ye review corona virus say lockdown par mabni hay.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ye review corona virus say lockdown par mabni hay.
    dear ham daikh rahay hain k is wakt poori dunya main corona virus ki wjaha say banks,shopping malls,schools aur total works lock down hain agar ham is ko jaari rakhaty hain to ham ham safe bhi reh skatay hain aur is bimaari k barhany say bhi bach saktay hain jisk liye agar ham apnay gharon main reh kar is forum ko ziada say ziada tarjeeh daitay hain to ham sab k liye yeh bahaut achi baat hay lakin agar ham is lock down ko tortay hain jub k abhi tak virus khatam nai huva hay to ham apni jaan aur maal ko kho saktay hain jisk zimadaar ham khud hain koi bhi phir hamari help nai karnay wala hay is liye hamko govt ka sath daina chaye aur jitna ho sakta hay ham apnay neighbours k sath co operate karain yahi sab say acha kaam hay aur ho sakta hay k yeh hamara imtehaan ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ye review corona virus say lockdown par mabni hay.

    dear hum sab ko pta ha k pakistan main ek virus ayea hua ha jis ka nam ha crona virus ye virus pori duniya main ha ur is se bajna asan nai hai is se bachne k liye hume itiyat ki zahrorat hoti hai is time crona virus ki waja se pore pakistan main lock dwon bela zahrorat hun ghr se bar be nai nikal sakte hein is virus ne italy main hamla kiya hua wala bohat se log is virus se jan gawa chukey hein hume is se bachne k liye daily apney sath hone hote hein har 40 mit k bad hume hath done hote hein kam se kam apney hathuo ko 30 second tak dhona hota ha agr ye virus ho jaye hume ye virus italy k bad america par be havey ho rha ha is virus ne pori duniya ko hala k rakh diya ha crona it bohat hi hard bimari ha ise bajna dora muskil ha
    • #3 Collapse

      Re: ye review corona virus say lockdown par mabni hay.

      Corona Virus Lockdown
      This year 2020 main January Main Ek news I ke China Mein Ek Aisi Bimari I Hai Jiski vajah se ek aadami ki death ho gai hai aur Chand aadami Unse effect Hain Jab yah news hai to Puri Duniya Ne China ko Jay Samjha ke China Mein wildlife Khai jaati hai isiliye vahan per yah Bimari I hai aur koi Duniya Ka Yahi sale Taki yah Bimari vahan tak ki Limited Rahegi lekin Dekhte hi Dekhte 15 se 20 Dinon mein yeah Bimari 20 Se Jyada Malik Mein ja chuki thi aur FIR on 20 country se Aage yah Bimari spread Hote Hote Aaj Duniya Mein 200 countries Se Jyada Bimari fail chuki hai
      abhi Corona virus hai ki pure world mein log Dum Laga Ho Gaya aur Har Koi Apne Ghar Tak Mehboob Hai Tamam log Apne gharon mein lockdown vajah se band hai aur aur aur Garv se nahin nikal sakte hain aur yah Bimari abhi Din BA Din pahle hi ja rahi hai
      • #4 Collapse

        Re: ye review corona virus say lockdown par mabni hay.

        Assalamu Alaikum Dosto coronavirus ki vajah se Pakistan Sumit Puri Duniya Mein Lok down ho chuka Hai Jiski vajah se Tamam karobaar aur business Band Ho chuke hain is corner Virus ki vajah se aur lockdown ki vajah se ek Aam aadami ki Jindagi per bahut Gehra Asar padta hai Aaj Ek Aam aadami Roj kamane Wala aadami lockdown ki vajah Se Ghar Mein Bhukha baitha hai Karobar band hone ki vajah Se Kisi ke pass koi paise nahin hai ki vah ration khareed Saken is corona virus Ne Zindagi Ko tabah kar diya hai coronavirus 20 Se Lekar Aaj 200 Se Bhi Zyada countries Mein fail chuki hai isane Aadhi Duniya Ko tabah kar diya hai log is Chhote se coronavirus se darte hain lekin main unhen yah Paigam Dena chahta hun K Corona virus se derna nahin balki ladna hai.
        • #5 Collapse

          Re: ye review corona virus say lockdown par mabni hay.

          Corona pandemic pooray world mai iss waqt bohat nuqsaan pohancha raha hai. Corona jisay covid 19 ka medical naam Dia Gaya hai iss ka abhi takk koi elaaj daryaaft nahi Hua hai. Pooray world mai researchers nay iss baat ko he confirm kia hai kay iss desease pay qaabu Pana filhal kisi medicines say mumkin nahi hai aur sirf khud ko mehdud rakhnay say he iss say bacha jaa sakta hai. Yeh virus aik say dusray ko lag Jata hai jiss ki wajah say mail jol Kamm kernay say iss kay phailaao ko roka jaa sakta hai. Lock down ka Matlab bhi yehi hai kay apnay aap ko aur apni family ko mehdud rakha jaey. Lock down iss waqt pooray world kay saath saath Pakistan mai bhi Jari hai laikin Pakistan mai iss per sahi tarah say amal nahi kia jaa raha hai jiss wajah say local transmissions kay cases barh rahey hain. Jiss ka Matlab yeh hota hai kay yeh aik say dusray ko transfer ho raha hai aur yeh aik katarnaak baat hai. Lock down ki khilaaf warzi ka Matlab yeh hai kay iss virus ko bahir say khud apnay ghar apni family mai lay kay Ana hai. Humm sub ko lock down pay poori Tarah amal kerna chaiye takay hum khud bhi mehfuz reh sakain, apni family aur dusroo ko bhi mehfuz rakh sakain. Issi tarah iss bemaari kay phailaao ko roka jaa sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: ye review corona virus say lockdown par mabni hay.

            Corona virus ki waja se har country key government lock down ka decision leya government ye be achi tarha se janti hay key es key nuksanaat ketny zeyada hey magar per be ye decision leya gia agar deka jaye to es ka faida be hay basically jen countries me corona virus key cases me daily base par ezafa ho raha ta lock down ki waja se en countries me cases me kami ai hay China ki agar bat ki jaye to es country me cases ki tadaad 4000 se be zeyada ti magar lock down aur ehteyat ki waja se cases me time key sath kami ai aur ab 1 be case count nahi howa, lock down country ki economy par negative effect karti hay magar cases ki kami key ley es ka decision lena 1 tarha se sahi be sabit howa hay.
            • #7 Collapse

              Re: ye review corona virus say lockdown par mabni hay.

              Assalam o alaikum dosto me hu naveed Abbas sanwal or umeed hy k ap sb log khairiyat sy hu gy or umeed hy k ap sb log stay home and stay safe waly rule ko follow kr rahy hu gy ku k jan hy to jahan hy.
              COVID-19
              dosto yeh ak mozi merz hy jo aj k dor me bdh k samny ai. Corona virus ka asar Pakistan me hi ni duny k bht sy mumalik Is ki lapeet me aye hyn. Corona ny pichly 4 mah sy tbahi shoro ki hui hy. Achoti bemari hony ki waja sy is ka infection kafi khatarnak hy jo foran dosry me transfer ho jata hy. Pakistan ki economic condition pehly bht nazuk thi ab to be hd kharabi ki traf ja thi hy. Corona ki waja sy karobar bilkul thup ho gye hy jis sy berozgari bht zyada phail gai hy Logo ko jobs sy nikal dea gya hatta k unhin in ki ujrst tk ni di. Log majboor ho k khud kushi kerny lg gye hyn. Hakumat ny apny kam keay hyn lekin awam zyada hony k bais fail ho chuky hyn .

              PM EHSAS PROGARAM

              PM of Pakistan ny gareebo ko 12000 dy k unki madad ki lekin jin ko wo raqam zrooeat thi in tk ni yeh raqam km ponchi hy ba asar log is sy faida utha rhy hyn.
              Plan k mutabiq kam ni hua paisa berbad hua jin ko mila in ki mojyn or jo reh gye in k leay khawab .

              Pakistan ki traqqi ruk gai or corona ki nzr ho gai amwat ki sharah km hy klenin chaina or Italy bht zyada mutasir hua hr traf aj tk lockdown hy school bnd hyn doctor mareezo ko check ni kr rhy mry huye ko kisi janwar ki tra treat kea jata hy . Allah k is azab sy Allah ab maf fermaye ameen Allah sb ko mehfooz Fermay ameen. Apny sy taqatwar insano ko bheek mangta deakh kr shukr ada krty hyn k ay Allah tera krod ha bar shukr k is lockdown or in halat me mugh jesy gunahgaro ko bi mehfoz rakha.

              Lock down kisi bi bt ka hl ni lekin safe rehny k leay aesa krna pdy ga. Lockdown sy lakho afrad berozgar huye hyn.
              • #8 Collapse

                Re: ye review corona virus say lockdown par mabni hay.

                HI friends umeed hay kay ap thak hon gay or ya review lockdown per mabni hay dosto ap ko pata hay kay ic wqat pakistan main
                corona virus boot tazi say phal ra hay or to ic ko roknay kay laiy govt nay lockdown lagay tha or is nay govt of pakistan nay greab
                amam ko 1200 ropusas day hain laken ya koey atni bari raken ni thi to pakistan main to log book say marny lag gay hain to pakistan
                ki govt nay lock down chand roze ka khar dia hay
                • #9 Collapse

                  Re: ye review corona virus say lockdown par mabni hay.

                  bro jaise k hume pta ha k crona virus pakistan mn be aa chuka ha jise hamre mulk ko kafi nuqsan ka samna krna par rha ha is liye hume etiyat se kam krna chaiye jo zahrori kam ha wo krna chaiye bela zahrorat ghr se bar na jana chaiye
                  advantages

                  is virus ki waja se sab ko nuqsan ho rha ha is liye hume ise bachna lazmi ha hume bohat hi ehtiyat se kam krna chaiye ur bela waja ghr se bar nai nikal na chaiye tab hi hum ise bac sakte hein
                  :1f60d: hard work :1f60d:
                  • #10 Collapse

                    Re: ye review corona virus say lockdown par mabni hay.

                    Dear friends corona virus nay Sari dunya Kay system ko change kar Kay rakh dia hay chahay wo education ka system ho ya phir economical development ho ya business ho ya phir sports ho har chez ko Change kar Kay rakh dia hay corona virus ki waja tamam countries may Lock down ki situation chal rahi hai aur iss ki waja say loogo ko finenecially problems ko face karna par raha hay Kyu Kay lock down ki waja say market Bazar bhi band hay jiss ki waja say Logg zayada pareshan hay lock down ki waja say students ki education par bhi bohaut zayada effect para hay Kyu Kay online classes Kay liye abhi tak students mantely prepare hi nai ho sakay hay aur ab smart Lock down ki waja say halaat may kuch changing i hay ab bazaroo may Lock down Thora narm honey ki waja say Logo nay apney karobaar open kiye hay jiss ki waja say ab kuch finenecially support mili hay warna lock down ki waja say logg jobless ho Gaye thay aur pakistan may poverty ki situation zayada tez ho gi hay Corona virus ki waja say Phir lock down ki waja say greeb greeb tar hota ja raha hay.

                    Advantages:

                    Agar dekha Jaye to lock down ki waja say corona virus pay control Kia gya hay aur haum apney gharo may safe and sound rehtay hay jiss ki waja say haum corona virus say mehfuz reh sakay hay corona virus ki waja say jo lock down ki waja say wo Logg jo apni masrofiat ki waja say apni family ko time nai day saktay thay wo lock down ki waja say apney ghar walo ko time day sakay hay.

                    Disadvantegs:

                    Corona virus khud ake disadvantege hay Kyu iss ki waja say haumay kafi zayada problems ko face karna para hay jo logg karobaar kartay they unkay karobaar khatam ho Kar reh Gaye hay jiss ki waja say poverty ki situation zayada tez ho gi hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: ye review corona virus say lockdown par mabni hay.

                      Dear jab covid-19 Aaya To Main aapane is Baat Ko Dekha Hoga ki puri Duniya lockdown Ho Gai Thi Jiski vajah se Puri Duniya bahut jyada negatively affect hui hai agar Ham Pakistan mein is situation ko dekhte hain to Pakistan mein around format Tak lockdown continue Raha Hai Jiski vajah Se Har Har Banda isase bahut jyada effect Hua Hai specially jitne logon ka business tha vah bilkul stop ho chuka tha aur Har chij ki demand and supply main imbalance a gaya tha Jiski vajah Se Pakistan ki economical condition bhi bahut jyada effect hui hai aur bahut jyada prices may be e increase dekhne Ko Mila Hai.

                      Jab covid-19 Aaya to ismein daily wages wale members bahut jyada effect Hui Hai Kyunki Unki income bilkul hi stop ho gai Thi Aur unmen Ke Liye ghar mein daily expenditure ko maintain karna bhi bahut jyada Mushkil ho gaya tha ismein Pakistan ne ek program start Kiya jismein poor peoples ko 12000 Pakistani rupees Diye hain lekin ismein bhi bahut jyada kripya hone ki vajah se jo Iske actual members hone chahie the contact payment Nahin pahunch Saki aur unko bahut jyada Mushkilat Ka Samna karna Pada.

                      Lekin agar aap current situation dekhte hain to Pakistan mein lockdown completely finished ho chuka hai aur ismein jitni bhi instability I thi usmein reversal trend start ho chuka hai aur Agar ismein Pakistan ki business ISI Tarah properly kam karte rahenge to no doubt within few month aap Usi condition Mein isko dekh Sakenge lekin iske liye ab Humko properly 1 planning ke under kam karna hoga Aur Is per complete focus karti hui Ye lockdown ki ki demerits ko fulfill karna hoga aur usme Jo nuksan hua hai usko recover karne ki koshish Karni Hogi.
                      • #12 Collapse

                        Re: ye review corona virus say lockdown par mabni hay.

                        Assalam walekum Pyare doston mein ummid karta hun ke aap sab khairiyat se Honge ummid hai ki aap sab log sacche Ho and stay safe wale usko follow kar rahe hain lekin ke Jaan Hai To Jahan Hai

                        Doston coronavirus yah Ek Murti Marg hai jo Ke Aaj Ke Daur Mein Main board ke samne I Hai coronavirus ka Asar Pakistan mein hi nahin Duniya Ke bahut se Malik iski pet Mein Aaye Hain coronavirus Pichhle 4 Man Se dawai Shuru ki Hui Hai aaj chhutti Bimari hone ki vajah se iska infection Kafi Khatra hai jo ke form dusre mein transfer ho jata hai Pakistan mein economic condition pahle bahut Nazuk the Ab To hadsa kharab ki taraf Ja sakti hai coronavirus ki vajah se Karobar bilkul Thak Ho Gaya Hai Jiska berojgari bahut jyada Khyal gai hai Logon Ko job se nikal Diya Gaya Hai fatake unhone in Ki Hasrat Tak Nahin De log majbur hokar Khud Khushi karne Lag Gaye Hain Hukumat ne apne kam karne ke liye Hawa Jyada hone ki best FIR ho chuki hai

                        Ehsaas program

                        PM of Pakistan ne garibon ko 12000 De Karun ki madad ki lekin jinko vah Ratan jarurat Thi an Tak Nahin Mera kam kam pahunchi hai 12:00 Asar log is se fayda Utha rahe hain plan ke mutabik Kam Nahin Hua Paisa Barbad Hua Hai jinko milakar in ki maujudgi aur jo rakhe hain unke liye Khwab

                        Pakistan ki Sharif ruk Gai off coronavirus ki Najar ho gai awam ki Sharab kam hai lekin China of LT bahut jyada motasar hue hain isliye in ki taraf Lucknow High School band hai doctor ko check nahin kar rahe Mare Hue Ko Kisi Janwar ki tarah treat Kiya Jata Hai Allah Ka Azab Se Allah Sahab maaf kar main are Nahin Allah Sab Ko Mein 4 Sharma Army Apne se taqatwar Insan Ko bheekh mangna Na Dekh Kar Shukar Ada Karte Hain Ki Allah Tala Ham Sab Ko sehat wale Jindagi De islab downloading halat mein kala kala Hamen maaf kar rakhe Laga Dun Kisi bhi baat Ka Hal Nahin lekin sirf Rahane ke liye Aisa karna padta hai lakh kadon se Lakhon Apradh berojgar hue hain isliye Kyunki lockdown Se Hi Jab Lagaya nahin tha to Unka Rojgar chalta tha lekin ab Labh Ho Gaya isliye ka Rojgar Nahin chal raha Jiske Allah Tala Sab khol ke Halal kamane Ki tufia ata farmaye
                        • #13 Collapse

                          Re: ye review corona virus say lockdown par mabni hay.

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                          dear ham daikh rahay hain k is wakt poori dunya main corona virus ki wjaha say banks,shopping malls,schools aur total works lock down hain agar ham is ko jaari rakhaty hain to ham ham safe bhi reh skatay hain aur is bimaari k barhany say bhi bach saktay hain jisk liye agar ham apnay gharon main reh kar is forum ko ziada say ziada tarjeeh daitay hain to ham sab k liye yeh bahaut achi baat hay lakin agar ham is lock down ko tortay hain jub k abhi tak virus khatam nai huva hay to ham apni jaan aur maal ko kho saktay hain jisk zimadaar ham khud hain koi bhi phir hamari help nai karnay wala hay is liye hamko govt ka sath daina chaye aur jitna ho sakta hay ham apnay neighbours k sath co operate karain yahi sab say acha kaam hay aur ho sakta hay k yeh hamara imtehaan ho.


                          Assalam Walekum ji han dear coronavirus Ne Hamari Life ko bilkul change kar diya hai coronavirus China Mein start hua aur Ahista Ahista is Ne Puri Duniya ko apni Lapete mein le liya koi bhi country Aisa nahin tha jahan per coronavirus Ne war na kiya ho coronavirus ki vajah se bahut se log apni Jindagi Ki Bazi Har Gaye coronavirus Ek Jaan Leva Bimari hai hi isase bahut se log mutasir hue hain main hai Jisne Har Kisi ko apni lapet mein liya Pakistan mein bhi yah Sneh Teji se fail Gaya Karachi Lahore Islamabad main bahut jyada patients Samne Aaye a Jis Ke bad Hamari government ne a lockdown Ka Faisla Kiya lockdown Ka Faisla basic ke liye Hamari apni safety ke liye tha lockdown isliye tha Taki log Apne gharon Mein Rahen Aur Is coronavirus Se Mehfooz Rahe schools shopping malls offices factories companies shaadi Haal mosques aur Tamam Institutions band kar diya kya log Apne gharon Mein Mehfooz Ho Gaye Jiski vajah se bahut had Tak is Baba par Kabu Pa liya Gaya.

                          Coronavirus ki vajah Se Jab business Band Ho Gaye ye to Tu log bahut Buri Tarah mutasir hue Hamen is Tamam procedure mein Main Apni government Ka Sath Dena chahie Kyunki stay home stay safe sirf Hamari apni safety ke liye hai Jin per Amal karna bahut jaruri hai agar humne coronavirus par Kabu Palya hai Hai To Hamen abhi bhi is formula per Amal karna chahie aur Hamen abhi Bhi Jyada Se Jyada Itihaas Karni chahie Taake Ham Dobara coronavirus Ka Shikar Na Ho stay home stay safe Hamen Amal karna.
                          • #14 Collapse

                            Re: ye review corona virus say lockdown par mabni hay.

                            Pakistan Sumit Puri Duniya Mein Lok down ho chuka Hai Jiski vajah se Tamam karobaar aur business Band Ho chuke hain is corner Virus ki vajah se aur lockdown ki vajah se ek Aam aadami ki Jindagi per bahut Gehra Asar padta hai Aaj Ek Aam aadami Roj kamane Wala aadami lockdown ki vajah Se Ghar Mein Bhukha baitha hai Karobar band hone ki vajah Se Kisi ke pass koi paise nahin hai ki vah ration khareed Saken is corona virus Ne Zindagi Ko tabah kar diya hai coronavirus 20 Se Lekar Aaj 200 Se Bhi Zyada countries Mein fail chuki hai isane Aadhi Duniya Ko tabah kar diya hai log is Chhote se coronavirus se darte hain lekin main unhen yah Paigam Dena chahta hun K Corona virus se derna nahin balki ladna hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: ye review corona virus say lockdown par mabni hay.

                              Dosto ap sub log janty hain corna virus aik buht hi khatrnaak janleva bemrii hain jo achnq world wise ban k pori dunia ko apni lapt main lay kia jass say Mostly country skekir huy as bemar say bachny k lay kud ko mafoz rhna hi humri kamyabii bani jo hum kuch mnth phly lockdwon ki surat main ghro main mafoz rhy as viurs ny lakho logo ki jan lay lie abi tk buht say country as ki lapt main guzr rhy hain jas main humra pakistan bhi shamil hain as lay humy as say bachny k lay abi tk koi vaksen ni malii jass pay har country ki government main lockdwon lagia jo k aik acha iqdam rha........

                              ADVANTAGES......

                              Corna say bachny k lay jatna bhi Country ny apny apny mulk main lockdwon lagia wo aik acha iqadam tha jass say logo ki zindgii bach gie ku k inshan ki jan say zyda qamati chez koi or ni hain as lay lockdwon wla options hi humri zindgii ki mafoz or kamyab hony ki sub say important wja hain.....

                              DISADVANTAGES......

                              Dosto lockdwon say jatna log mafoz rhy shyd atna zyda tang ir bemar bukh say mar gay corna ki wja say har mulk ki encomy taba hogie jo buht pachy chli gie as lay lockdown say har ghr har krobar buht zyda mutasir hun jo abi tk logo ki zin3buht tng halt say guzr rhi hain....

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X