Ye review home flower pay mabni ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Ye review home flower pay mabni ha

    Introduction :
    A. oa friends ab ka hmara topic hy flowers k bary mn jesa k ap sb janty hn k flowers ksi bhi ghr mn hona kitna hi pyara
    lgta hy r hm agr ksi k ghr jaen r udr different types k flowers lgy hoy hun to hmen bht Acha lgta hy r hmary andr bhi shoq peda
    hota hy k ham bhi isi tra k flowers lgaen apny ghron mn r ghron ko isi tra pyara sa decorate kren inki madad sy. to agr ap bhi isi tra apny
    ghr mn flowers lgana cahty hn to yh baten apki bht zyada madad kren gi. is leay ap is review ko zaror parhen ta k apko is s bht zyada
    madad mil sky.

    Advantages

    jesy k apko malom h har chez k kuch faidyfaidy r nuksan hoty hn isi tra is topic k bhi bht s faidy r sath nukan bhi chand ak hn.
    is s apky ghr decorate ho jata hy. jis s a har any waly ka dil khush ho jata hy. isi tra kuch logon ko kuch selected phool pasand hoty bn
    jin ko dekh k ya unki khushbu sy insan ki thkawat khtam. ho jati h.. r Acha lgny lg jata hy. kuch log isi wja s ghron mn Phil lgaty hn k
    woh in ki wja sy apna mood thek rakh sken.
    kuch phool aesy bhi Hot hn ji ko hm plant s alg kr k ghr k ksi kony mn sja dety hn Jo k ak bht hi dil kash
    manzar pesh kr rhy hoty hn.

    Disadvantages

    jis tra pholon k bht s faidy hn bilkul usi tra in k Chan akak nuqsan bhi hn jin ka Ilam Hon hmary leayleay bht
    zarori h. kuch flowers aesy bhi Hot hn k agr unki waqt pr pani na dea Jay to woh khrab ho jaty hn.. i
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Ye review home flower pay mabni ha

      HOME FLOWERS

      Dear respected member aaj mera review home flower yane gar may flower ke bare mein hai aap Logon Ko Maloom Hoga ke Mukhtalif Mausam Mein mukhtalif Kisam Ke Phool yani flower ugae Jaate Hain Jo ke ghar ki khubsurti mein bhi bahut Aham kirdar Ada karta hai aur es sey natural beauty mein bhi izafa Hota Hai gharon Mein Mukhtalif kisam ke flowers HoGaye Jaate Hain jinmen chambeli Gulab vagaira bahut nomaya Hai Iske alava bhi bahut kism Ke Phool Hote Hain jinko Har Mausam ke hisab se ugaya jata hai gharon Mein flowers ko ugana bahut acchi baat hai es sy Banda refresh bhi ho jata hai aur ghar ki khubsurti bhi bahut jyada badh Jaati Hai pakistan har jaga mukhtalif Kisam Kay nurseries mojood hai jahan par har season Mein mukhtalif Kishan ke flowers maujud hote hain jinki kimat bhi har flower ky hisab sy hoti Hai Kuch flowers bahut jyada mahange hote hain aur kuchh low price ke hote hain depend karta hai ki aapane konsa flower lena hai gharo mai flowers ghar ko mazeed khobsorat bana daita hai aor aksar log eski bari tareef be karty rehty hai agar esko thora ziyada level par start kiya jaye tu ik zabardust munafa bakhsh karobar be hai buhot sy log apsy wo flowers khareed be laingy lehaza maira mashwara yahe hai kay har ghar mai flowers par khas tawaja daina chaheye aor esy ugana chaheye

      Faidy
      Gharo mai jitnay ziyada flowers hongy otna he ziyada wo ghar khobsorat nazar ayega ghar ky bagheechy mai flowers ugany sy natural beauty ko feroogh milta hai agar esko ziyada bary size mai start karty hai tu buhot acha munafa be mil sakta hai home flower say hum apny ird gird ki veraan places ko khobsorat bana sakty hai personally mai es baath par zor donga ky har kesi ko kam az kam 2 ya 3 kisam ky pool zaror khareedny ya uganay chaheye

      Nuksanat
      Home flowers ko khareedny sy extra expenses barh jaty hai khas kar aos families ky leye jinkay paas itnay ziyada income sour nahe hoty esky ilawa mujay nahe lagta kay home flowers ky koi khas nuksanat hai
      Zuhaib9988 Trading journal
      https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
      • #18 Collapse

        Re: Ye review home flower pay mabni ha

        Salam dear members ji aapane bahut achcha topic Amar Sir discuss Kiya hai jo ke ghar mein Lage flower per apni hai hai jaise ki aapko pata hai ke har ghar mein hi flowers rul Lage hote Hain isase aapka garden kafi khubsurat najar aata hai hi ghar mein flower lage ho to garv fresh fresheners rahata hai bahut jyada log flowers ko pasand karte Hain apne ghar mein khubsurti karne ke liye flowers ka istemal karte Hain is tarah se aapke ghar ko bol do khubsurat karte Hain.

        aap ismein koi bhi flower laga sakte hain jaise ki aap ko pata hai ke roj har colour mein hota hai jaisa colour apps mein lagana chahie aap ismein laga sakte hain uske alava aur bhi bahut jyada kis mein hai phoolon ki ki jo bhi flower ghar mein laga hua bol Bada pyara lagta hai vaise aapke ghar fresh fresh rahata hai aur kafi fragrance bhi hoti hai bahut jyada log phoolon ko pasand karte Hain apne gharon mein inko lagate Hain isase unke Ghar kafi khubsurat nazar ate hain .
        • #19 Collapse

          Re: Ye review home flower pay mabni ha

          ASLAM O ALAIKUM DEARS ;
          Yeh review Home flowers pay mabni hai ;

          Dears , Ajj ka hamara review hai Home flowers .
          Introduction ;


          Dear friends haumay hamesha nature attract karti hay yeah insani nature hay .haum sabko flowers aur plants achay lagtay hay aur haum apney apney gharo may flowers pot rakhtay hay haum apney sher ki kisi bhi nursery say seasonal flowers Kay seeds aur plants purchase kar saktay hay aur har City may nursery mojud hoti hay app ko flowers ki different types easily mil sakti hay Jab haum apney gharo may flowers lagatay hay tou hamara Ghar fresh aur khubsoort lagta hay aur plantation ake achi aur healthy hobby hay aopko flowers ki dekh bhaal Karni hoti hay Kyu Kay flowers ki growth thabhi zayada hoti hay jab app properly flowers Kay plants ki daily basis pay dekh bhaal kartay hay flowers bohaut khubsoort lagtay hay aur haumay bohaut zayada attractive lagatay hay unkay different fresh colors hamari eyes ko bhaly feel hotay hay hamari tabiat fresh ho jati hay flowers ko dekh kar.

          As a Hobby ;
          Gharon mein ager ham laon mein flower laga len to khobsurty k sath hamara time bhi acha spend ho jatta hai .

          khobsurty aur kushboo ;

          Gher mn flower lagany cy gher ki khobsurty barhty hai .
          Esk ilawa eski kusboo cy mahool tro taza rehta hai .

          Kinds of flowers ;
          Hamy diffrent flowers lagany chaey a.s gulab, chanbeeli, raat ki rani , din ki rani , geenda , saro etc.

          ADVANTAGES:

          Flowers Allah Pak ki bohut khubsoort blessings hay aur haumay bhi bohaut zayada khubsoort lagtay hay haum apney gharo ki khubsoorti Kay liye hameshs flowers ko rakhtay hay aur haumay flowers Kay bohaut zayada achay aur attractive colors easily nursery say mil jatay hay flowers ki growth Kay liye haumay hamesha plants ko Pani dayna parta hay warna flowers dry ho saktay hay kuch flowers dhoop pay hi rakhy jatay hay aor kuch flowers Kay plants rooms may hi rakhy jatay hay magar Lazmi hay Kay haum inko proper tareekay say Pani aur soil dayni hogi tou hi inki achi growth hoti hay.

          Disadvantegs:
          Flowers bohaut achay lagtay hay tou inkay disadvantegs nai ho saktay hay magar Lazmi hay kay haumay itna knowledge hona chahiye Kay flowers Kay plants ko Pani aur soil aur sun lite chahiye hoti hay takay flowers achay tareekay say growth kar sakay kuch logg flowers ko hsmesha rooms may hi rakhtay hay jiss ki waja say flowers dray ho jatay hay.
          Dear friends haumay hamesha nature attract karti hay yeah insani nature hay .haum sabko flowers aur plants achay lagtay hay aur haum apney apney gharo may flowers pot rakhtay hay haum apney sher ki kisi bhi nursery say seasonal flowers Kay seeds aur plants purchase kar saktay hay aur har City may nursery mojud hoti hay app ko flowers ki different types easily mil sakti hay Jab haum apney gharo may flowers lagatay hay tou hamara Ghar fresh aur khubsoort lagta hay aur plantation ake achi aur healthy hobby hay aopko flowers ki dekh bhaal Karni hoti hay Kyu Kay flowers ki growth thabhi zayada hoti hay jab app properly flowers Kay plants ki daily basis pay dekh bhaal kartay hay flowers bohaut khubsoort lagtay hay aur haumay bohaut zayada attractive lagatay hay unkay different fresh colors hamari eyes ko bhaly feel hotay hay hamari tabiat fresh ho jati hay flowers ko dekh kar.
          • #20 Collapse

            Re: Ye review home flower pay mabni ha

            Assalamu alaikum dear members...

            ummid hai aap sb thk hun gye..aaj ka jo hamara topic hai wo flowers per hai ..flower jo hai vah bahut hi khubsurat hote Hain.. isliye bahut hi khubsurat aaj ka jo topic hai vah select Kiya gaya hai ..tu aaj main aapke sath flower ke bare mein kuchh information share karungi .. hope so aapke liye informative Ho aur aap isase kuchh fayda hasil kar saktin..

            Introduction of flower:

            Flowers bahut hi khubsurat hote Hain ..aur hamare ghar ki decoration ko or bhrad dety Hain.. hamen chahie Kya apne gharon mein jyada se jyada flower lagani chahie.. flower Jo hote hain vah different kism ke hote Hain.. kuchh flower Jo hote Hain vah fresh hote Hain.. aur kuchh flower Jo hoty hain..artificial hote Hain.. har kisam ke Jo flower hote hain vah ghar ko bahut khubsurat banate hain ..isliye hamen chahie ki main apni gharon mein jyada se jyada plants lagaen.. aise plants lagaen Jin per flower lagte Ho ...flowers ke advantage bhi bahut jyada hai...

            Advantage of flowers:

            Flower ki bahut jyada advantage..
            flower ke advantage tu ye hai k ye hamare ko ghar ko khubsurat banate hain ..
            hamen chahie ki hamen apne gharon mein jyada se jyada flowers ke plant gane chahie.. fresh Jo flower hote hain unki khushbu bahut hi pyari hoti hai ..
            aur hamare mind ko bhi fresh kar deti hai hai..
            is ghr mein apne gharon mein jyada flower lagane chahie hamen..
            aise plants lagane chahie Jin per flower lagte Ho jaise ki gulab ka paudha jo hai uske bahut pyare flowers hote Hain...
            • #21 Collapse

              Re: Ye review home flower pay mabni ha

              Assalamu alaikum dear friends Dosto umeed kerta hun ke ap log kheriyat se hon gy. Doston gharon mein paudhe flowers gher ki khubsurti ko batate Hain yah jitni bhi zyada Ghar Mein Ho Hamare ghar ki khubsurti ko utna hi Behtar banaa Dete Hain iska use hmein Har Ghar Mein karna chahie Kyunki yah mahaul ko saaf rakhte hain Unka use hmein ghar mein bahut jyada karna chahie iska use karne se ghar ka mahaul aur bhi behter ho jata hai ghar mein rang birange phool bahut Khubsurat Lagte Hain Dil Khush Rang birange Phool Karke or khubsurti mein izafa Kar Dete Hain Rang birange Phool Ghar Ke garden mein Lage Hue bahut hi Acche Lagte Hain . Different types ke flower Ham ghar mein Laga sakte hain bahut se flowers ki kismen Hoti Hai Inka use bahut hi jyada Kiya jata hai in mein red rose pink rose yellow rose Aur Bhi Bohet se is Ghar Ki khubsurti ko badhate Hain Jyada expensive Nahin hote hain ham har yah To takreeban her gher mein hote hai
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Ye review home flower pay mabni ha

                Salam dear members ap n hmry sath bahut achaa topic sahre kia h jo k flowers 💐 k baary mn h
                Flowers 💐 Allah k bnai hui bahut e khubsoorat cheez h ap Apny ghr ki khubsoorti ko increase krny k liye flowers 💐 lgaty hyn
                Flowers 💐 ko log Apny
                Ghr
                Offices
                Hospital 🏥
                Hotels etc mn lgaty hyn
                Inko dekh k apka dil Kush hojta h
                Kuch flowers 💐 puraa asal lgty hyn jb k kuch flowers 💐 seasonal hoty hyn jo sirf Apny season mn e lgty hyn
                Jese k
                Gulaabsuraj mukhi
                Raat ki raani
                Chambeli
                Morning Glory
                Etc

                Advantages

                Dear members flowers 💐 k bhut ziada faidy hoty hyn
                Jese k yh ap k ghr k lawn ko bahut khubssorat bnaty hyn
                Agr ap k ghr m. Jga ni h tw ap inko gamlo mn b lga skty hyn
                Inko manage karna easy hota h
                in men different colours hoty hyn
                In ki smell bahut khubsoorat hoti
                Inko patiyaan mukhtalif purposes k liye use ki janti hyn jese k gulab ka arq bnany k liye waghera waghera
                Inko paani dyna asan hotaa h

                Disadvantages

                Wese tw inka koi khaas nuqsan ni h lkn agr apko paani ziada dyn gy yaa bilkul ni dyn gy tw yh khrb hojy gi gir jyn gy
                Inko proper dekh bhaal ki zrurt hoti h
                Inko proper safai ki zrurt hoti h
                Aksar flowers 💐 ki patiyaan gir janti hyn Jis s wo bury nzr aty hyn

                اب آن لائن

                Working...
                X