Yeh review garments shop per mubni hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh review garments shop per mubni hai
    Assalam o alaikum dear members and traders. Umeed hai aap sub bohat achay hongay. Conventional businesses yaa aam karobar kernay kay liye bohat sarmaey ki zarurat hoti hai. Shop bananay kay liye sarmaya aur plan hona zaruri hota hai. Maira yeh review ready made garments shop kay barey mai hain. Ready amde garments ki shop bananay kay liye investment 3 hisso mai darkaar hoti hai jiss mai say aik hissa shop rent pay lainay kay liye shop ki security aur rent ki advance payments, dusra hissa uss shop ki renovation aur furniture jinn mai counters aur almirahs shamil hain unn kay liye aur phir last aur third part of investments jo apni shop kay liye garments ki shopping kay liye rakhna chaiye. Shop kay liye apni investment ka 25 aur 25 percent pehlay 2 kaamo kay liye aur baqi 50 percent ready made garments ki shopping kay liye rakhna chaiye.

    Ready garments kay business ko start kernay kay wholesales mai shopping kay liye punjab mai Lahore ki shah Alam market best hai. Agar Karachi say familiar hoto Karachi mai ready made garments ki variety bohat achi aur fabric bohat acha mill Jata hai. Karachi ki variety ki prices bhi Kamm hoti hain. Aur stuff ka koi muqabala Lahore kay stuff say nahi ho sakta kiyu kay Karachi ka stuff export quality ka hota hai. Ready made garments mai business start kernay kay liye apnay liye aik formula zarur rakhna chaiye jiss mai categories Bana laini chaiye
    Jaisay age wise category, baby aur baba ki variety aur uss kay baad stuff mai fancy aur casual ki variety zaruri hai.

    Ready made garments shop kay liye average sarmaya kaari taqreebun 10 to 15 lacs ho sakti hai jiss say aik achi shop achi location pay establish ki jaa sakti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yeh review garments shop per mubni hai

    Advantages

    Ji han bilkul garments Ek bahut hi Achcha plan hai Jiske Sath aap acchi nahin kar sakte hain aur garments aisi chij hai Jisko aap pura saal use karte hain jaise ki koi bhi pant shirt ya koi bhi Kapda Ho usko aap pura Sal pahnana jaruri hai to isliye Ek lifetime aur pura Sal chalne wala Karobar Hai To isliye Mere Khyal se yah bahut hi Achcha idea hai aur iska sabse bada benefit yah hai ki yah aisi chij hai jo Kabhi kharab Nahin Hone Wali Kyunki agar koi bhi khane Peene wali chij ho to vah Jyada time per de rahe to expire Ho Jaati Hai Lekin yah expire Nahin Hota

    Disadvantages

    Dear friends ko use karte hue yah problem Ban Jaati Hai ke bhashan aisa hota hai ki Ham Kisi customer ko dikhte Hain To ismein bahut jyada mehnat Hoti Hai Ki Har chij Bar Bar kholkar customer ko Dikhai Jaati Hai Lekin customer apni Pasand ke hisab se isko leta hai to ismein bahut jyada mehnat bhi karni padati hai lekin Achcha profit bhi hai
    • #3 Collapse

      Re: Yeh review garments shop per mubni hai

      Garments shop banany ka business bahot hi acha hay esy persons jo key es business me interest rakty hey un ko chaye key wo pehly se planing be karen aur investment key bary me zaror soch leya karen, agar kamyab business karna ho to har verity key garments hamy apni shop me rakni chaye ta key costumers ko apni matlooba garments milny me asani ho es se business me acha khasa munafa be hota hay aur es ka positive asar be pardta hay, garments shops bahot zeyada hey magar per be achi verity ka saman agar raka jaye aur mehnat se kam kia jaye to ye shop bahot kamyab be ho sakti hay.
      • #4 Collapse

        Re: Yeh review garments shop per mubni hai

        Garments shop ka business ake bohut axha business hay jic say bohut zayada profit ho sakta hay. Ready garments ki shop pay serf garments hi nai ladies kay use ka baaqi samaan bi easily sale kiya jaa sakta hay. Ready made garments ka aaj kall bohut fashion hay aor ic kay customers ab all seasons he hotay hay

        ADVANTAGES

        Ready garments shop may profit margin bohut zayada hota hay . Ab ziada ter loog tailor say kapray silai kerwanay ki bajay ready made garments he laytay hay ic tarah unka time bach jata hay aor wo ici liye zayada paysay bi pay ker laytay hay. Ready garments ki shop agur axhi market may ho to bohut zayada business ho sakta hay

        DISADVANTAGES

        Ready made garments may seasonal kaam hota hay. Ake season kay garments dosray season may nai sale hotay aor na he whole seller ko waapis hotay hain. Aor ho sakta hay aglay season tuk wo fashion out ho chuka ho to bohut loss ho sakta hay. Ready made garments may agur axha stuff na ho to sale khatum ho jaati hay. Ready made garments kay business ko planning say na kiya jay to bohut sarmaya block ho kay zaya bi ho jata hay
        • #5 Collapse

          Re: Yeh review garments shop per mubni hai

          Hi Dear friends umeed ho kay ap sab thak hon ga or ya review garments shop per mubni hay garments shop ko am zaban main is ko utilitistore bi kha jata hay is shop kay bot zaida faiday hain ya shop 9 am par open ho ti hay is ka sab say ziada fadia ya hay kay is per say ap ko saman am shop say sasta mil gata hay ya store bot hi acha store hay is main ap ka jo sman layty hain is ka bill computer riez ho ta hay or wo bill bar ko rider kay sath banay jata hay or is main jo chaze sab say zaida shat ratai hat chani hay jas ko am zaban main khand bola gata hay or is say may to kata hon kay kapray ni maltay hain mari to app logon ko ya advice hay kay ap ka jab bi dil kary or ap ni ghar ka sman lana hay to ap garment shop par jain
          • #6 Collapse

            Re: Yeh review garments shop per mubni hai

            Aaj Jis topic per baat kar rahe hain vah Ek imported topic hai garments shop garments Ek Aisa business hai jismein bahut kam loss hota hai summer winter donon mausam ka business hai garments shop per kids child boys girl women man ke kapray Hote Hain readymade garments main saste se Sasta aur mahange se mahanga Kapda aapko stitch Milta Hai jismein aapko yah fayda hai Ke tailor ke pass Nahin Jana Padta aur aur aapko Har size mein Silai Silai kapde mil Jaate Hain mujhe ek bahut accha business hai Jo 12 month chalta hai Aur is Mein loss bahut kam Hotahy kapde lete Waqt aapko kapde ka staff Jarur Patta Hona chahie Nahin to aapko sakta hai aur acchi brand ke bare mein information honi chahie
            • #7 Collapse

              Re: Yeh review garments shop per mubni hai

              Walekum assalam yes dear aapane bahut hi important information Apne review Mein Hamare Sath share Ki Hai no doubt Pakistan Mein Jab aap clothing business ke Hawale se different situations ko focus karte hain to usmein aapko yah idea ho jata hai ki Pakistan mein garments ka business bahut hi jyada famous ho chuka hai aur ismein log bahut jyada income Hasil kar rahe hain uski Maine design ki hai ki parents ki puri koshish Hoti Hai Ki Har Eid ke location aur uske sath sath different occasions per Apne bacchon ke liye Jyada Se Jyada cloth purchase Karen isliye is business Mein consumption bahut jyada hai aur bahut jyada log is facility ko Hasil karne ki koshish Karte Hain.

              Jab aap garments ke business Ko Kisi dusri clothing ke sath compare Karte Hain To aap ko is baat ka idea aasani Ke Sath Ho Jata Hai Ki garments ki consumption aur juice uses bahut hi jyada hai isliye garments ke Business mein Kafi profit Bhi Ho Raha Hai Iski 2 3 main reasons Hai Jiski wajah se iski consumption Jyada hoti hai Sabse main Reasons ya hai ki Jab Bhi children Koi cloth purchase karte hain to ki Jyada care Nahin Karte Jiski vajah se unko Kuchh time Ki Baat Dobara cloth Lene hote hain iske sath sath ismein sizing ka bhi bahut bada issue Hota Hai Jab Ek bachcha kapde Le leta hai to Uske Kuchh time ke bad hi usko vah size pura Nahin Hota aur children ki growth ke sath unko new kapde bhi Lena hote hain Jiski vajah se iski consumption bahut hi jyada ho rahi hai.
              • #8 Collapse

                Re: Yeh review garments shop per mubni hai

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Pips-Humter پيغام ديکھيے

                Salam dear members ji han bilkul aapane bahut Achcha review share Kiya Hai Hamare sath garments ka business bahut hi Achcha business hai jismein aapko acchi khansi income Hasil hoti hai hai government ke Business mein main aap apni Marji se investment kar sakte hain aap jitni Jyada investment Karenge utna hi jyada aap Achcha profit bhi Hasil kar Sakenge garments ki shop Aggarwal Readymade garments Hai yah unstitched garments Hai unstitched garments hai donon hi bahut hi hi acche Hain main markets ya malls mein garment shops bahut jyada income Deti Hai hi aapko wholesale rate per kapde per chess karne Hote Hain ismein aap Achcha Khasa Mahajan Rakh sakte hain Agar aapke pass Itna investment hai to aapko garments shop Jarur banana chahie Kyunki Pakistan mein garments ka business bahut jyada vah use Paar Hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Yeh review garments shop per mubni hai

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                  Assalam o alaikum dear members and traders. Umeed hai aap sub bohat achay hongay. Conventional businesses yaa aam karobar kernay kay liye bohat sarmaey ki zarurat hoti hai. Shop bananay kay liye sarmaya aur plan hona zaruri hota hai. Maira yeh review ready made garments shop kay barey mai hain. Ready amde garments ki shop bananay kay liye investment 3 hisso mai darkaar hoti hai jiss mai say aik hissa shop rent pay lainay kay liye shop ki security aur rent ki advance payments, dusra hissa uss shop ki renovation aur furniture jinn mai counters aur almirahs shamil hain unn kay liye aur phir last aur third part of investments jo apni shop kay liye garments ki shopping kay liye rakhna chaiye. Shop kay liye apni investment ka 25 aur 25 percent pehlay 2 kaamo kay liye aur baqi 50 percent ready made garments ki shopping kay liye rakhna chaiye.

                  Ready garments kay business ko start kernay kay wholesales mai shopping kay liye punjab mai Lahore ki shah Alam market best hai. Agar Karachi say familiar hoto Karachi mai ready made garments ki variety bohat achi aur fabric bohat acha mill Jata hai. Karachi ki variety ki prices bhi Kamm hoti hain. Aur stuff ka koi muqabala Lahore kay stuff say nahi ho sakta kiyu kay Karachi ka stuff export quality ka hota hai. Ready made garments mai business start kernay kay liye apnay liye aik formula zarur rakhna chaiye jiss mai categories Bana laini chaiye
                  Jaisay age wise category, baby aur baba ki variety aur uss kay baad stuff mai fancy aur casual ki variety zaruri hai.

                  Ready made garments shop kay liye average sarmaya kaari taqreebun 10 to 15 lacs ho sakti hai jiss say aik achi shop achi location pay establish ki jaa sakti hai.
                  Yes walekum assalam dear Ap ny Sahi kah rahe hain aajkal Jaisa Desh Pakistan mein bahut jyada berojgari hai To Aise Mein Apna karobaar Karke aap acchi income Hasil kar sakte hain aur Aise mein agar aap readymade garments per focus Karte Hain To yah Ek bahut Achcha business hai uske unke aajkal jyadatar log readymade cloth Lene per hi pressure karte hain isiliye jaruri hai ki aapke pass agar koi investment Hai To vah of readymade garments ki shop par Karen aapse acchi income Hasil kar sakte hain aur apni life Kamyab guruwar sakte hain iske liye aapko 15 se 20 lakh rupaye ki jarurat Hoti Hai Ek rent shop ki jarurat Hoti Hai Tabhi aap ismein acchi kamyabi Hasil Karke apne business ko Run kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Yeh review garments shop per mubni hai

                    Jay Salam Walekum Pyare bhai jaan and Pyare traders Karta Hun Ki Asha bahut hi acche Honge Kaun bhi National business yah Aam karobaar karne ke liye bahut hi Sharma ki jarurat Hoti Hai show banane ke liye Sar mein aur plan Hona Jaruri Hota Hai Hai Mera Re yah review readymade governments readyment government shop ke bare mein hi readyment government Skyshop banane ke liye investment 3 kis Samay Dekh Kar Hoti Hai jismein se aap Kiska shop rent per lene ke liye shop ki security or rent ki advance payment dusre se use shop ki ki teenon katian aur aur furniture Jivan Mein customer aur Al Mere Shamil Hai unke liye aur FIR last aur third part of investment Jo apni Shop ke liye government school shopping ke liye rakhna chahie Ashok ke liye apni investment ka 25 15% pahle do ka Munh ke liye aur Baki pachas percent readymade garments ki shopping ke liye rakhna chahie

                    Ready garments ke business ka start karne ke liye wholesale Mein shopping ke liye Punjab Dalhousie ki ki Shah Alam market best hai agar aap Karachi se a familiar hote hain aur kuchh Mein ready made garments ki variety bahut hi acchi aur bahut hi famous mil sakti hai Karachi ki variety price bhi kam hoti hai aur 17 ka koi Mukabala Lahore ke chhatron se nahin ho sakta hai Kyunki Prachi ka shocked export quality ki Hoti Hai readymade garments Mein business start karne ke liye apne liye ek formula Jarur Rakhna chahie jismein aap aap kya chij Gaurish banaa leni chahie yah se add vaise Cadbury baby aur Baba ki variety aur uske bad aap stop mein fansi aur local ki variety bhi Rakh sakte hain

                    Hain readymade readymade garments shop ke liye Marg Karya takriban 10 to 15 lakh ho sakti hai jisse ek acchi shop acchi location se Ham fayda Utha sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Yeh review garments shop per mubni hai

                      Garments shop per hum logon ko bht si companies kay products mill jatay hei jinhain hum lai kar pehentay hein lsos hota hai or mumble apnanging statute buye sub jawaab ho jiss realm sub indiviuals ko faidbhi ho saakey acclaim aik muqabora honay kay baad Val decide hota hai.joss approaches pay poora uternay waali posts ko tea Jata hai. Usay baad posts ki tadad aur nn pay milna waley thank decide kia Jata hai.ss Tarah Jonpeople ki posts muqabalay kay mayaar pay pooriduals mai ko packya Jaa hai. Ye prizew away suii. Last invmai hamarey aik sathi segment ko 376$ ka acclaim prize Mila Tha.y bot acha question kea hy undertaking acclaim ki arrangement hamy hmary kam alrigsy milti hy undrtaking m hamy ptstring d han posts ki confine 50 hoti hy ham 0 y k gives on kr skty hasy zyada gives ham karan gy on hmari posts erase kr di jain gi ndertaking m jo kam b kry han wo strategies alright sy zenith kr ham jo kam b krty han wo undertaking m shamil ni kia jata na us ka koiacclaim hamy dia jata hy unfamiliaaking ki sorat m hamy bot achi saolat di hy jis m ha mehnat sy kam krty han or hamy apni mehnat alright mutabiq acclaim dia jata hy hy acclaim ki affilition b hsme ye deka
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Yeh review garments shop per mubni hai

                        Asslam o Alaikum......
                        Humy apni zindgii guzrny k lay koi na kam kam krobar job wgra tu zurari hi hoti hain mn aj ap dosto k sth garments ki shop wly krobar k bry apna review bto k as krobar main katna fida or nuksan hain ap sub janty hain kapra koi bhi hn wo inshan ki basic zurart main say aik hain garmants aik ideal beny bany aj kal k door k modran kapro wla krobar hain jo Sara sall chlta hain kbi rukta nii as kam main buht hi zyda profit hain as krobar ko krny k lay humy 10 say 20 lakh rupy ka bando bast karna chye ya aik zabrdst ideal buht profitable krobar hain.

                        ADVANTAGES... %%%%%%

                        Har inshan Ki yhi wish hoti hain k wo asa hi karobar kary jha say wo acha profit kama sky wo apny karobar main kamyab ho jaye sra sal chlny wla garmants ka krobar buht hi famous international krobar hain aj kal har ladies yhi dress pasand krtii hain jass main buht profit hota hain buht khobsurat design wly ready mate langha shirt trozr nikres or dusra ladies aman jo k un ki basic zurart main say aik hain buht hi fiday mind kamyab profitable business Hain.......

                        DISADVANTAGES...... %%%%%%

                        Koi shak ni k ya business buht hi zyda famous or kamyab hain profitable business Hain lkn garmants k kapry srf ir srf aj kal ki young generation hi pasand krti hain as ko bhri age ki ort ni na hi as Main moty bndy k size k dress wgra milty hain ya buht hi mangy dress hoty hain jo atna Padar ni hoty an kapro ko srf function pay zyda tar istaml kya jata hain buht tiests tng kapry hoty hain as main customer k sth bhass zyda krna phrti hain mahant buht hain atna zyda dress khol khol k dkhna phr un ko agree krna buht taff mahant wla kam hain....
                        • #13 Collapse

                          Re: Yeh review garments shop per mubni hai

                          Aj jis bry me apse me discussion krnga or thri bht Information share krnga.. Wo topic hmra garments shop pe mubani h... GARMENTS SHOP 👕👖👗Garments shop se log bht ziada shopping krte hyn ajkal bachon wgera k uniforms wgera b wahin se khreedty hyn.. Garments shop wle bht ziada paisa kamaty hyn... Garments shop ka business AIK bohat acha business h jis se bohat ziada profit ho sakta ha.. Ready made garments ki shop pe sirf garment hi nai blkeh ladies k use ka baaqi samaan bhi easily sale kiya ja sakta h.. Ready made garments ka aj kal bohat fashion h or yeh hr season me chlta h kaam.. Or hr koi isy hr season k mutabiq buy krta h..

                          Click image for larger version

Name:	Screenshot_2020-09-21-13-14-09-53.jpg
Views:	1
Size:	259.7 کلوبائٹ
ID:	12331232

                          ADVANTAGES
                          ✔️✔️✔️Ready garments shop me profit margin bbohat ziada milta h... Or ajkal jese trend or fashion h log ub kpry garments shop se e khreedty hyn or wo b stiched.. Un stitch kpron k bht se msly hote phle kpra lena prta h or then silwana prta h.. Ub ziada tr log tailor say kapray silai krwany ki bajye ready made garments ko ziada prefer krte hain us tarah unka time bach jata hai or wo is liye zaida paisy b pay kr lete hyn.. Apni asaani k lye.. Garments shop ka business bht e profit wla business h... Isme kafi faida hota. H apko.. 👍

                          DISADVANTAGES
                          🚫 Ready made garments main seasonal kaam hota h.. Aij season k garments next season main sale ni hotay or na hi whole seller ko waapis hotay hain. . Or islye aglay season tk wo fashion out ho chuka hota h or bht loss ho sakta hai.. Ready made garments main agar better stuff na ho to sale khtam ho jaati hi.. . Ready made garments k business ko planning se na kiya jay to bht e ziada sarmaya block ho k waste hjta h.. Islye koi b kam. Start krne se phle bht ziada planning krni chahye us k bd ap apni maznil tk phnch skte hyn.. 👍☀️
                          • #14 Collapse

                            Re: Yeh review garments shop per mubni hai

                            Assalamu alaikum dear friends aapane bahut hi important information Apne review Mein Hamare Sath share Ki Hai no doubt Pakistan Mein Jab aap clothing business ke Hawale se different situations ko focus karte hain to usmein aapko yah idea ho jata hai ki Pakistan mein garments ka business bahut hi jyada famous ho chuka hai aur ismein log bahut jyada income Hasil kar rahe hain uski Maine design ki hai ki parents ki puri koshish Hoti Hai Ki Har Eid ke location aur uske sath sath different occasions per Apne bacchon ke liye Jyada Se Jyada cloth purchase Karen isliye is business Mein consumption bahut jyada hai aur bahut jyada log is facility ko Hasil karne ki koshish Karte Hain.

                            Jab aap garments ke business Ko Kisi dusri clothing ke sath compare Karte Hain To aap ko is baat ka idea aasani Ke Sath Ho Jata Hai Ki garments ki consumption aur juice uses bahut hi jyada hai isliye garments ke Business mein Kafi profit Bhi Ho Raha Hai Iski 2 3 main reasons Hai Jiski wajah se iski consumption Jyada hoti hai Sabse main Reasons ya hai ki Jab Bhi children Koi cloth purchase karte hain to ki Jyada care Nahin Karte Jiski vajah se unko Kuchh time Ki Baat Dobara cloth Lene hote hain iske sath sath ismein sizing ka bhi bahut bada issue Hota Hai Jab Ek bachcha kapde Le leta hai to Uske Kuchh time ke bad hi usko vah size pura Nahin Hota aur children ki growth ke sath unko new kapde bhi Lena hote hain Jiski vajah se iski consumption bahut hi jyada ho rahi hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Yeh review garments shop per mubni hai

                              Introduction.....

                              Garments shop....

                              A.oa.....umeed h ap sb khriat sy hun gy... ap sb janty hn k hm aj ak important topic k sath hazir hn... aj ka hnara topic Garments shop k bary mn h... jesy k sb hi janty hn k aj ka hnara topic important hy. Garments ki shop ak bht hi Acha bussines hy.. jis mn hmen bht zyda profit hasil hota h.. is bussines sy hm bht zyda earning kr skty hn. agr hm apni Garments shops k andr stitch clothes k sath sath unstitch clothes bhi rakhen gy to yh hmary leay ak bht hi ach option hoga.... q k is trah hmen duble earning ho skti h.... friends apny dekha hoga k Garments shops par mostly baron k sath sath choty bachon k bhi kapry available hoty hn... is leay un shops p bht zyda log aaty hn.... q k unhen ak hi shop sy har type k kapry mil jaty hn... agr ap stitch kpry bhi ln gy to apko different size available hoty hn r sath mn apko ak hi design k andr different size bhi mil jaty hn.... r agr hm apni shop p aesy kpry rakhen gy Jo bht hi achi quality k hun gy to is sy hmari sale r bhi zyda increase ho Jay gi.... umeed h apko hmara topic pasand aay ga r apko information mn izafa hoga... thanks

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X