Yeh review garments shop per mubni hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Yeh review garments shop per mubni hai

    important information Apne review Mein Hamare Sath share Ki Hai no doubt Pakistan Mein Jab aap clothing business ke Hawale se different situations ko focus karte hain to usmein aapko yah idea ho jata hai ki Pakistan mein garments ka business bahut hi jyada famous ho chuka hai aur ismein log bahut zyada income Hasil kar rahe hain uski Maine design ki hai ki parents ki puri koshish Hoti Hai Ki Har Eid ke location aur uske sath sath different occasions per Apne bacchon ke liye zyada Se zyada cloth purchase Karen isliye is business Mein consumption bahut jyada hai aur bahut zyada log is facility ko Hasil karne ki koshish Karte Hain
    Jab aap garments ke business Ko Kisi dusri clothing ke sath compare Karte Hain To aap ko is baat ka idea aasani Ke Sath Ho Jata Hai Ki garments ki consumption aur juice uses bahut hi zyada hai isliye garments ke Business mein Kafi profit Bhi Ho Raha Hai Iski 2 3 main reasons Hai Jiski wajah se iski consumption Jyada hoti hai Sabse main Reasons ya hai ki Jab Bhi children Koi cloth purchase karte hain to ki zyada care Nahin Karte Jiski vajah se unko Kuchh time Ki Baat Dobara cloth Lene hote hain iske sath sath ismein sizing ka bhi bahut bada issue Hota Hai Jab Ek bachcha kapde Le leta hai to Uske Kuchh time ke bad hi usko vah size pura Nahin Hota aur children ki growth ke sath unko new kapde bhi Lena hote hain Jiski vajah se iski consumption bahut hi zyada ho rahi hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Yeh review garments shop per mubni hai

      G Han Doston garment ke shop ka businesses ma both profit ha garment ke shop ma ap tb achi earning kr skty ho jb ap ke shop ke location achi jaga ho jyn sirf garments ka km ho ya na ho jis Bazar ma gold's ke shop hon ap garments ke shop dal lo or pir sochon ka km ku Ni chal raha shop start krny sa phly location lazmi dekahin parking ke jga be ho tu ap ke shop or achi chaly ge ku ka aj Kal hr ik ka pas ghari ya bike hoti ha customer ko parking ka msla hota ha un ke kosish hoti ha ka parking wali shop ya location mely is leya location must ha garments ke shop ka leya
      • #18 Collapse

        Re: Yeh review garments shop per mubni hai

        Assalamu Alaikum number aapane Hamare Sath bahut Achcha kiya hai aur ek informatrix ka topic discuss Kiya Hai government shop banany ka business bahot hi acha hay esy persons jo key es business me interest rakty hey un ko chaye key wo pehly se planing be karen aur investment key bary me zaror soch leya karen, agar kamyab business karna ho to har verity key garments hamy apni shop me rakni chaye ta key costumers ko apni matlooba garments milny me asani ho es se business me acha khasa munafa be hota hay aur es ka positive asar be pardta hay, garments shops bahot zeyada hey magar per be achi verity ka saman agar raka jaye aur mehnat se kam kia jaye to ye shop bahot kamyab be ho sakti hay.
        • #19 Collapse

          Re: Yeh review garments shop per mubni hai

          Garments shops ki agar bat ki jaye to esa koi be market nahi ho ga jes me garments ki achi shops na hon agar ham apny hi area ka jaiza len to yaha be hamy bahot achi garments ki shops mil sakti hey jen key cloths bahot achi quality key hoty hey aur ye cloths Lahore aur Faisalabad ki wholesale market se ata hay, local shops ka be agar jaiza leya jaye to yaha par be har session key garments available hoty hey, sab se achi bat ye hay key koch garments ki esi shops be hoti hey jaha se ham cloths sale me le sakty hey, achi quality ka aur agar session key mutabeq garments leya jaye to ye costly zaror ho sakty hey magar en garments ka meyaar bahot hi acha hota hay jes ko agar ham long time tak be istemal karen to ye kharab nahi hoty hey, cloths agar normal quality key be buy key jaye to ye low rates par zaror hamy mil sakty hey magar ye koch hi time me kharab ho sakty hey hamy esi garments shops ka hi visit karna chaye jo key achi quality key garments hi sale karti ho ye garments mossam key mutabeq be hoty hey aur long time tak en ko use be key ja sakty hey sath me en garments me ye be quality hoty hey ye latest fashion key mutabeq be hoty hey, garment ki agar achi be shop banai jaye to ye har session me kamyab business ban sakta hay aur ham ye garments Lahore aur Faisalabad ki biggest markets se purchased kar key apni shop par sale kar sakty hey.
          • #20 Collapse

            Re: Yeh review garments shop per mubni hai

            advantages
            Ji han bilkul garments Ek bahut hi Achcha plan hai Jiske Sath aap acchi nahin kar sakte hain aur garments aisi chij hai Jisko aap pura saal use karte hain jaise ki koi bhi pant shirt ya koi bhi Kapda Ho usko aap pura Sal pahnana jaruri hai to isliye Ek lifetime aur pura Sal chalne wala Karobar Hai To isliye Mere Khyal se yah bahut hi Achcha idea hai aur iska sabse bada benefit yah hai ki yah aisi chij hai jo Kabhi kharab Nahin Hone Wali Kyunki agar koi bhi khane Peene wali chij ho to vah Jyada time per de rahe to expire Ho Jaati Hai Lekin yah expire Nahin Hota

            Disadvantages

            Dear friends ko use karte hue yah problem Ban Jaati Hai ke bhashan aisa hota hai ki Ham Kisi customer ko dikhte Hain To ismein bahut jyada mehnat Hoti Hai Ki Har chij Bar Bar kholkar customer ko Dikhai Jaati Hai Lekin customer apni Pasand ke hisab se isko leta hai to ismein bahut jyada mehnat bhi karni padati hai lekin Achcha profit bhi hai
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Yeh review garments shop per mubni hai

              shop ka business ake bohut axha business hay jic say bohut zayada profit ho sakta hay. Ready garments ki shop pay serf garments hi nai ladies kay use ka baaqi samaan bi easily sale kiya jaa sakta hay. Ready made garments ka aaj kall bohut fashion hay aor ic kay customers ab all seasons he hotay hay

              ADVANTAGES

              Ready garments shop may profit margin bohut zayada hota hay . Ab ziada ter loog tailor say kapray silai kerwanay ki bajay ready made garments he laytay hay ic tarah unka time bach jata hay aor wo ici liye zayada paysay bi pay ker laytay hay. Ready garments ki shop agur axhi market may ho to bohut zayada business ho sakta hay

              DISADVANTAGES

              Ready made garments may seasonal kaam hota hay. Ake season kay garments dosray season may nai sale hotay aor na he whole seller ko waapis hotay hain. Aor ho sakta hay aglay season tuk wo fashion out ho chuka ho to bohut loss ho sakta hay. Ready made garments may agur axha stuff na ho to sale khatum ho jaati hay. Ready made garments kay business ko planning say na kiya jay to bohut sarmaya block ho kay zaya bi ho jata hay

              اب آن لائن

              Working...
              X