Ye Review Hunza Valley Per mubni hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye Review Hunza Valley Per mubni hai
    A Review on Hunza Valley
    Allah Pak Ne Humko bahut hi Khubsurat Jameen Aata farmaya Hai aur aur is per bahut se Khubsurat Jagah Hai Jab aap aap Dekhkar hairan Rah Jaate Hain. Hunza Valley Pakistan mein ek bahut hi badhiya location hai jo aapko Dil Ka sakoon de sakti hai yeah Valli gilgit baldistan wali site per hai aur vahan per bahut hi Khubsurat aur dil khush Najar Hain
    Hunza Valley is the most beautiful place in Pakistan Yahan per international Vista bhi bahut Aate Hain aur aapko bahut jyada acchi places dekhne ko milati Hain So mera aapko yah mashvara hai ki agar aap ghumne firne Ka Shauk rakhte Hain To aap is valley Mela Sami jaaiye aur aapka Dil is valley mein jakar bahut jyada Khush hoga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye Review Hunza Valley Per mubni hai

    Hunza Valley Gilgit aur Baltistan region me hay jo key bahot hi khubsorat mountainous valley hay, worldwide se Pakistan me agar tourist aty hey to ye mumken hi nahi key wo Hunza vally ka saffar na karen, worldwide se tourist es khubsorat valley ko dekny key ley aur yaadgar key ley picture lena fakhar samjty hey, es valley tak ka agar saffar kia jaye to ham es key ley gilgit aur baltistan se ho kar jana hoga hay, es valley ka weather har session me hi bahot acha hota hay, jes tarha se Pakistan key cities me pollution aam hay aur garmi 50 darja hararat tak ja pochta hay es session me agar hunza valley ka visit kia jaye to es ka weather dekny wala hota hay.
    • #3 Collapse

      Re: Ye Review Hunza Valley Per mubni hai

      ASLM O ALAIKUM DEAR,
      App sab ko yeh jan ker khushi ho gi ke yeh reviwe Hunza valley ke bary mein hei . Gee to start kerty hein apny reviwe ke bary mein hai .Hunza valley Gilgit our Baltistan
      region of Pakistan
      mein hai .Hunza valley ik Mountainous valley hai . Hunza valley is satuated in the northern part of Gilgit Baltistan ,Pakistan bordering with Khyber Pakhtun
      khwa to the west and Xinjang region of chaina to the north-east. The Hunza valley is situated at an elevation of 2,438 meters . our kuche logon ka swal hotta hei ke Hunza valley
      safe hai ke nahein to un ko bataty chalein ke Hunza our all around places are safe . Its located on Karakorum highway some 110Km from Gilgit city , normally takes 3hrs drive
      to reach here. yehan par Burushaski zuban booli jatee hai . We should buy Dried Fruits from Hunza . Both of these Hunza water recipes contain pink Himalayan salt, a special
      variety of salt mind from the Himalayan ,Mountains in Pakistan in the khewra salt Mine not too far from the Hunza valley
       
      • #4 Collapse

        Re: Ye Review Hunza Valley Per mubni hai

        ASLM O ALAIKUM DEAR,
        App sab ko yeh jan ker khushi ho gi ke yeh reviwe Hunza valley ke bary mein hei . Gee to start kerty hein apny reviwe ke bary mein hai .Hunza valley Gilgit our Baltistan
        region of Pakistan
        mein hai .Hunza valley ik Mountainous valley hai . Hunza valley is satuated in the northern part of Gilgit Baltistan ,Pakistan bordering with Khyber Pakhtun
        khwa to the west and Xinjang region of chaina to the north-east. The Hunza valley is situated at an elevation of 2,438 meters . our kuche logon ka swal hotta hei ke Hunza valley
        safe hai ke nahein to un ko bataty chalein ke Hunza our all around places are safe . Its located on Karakorum highway some 110Km from Gilgit city , normally takes 3hrs drive
        to reach here. yehan par Burushaski zuban booli jatee hai . We should buy Dried Fruits from Hunza . Both of these Hunza water recipes contain pink Himalayan salt, a special
        variety of salt mind from the Himalayan ,Mountains in Pakistan in the khewra salt Mine not too far from the Hunza valley. yehan par ghumny kelye
        Apirl sy october ke months mein jana chahye but avoid june to august if ypu do not like crowds . According to Pakistan users Hunza means
        Name of palace and according to Hunza meansn Paradies/Heaven on Earth.
         
        Last edited by ; 08-07-2020, 01:47 PM.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Ye Review Hunza Valley Per mubni hai

          Hi friends umeed hay kay ap sab thak hon gay or ya review to hunza valley per mubni hay dosto ya valley boot zaida haseen or boot dilkash hay ya
          valley pakistan kay shamal main wakia hay or ic main boot nadian or chamay or di boot say dil ko bha jany waly makan hain or ya vallay apny ander
          khabsorityi ka salab samay ho hay hay or in ko dakny ka boot zaida mazia atha hay or main nay to ya ni dakhi hay aghar ap nay phar dakny hain to
          ap pakistan ka shamali alaka dain ap ko boot zaida mazia ay ga


          اب آن لائن

          Working...
          X