Stac voltage automatic stabilizer 3000watt
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stac voltage automatic stabilizer 3000watt
    Yahan ap dosto kay sat aj har ghar may use hony waly voltage stabilizer ka review pesh kara raha hon.different type kay stabilizer log use kar rahy hy may apko STAC AUTOMATIC VOLTAGE STABILIZER ka review pesh kar raha hon
    Advantage: Stac company bohut he popular company hay log esko bohut ziyada use kar rahy hy.stac ka voltage stabilizer agr voltage kum arahy hy to usy step up kar kay fridge.oven.Tv.etc kisi b electric equipment py ap use kar rahy hy usko pura ka pura required voltage farahm kary ga.
    Agr voltage ek dum increase hojaye to out put cut off relay operate hojati hy out put cut ho kay equipment ko buchti hy burn out hony say ek behtareen aur long duty chalny waly STAC kay stabilizer hy.
    Disadvantage: kuch modl may eska fuse jo kay glass fuse hy body casing may andar laga hota hy jub b fuse kharab hoga usky liye apko full body casing open karni hoge.
    Aur kuch logo nay local analog meter lagaye hoty hy jo kay voltage error kay sat show karty hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stac voltage automatic stabilizer 3000watt

    voltage automatic stabilizer China ki product hay aur ye China se worldwide import kia jata hay, es stabilizer ko agar online be buy kia jaye to online shopping market me es ki zeyada se zeyada keemat be 25$ tak ho sakti hay, 3000 watt ka ye automatic stabilizer system AC voltage ko maintain rakta hay aur voltage ki kami ko pora be karta hay, ye single phase aur low frequency key base par work karta hay jo key khas kar regulators air air conditions key ley use karta hay aur voltage ki kami ko pora kar key es ko proper work karny me asani peda karta hay.
    • #3 Collapse

      Re: Stac voltage automatic stabilizer 3000watt

      Stac automatic Stabilizer
      Automatic stabilizer aapko bahut hi benefits De sakta hai aur aap ki bahut sari chijon ko future hone se bata sakta hai Kyunki agar aap Kisi chij per matlab Prachi AC repair stabilizer Nahin Lagate Hain To vahan per electricity ka problem banta hai to usmein aap ki chij Ko nuksan Hone ka Khatra hota hai aur aap ki jeans damage ho sakti hai Muslim stage vagaira damage ho sakti hai lekin agar aap aap steplizer ka use karte hain to vah usko bijali Puri provide karta hai aur usmein electricity ka koi problem bhi hota hai to steplizer usko Itna nuksan Nahin deta Kyunki steplizer uska nuksan Le leta hai aur aapki fridge vagaira save Rehte Hain
      • #4 Collapse

        Re: Stac voltage automatic stabilizer 3000watt

        Electricity mai fluctuations Matlab voltage up down honay say bohat say nuqsaan ho jatey hain. Jinn mai bijli say chalnay waala qeemti samaan Jata hai aur aag lag janay ka khatra bhi bohat ziada hota hai. Iss liye stabilizers use kiye jatey hain jiss ki madad say electricity kay voltages kay up aur down honay ko control ker Lia Jata hai. Stabilizers voltages ko stable rakhtay hain jiss equipment kay saath lagaey jatey hain unhain aik he supply matwaater daitay rehtay hain. Stac aik bohat achi company hai jiss kay stabilizers bohat famous hain aur unn ka use bhi bohat ziada hai

        Advantages :-

        Stac ka stabilizers mukhtalif wattage kay available hain. 3000 watt ka stabilizer fridge waghaira kay saath use ho sakta hai. Stac kay stabilizers pure copper kay banay huay hotay hain jiss ki wajah say bohat achay results daitay hain. Stac kay stabilizers jo 3000 watt kay hotay hain woh her electric shop say asaani say mill jatey hain. Stac kay 3000 watt kay stabilizers ki price bhi 3200 say 3500 ki range mai he hoti hai

        Disadvantage :-

        Stac kay stabilizers kay circuit Fuze low quality kay hotay hain aur ziada voltage pay bhi blown off mushkil say he hotay hain. Stac kay stabilizers kay under use honay Wali wiring ki soldering bohat halki ki jaati hai jiss ki wajah say aik jagah say Dusri jagah shift kertay huay electric wire kay connections totnay kay chances bohat ziada hotay hain. Stac kay stabilizers ki body ka material ziada paidar nahi hota jiss wajah say jaldi damage honay kay chances bhi ziada hotay hain
        • #5 Collapse

          Re: Stac voltage automatic stabilizer 3000watt

          electricity mai fluctuations matlab Bullet age up down hone se bahut se a nuksan ho Jaate Hain Jin Mein Bijli se chalne wala kimati Saman Jal Jata Hai Aur Aag Lag Jane Se Khatra bhi bahut jyada hota hai isliye stabilizers use kiye Jaate Hain Jis ki madad se ele actricty ke Bullet tags ke up aur down Hone Ko control kar liya jata hai stabilizer bhulta tax course table rakhte Hain jisse a Eco payment ke sath Lagaye Jaate Hain unhen Ek Hi super mate water dete Rehte Hain Ek bahut acchi Company hai Jiska 0 bahut famous hai aur Unka use bhi bahut jyada hai
          • #6 Collapse

            Re: Stac voltage automatic stabilizer 3000watt

            Dear friends umeed hay ka ap sab thak hoin ga ya review stac voltage automatic stabilizer par mabni hay auto stablizer ka boot zaida faiday hain or ham is ko boot se gajay par istamal kar sakty hain hum is ko AC per set kar kay apny AC ke karkadgi main batriy la sakty hain jo apni cooling ko bi is say taz kar lata hay or is ka lawava hum is ko fraje sa bi la sakty hain jasca hamery fraje ke karkardy main batry atyi ha or is ka alava hum is ko chalier ka sath bi laja sakty hain ta kay hamara chaliar na to krab ho or na hi is colling kam ho or na hi hamara malik kharab ho or na he hum ko naksan ka samana karna pary ga or ya boot hi achi or zaida istmal honay wali chaize ha is ke price maktlaf hain is ke bot se aksam hain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Stac voltage automatic stabilizer 3000watt

              Yes dear aapane bahut hi important topic Apna review dene ke liye select kiya hai no doubt Jab Ham voltage stabilizer ka istemal Karte Hain To isase Hamari maximum electronics ki safety possible ho sakti hai Pakistan mein bahut Sare Aise ilake Hain Jahan per voltage bahut kam a Rahi hoti hai ya FIR sometime light bahut jyada trip kar rahi Hoti Hai Jiski wajah se Hamari electronics ko bahut jyada nuksan ho sakta hai is purpose ke liye Ham voltage stabilizer istemal Karte Hain.

              Agar Ham voltage stabilizer ka istemal Nahin Karte aur jab electricity Mein fluctuation hoti hai to uski vajah se bahut Sare damages ho sakte hain is damages ko control karne ke liye hamare pass yah Ek best solution hai ki Ham Apne a electronics specially fridge Aur Is Tarah Ki Baki chijon ke sath Hamesha Shah voltage stabilizer hi istemal kiya Karen Agar Ham iska istemal properly Karenge To Ham Ko Kabhi Bhi Is Tarah ka koi nuksan nahin ho sakta aur ham apni products ki safety maintain Rakh sakte hain.

              Agar Ham voltage stabilizer ki working ko observe Karte Hain To Humko idea ho jata hai chahie Hamesha Shah electricity ko required condition Mein Hasil karte ho ya usko required electricity provide kar raha hota hai for example Agar aapki voltage kam a rahi hai lekin ismein yah aapko complete outfit output de raha hota hai ISI Tarah Agar voltage Jyada a Rahi Hai To fir bhi yah electricity ko control karte hue required electricity maintain Karta Hai Jiski vajah se Humko Kisi Ki Bhi Tarah ka nuksan Nahin Hota aur Hamari safety maintain press sakti hai.

              اب آن لائن

              Working...
              X