chye ky ghulab ky bej nhi hoty beej sy ghulab lg jaty hain lkn zeyadaehnat krna prti hai aor agr apko jald ghulab ky poody ugany hain to apko ghulab ki qalmen use krny chye
    Pehly ap gamly ya jahan pr ghulb ki qalmen lgani hai us jaga ko khudai kr ky achi si retli aor chikni matti mix kr ky us ma khaad dalen jo gharo ma aam ghobr milta hai phr us ko oani lga ky nurm kr len aor ghulab ki qalmen lga den qalmen apko teery ya chothy din lgani chye aor ghulab ky poday ko bajot zeyada pani chye hota hai is bat ka kheyal rakhen

    Faidy Advantages
    1. Ghulab ky poody ka aub ay bara faid a yeh hai yeh khoobsurat hota hai
    2. Iski khushboo bahot peyari hoti hai
    3. Is ky color bajot attractive hoty hain
    4. Is ko ap kisi ko bhi as a gift pesh kr ekty ho
    5. Mehmano ko welcome kr skty hain aor salgirah py gift guldasta bna skty hain
    6. Ia ka arq bnta hai is ka atr bnta hai perfume ky tor py bhi istemal ho skta hai
    Nuqsanat disadvantages
    1. Ghulab ky paidy py kanty hoty hain in sy bch a chye
    2. Is py saanp waghaira bhi aa skty hain is bat ka khasoosi kheyal rakhna chye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yeh Review ghulab ky multicolor poodon per mubni hai

    Advantages

    Jihad Gulab ke paudhe bahut hi acche Khushbu Dete Hain aur Jhonke bahut jyada log Pasand Karte Hain Aur multicolor Ke Gulab bahut jyada market Mein Aam Ho gaye hain aur usko vaise bhi Har Jagah Samman Kiya jata hai Jaise Kisi bhi decoration piece ko banane ke liye aur kisi bhi shaadi Mein Jaise ke sambhal ke Jaate Hain aur Gadi sajane ke liye Gulab Ke Phool istemal kiye Jaate Hain aur yah bahut hi acchi chij Hai Isko vaise bhi khane ke liye bhi istemal log Karte Hain Jisko Chini dalkar Gulkand Banakar istemal karte hain yah sehat ke liye bahut acchi hoti hai

    Disadvantages

    Iska sabse bada masla yah hai ki agar aapane Gulab lagaen Hain To vah ek din hi Jinda rahte hain matlab agar aap padhe Gulab Ke Lage Hue Hain To vah 2 se 3 Din paudhe per Lage Rahte Hain Jab paudhon Se unko utaar Le To vah jald hi murza Jaate Hain To isliye Inko jald se jald Sawal karna chahie Jahan Bhi Inki jarurat Pade vahan ko sambhal kar lena chahie Taki kharab hone se bachake
    • #3 Collapse

      Re: Yeh Review ghulab ky multicolor poodon per mubni hai

      Gulaab kay phool
      Gulab Ka Phool Ek Naya it Khoobsurat ful hai aur aapane a jo bhi is flower ke bare mein review diya hai vah bahut hi Jabardast hai Gulab Ka Phool bahut hi Khubsurat hota hai aur Jahan per Gulab Ka Phool Laga hota hai vah use Jagah ko Char Chand laga deta hai aur vah Jagah bahut hi Khubsurat Najar aati hai so Jab Bhi aap Gulab Ka Phool Dekhen to aapko Delhi Khushi hoti hai. Gulab Ke Phool Ki d ka different podhe hote hain aur unko De per different colour ke phool Najar Aate Hain jo sabse Jyada Khubsurat Pul Najar Aata Hai vah red colour ka Hai vah Gulab Ka red colour ka phool hota hai vah Dur Se Bhi bahut Khubsurat Najar Aata Hai Aur vah Pyar Ka Nishan Mana jata hai
      • #4 Collapse

        Re: Yeh Review ghulab ky multicolor poodon per mubni hai

        G han forex bilkul ghulab k phool ki trahan hota hai jisy ugana zyaga mushkil ni hai lkn usy maintain rkhna mushkil hai ici trha forex ma b mhnat ki zrurat hai... Jitna mitha ho ga utna phal mily ga... Achi posts kia kryn ta k ap ik achy nizam ki trha chal sko...
        • #5 Collapse

          Re: Yeh Review ghulab ky multicolor poodon per mubni hai

          Assalamu Alaikum to all dear members yeah review yeah review Gulab ke multicolor podon per Mubni hai. Doston yah review bahut hi Achcha hai Gulab ke paudhe to Dilkash aur bahut Khubsurat Hote Hain Ghar Ki Raunak ko Badha Dete Hain.
          Gulab ke podhe ghar mein Lagane Se Ghar Ki khubsurti badh Jaati Hai nursery mein Gulab ke multicolor paudhon ka bahut rujhan hai. Agar Ham Apna business start karna Chahe to yah Idea Bura nahin hai multicolor paudhe bahut bikte hain. Gulab ke multicolor paudhon ko Ham khane ke liye bhi istemal kar sakte hain ya sehat ke liye bahut acche Hote Hain.
          Gulab Ka multicolour phool mushroom Jaisa ke Rooh afza Mein Bhi iska istemal Kiya jata hai.🌸🌼🌹
          • #6 Collapse

            Re: Yeh Review ghulab ky multicolor poodon per mubni hai

            Ji han bilkul ghar mein paudhon ko Lagana chahie aur multi colour ke phool bahut hi jyada Khubsurat Lagte Hain Jaise ke Gulab Roj bahut hi Ek acchi personality ko baccha banata hai Jaise ke Agar ghar mein yah chijen Lagai Jaaye to is se ghar mein bahut jyada Khushbu Paida hoti hai aur waise bhi in se bahut hi jyada benefit Hote Hain



            Advantage

            Dear friend inke yah fayde Hain Ki Kuchh login ka business Bhi Karte Hain Agar aapke pass bahut jyada plantation maujud Hai jaise ki Agar aapke pass bahut jyada Jameen manjur Hai To vahan per hour Pinky plantation kar sakte hain aur bahut jyada paudhe Laga sakte hain Kyunki Inka bahut jyada fayda hai Inko aap se bhi kar sakte hain Kyunki Jab Bhi decoration Hoti Hai To Roj Jarur Lagaye Jaate Hain Gulab Ke Phool bahut jyada sale hote hain to uski vajah Se Mere Khyal se Yahi Ek business ke Taur per Vishwas Tumhara Kiya Ja sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: Yeh Review ghulab ky multicolor poodon per mubni hai

              Ghar me agar phool lagany ki bat ki jaye to ghulab ka phool dekny me bahot hi acha lagta hay aur agar multiple colors key ye phool laga dey jaye to ye dekny me bahot hi achy lagty hey, en ko pani dena be asaan hota hay agar 1 time be pani dia jaye to per be es pooday ki achi afzahish ho sakti hay, es ko lagany se bahot hi acha asaar pardta hay jo be mehmaan ghar me aty hey wo multiple colors key ghulab key phool dake kar khush ho sakty hey aur es se insaan key nature ka be andaza ho jata hay, hamy apny ghar me har tarha key pooday lagany chaye khas kar ghulab key phool zaror lagany chaye.
              • #8 Collapse

                Re: Yeh Review ghulab ky multicolor poodon per mubni hai

                🌷🌺🌸🌹💐
                Assalamu alaikum Dosto umeed kerta hun ke ap log kheriyat se hon gy. Gharon Mein Lagaye Gaye Khubsurat Rang birange Phool Aur paudhe ghar ki zeenet or Khubsurat Mein izafa Kar Dete Hain environment Ko saaf Suthra rakhte Hain Iske alava bahut hi Khubsurat Dikhai Dete Hain Dekhne Mein dil kash hote hain aur Unki Mehek bahut hi Khubsurat Hoti Hai Khud Rang birange Phool Agar ghar mein ka use kiya jaaye to yah bahut hi jyada faydemand hai ye decoration bahut hi Jabardast treeke se ki jaati hai aur malti Gulab Ke Phool aajkal New a Rahe Hain ki vah bhi bahut jyada kisme Hai red flower yellow pink white Iske alava Aur Bhi bahut Se Hain multicolor Jo hote hain vah bahut hi Khubsurat hote hain vah kudrat ka ek bahut hi Khubsurat najara Hote Hain. Lekin Unki dekhbhal karna bahut hi jyada Zaroori Hota Hai Agar Aise Hi Chhod Diya Jaaye to yah jald kharab ho Jaate Hain sookh jate hai Iske alava Agar hum dekhbhaal Nahin karte ho Pani Nahin nhi Dete Hain To yah jaldi Bade bhi nahin hote hain Agar Ham in a daily Pani Dete Hain aur ISI ke sath ki dekhbhal Karte Hain To yah bahut hi jyada der tak or bahut jaldi grow Karte Hain.THANKX
                • #9 Collapse

                  Re: Yeh Review ghulab ky multicolor poodon per mubni hai

                  Hi friends umeed hay kay ap sab thak hon gay or ya review ghulab ky multicolor poodon per mubni hay dosto ghulab ky bot say poody hain in ky colar maktlaf ho tay hain jan main sab say phaly red color per mustmal hay ya bot he acha clolor hay or har gain per mill jata hay is lover zaida istmal katy hain or is kay ilava white color ka ghulab hay ya bi boot he achy ghulab main istmal kia gata hay ya bi achani say mill gata hay or is ka bad hak or colar hay jo kay bot he istmal kia jata hak phala ghulab ap bi apny ghuron may ghulab kay pool lag lo in par itna zaida kharcha ni hota hay is say ap ka ghar ke kobsorty main azafa hota hay or ap kay ghar main achi kasbho ayi gi
                  • #10 Collapse

                    Re: Yeh Review ghulab ky multicolor poodon per mubni hai

                    Assalam Walekum dear member aapane bahut Achcha topic discuss Kiya Hai Gulab ke paudhe har ghar mein maujood Hote Hain aur yah Hamare ghar ki khubsurti mein izafa Karte Hain Agar yah paudhe Hamare ghar mein lage ho to vah Inki bahut acchi fragrance hoti hai hai jo Hamare ghar ke atmosfair ko bahut Achcha banati hai Gulab ke plants different colours Mein Hote Hain main jismein different colour Hote Hain Gulab ke plants ki Khushbu bahut acchi hoti hai.

                    Gulab ke flowers ka aarq bhi nikalta hai Jisko Ham rosewater Kahate Hain ya fresh flowers Se taiyar Kiya jata hai Gulab ke plants ham attractive and Khushbu ke liye ghar mein rahte hain in flowers ko roots ke sath Lagaya jata hai Inko Ham open area mein bhi Laga sakte hain aur potts mein bhi Laga sakte hain kuch log dusro ko gift dene ke liye bhi Iske book-case ready Karvate Hain yah flowers bahut Pyare Lagte Hain aur Hamen karo main Jarur Lagana chahie invent different colours hote hain Jin Mein red rose White Roses black rose pink rose yah sab colour Mein Gulab ke plants maujud Hote Hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Yeh Review ghulab ky multicolor poodon per mubni hai

                      introduction ....




                      Assalamu Alaikum friends.aap sab khairiyat se Honge aur aapko Maloom Hai Ki Ham Ek important topic Lekar Aaye Hain Kyunki Ham aapko is topic ke bare mein information kar white Karenge aur aapke knowledge mein increase hoga ummid hai aapko Hamara topic Pasand aaega




                      Gulab ke multicolor plant ....



                      friend Jaise ke aap Jante Hain Ki Gulab Ek bahut hi Achcha plant hota hai Jiska Pul bahut jyada Pyare Hote Hain ..Jis ghar mein bhi Gulab laga hua Rota Hai use Ghar Ki Raunak double Ho jaati hai aajkal Ke Log Apne gharon Mein special Gulab Lagane ke liye Jagah banwat Hain aur Tarah Tarah Ke Gulab Lagate Hain unke Unka Ghar Pyari look De sake ...Agar Ham Baat Karen multi colours Gulab Ki Tu Mujhe aajkal bahut hi jyada famous hai aur aajkal yah new bhi a rahe hain ...bahut se Logon Ne multicolor Gulab Lekar unko mix Karva kar Lagaya vah hota hai jismein white yellow green black and red Gulab Shamil Hai ...Gulab Ki Bhi port ji types Hoti Hai Ek Gulab Aisa Bhi hota hai Jiska ful board Chhote size ka hota hai aur ek Gulab Aisa Bhi Hota Hai jismein Gulab Ka Phool Bade size Ka Hota Hai ...Inki pregnant steep hoti acchi Hoti Hai Jiski wajah se log ine ko bahut jyada Pasand Karte Hain Pasand Karte Hain ...aajkal Gulab Ka Phool gift karne ka peapod Jyada Awaaz Hai Log Ek dusre ko Gulab Ka Phool dekar Apne Pyar Ka izhaar Karte Hain .....isliye bhi yah bahut jyada famous ho chuka hai ...isliye bhi yah bahut jyada famous ho chuka hai ........




                      care ...



                      friends agar humne Bhi Apne gharon Mein Gulab ke multi coloured plants lagwane Hai To iske liye bahut jyada care karni padati hai ..UK other Ek gulab ka plant kharab ho jaaye to iski vajah se Sare plant kharab ho sakte hain ..unko Waqt per Pani Dena aur inke cutting Karte Rahane se Unka Sahi bahut jaldi Bada Ho Jata Hai Jiski wajah se yah bahut jyada Pyare lagne Lagte Hain ummid hai aapko Hamara yah review Pasand Aaya Hoga thanks ...
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Yeh Review ghulab ky multicolor poodon per mubni hai

                        Assalamu alaikum dear friends umeed kerta hun ke ap log kheriyat se hon gy. Gharon Mein Lagaye Gaye Khubsurat Rang birange Phool Aur paudhe ghar ki zeenet or Khubsurat Mein izafa Kar Dete Hain environment Ko saaf Suthra rakhte Hain Iske alava bahut hi Khubsurat Dikhai Dete Hain Dekhne Mein dil kash hote hain aur Unki Mehek bahut hi Khubsurat Hoti Hai Khud Rang birange Phool Agar ghar mein ka use kiya jaaye to yah bahut hi jyada faydemand hai ye decoration bahut hi Jabardast treeke se ki jaati hai aur malti Gulab Ke Phool aajkal New a Rahe Hain ki vah bhi bahut jyada kisme Hai red flower yellow pink white Iske alava Aur Bhi bahut Se Hain multicolor Jo hote hain vah bahut hi Khubsurat hote hain vah kudrat ka ek bahut hi Khubsurat najara Hote Hain. Lekin Unki dekhbhal karna bahut hi jyada Zaroori Hota Hai Agar Aise Hi Chhod Diya Jaaye to yah jald kharab ho Jaate Hain sookh jate hai Iske alava Agar hum dekhbhaal Nahin karte ho Pani Nahin nhi Dete Hain To yah jaldi Bade bhi nahin hote hain Agar Ham in a daily Pani Dete Hain aur ISI ke sath ki dekhbhal Karte Hain To yah bahut hi jyada der tak or bahut jaldi grow Karte Hain.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X