Ye review home flower pay mabni ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review home flower pay mabni ha
    Yah friend agar aap ghar mein bhi paudhon Ko Lagate Hain aur flower ke paudhe lagakar usse acchi hoti hai aur ghar mein bhi decoration Bhakti rahti hai aur ghar mein bhi Ek Achcha khushgawar Mausam rahata Hai To isliye chahie ki Jyada Se Jyada flowers ko use Karen Kyunki flowers Ek beautiful si chij hai aur ghar mein Khubsurat ghar ko banane ke liye Kadam kadha karte hain jaise ki main apne ghar mein bhi gulab ka paudha aur uske alava lemon aur uske Alawa bahut Sare paudhe lagaen Hain jisse bahut jyada Khushboo milati Hai jaise roj red rose bhi Lage hue hain aur vah acchi Khushboo Dete Hain isliye daily Subah Ek Naya Rose banta hai aur usse chief Haseen hoti hai isliye Jyada Se Jyada ghar mein paudhe Lagaye Taake pollution bhi theek ho sake
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review home flower pay mabni ha

    Flower Plants:
    Dere flower Ek Aisi chij hai jo aapke ghar ko Ja aapke Garden ko bahut hi Khubsurat banaa sakte hain aur aap aapka Ghar Agar Kitna Jyada stylish nahin hai aur Yahan per renovate Nahin hua hai lekin aapane usmein flower Lagaye hue hain to Aapka Ghar bahut hi aisi Najar Aata Hai Aur bahut hi fresh fresh Najar Aata Hai
    Aap ghar mein Mukt live Kishan ke flowers Laga sakte hain Jin Jin main aapko plant mil sakte hain tanman Hain Gulab, Raat ke rani, Suraj Mukhi vagera ke plants aap Laga kar kar ko Khubsurat banaa sakte hain ine teenon mein se jo maine aapko bataya hai Hi Mera sabse favourite flower Gulab Ka Hai Gulab Ka Phool aapko bahut hi Dur Se aur bahut hi hi acche Khushbu ke sath Najar Aata Hai aur aap Dur Se feel kar lete hain ki Yahan flowers Lage hue hain aur Jahan per Gulab Ka Phool hota hai vahan Jagah Anjali Anjali Si Najar Aati Hai
    • #3 Collapse

      Re: Ye review home flower pay mabni ha

      Gharoo mai khoobsurati kay liye plantation kerna aik bohat achi aur healthy hobby hai jiss say aik tou time bihat acha guzarta hai aur dusray ghar ka mahool bohat acha ho jata hai. Phooloo kay pooday aaj kall her nursery pay mill jatey hain aur nursery say he unn kay seasons ka bhi pooch kay guidance lay saktay hain. Gaaoo dehaat kay Gharoo mai tou aisi bohat si jaghain hoti hain jaha pay Phooloo kay pooday lagaey jaa saktay hain laikin cities kay Gharoo mai gamloo mai yeh kaam bohat asaani say kia jaa sakta hai. Jiss kay liye ghar mai ground floor pay jaha dhoop aur Hawa ka guzar ho waha pay aik corner ko flowers kay liye mukhtas ker laina chaiye aur apnay ghar ki chatt ya roof pay bhi isay kia jaa sakta hai. Phooloo kay pooday laganay say aur unhain her roz khud aur bacho kay saath waqt dainay say tabiat pay bhi bohat acha asar parta hai aur ghar ka mahool bhi bohat khoobsurati hojata hai. Aaj Kal waisay bhi bahaar ka mosam hai aur her taraf phool he phool nazar atay hain jo bohat achay bhi lagtay hain
      • #4 Collapse

        Re: Ye review home flower pay mabni ha

        Ye review home flower pay mabni ha
        asslam.o.alaikum,
        mera yeh review apny ghar main folwer lagany k oper hai flower ik bahot hi achi chiz hai or dill ko baha jany wali chiz hai aise sey ham apny ghar ko or bhe haseen bana skty hain ham ko chahi hai k jab ham apna new ghar banwa rhy ho to ham os main gulab k red pholo ka poda laga dey jab hamara ghar mokamal tor par ready ho jayaiga to wo gulab ka poda bhe achi trha sey lag jayai ga or phor nikalana start ho jayai geyai jis sey hamara ghar khob soraat nazar ayai ga . agr ap ka ghar ban choka hai or ap k ghar main complete floor conacrite ka hai kahi poda lagany ki jaga nahi hai to ap ik guldasta ley kar os main bhe aise ko laga skty hain jab ham subha subha uthty hain or hamri nazar phol par parti hai to ham bilkul fresh ho jaty hain or ankho ko bhe acha lagata hai yeh manzir ais lia ham ko chahi hai k ham apney gharo main flower k podey lazmi lagayai .
        information for Beginners
        Complete Forex Knowledge
        • #5 Collapse

          Re: Ye review home flower pay mabni ha

          Ghar me flower laga kar ham apny ghar ki khubsoorti me ezafa kar sakty hey hamy har tarha key flower lagany chaye ye behtareen kam hay aur easily har koi different type key flowers home me laga sakty hey, mery khayal me bahot kam log hi esy hey jo key ghar me flower nahi lagaty hey esy logo key pass jaga ki kami hoti hay magar es ka be solution hay, Pot (gamla) me agar flower laga ley jaye to ye be achi afzahish kar sakty hey zarori nahi key jaga kam ho to flower nahi lagaye ja sakty hey, jen key ghar me jaga zeyada hoti hay un ko zaror zeyada se zeyada aur har type key flowers lagany chaye.
          • #6 Collapse

            Re: Ye review home flower pay mabni ha

            Assalamu alaikum Dosto umeed kerta hun ke ap log kheriyat se hon gy. Doston gharon mein paudhe flowers gher ki khubsurti ko batate Hain yah jitni bhi zyada Ghar Mein Ho Hamare ghar ki khubsurti ko utna hi Behtar banaa Dete Hain iska use hmein Har Ghar Mein karna chahie Kyunki yah mahaul ko saaf rakhte hain Unka use hmein ghar mein bahut jyada karna chahie iska use karne se ghar ka mahaul aur bhi behter ho jata hai ghar mein rang birange phool bahut Khubsurat Lagte Hain Dil Khush Rang birange Phool Karke or khubsurti mein izafa Kar Dete Hain Rang birange Phool Ghar Ke garden mein Lage Hue bahut hi Acche Lagte Hain . Different types ke flower Ham ghar mein Laga sakte hain bahut se flowers ki kismen Hoti Hai Inka use bahut hi jyada Kiya jata hai in mein red rose pink rose yellow rose Aur Bhi Bohet se is Ghar Ki khubsurti ko badhate Hain Jyada expensive Nahin hote hain ham har yah To takreeban her gher mein hote hai.THANKX
            • #7 Collapse

              Re: Ye review home flower pay mabni ha

              HI Dear friends umeed hay kay app sab thak hon gay or hay review home flower per mubni hay agar hum nay ghar ko khabsorat bana hay to ghar home flover kay awlava hamary ghar ke khabsortyi na mokamal hay ghar main bot say flower laga sakty hain gan main golab kay flower hain golab kay flower bot hi achy hain ya lal bi hoty hain or safiad bi hoty hain in main pally rang kay flower hoty hain ap bi ghar main bot say flower laganin or apny ghar ko khabsorat say khabsorat home flower laga hain ta kay app ka home zaida say zaida bother ap ka home nazar ay saky or app log narcery say home flower la
              • #8 Collapse

                Re: Ye review home flower pay mabni ha

                ye review home flower per mubni hai dears phoolo cy kis ko muhabbat nai her banda en cy piyar krta hai q k in sy any wali khusboo insan ka mode hi change ker deti hai jaisy k ek angreez ny kaha hai Fragrence is weapon of mode change isi liay hamy apny gharo mn lagany chaey

                As a Hobby
                gharo mn ager ham laon mn flower laga len to khobsurty k sath hamara farigh time bi spend ho jata hai

                khobsurty aur kuhboo
                gher mn flower lagany cy gher ki khobsurty barhty hai
                esk ilawa eski kusboo cy mahool tro taza rehta hai
                Kinds of flowers
                hamy diffrent flowers lagany chaey a.s gulab chanbeeli raat ki rani din ki rani geenda saro etc.
                • #9 Collapse

                  Re: Ye review home flower pay mabni ha

                  Dear friends haumay hamesha nature attract karti hay yeah insani nature hay .haum sabko flowers aur plants achay lagtay hay aur haum apney apney gharo may flowers pot rakhtay hay haum apney sher ki kisi bhi nursery say seasonal flowers Kay seeds aur plants purchase kar saktay hay aur har City may nursery mojud hoti hay app ko flowers ki different types easily mil sakti hay Jab haum apney gharo may flowers lagatay hay tou hamara Ghar fresh aur khubsoort lagta hay aur plantation ake achi aur healthy hobby hay aopko flowers ki dekh bhaal Karni hoti hay Kyu Kay flowers ki growth thabhi zayada hoti hay jab app properly flowers Kay plants ki daily basis pay dekh bhaal kartay hay flowers bohaut khubsoort lagtay hay aur haumay bohaut zayada attractive lagatay hay unkay different fresh colors hamari eyes ko bhaly feel hotay hay hamari tabiat fresh ho jati hay flowers ko dekh kar.

                  ADVANTAGES:

                  Flowers Allah Pak ki bohut khubsoort blessings hay aur haumay bhi bohaut zayada khubsoort lagtay hay haum apney gharo ki khubsoorti Kay liye hameshs flowers ko rakhtay hay aur haumay flowers Kay bohaut zayada achay aur attractive colors easily nursery say mil jatay hay flowers ki growth Kay liye haumay hamesha plants ko Pani dayna parta hay warna flowers dry ho saktay hay kuch flowers dhoop pay hi rakhy jatay hay aor kuch flowers Kay plants rooms may hi rakhy jatay hay magar Lazmi hay Kay haum inko proper tareekay say Pani aur soil dayni hogi tou hi inki achi growth hoti hay.

                  Disadvantegs:

                  Flowers bohaut achay lagtay hay tou inkay disadvantegs nai ho saktay hay magar Lazmi hay kay haumay itna knowledge hona chahiye Kay flowers Kay plants ko Pani aur soil aur sun lite chahiye hoti hay takay flowers achay tareekay say growth kar sakay kuch logg flowers ko hsmesha rooms may hi rakhtay hay jiss ki waja say flowers dray ho jatay hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye review home flower pay mabni ha

                    Assalam walekum Pyare bhai jaan home flower per baat karte hain to Kyunki ine se aane wali Khushbu Insan ka mood hi change kar deti hai Jiska Ek Angrej ne kaha hai ki for games is Bhupen of mood change isiliye Hamen Apne gharon Mein yah paudhe Lagane chahie Phoolon Ke

                    Advantage

                    Flower Allah Pak ki bahut hi Khubsurat blessing hai aur hamen bhi bahut hi jyada Khubsurat lagti hai aur Hamen Apne gharon ki khubsurti ke liye Hamesha flower ko rakhte hain aur Hamen flower ke bahut hi jyada acche aur attractive colours easily e mil Jaate Hain aur flower ke growth ke liye Hamen Hamesha plant Ko Pani Dena padta hai Varna flower ho sakte hain aur kuchh flower dhup per hi rakhte Jaate Hain aur kuchh flower ke plant room mein Hi Raste Jaate Hain Agar Na lazmi Hai Ki Ham Inko proper tarike se Pani Aur sole Deni ho to hi Unki acchi grouped hoti hai

                    Nuksan

                    Flower bahut hi Acche Lagte Hain To inke nuksan Nahin ho sakte aur Magar lazmi hai ki Hamen Itna knowledge Hona chahie ke flowers ke plants Ko Pani Aur Koyal aur sun larson light chahie Hoti Hai sake flower acche tarike se groves kar sakte hain aur log flower ko Hamesha Rom Mein Hi Raste Hain Jiski vajah se flower drive Ho Jaate Hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye review home flower pay mabni ha

                      Assalam Walekum dear aapane a flowers ke bare mein Apna review share Kiya Hai flowers Hamare ghar mein bahut Khubsurat Lagte Hain flowers apne ghar mein Lagane Se Hamare ghar ki khubsurti Mein izafa Hota Hai hi Hamen Apne Ghar Ke garden mein Khubsurat flowers Jarur Lagane chahie Agar aapke pass Garden nahin hai to aap potts yani gamlon mein bhi Khubsurat flowers Laga sakte hain flowers Jis colour mein bhi ho Inki fragrance bahut acchi hoti hai hi flower score Tod Kar fresh flowers ko aap apne ghar ke andar bhi Rakh sakte hain main yah Hamare ghar ki khubsurti mein ezafa krty hen Kuchh Logon Ko flowers lagane ka bahut Shauk Hota Hai hai unki ki yah hobby hoti hai ki vah different flowers ko apne ghar mein lagaen flowers Ko Dekhkar Hamen Ek freshness ka Ehsas Hota Hai isliye flowers Hamare ghar mein Jarur hone chahie.
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye review home flower pay mabni ha

                        Aap na home Flowers ke bare mein bahut acchi information share ke hai home flowers ghar ki khubsurti ko barha dete Hain ap kisi k ghar chaly jay wo ghar purna ho zada payra na ho mgr us ghar ma flowers or plants lgy hu tu ap ki attention ghar ki bajay un plants pa ho gi ap ko un ma attraction feel ho gai flowering krna sa ghar ki look change ho jati hai ap apny ghar ma different types k flowers lga sakti hai jessy Gulab,Raat ki rani,Motia,Suraj mukhia etc flowers ki khusbo bhut achi lgti hai ap agr subah subah apny ghar ma lgy huy flowers ko pani dety or sath sath un ki khusboo ko apny saans k zariye apni body ma utarty hain ap ko dilkash ahsas hota hai ap khusboo k sath taza oxygen apni body ma absorb krta hain agr ap k ghar ma Gulab k flowers haain tu ap us ko ghar ki decorations ma istamal kr sakta hain ap us sa galukand bana sakta hai ap us k gajray bna sakta hain esi suraj mukhai k beej khay jaty hain or us ka ghee b bnaya ja sakta hai mutia mera favorite flower hai es ki beeni beeni khusboo ap ko khush gawar ahsas deti hai es k gajry bna k pehnay ja sakta hai motia k phool ko ear rings k tor pa ears ma pehna ja sakta hai flowers ko pani time sa dyn or es baat ka dehan rakhy uney us jaga pa rkhy jahn sa sunlight parti ho ap janta hain plants sunlight or water sa apni khurak tyar krta hain agr uney ya dono cheizen provide na ki jy tu ya dry ho jy gy or mar jy gy plants or flowers lagna aik positive habbit hai es ko qaim rkhy or flowers ki demi demi khusbo ko enjoy kry
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye review home flower pay mabni ha

                          Assalamoalaikum dear member ap ny bahot acha review paish kiya hai ghr main flowers k bary main flowers aik asi cheez hai jo hr ghr main payi jati hai chaye wo decorations main houn ya chyae wo real main poudoun k sath houn ..


                          Advantage:

                          Flowers aik asi cheez hai jis k bahot zyada faidy hain in sy ghr ki khoubsurti main izafa hota hai flowers different qisam k hoty hain aur trees k sath tou aur he zabardast lagty hain flowers ko daikh dil bahit kush hota hai agr morning time uth k Flowers ko daika jaye tou aik freshness ka ehsas hota hai ohir agr mind fresh ho tou hum easily apna sara din ka kam kr sakty hain YEh ALLAH pak ki traf sy bahot bri nyamat hai hamary liye humy inki qadar krni chaye especially gulab k phouloun ki gulab k phouloun ki fragrance bahot achi hoti hai jo pury ghr main mehekti hai aur aik kush gawar sa mahool nazar ata hai flowers k colour bhi bahot shandar hoty hain jiny hr koi like krta hai ...

                          Disadvantage:

                          ........ Disadvantage flowers k yeh hain k especially jo gulab k phol hain inko wedding py use kiya jata hai bahot zyada ya kisi bhi party main tou yeh paoun k. Neechy aty hain jin sy behurmati hoti hai aur gunah milta hai aur inka yeh b nuksan hai k jb hum iny torty hain tou yeh kuch daie bad foren murjha jaty hain jab k trees k sath yeh khily khily hansty muskraty lg rahy hoty hain kioun k inhy wahan pani mil raha hota hai aur agr hum flowers waky trees ki bhi care nahi kren gain tou wo bhi wahan he sookh jayen gain phir koi new flowers bhi nahi nikly ga yeh bhi iska nuksan hai.

                          Care...
                          .....
                          Dear hamen flowers ki aur tree ki bahot qadar krni chay inki behurmati nahi krni chaye na he inko torna chaye wedding py ya kisi bhi function oy hamen inko use nahi krna chaye kioun k inki bahot behurmati hoti hai hr kisi ki paoun k neachy a rahy hoty hain kisi ko kuch ehsas nahi hota k inki qadar krni hai distoun hum asi cheezaon ki qadar krni chaye kioun k in he cheezoun sy hamen zindagi ka sabaq hasil kr sakty hain . thanks
                          • #14 Collapse

                            Re: Ye review home flower pay mabni ha

                            Asalmoalikum maira yae review gar mai flower lagny py mabni hy
                            Dosto ham sab e janty hain Allah ny kainat mai har cheez insan k faidy k ley bani in mai ay aik flower phool b hain

                            INTRODUCTION
                            Phool jisy english mai flower bloom ya blosom b kehty hain is ki bhut c iksam hain
                            Jis mai rose chambaili rat ki rani jasmine etc aa jaty hain
                            Yar difrent colour mai pae jaty hain

                            ADVANTAGES
                            Is k kafi fawaid hain
                            1 gar mai jab in ko lgaya jae to yae gar ki khobsorti mai izafa karty hain
                            2 keu k in ka kam khusboo daina hy is ley ap is ki khusboo sy apna mindee fesh kar sakty hain
                            3 agr ap isy hobby bana lain to yae bhut e mofeed hy

                            DISADVANTAGES
                            IN k itna zaida nuksan ni
                            1 ap ko maintain karny k ley mehnat karni parti hy on ko proper pani daina parta hy in ki safai ka khyal rakhna parta hy
                            2 in k sath kanty lagy hoty jo apko zakhmi kar skty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ye review home flower pay mabni ha

                              Aslam Alaikum friends.... Aj main apko jis cheez k bare main btane jarhi hn wo review home flower pe mabni h... 💐🌹🌺🌷Taruf:😊 Jese k ap sb ko naam se hi pta chal rha hoga k flower ka mtlb phool h or home flower se murad ghar main poday ugana h.... Chahe wo phr ap pots main uga k apni windows main rkhen ya room main ya terrace main ya launch ya kisi bh area main or ya phr ap uski aik bari collection apne lawn main lga k sajayen... Ap ghar main different trh k flowers lga k apne ghr ko bht decorate kr skte hain or bht khubsurt bna skte hain.... Flowers apke ghr ki khubsurti barhate hain unko new look dete hain apke ghar ko khusbhoo dar or unique bnate hain... Ghar main phool lgane ya room main flower pots wgera lgane se apko beshumar faide hoskte hain... Jo main apko btaoun gi... Ghar main phool lgane se apka ghar ka mahol bht khushgawar hojata h... Or aik simple ordinary ghar bh bht khubsurt or unique lgta h....Click image for larger version

Name:	IMG-20200922-WA0014.jpg
Views:	1
Size:	144.3 کلوبائٹ
ID:	12331313
                              Ap dekh skte hain k ap kis trh se trh trh k designs se apne rooms or lawns main phoolon ki decoration krke unko kis qadar Khubsurat bna skte hain.... 👌🏻😍🌺💐🌹Faide:🌹😍 Jese k ap sb jante hain k nature insan ko kitna attract krti ap kisi lawn main bethe ya kisi baagh main jayen wahan pe trh trh k poday fruits phool or nature dkh k apko kitni khushi mehsoos hoti h.... 😍Allah tallah ne apni qudrat main bht khubsurti rkhi h k koi bh insan us se attract hojata h or uska dil.chahta h k. Wahin betha rhe... Agr ap. Naran khaghan ya kashmir side pe jayen to apko wahan Allah ki qudrat k bh namoonay nzr ate hain jin ko dkh k apka dil khush hojata h or apko sakoon milta h.... 😊😋 Isi trh se agr ap ghar main phool. Lgate hain ya kamre main rkhte hain to yh apko sakoon deta h.... Or stress kam krta h... Yh apke mood ko boost krte hain apko happy krte hain.... Flowers apki memory ko bh boost krte hai... Yh apke ghar ki khubsurti ko barhate hain... Or apke simple ghar ko b bht khubsurt bna dete hain or khushboodar or khushgawar bnate hain.... Nuksanat:❌👎 Iske ziada nuksanaat nhi hote apko inka bht dehan rkhna prta h k in pe keeray makoray na lg jayen or khrb na kr den.... In ki wjh se ghr main makhiyan or is trh k hashrat askte hain.... Apko inka dehan rkhna prta h k yh murjha na jayen... Kiunke murjhaye huye phool apko nagawar mehsoos krwate hain.... Or sometimes kuch phool aese hote hain jinko had se ziada dehan dena prta h all the time...and sometimes aese flowers hote hain jinki smell se apki tabiyat khrb hoskti or sir drd hoskta dizziness feel hoskti....

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X