ye review corona virus say lockdown par mabni hay.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: ye review corona virus say lockdown par mabni hay.

    Aoa friends....jesy k apko sab ko malom h k carona virus k Dino mn pory mulk k andr r baki dunia k andr bhi bht s mumalik k andr lock down ho gea ta. lock down hony ki wja s bht s logon ko loss bhi hoa jin mn logon ka business loss hoa baki bhi logon k karobaar band ho gy ty.....but hmen r sary mulk k logon ko is chez ka bht zyada faida hoa hy r woh yh h k hn log lock down ki wja s is sakht bemaar sy mehfooz rhy hn....lock down mn logon ny bht sath dea hy... logon ny bilkul ghron sy niklna chor dea ta jis ki wja s kafi had tk is p control hoa h.... q k logon ny apny Ap r apni family ko is s mehfooz rakhny k leay ghron s niklna chor dea ta jis ki wja s is virus mn kami hoe hy.... agar hm is p control na krty r lock down krny walon ka sath na dety to aj yh kafi had tk agy ja chuki hoti..... q k lock down ky Dino mn ghr say bahir jany ka mtlb hy.. ap bahir ja k bemari ko khud ghe mn le k aaty hn.... is leay bht s logon ny losses kr k bhi mukamal sath dea r khud ko r apny pyaron ko is bemari s bacha lea h
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: ye review corona virus say lockdown par mabni hay.

      ASLAM O ALAIKUM DEARS ;
      Yeh review corona virus say lockdown par mabni hai ;

      Dears , ajj ka hamara review hai corona virus say lockdown .
      Introduction ;

      corona virus nay Sari dunya Kay system ko change kar Kay rakh dia hay chahay wo education ka system ho ya phir economical development ho ya business ho ya phir sports ho har chez ko Change kar Kay rakh dia hay corona virus ki waja tamam countries may Lock down ki situation chal rahi hai aur iss ki waja say loogo ko finenecially problems ko face karna par raha hay Kyu Kay lock down ki waja say market Bazar bhi band hay jiss ki waja say Logg zayada pareshan hay lock down ki waja say students ki education par bhi bohaut zayada effect para hay Kyu Kay online classes Kay liye abhi tak students mantely prepare hi nai ho sakay hay aur ab smart Lock down ki waja say halaat may kuch changing i hay ab bazaroo may Lock down Thora narm honey ki waja say Logo nay apney karobaar open kiye hay jiss ki waja say ab kuch finenecially support mili hay warna lock down ki waja say logg jobless ho Gaye thay aur pakistan may poverty ki situation zayada tez ho gi hay Corona virus ki waja say Phir lock down ki waja say greeb greeb tar hota ja raha hay.


      PM EHSAS PROGARAM ;

      PM of Pakistan ny gareebo ko 12000 dy k unki madad ki lekin jin ko wo raqam zrooeat thi in tk ni yeh raqam km ponchi hy ba asar log is sy faida utha rhy hyn.
      Plan k mutabiq kam ni hua paisa berbad hua jin ko mila in ki mojyn or jo reh gye in k leay khawab .
      Pakistan ki traqqi ruk gai or corona ki nzr ho gai amwat ki sharah km hy klenin chaina or Italy bht zyada mutasir hua hr traf aj tk lockdown hy school bnd hyn doctor mareezo ko check ni kr rhy mry huye ko kisi janwar ki tra treat kea jata hy . Allah k is azab sy Allah ab maf fermaye ameen Allah sb ko mehfooz Fermay ameen. Apny sy taqatwar insano ko bheek mangta deakh kr shukr ada krty hyn k ay Allah tera krod ha bar shukr k is lockdown or in halat me mugh jesy gunahgaro ko bi mehfoz rakha.
      Advantages:

      Agar dekha Jaye to lock down ki waja say corona virus pay control Kia gya hay aur haum apney gharo may safe and sound rehtay hay jiss ki waja say haum corona virus say mehfuz reh sakay hay corona virus ki waja say jo lock down ki waja say wo Logg jo apni masrofiat ki waja say apni family ko time nai day saktay thay wo lock down ki waja say apney ghar walo ko time day sakay hay.

      Disadvantegs:

      Corona virus khud ake disadvantege hay Kyu iss ki waja say haumay kafi zayada problems ko face karna para hay jo logg karobaar kartay they unkay karobaar khatam ho Kar reh Gaye hay jiss ki waja say poverty ki situation zayada tez ho gi hay.
      • #18 Collapse

        Re: ye review corona virus say lockdown par mabni hay.

        Assalamu alaikum dear friends dosto yeh ak mozi merz hy jo aj k dor me bdh k samny ai. Corona virus ka asar Pakistan me hi ni duny k bht sy mumalik Is ki lapeet me aye hyn. Corona ny pichly 4 mah sy tbahi shoro ki hui hy. Achoti bemari hony ki waja sy is ka infection kafi khatarnak hy jo foran dosry me transfer ho jata hy. Pakistan ki economic condition pehly bht nazuk thi ab to be hd kharabi ki traf ja thi hy. Corona ki waja sy karobar bilkul thup ho gye hy jis sy berozgari bht zyada phail gai hy Logo ko jobs sy nikal dea gya hatta k unhin in ki ujrst tk ni di. Log majboor ho k khud kushi kerny lg gye hyn. Hakumat ny apny kam keay hyn lekin awam zyada hony k bais fail ho chuky hyn .

        PM EHSAS PROGARAM

        PM of Pakistan ny gareebo ko 12000 dy k unki madad ki lekin jin ko wo raqam zrooeat thi in tk ni yeh raqam km ponchi hy ba asar log is sy faida utha rhy hyn.
        Plan k mutabiq kam ni hua paisa berbad hua jin ko mila in ki mojyn or jo reh gye in k leay khawab .

        Pakistan ki traqqi ruk gai or corona ki nzr ho gai amwat ki sharah km hy klenin chaina or Italy bht zyada mutasir hua hr traf aj tk lockdown hy school bnd hyn doctor mareezo ko check ni kr rhy mry huye ko kisi janwar ki tra treat kea jata hy . Allah k is azab sy Allah ab maf fermaye ameen Allah sb ko mehfooz Fermay ameen. Apny sy taqatwar insano ko bheek mangta deakh kr shukr ada krty hyn k ay Allah tera krod ha bar shukr k is lockdown or in halat me mugh jesy gunahgaro ko bi mehfoz rakha.

        Lock down kisi bi bt ka hl ni lekin safe rehny k leay aesa krna pdy ga. Lockdown sy lakho afrad berozgar huye
        • #19 Collapse

          Re: ye review corona virus say lockdown par mabni hay.

          Jee Han Friends Hamen Apna Khayal Khud Rkhna Hai Is Lockdown Men Apny Gharon Sy Bahir Faltu Nahi Jana Hai Or Apny Hamsayon Ki Bhi Madat Krni Hai Or Is Men Goverment Ka Sath Dyna Hai Ta Kay Is Bemari Ko Jald Sy Jald Haraya Jaye Or Ham Phr Sy Apny Shop Office School Apni Jobs Pay Ja Sken Hamen Kisi Qisam Ka Dar Na Ho Apny Gharon Men Rahen Or Apni Hifazar Khud Kren
          • #20 Collapse

            Re: ye review corona virus say lockdown par mabni hay.

            INTRODUCTION :

            assala mu alikm mujhy umaid h k ap sab kherait sy hongy
            ALLAH PAK ham sabko apny hifzo aman m rakhy ammen
            jaisa k ap sab janty hn wabai marz aisi la ilaj marz hota h jo pori dunya ko lapet m lay laiti h aur sab kuh barbaad ho jata h logon jani nuksaan hota h isitrah ui saal chal rha h isky shuroat m aik khofnak bimari ny attack (حملہ) kia jisky asaraat abi tak jan ni chor rhy ui khofnaak marz COVID19(کرنا وائرس) ui aik bht khtrnaak marz h jo b iska shikaar hota h mout k mun m chla jata h pori dunya kul abaadi ka 10 wan hissa is khofnak bimari ka shikaar howa h aur pori dunya k sistem ko lock kardia log 6 may tak ghron m kaido band reh gye
            isi trah hamary mulk pakistan m jo crona virious ki wja sy halaaat abter hoye hn in haalat ny jeeeti jagti zindgyan cheen li logon m bimari k ilawa paida hony waly msail jaisa k bhook ,ghurbat, bimariyan ,mehngyae education sistem ka bnd hona bachon k school aur madarson ka bnda hon a zrorat e zindgi ki har ka istamal ruk jana bht sy msail ny rukawat daal di h crona virious ki wja sy barpa hony wala lock down ny zindgii ko maflog ul haal kar dia log gharon m mehsor ho kar reh gye tmam kam band ho gye institute( ادارے) sy lay kar mandon tak sb kuch lock down ki wja sy bnd rha trafic publick ko bnd kar dia gya neez har kismi mamulaat e zindgi maflo gul haal reh gye mahol m crona virus ka khofnak dehshat ny aik dosry dor aur na milny per majbor kar dia is crona virious ki wja sy jo haaalt o msail paida hoye hn iska azaaala any waaly salon m b shaid pora na ho ya iska nusaan pora b na hosaky.KHUDA ham sabko is mozi marz ko mehfooz rakhy ameen

            ADVENTAGES:

            covid 19 ki wja sy jo internationali stah py jo imdaad mili h who pakistan ki 7 pushten b khtam karny ko ajaye phr b khtam ni hogi agr government munsifaana treky sy pasy ko sarf kary to crona ki wja sy paida hony maflog ul haal hlaaat dobara behter ho sakty hn
            is crona k paishe naza govermint ny jo lock down nafiz kia h is sy bimaari m bht had tak kami hoi h aur jano k zia sy mulk bach gya h
            crona m lockdown ki wja sy ahsaas program m ghr ghr har faimily ko imdaad mili h taky ghr k sircle bhaaal ho saken .

            DISADVENTAGES:

            crona virous m lock down k paise nazar bht sy disadventages hn
            1.college aur sachol ka bnd kar k taleemi nizaam ko maflog huwa h
            2.logo m byrozgaari m izaaafa howa h
            3.is lock down m log aik dosry sy milny julny aur shadyon sy b reh gye
            4.ghurbat m jiskadar izaaafa howa log khudkhusiyan karny py majbor ho gye hn
            5.publik tranport band kar de gye jisy tijarat aur karobaar m bht nuksaaan howa
            • #21 Collapse

              Re: ye review corona virus say lockdown par mabni hay.

              yah review coronavirus per mubni hai assalam walekum doston coronavirus China ke subah wahan se puri duniya mein phela aur kaha ja ja raha hai ki yah virus vahan per maujud animal ki market ka meat istemal karne se insan mai mantakil howa aur vahan se yah puri duniya mein phelna shuru hua hai covid-19 november december 2019 mein china mein aaya aur vahan se ab yah puri duniya mein phel chuka hai aur takriban 1 sal ho chuka hai lekin abhi tak is virus ne apne panje puri duniya mein guard rakhe hain is virus ke natije mein logon ko flu, khansi aur sans lene ke missile aur bukhar jaisi shikayat ho sakti hain aur jin logon ki immunity kamjor hoti hai unki death bhi ho sakti hai bahut sare country vaccines banane ki koshish kar rahe hain ta kah virus ko control kiya ja sake is virus se bachne ka wahid rasta itiyat hai ek dusre se milane jalane se hath milane se parhaz karna chahie is virus ko pailne ke liye mukhtalif mumalik ne apne mulk mein lockdown ki conditions lagaen kiski vajah se economy ne bahut jyada safar kiya aur logon ke liye khane peene ke missile aur employment opportunities khatm ho gai aur unemployment ratio bahut jyada badh chuki hai jiski vajah se bahut jyada lambe time period tak lockdown ki surat bhi nahin rakhi ja sakti so isliye virus se bachne ke liye sirf ihtiyat hi wahed rasta hai aur koshish ki ja rahi hai jald se jald vaccine banae jaaye taki jindagi dobara se marmol per a jaaye
              • #22 Collapse

                Re: ye review corona virus say lockdown par mabni hay.

                dear hum sab ko pta ha k pakistan main ek virus ayea hua ha jis ka nam ha crona virus ye virus pori duniya main ha ur is se bajna asan nai hai is se bachne k liye hume itiyat ki zahrorat hoti hai is time crona virus ki waja se pore pakistan main lock dwon bela zahrorat hun ghr se bar be nai nikal sakte hein is virus ne italy main hamla kiya hua wala bohat se log is virus se jan gawa chukey hein hume is se bachne k liye daily apney sath hone hote hein har 40 mit k bad hume hath done hote hein kam se kam apney hathuo ko 30 second tak dhona hota ha agr ye virus ho jaye hume ye virus italy k bad america par be havey ho rha ha is virus ne pori duniya ko hala k rakh diya ha crona it bohat hi hard bimari ha ise bajna dora muskil ha
                • #23 Collapse

                  Re: ye review corona virus say lockdown par mabni hay.

                  Salam dear membersji aapane hamare sath kafi achcha reviews share kiya hai jo ke coronavirus se love Don ke related to Diya aap ko pata hai ke coronavirus jaise Pakistan mein aaya dost aaram Pakistan ke kafi jyada halat kharab ho gaye the overall Puri duniya mein Hi coronavirus fail gaya tha jiski vajah se Puri duniya ke halat ka fridge jyada kharab ho gaye the ISI tarah main aapko batati Hun ki coronavirus se bachne ke liye hamen kya karna chahie aur coronavirus mein kya kya logon ko mushkil dar per sahi .

                  dear to aap pata hai coronavirus ki vajah se Puri duniya mein hi lockdown chal raha tha jiski vajah se kamai ka silsila bilkul khatm ho gaya tha kafi jyada log bhi sare log berojgar ho gaye the Jin ki vajah se kisi ke ghar mein kuch khane ko Na tha garib logo ke liye kafi jyada mushkil Ho Gai thi iske sath sab kuchh band ho gaya tha Puri duniya mein hi lockdown chal raha tha jisko jaise kafi jyada problem so gai thi .

                  uske alava coronavirus ki vajah se kafi jyada tadad mein logon ki death Hui hai out of country mein jyadatar logon ki death hui hai uske sath Pakistan mein bhi kafi jyada coronavirus faila tha baitha main coronavirus mein yad karne chahie proper apne hand wash karna chahie sanitizer customer karna chahie uske sath mein uska bhi abhi tak aap ko istemal karna chahie abhi beshak Rona nahin BA fir bhi aapko ine chijon ka istemal karna chahie itihaas se behtar hai hamen apni apni khud karni chahie .
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: ye review corona virus say lockdown par mabni hay.

                    Asslam o alaikum dear member ap ny bahot informative topic discuss kiya hai ...

                    Introduction:

                    Dear member corona virus aik asi waba hai jis k bary main hr koi janta hai is waba ny puri duniya ko apni lapait main ly lia hai yeh aik mohlik bemari hai jo bahot c insani jano ko nigal chuki hai dear member jis ki waja sy lock down ka hona hamry liye zruri hai lock down ki waja sy hum apny ghr main reh k is bemari sy dour reh sakty hain...

                    Corona virus main lock down k benefits..

                    Dear member corona virus ki waja sy hony waly lock down k bahot sy advantage paye jaty hain dear member jehsa k ap sb log janty hain k is mohlik bemari k symptom main yeh cheez shamil hai k aik 2sry sy milny milany sy yeh bemari pehlti hai yeh bemari sans aur hand k trough 2sry insan ko lgti hai kioun k yeh aik mutaadi bemari hai jo k bahot jald aik insan sy 2sry insan ko transfer hoti hai jo k insan ki jan bhi nigal sakti hai yeh puri duniya main phel chuki hai jis ka abi tk koi bhi ilaj nahi hai siwaye ghr main rehny k jis ki waja sy bhi lock down ka hona bhi zruri tha dear member hum agr aj bhi is bemari sy bachna chaty hain tou humy apni savety k liye ghr main reh k apni care khud sy krni ho gi aur healthy eating keni ho gi aur zyada sy zyada kalam e pak.ka wird kr k apny apko save rakh sakty hain aur is k ilawa dear member hum ghr py reh k apny peyaroun k sath internet py call kr k bat kr sakty hain aur un sy connect reh sakty hain kioun k hamary pas internet ki facility available hai tou hum is facility sy lock down main faida hasil.kr sakty hain...


                    Corona virus main lock down k nuksan...

                    Dear member corona virus main lock down ka hona bahot zruri hai but lock down ki waja sy gareeb logon k liye jeena bhi mushkil ho gya hai na un k pa khany ko kuch hai na na rehny k liye koi jaga hai k wo apny apko is mohlik bemari sy bacha saken jo log daily mazduri krty hain un k liye apny bachoun ka pait bhrna bahot mushkil ho gya hai is trhan k log apny ghroun main bhouky reh k bhi mr rahy hain is trhan k nuksan lockdown main bahot samny aye hain...thanks

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X