Yeh Review Sollar Plates Lagany Par Mubni Hai(Title Edited By Rizwan Trader)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh Review Sollar Plates Lagany Par Mubni Hai(Title Edited By Rizwan Trader)
    dear jis tarha say ham daikh rahay hain k aaj kal k dour main electricity bahut he mehngi ho gai hay jiski wajha say ham uska bill pay karnay ko bahut mushkil samjhtay hain to hamko is museebat say nijaat hasil karnay k liye apnay gharon main soller plates ko laganay say ham is museebat say bhi bach saktay hain aur sath sath jub jub bijli ka short faaal ho ga hamaray fans kabhi bhi nai rukaingay aur ham cold seasons main is say bulb bhi chala saktay hain jisk liye hamko isay sirf aik baar he buy karna parta hay us k baad yeh kam say kam kharaab hoty hain mairay khayal say inak ziada tar faida he hota hay kabhi koi nuksaan nai huva hay agar ham in plates main ziada say ziada invest kar skatay hain to ham inki help say apnay gharon main ac bhi chala saktay hain aur garmion main sardi ka maza lay saktay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ye review apnay gharon main soller plates laganay par mabni hay.

    gee han bhai hum sab ko pta ha k aj kal garmi ka mosan aa gey hai ur pakistan main sab se zada light ka problem hota ha agr hum tension se bajna jate hein tu hum apne ghr main sollar system lagwa sakte hein os k liye hume apni recurmint ko dekhna hota ha matlab hume dekhna hota ha k hamre ghr ki bajli kitni voltij main chal rhi hai hume os k mutabiq acha soller system ka istanam krna hota ha aj kal har ghr main soller system lage hote hein agr hamri recurmint nai hai tu hum apney ghr main chota soller system be lagwa sakte hein hume apni recurmint ko dekh k kam krna hota ha is se hamri bajli k problem solve ho jati ha ur hume ye system soraj se bijli paida krta ha ye system bohat hi acha ha ghr main use krne k liye
    • #3 Collapse

      Re: ye review apnay gharon main soller plates laganay par mabni hay.

      Solar Plates System
      Faide:
      Aaj Kal Ki Jodi Technology ke Daur Mein electricity Ka Hona bahut jaruri hai aur electricity na hone ke vajah se aapko Duniya Se Rabta khatm ho sakta hai aur electricity na hone ki vajah se aapka business nuksan mein a sakta hai yah aapko loss ho sakta hai
      Solar system Ek Aisa Tarika kar hai jo aapko Bina Kisi electricity direct connection ke aapko sunlight ke jarie electricity from karta hai
      Solar system dusri electricity se Sasta bhi hai aur aapko reasonable price per iski plates Bahar abhi mil Jaati Hain
      Nuqsanat:
      Agar Mausam kharab hota hai aur lagatar to Bahar nahi Nikalti aur sunlight aapko Nahin milati to Fir aapka Nijam kharab ho sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: ye review apnay gharon main soller plates laganay par mabni hay.

        Salaam Alaikum Dosto Jaisa ki aap Jante Hain Ki garmiyon Ka Mausam shuru ho chuka hai aur germion mein load shedding bahut hi jyada hoti hai garmiyon Ke Mausam ke liye Hamen gharon Mein solar plate Lagane chahie Uske fayde fayde Hai Isko Koi nuksan Nahin Hai Yeh Jyada expensive Nahin Hote is se Ham Garmi Ke Mausam Mein Bhi injoy kar sakte hain aur uske sath sath ise Har size mein kharida Ja sakta hai ise koi ek Aam aadami bhi khareed sakta hai gharon Mein solar plates Lagane se gharon ki bahut jyada electrical chijen bhi usse Chalaye Ja sakte hain iska Koi Jyada kharcha Nahin hota hai lekin yah Hamen bahut hi fayda deta hai.
        • #5 Collapse

          Re: ye review apnay gharon main soller plates laganay par mabni hay.

          ye review Soller panel par mubni hey .
          asslam.o.alaikum
          tafseeli jaiza . Soller panel (Plates) .
          ajj kal puri duniya main soller plates bahot hi ziada makbool ho choki hai taqriban har ghar main is ka use kiya jata hai .soller plates ka istaml agar ham karty hain to hamri AC bijli sey jan chot jati hai or ham ko bill pay bhe nahi karna parta hain .
          ajj kal pankha ,istari,freezer,AC,sub chiz jo k bijli sey chalti hai AC karunt k sath ab wo tmam ki tmam ap ko DC kurant sey chalny vali mil skti hai jo k ap k lia bahot hi achi baat hai ap ko chahi hai k ap 2 sey 3 adad plates lai leyn or baqi tmama wo chiz jo ap ki zarort ki hai DC sey chalney wali to ap bahot faida utha skty hain is trha ap ko soller paneel k oper kise kisam ka koi bill adda nahi karna parta hai yeh entry ap k lia bilkul free hoti hai or ap is ka jina use karna chahy ap kar skty hain .
          Faide (Advantage);
          *agar ap is k oper ik barr paisy laga lety hain to ap ki bijli waghair k bil sey jan chot jati hai or ap free main soller pannel sey hasil honey wali enrgey ka use kar k is sey faida utha skty hain .
          *in ki price bhe kam hoti hai or ye har city main available hoti hai .
          *soller pannel sey ap DC (frig,ac,moter,pulb,pankhy,istri) tmam ki tmam chizo ko chala skty hain or wo bhe bilkul free main .
          Nuqsanat (Disadvantage);
          *ye soller plates raat ko kam nahi karti hai agar ap raat main use karna chahty hainj dc bijli to ap ko bettry lini parti hai jis par extra paisy lag jaty hain or bettry 1 sall chahliti hai os k bad ap ko new lini parti hai yani har sal bettry change karni parti hai .
          *kiun k yeh kholi fiza main rakhni hai to agar zala barri (barish with ninawa) ajayai to is k totney ka dar hota hai .
          information for Beginners
          Complete Forex Knowledge
          • #6 Collapse

            Re: ye review apnay gharon main soller plates laganay par mabni hay.

            Gharoo mai solar panels lagwanay say bohat asaani ho jaati hai. Kiyu kay bijli ki loadshedding kay time tables kay na honay ki wajah say ups waghaira kaam chore daitay hain aur generators bhi noise ki wajah say ab itnay popular nahi rahey hain. Solar energy ko use kernay ka concept bohat purana hai jisay ab sirf gharailu istamaal he nahi agricultural, industrial aur petrol pumps waghaira pay bhi use kia jaa raha hai. Motorways pay travel karain tou waha bhi areas mai solar energy ko he use kia jaa raha hai

            Advantages :-

            Solar panel sastay hotay hain. Inn say haasil kerda energy expenses kay hisaab say bohat sasti parti hai. Solar panels ki life bhi kaafi ziada hoti hain. Solar panels kay saath Agar batteries laga li jaey tou din air raat her waqt solar energy use ki jaa sakti hain. Solar plates ki tadaad ziada ker kay laganay say ghar mai mojud ac aur fridge tall use kiye jaa saktay hain. Solar energy mai generators ki Tarah up aur down nahi atey jiss say iss ka use safe rehta hai

            Disadvantages :-

            Solar panels say energy dhoop aur rosh say he mumkin hoti hai. Solar panels ko Agar sahi fixture pay na lagaya jaey tou damage ho saktay hain kiyu kay inn ka material bohat light hota hai. Solar panels repairable aur reuseable nahi hotay hain. Solar panels ki manufacturing companies ko diakh kay he unhain buy kerna theek rehta hai. Solar panels ki wattage bhi time kay sath Kamm hoti jaati hai
            • #7 Collapse

              Re: Yeh Review Sollar Plates Lagany Par Mubni Hai(Title Edited By Rizwan Trader)

              Solar system key help se energy hasil karny key ley hamy solar plates use karny ki zarorat hoti hay jes ka faida har session me hamy ho sakta hay khas kar garmi key session me ye solar system hamary bahot kam ata hay aur es key lagany se ham power energy ko safe karny me kamyab ho sakty hey, solar plats lagana bahot hi asaan hay market se ye plats achi keemat me mil sakty hey aur ham kesi esi jaga es ko laga sakty hey jaha par soraj asani se es plats key samny ho to ye achi energy peda karty hey es key help se ham water collar, fan, aur energy lights use kar sakty hey.
              • #8 Collapse

                Re: Yeh Review Sollar Plates Lagany Par Mubni Hai(Title Edited By Rizwan Trader)

                Yeh reviews solar plates ke hawale se hai ismein Ham solar plates ki khubiyan aur hamen byan karenge.
                Advantages. Solar plates solar energy produce karne ke kam aati hai aur ham iski madad se a apne ghar ja han shop ja bade paimane per energy produce kar sakte hain. Solar plates hamare liye har Surat mein bahut jyada advantage ka voice hoti Hai kyunki ki Jin Malik mein allergy ke crisis hote hain to use tution mein de hamen free mein energy source deti hai aur ham isko apni batteries mein charge karte Hain. Solar plates hamare liye ye free energy ka source hai aur ham mein se bahut jyada help lete hain yah ek economical solution hai.
                Disadvantages.
                Solar plate is koi disadvantage Nahin Hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Yeh Review Sollar Plates Lagany Par Mubni Hai(Title Edited By Rizwan Trader)

                  Hi Friends umeed hay kay ap sab thak hon gay dosto sollar plates sollar say energy hasal kar kay elictreycity paida kar tayi or ya boot hey achi hain in kay faiday ya hain
                  Advantage
                  Dosto is ka sab say ziada advantage ya plates hum ko ddin kay wqat free main elictreycity bana kar dayti hain
                  Sollar plates na to allodgi pada kar ti hay or na hey ya shor padia kartai hay
                  Hum is key energy butary main safe kar sahty hain or bi is kay boot ziada advantage hain
                  disadvantage
                  Sollar plates kay disadvantag na hony kay braber hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Yeh Review Sollar Plates Lagany Par Mubni Hai(Title Edited By Rizwan Trader)

                    Assalamu Alaikum dear friend Aaj Ham Jis topic per baat kar rahe hain vah solar plates Lagane ke bare mein hai Jaisa ki aap Jante Hain Samar season start hai aur loadshedding bahut jyada ho rahi hai Jiski vajah garmi e bardas karna Mushkil Hai load shedding Se bachne Ke Liye log generator UPS aur solar plates Lagate hi sollar plate ke advantage per baat karte hain.
                    Advantages,
                    Solar plate ke bahut Sare advantage hai jismein se a Chand Ek yah hai solar plate summer or winter donon season mein kam Aati Hai Agar in plates ko baray pemane per Lagaya Jaaye Tu To yah bahut Achcha work karti hai aur aapki loadshedding ka masla Hal ho jata hai solar plate se fan lights to aasani se Chalti hi hai Magar aapka solar plates aur battery Jyada capacity ki Honge Tu aapka AC water motor aasani Se Chala sakte hain is per kharch thoda zyada ho jata hai lekin yah Kharcha aapki life mein main bahut durable hai. Electric city ke a bill munasib had talk kam ho Jaate Hain
                    Disadvantage,
                    Solar plate Lagan ke a disadvantage kam hai lekin in ko Ho To proper tarike se na Na Lagaya Jaaye Tu yah adjust Mushkil Se Hoti Hai Inki fitting sunlight per hoti hai aap ki fitting thik tarike Se Na Ho To yah kam thik tarike se nahin kar paati.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Yeh Review Sollar Plates Lagany Par Mubni Hai(Title Edited By Rizwan Trader)

                      Solar plates/panels jes ka use har jaga par ho raha hay es bary me review dena zarori hay es key advantages be zaror hoty hey magar disadvantages ki information be users ko hona zarori hey,

                      Advantages: 1. agar ham apny homes aur shops par solar ka use karen aur es key ley ham en solar plates ka use karen to ham bahot hi zeyada had tak energy power aur bills ko reduce karny me kamyab ho sakty hey, es garmi key session me utility bills bahot hi zeyada aty hey magar en plats ki waja se ham es me 70% tak ki kami kar sakty hey,

                      2. Es solar System aur es key panels key maintenance cost bahot hi low hay kam se kam amount par har session me ham es ki maintenance kar sakty hey aur jo be es me ham change karty hey es par bahot hi kam cost a sakti hay,

                      Disadvantages:
                      1. Solar system ka use kia jaye to hamy weather par hi depend karna pardta hay agar weather solar system key mutabeq ho to ye solar work kar sakta hay aur hamy energy provide kar sakta hay aur agar weather acha na ho aur rain ho to ye solar system be fail ho jaty hey aur kesi kisam ki energy peda na karny ki waja se kam nahi karty,

                      2. Solar energy ko agar safe karny ki koshish ki jaye to ye bahot zeyada expensive ho jati hay es key ley battery ka use kia jata hay aur battery low cost par hamy market se mil hi nahi sakti hay.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X