Yeh review physical fitness schedule per mubni hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh review physical fitness schedule per mubni hai
    Assalam o alaikum dear members and tarders. Maira yeh review members ki physical fitness schedule per mubni hai. Aaj kall Corona pandemic ki wajah say her aik Lockdown ki wajah say apnay ghar mai band hai. Aur ghar mai reh kay time guzarnay kay liye sirf Kahana peena aur araam kernay kay elawa koi kaam nahi hai. Pakistan mai aik routine yehi hai kay Humm sub khatay peetay aur laitay rehtay hain jiss ka humain bohat Los hota hai laikin uss ka pata hamain late chalta hai. Jabb waqt hamaray haath say nikal chuka hota hai.

    Health aur fitness kay liye loog bohat paisay kharch kertay hain aur bohat mehnat kertay hain. Achi health he achay immune system ki guarantee hoti hai. Daily Agar apni routine mai Kamm say kamm 5 kilometer walk shamil ker li jaey iss say bohat achi fitness haasil ki jaa sakti hai. Daily 5 kilometer walk kay saath Agar apni diet ko bhi control mai rakha jaey tou bohat faida mand rehta hai. Aik medical term calories ka her aik ko pata hota hai. Nutritions kay mutabiq jitni calories aik dinn mai inhale ki jaati hain utni he calories burn bhi kerni chaiye warna weight barhta hai jo bohat si bemaariyoo ka sabab banta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yeh review physical fitness schedule per mubni hai

    asslam o alikam dear ap ne bohat achi invesment ki hai is main hume daily fitness ko ready rakhna hota ha hume is main apni heath ka be khiyal rakhna hota ha hume kam krne k liye sehat ki sab se zahrorat hoti ha aj kal har banda crona ki waja se ghr main rehta ha ghr main be hum physical fitness main hisa lazmi lena hota ha hume is main jitna reat krein hey utni hamri sehat kharab hogy sab se best hai k hum 5 time ki namaz ada krein ise hamri fitness be achi rehti hai ur allah be khus hota ha aj kal log bohat hi zada apni fitness main paisa kharach kr sakte hein hume is main eik schedul bana hota ha ur os k mutabiq apni sehat ka khiyal rakhna hota ha hume daily regular physcal fitness py tuwajo deni lazmi ha
    • #3 Collapse

      Re: Yeh review physical fitness schedule per mubni hai

      Physical fitness schedule ko determine karny se hi ham apny health ki fitness ko maintain rakny me kamyab ho sakty hey, jes tarha ki situation ban chuki hay aur corona virus ki waja se ham lock down ka shikar hey es key ley hamy apny health ki condition ko maintain rakny key ley eta schedule banana chaye key, ghar se bahir na jany key baghir be hamari health kharab na ho, es ke elawa agar Forex forum me work karna ya per koi be online work kia jata hay to zeyada time tak ham apny PC aur laptop ka use karty hey es key ley be hamy daily base par physical fitness se related schedule banany ki zarorat hay.
      • #4 Collapse

        Re: Yeh review physical fitness schedule per mubni hai

        Ji han bilkul physical fitness Ka Hona bahut jaruri hai Kyunki Agar Ek Banda physical Taur per fit Na Ho vah bahut jald Mar Jata Hai To isliye jaruri hai ki Apne Jism ko is Kabil Banaya Jaaye ki usmein acchi movement ho aur daily hard work Ho practice ho aur varjish Karni chahie Jaise ke daily running Karni chahie ek se Dedh kilometre daily running Karni chahie jisse bahut jyada benefits hote hain aur visham ko acchi takat Maiya hoti hai Jyada monologue Charbi ki vajah se ek Jagah se dusri Jagah bhi nahin Ja Sakte to isliye duble patale Hona Ek Shahar Mein parson Ki Nishani Hai
        • #5 Collapse

          Re: Yeh review physical fitness schedule per mubni hai

          Assalamu Alaikum ji han bilkul physical fitness Kon Nahin Chahta aur yah Har Kisi Ke Pass Nahin Hoti bahut se log ise Hasil karne ke liye bahut hi kharcha uthate hain lekin Agar Socha Jaaye to yah bahut hi Jaruri aur aham hoti hai jo Ham Aam routine Mein Hasil kar sakte hain Aam routine se Murad Hamen daily Kuchh verzish Karni chahie Jo hamari physical fitness ke liye zaroori hai aur uske sath sath Hamen khurak ka bhi Khas Khyal Rakhna chahie log apni physical fitness per Jyada gaur Nahin Karte lekin yah Hamari Zindagi Ka Ek Aham hissa Hota Hai Jis per Gaur karna Hamare liye bahut hi jaruri hai.
          • #6 Collapse

            Re: Yeh review physical fitness schedule per mubni hai

            Assalam u allikum bhaiyo sehat tu ha tu sab kuch ha icke bina insan kuch bhi nhi agr allah ne apko achi sehat di ha tu allah ka shukaR ada karen apni fitness ko acha bnany ke liye rozana ki routine honi chahiye ke kiswaqt kea krna ha, jo log timetable bnaty hain apni zindagi ka wohi log kamyab hoty hain aur unko koi mushkil nhi hoti, jo banda physically fit ha wo har kaam kr sakta ha aur apni zindagi ko achi tarhA JEE sakta ha,fitness ke baghair insan mota ho jata ha aur phir bohat bimariyan janam leti hain, icliye sehat mand rehny ke liye zarori ha ke hum exercise karen roz walk karen aur 5 waqt ki namaz padhen, ic se hunko dili sakoon mily ga aur fit rahen gey, jis se humein koi problem nhi hogi ,icke ilawa khanA khany se pehly paani pee lena chahiye dartmiyan me nhi peena chahiye na baad me in cheezon se hamari sehat par bohat farq pady ga aur hum tandrust rahen gey.
            • #7 Collapse

              Re: Yeh review physical fitness schedule per mubni hai

              ASALAM O ALAIKUM
              G PHYSICAL FITNESS SCHEDULE k bht hi zyada faidy hn . regular exercise or physical activities muscles or bones ko strong krti hn. physical fitness se insan healthy weight,2 types k diabetes, heart diseases or cancers se bchata h . agr hm apni zindgi me koi routeen bna lete hn tou hm kamyab ho skty hn. hmein apni diet or physical fitness ka khyal rkhna chahiye, ta k hm apny daily works ko healthy treky se pura kr skein . physical fitness hmari muscles strenght ko improve krta h. exercise tissues ko oxygen or nutrients fraham krta h . cardiovascular system ko improve krta h . heart or lungs k healthy hony se more energy produce hoti h. subah sawery ki hlki phulki walk hi ik bht bra energy boost deti h, mode khush gwar ho jata h ,sara din behtren treky se guzrta h.
              COMPONENTS OF PHYSICAL FITNESS
              1) MUSCULAR STRENGTH
              2)MUSCULAR ENDURANCE
              3)CARDIOVASCULAR ENDURANCE
              4)FLEXIBILITY
              5)BODY FAT COMPOSITION
              YE HMARI physical fitness k lie bht important compnents hn.
              DAILYBASE IMPORTANT EXERCISES
              1)walking,cardiovascular exercise.
              2)interval training
              3) lunges
              4)push ups
              5)bent over row
              ye exercises daily routeen me krny se hmara immune system , heart, lungs or specially brain halthy rehta h. jis se positive ideas aty hn,or hm possitivity ki trf brhty hn apni life me.
              NAMAZ
              namaz hmein jismani or rohani tndrusti fraham krti h, hmare dil or dimagh ko sehatmand krti h. physical fitness schedule k sath sath namaz ka ehtamam bht zrori h.
               
              • #8 Collapse

                Re: Yeh review physical fitness schedule per mubni hai

                Dear friend haumay apney aopko zindgi may active aur healthy rakhna bohaut zayada lazmi hota hay Agar haum healthy hotay hain to haum kamyab zindgi guzar saktay hay aur haumay apney aopko fit aur healthy rakhnay Kay liye koi achi physical activity karni parti hay jiss may haum walk exercise aur gym Kar saktay hay haumay apney aopko disease say khud ko safe rakhnay Kay liye bhi physical fitness ki zayada zarorat hoti hay ajkal heart ki disease aur high blood pressure ki bemari har dosaray banday ko lahak hy jiss ki main reason physical fitness ka na hona hay aur Hamari diet ka un healthy hona hay in sab cheezo say khud ko bachanay Kay liye haumay hamesha apni routine ko change karney ki koshish kerni chahiye aur haumay physically activeiti ko apnana chahiye.

                ADVANTAGES:

                Physical fitness Kay liye haumay hamesha apni routine may exercise aur walk ko importance dayni chahiye aur iss Kay liye kisi achay trainers ya nutrition ki khidmat hasal Karni hogi thakay haum properly exercise aur dieting Kay hawalay say informed hou haumay online bhi kuch exercise aqupmint easily munasib price may mil sakti hay jesa Kay twester aur tummy trimmer appko easily market say mil sakta hay jiss ki waja say app ghar may rehtay hoye bhi gym kar saktay hay aur iss Kay ilawa app kuch muscular aur cardio exercise ghar may bhi easily kar saktay hay aur apni physical fitness ko improve kar saktey hany app Kay liye exercise aur walk bohat zayada achi hoti hay Kyu Kay over weight insane lazy aur jald sust hota hay kisi bhi physical activity Kay liye haumay hamesha apni diet ko health karna chahiye aur fats wali diet ko apni Zindagio say skip kar Dayna hi behter hoga jab app Walk kartay hay to appka stemna increase hota hay.

                Disadvantegs:

                Kabhi bhi physical activity Kay nuksaan nai hotay hay magar uss waqt jab app proper kisi achay trainers say counslt kiye baghair khud say hi physical fitness ki exercise karna start Kar daytay hay.
                Jab logg over weight ki waja say depression may chalay jatay hay tou wo bagair sochay samjhay koi bhi diet aur gym machines ka istamaal karna start Kartay hay to iss ki waja say unko Injury ho sakti hay kuch logg Ghar pay exercise kartay hoye warm up nai hotay hay aur direct exercise start Kartay hay iss waja say bhi unko mascular pain ho sakta hay kuch logg exercise Kay doraan aur forrn bad bohaut zayada aur thanda Pani pee laytay hay to unko iss waja say problems ko face karna parta hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Yeh review physical fitness schedule per mubni hai

                  Assalamu alaikum umeed kerta hun ke ap kheriyat se hon gy.
                  Ji han doston Kaha jata hai ki sehat man Jism Mein hi sehat man dimag paya jata hai Hamen apne aap ko life mein active aur healthy rakhne ki bahut jyada jarurat hoti hai Agar Ham healthy Hote Hain To Ham Kamyab Jindagi Gujar sakte hain Hamen healthy aur Fit rakhne ke liye koi acchi Si physical activity karni padti hai jisse ham well exercise aur game kar sakte hain Hamen Apne aapko diseases Se Bhi khud ko safe rkhny ke liye acchi physical exercise karne ki bahut jarurat hoti hai Hamen Apne daily routine ko change karna chahie aur physical activity ko apnana chahie.
                  FAIDAY...
                  Doston physical fitness ke liye Hamen Hamesha Apne daily routine Mein exercise aur vah ko Jyada Se Jyada importance Deni chahie aur iske liye Kisi acche trainers yah nutrition ki khidmat Hasil karne chahie Dhan ke Hamen physically activities ke bare mein properly Pata Ho doston Jindagi Mein Kamyab hone aur sehatmand Rahane ke liye exercise aur vah bahut hi Jaruri Hoti Hai Kyunki fat ki vajah se Insan lazy aur bahut khush ho jata hai jaldi thak jata hai doston Kisi Bhi Insan ko koi Bimari yah high blood pressure Ka Hona Hamari Ne physical fitness Ka Na hona hai aur Hamari and diet unhealthy diet ka hona hai Hamen Hamesha healthy diet Karni chahie aur fat vali diet ko apni Jindagi se skip kar dena chahie Jab Ham Baat Karte Hain To Hamara stamina increase Hota Hai.
                  NUKSANAT...
                  Doston use Waqt physical fitness ke nuksaan 8 Nahin Hote jab tak aap Kisi acche trainer aur nutrition se khidmat Hasil Karke physical fitness ki exercise ko start Karte Hain Jab log offer vate ki vajah se depression Mein Chale Jaate Hain To vah Khud Se Hi exercise aur physical fitness ki exercise karna start kar dete Hain vah bagair soche samjhe diet karna start kar dete Hain isase an injury ho sakti hai Jab log exercise karte hue yah Uske bad bahut jyada Thanda Pani Pi lete hain to isase bhi unhen bahut hi problems ko face karna padta hai.THANKX
                  • #10 Collapse

                    Re: Yeh review physical fitness schedule per mubni hai

                    Assalamu Alaikum Pyare Bhai Jaan Main ummid Karta Hun kya Sab khairiyat se Honge Hamen apne aap kar Dungi main active aur health Rakhna bahut jyada Labh Nahin hota hai agar Ham health Hote Hain To Ham Kamyab Jindagi Gujar sakte hain aur Hamen apne aap ko fit aur health rakhne ke liye koi acchi fascicle active karni padati hai jismein ham vac apswreis aur game gym kar sakte hain aur Hamen apne aap ko bhi Is Desh Se Khud Ko saaf rakhne ke liye bahut practical City ki Jyada jarurat hoti hai aajkal Harsh ki D is aur high blood processor Ki Bimari Har dusre Bande Ko Le Hafte Hai Jiski men recent Kaise Kal p10 Ka Na hona hai aur Hamari date ka UN health Hona Hai ine Sab chijon Se Khud Ko bachane ke liye Hamen Hamesha apni e-ration ko change karne ki koshish Karni chahie aur Hamen fascicle activity ko Apne a Upar istemal karna chahie

                    Advantage...
                    Fascicle fitness ke liye Hamen Hamesha apni ration Mein X-rays aur vi ko importance Deni chahie aur iske liye Kisi acche Charanon Mein Sar yah notification ki khidmat Hasil Karni Hogi Sar ke Hamen properly exercise aur meeting ke Hawale se information ho aur Hamen online bhi Kuchh exercise ecorp mint easily munasib price Mein mil sakti hai Jaisa ke tractor aur aur Tumhen tremble aapko isliye market Se Mil Sakta Hai Jiski vajah se aap ghar mein rahte Hue bhi Jim kar sakte hain aur iske alava aap Kuchh mausa cooler aur crore Deo exercise ghar mein bhi kisi ne kar sakte hain aur apni physical fitness ko improve kar sakte hain aapke liye exercise aur bich bahut jyada acchi Hoti Hai Kyunki Akbar trending Insaan larceny aur jald suit Hota Hai Kisi bhi saikal activity ke liye Hamen Hamesha apni date ko delete karna chahie aur fast wali Gate ko apni Jindagi se Shakib kar dena hi Paisa Hoga Jab aap bich karte hain to aapka seminar in correct Hota Hai

                    Disadvantagew,,,,

                    Kabhi bhi fascicle activity Ke nuksan Nahin Hote Hain Magar use Waqt Jab aap proper Kisi acche transfer se counselt kiye bagair Khud Se Hi Aisi cal Kitni ki exercise karna start kar dete Hain Jab log Gabbar wedding ki vajah se depression Main Chale Jaate Hain To vah bagair soche samjhe koi bhi date aur Jim manage Ka istemal Karna start kar dete hain aur iski vajah se unko alarji ho sakti hai Kuchh log ghar per exercise karte hue Gaurav aap Nahin hote hain aur dress exercise chat karte hain iski vajah se bhi unko Mashooq Le pen ho sakta hai aur kuchh log exercise ke drame aur form Baat bahut jyada aur aur Thanda Pani Pi Lete Hain To unko is vajah se problem ko face karna padta hai isliye Mere Bhai Hamen chahie ki Ham jo bhi chij istemal Karen To Ham usko acche se istemal Karen Aur dusron Ke Sath Mashwara Karke istemal Karen Kyunki Agar Ham dusron Ko Sath Mishra Karke vo chij ka istemal Karte Hain To Hamen uska bahut hi jyada fayda hota hai aur ham usko Karke Kamyab ho sakte hain aur acchi exercise ke liye Hamen Mashwara karna chahie tha ki Ham exercise Karke apni Zindagi Ko acche se Bana sake
                    • #11 Collapse

                      Re: Yeh review physical fitness schedule per mubni hai

                      Assalam walekum doston ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge aaj ka Hamara review Hai physical fitness schedule Kacheri Iske bare mein thoda saa padh lete hain..........

                      Advantages %%%%%%%

                      Jis Tarah AAP Sab Jante Hain daily work schedule main physical fitness ke liye Waqt nikalna bahut Mushkil Hota Hai lekin apne aap ko Apne Jahan ko fresh karne ke liye physical fitness ke liye Waqt nikalna padta hai To Hamen chahie ke Ham Beli kam se kam Aadha Ghanta Paidal walk krain Thodi Si running Karen aur aajkal karo na ki vajah se Agar Bahar parks vagaira band hai aur walking running Nahin ho sakti To Hamen chahie ke Ham Garv per Apne physical fitness schedule banaa den Is Tarah Din Mein takriban 50 Halki Halki jumpey 25 se 30 push ups 20 se 25 recharge aur 5 to 6 pull ups Karen aur apne Jism ko fit rakhen essay Hamare meide per Bojh Nahin hoga aur Jism fresh hoga iske sath sath physical fitness Mein Hamare khaney bhi Aate Hain To Hamen Apne Jism ko Fit rakhne ke liye daily Marhaba ispaghol aur fruits ka istemal karna chahie iske sath sath Hamen drink spicy food junk food essay ikhtiaat karna chahie isase Hamara Jism fresh fit aur Jyada time Ke Liye Bekarar rahega Jab Ham physically fit Honge To Ham per Koi Bimari Nahin Hai Ki aur Ham Apna Kam bhi behtarin tarike se Anjam Denge...

                      Disadvantages ########

                      Jaisa ke AAP Sab Jante Hain Ki Har chij Ke fayde aur nuksan Hote Hain lekin apne aap ko fit Rakhna physical liye Khud Ko pet Rakhna Apne Mind Ko fit Rakhna iska koi bhi kisi Kishan ka nuksan Nahin Hai apne aap ko pet Rakhna sirf fayda hai....
                      • #12 Collapse

                        Re: Yeh review physical fitness schedule per mubni hai

                        Assalamu Alaikum dear friend aapane bahut Achcha topic Hamare Sath discuss Kiya Hai life mein Hamare Liye health bahut jyada important hai hai agar Ham healthy hote hain to Ek successful life Gujarte Hain Hamen apni health ke bare mein koi bhi compromise nahin karna chahie Agar Hamari health acchi Hogi To Ham bahut se kam kar sakte hain acchi health ke sath hi ham Apne targets ko achieve kar sakte hain isiliye Hamen apni fitness Ka Khyal Rakhna bahut jaruri hai.

                        Faiday :

                        Agar Ham physically fit Honge To Ham Apne Tamam kam acche tarike se kar sakte hain Hamen morning walk ko apni life mein Jarur Shamil Rakhna chahie Hamen daily exercise Karni chahie exercise karne se bhi Ham fit rahte hain exercise karne se Ham Apne kam Mein thakawat feel Nahin Karte aur ham har kam bahut acche tarike se kar sakte hain Hamen main Ham Jim vagaira join karte hain Apne muscles ko strong banate hain Hamari Puri body strong aur fit rahti hai Hamen apni diet ka bhi Khyal Rakhna chahie Aisi khurak khane chahie jisse Hamen main acchi sehat mile a Jim join karne se a a Ham apni body ko Sahi shape Mein La sakte hain aur is se Ham Bahut Si diseases se bhi bache sakte hain.

                        Nuksan :

                        Hamen physically fitness ka schedule banate Hue apni body ke hisab se isko dekhna chahie Hamen apni body ke hisab se exercises Karni chahie Hamen Kisi expert trainer se Jarur consult karna chahie Kyunki vah Hamen main acchi advice Dete Hain Agar Ham Khud Se Hi Hi Shahdol banaenge aur vah Hamari body ke hisab se nahin Hota To Hamen bahut hi problem ho sakti hain isliye Hamen expert Raina ki advice Jarur leni chahie Taki Ham isase acche benefits Hasil kar saken.
                        • #13 Collapse

                          Re: Yeh review physical fitness schedule per mubni hai

                          ASLAM O ALAIKUM DEARS ;
                          Yeh review physical fitness par mabni hai ;
                          Dear friends , App sab kesy hein umeed hai k app sab thek thak hongein . Gee to ab ham batt kerty hein apny ajj ke review k bary mein jo hai physical fitness .
                          Introduction ;

                          Dears ajj ki duniyan mein khud ko active aur healthy Rakhna bahut zyada mushkil hota hai agar Ham health Hote Hain To Ham Kamal Jindagi Gujar sakte hain aur Hamen apne aap ko fit aur health rakhne ke liye koi acchi fascicle active karni padati hai jismein ham vac apswreis aur gimm join kar sakte hain aur Hamen apne aap ko bhi Is Desh Se Khud Ko saaf rakhne ke liye bahut practical City ki Jyada jarurat hoti hai aajkal Harsh ki D is aur high blood pressure Ki Bimari Har dusre Bande Ko Le uthtii Hai Jiski men recent Kaise Kal p10 Ka Na hona hai aur Hamari date ka UN health Hona Hai ine Sab chizon Se Khud Ko bachane ke liye Hamen Hamesha apni e-ration ko change karne ki koshish Karni chahie aur Hamen fascicle activity ko Apne Upar istemal karna chahie .

                          Advantage...
                          Physicall fitness ke liye Hamen Hamesha apni ration Mein X-rays aur vi ko importance Deni chahie aur iske liye Kisi acche Charanon Mein Sar yah notification ki khidmat Hasil Karni Hogi Sar ke Hamen properly exercise aur meeting ke Hawale se information ho aur Hamen online bhi Kuchh exercise ecorp mint easily munasib price Mein mil sakti hai Jaisa ke tractor aur aur Tumhen tremble aapko isliye market Se Mil Sakta Hai Jiski vajah se aap ghar mein rahte Hue bhi Jim kar sakte hain aur iske alava aap Kuchh mausa cooler aur crore Deo exercise ghar mein bhi kisi ne kar sakte hain aur apni physical fitness ko improve kar sakte hain aapke liye exercise aur bich bahut jyada acchi Hoti Hai Kyunki Akbar trending Insaan larceny aur jald suit Hota Hai Kisi bhi saikal activity ke liye Hamen Hamesha apni date ko delete karna chahie aur fast wali Gate ko apni zindagi se khatam kar dena hi sahi Hoga .

                          Disadvantages ,,,

                          Kabhi bhi physicall activity Ke nuksan Nahin Hote Hain Magar use Waqt Jab aap proper Kisi acche transfer se counselt kiye bagair Khud Se Hi Aisi cal Kitni ki exercise karna start kar dete Hain Jab log Gabbar wedding ki vajah se depression Main Chale Jaate Hain To vah bagair soche samjhe koi bhi date aur Jim manage Ka istemal Karna start kar dete hain aur iski vajah se unko alarji ho sakti hai Kuchh log ghar per exercise karte hue Gaurav aap Nahin hote hain aur dress exercise chat karte hain iski vajah se bhi unko Mashooq Le pen ho sakta hai aur kuchh log exercise ke drame aur form Baat bahut jyada aur aur Thanda Pani Pi Lete Hain To unko is vajah se problem ko face karna padta hai isliye Mere Bhai Hamen chahie ki Ham jo bhi chij istemal Karen To Ham usko acche se istemal Karen Aur dusron Ke Sath Mashwara Karke istemal Karen Kyunki Agar Ham dusron Ko Sath Mashwara Karke vo chij ka istemal Karte Hain To Hamen uska bahut hi jyada fayda hota hai .
                             
                          • #14 Collapse

                            Re: Yeh review physical fitness schedule per mubni hai

                            ASLAM O ALAIKUM DEARS ;
                            Yeh review Physicall fitness pay mabni hai ;

                            Dears , Ajj ham batt kerty hein apny ajj ke review ke bary mein jo hai Physicall fitness .
                            Introduction ;
                            Dear friend haumay apney aopko zindgi may active aur healthy rakhna bohaut zayada lazmi hota hay Agar haum healthy hotay hain to haum kamyab zindgi guzar saktay hay aur haumay apney aopko fit aur healthy rakhnay Kay liye koi achi physical activity karni parti hay jiss may haum walk exercise aur gym Kar saktay hay haumay apney aopko disease say khud ko safe rakhnay Kay liye bhi physical fitness ki zayada zarorat hoti hay ajkal heart ki disease aur high blood pressure ki bemari har dosaray banday ko lahak hy jiss ki main reason physical fitness ka na hona hay aur Hamari diet ka un healthy hona hay in sab cheezo say khud ko bachanay Kay liye haumay hamesha apni routine ko change karney ki koshish kerni chahiye aur haumay physically activeiti ko apnana chahiye.

                            ADVANTAGES:

                            Physical fitness Kay liye haumay hamesha apni routine may exercise aur walk ko importance dayni chahiye aur iss Kay liye kisi achay trainers ya nutrition ki khidmat hasal Karni hogi thakay haum properly exercise aur dieting Kay hawalay say informed hou haumay online bhi kuch exercise aqupmint easily munasib price may mil sakti hay jesa Kay twester aur tummy trimmer appko easily market say mil sakta hay jiss ki waja say app ghar may rehtay hoye bhi gym kar saktay hay aur iss Kay ilawa app kuch muscular aur cardio exercise ghar may bhi easily kar saktay hay aur apni physical fitness ko improve kar saktey hany app Kay liye exercise aur walk bohat zayada achi hoti hay Kyu Kay over weight insane lazy aur jald sust hota hay kisi bhi physical activity Kay liye haumay hamesha apni diet ko health karna chahiye aur fats wali diet ko apni Zindagio say skip kar Dayna hi behter hoga jab app Walk kartay hay to appka stemna increase hota hay.

                            Disadvantegs:

                            Kabhi bhi physical activity Kay nuksaan nai hotay hay magar uss waqt jab app proper kisi achay trainers say counslt kiye baghair khud say hi physical fitness ki exercise karna start Kar daytay hay.
                            Jab logg over weight ki waja say depression may chalay jatay hay tou wo bagair sochay samjhay koi bhi diet aur gym machines ka istamaal karna start Kartay hay to iss ki waja say unko Injury ho sakti hay kuch logg Ghar pay exercise kartay hoye warm up nai hotay hay aur direct exercise start Kartay hay iss waja say bhi unko mascular pain ho sakta hay kuch logg exercise Kay doraan aur forrn bad bohaut zayada aur thanda Pani pee laytay hay to unko iss waja say problems ko face karna parta hay.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Yeh review physical fitness schedule per mubni hai

                              AssalamoAlaikum guys ummeed kkrta hu k ap sab khakhairiyat se honge to guguys aaj ka jo hamaara topic hai wo bhut hihi kamaal ka topic hai Jo k physically fitness k baare mai hai to guys hamaari body ki koi bhi fitness zaruur honi chahiye chahe wo physically ho ya mentally. Guys ham sab ki Life mai body fitness ka hona bhut hi zaruuri hai taake ham ek achi aur khushall zindagi guzaar sake... To guys ham sab ko chaiye k ham ek fitness pr mabni timetable bana le aur us timetable ko follow kr k rozaana ek baar zaruur exercise kre guys exercise bhi hamaari body k liye bhut hi zaruuri hai exercise ki waja se hi ham physically aur mentally fitness health mukammil tor pr achive kr sakte hai.... To guys physically fitness hasil krne k liye rozaana raat ko waqt pr soye aur subah sawere waqt pr uth kr morning walk kre qk morning walk se hamaari body pr bhut acha asar parta hai aur hamaari body physically aur mentally tor pr bhut achi aur tandurust ho jaati hai issi liye hame apni sehat ka achhe se khayal rakhna chahiye. Guys hame pysical tor pr fit rehne k liye kisi trainer ki zarrurat ni hoti agr ham apna ek timetable bana le ko roz is time pr aur itne time tak exercise krni hai to hame kisi bhi guider ya trainer ki zarrurat nhi aur ye physically tor pr fit rehne ka kaam koi mushkil bhi nhi hai bhut e aasan kaam hi bas aap ko pta hona chahiye k physically tor pr fit rehne k liye kia kia krna chahiye to aap physically aur mentally tir pr apni body ko bharpoor fit kr sakte hai.... To guys agr aap ko mera ye tgread achah laga to ek like zaruur kr dena.....

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X