Ye Review Second Hand Cars In Pakistan per mubni hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye Review Second Hand Cars In Pakistan per mubni hai
    Second Hand Cars In Pakistan
    Advantages:
    Agar aap Pakistan mein second hand purchase karne ka soch rahe hain to Fir main aapko Ye Mashwara Doonga ki aap online jakar sites per search Karen aur FIR aap use gadi ko check Karke vah gadi khariden
    Used car aapko acchi condition mein aur acchi price per mil Jaati Hain To Aap Ka Nai gadi ka kharcha badh jata hai
    Second hand ka agar aap lete hain to aapko online websites ya FIR applications Jaisa ke OLX, Pakwheels weghra hain un par jaa kar used Cars Khareed sakte hain.
    Disadvantages:
    use Karke disadvantages hai ki agar aap Koi kar lete hain aur vah kar bahut jyada maintenance mangti Hai To fir aapko uska nuksan ho sakta hai
    Used car mein sometime fake documents B1 hote hain usse aapko careful Rahana hoga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye Review Second Hand Cars In Pakistan per mubni hai

    Pakistan me new cars har koi nahi rak sakta hay zeyada tar agar deka jaye to bahot kam logo key pass jo key rich hoty hey wo new car lena afford kar sakty hey magar hamary country me second cars buy karny ki average new cars ko buy karny se zeyada hay, second car hamy kesi be model ki mil sakti hay aur es ki achi bat ye hoti hay key bahot hi kam rate par hamy ye Pakistan key kesi be city se mil sakti hay magar esy cars jo key 2nd hand ho achi tarha se dake kar leni chaye aur ye be check karna chaye key us ka number kon si city me registered hay, sath me car ki condition be achi tarha se dake leni chaye kesi be kisam ki moseebat se bachny key ley owner se us ka national ID card ki copy be zaror leni chaye.
    • #3 Collapse

      Re: Ye Review Second Hand Cars In Pakistan per mubni hai

      Ji han bilkul second hand kar kab bahut jyada log use karte hain lekin second hand kar use karne ke liye jaruri hai kya aapke pass Achcha experience Hona bahut jaruri hai jab tak aap ko Maloom na Hoke kar kaisi hai to aap kar ko second hand ko use nahin kar sakte Kyunki usmein bahut jyada problem bhi hote hain Kyunki Jo Banda koi bhi second hand gadi Sel karta hai tu tabhi Karta Hai Jab usmein koi problem Hoti Hai To isliye Kisi acche mechanics ko dikhayen aur Khud bhi kar ke bare mein thoda information Hona chahie Tha ke kisi bhi Jagah kharab ho jaaye to khud usko thoda sa theek Karke mechanic ke pass Lekar Ja sake to isliye second hand kar ki nisbat mera Khyal se new kar pata hai
      • #4 Collapse

        Re: Ye Review Second Hand Cars In Pakistan per mubni hai

        Assalamu Alaikum dear friends kaise hain aap ummid Hai Sab acche Honge aur apne best reviews dete Honge Aaj bahut hi Achcha topic hai used car purchasing in Pakistan ke bare mein. Jaisa ki aapko pata hai Pakistan mein zyada tar middle class log hain aur woh new gadi afford nahin kar sakte maximum log used cars Lete hain used car lene ke fayde bhi bahut hai aur nuksan bhi. Agar aapane use gadi leni hai aur aap Gadi ke bare mein Jante Hain matlab gadi Ko Dekhkar aap andaza ho sakta hai ki Itni amount ki hai ya nahin tab to aap online Jo websites Hai OLX and Pak wheels us se purchasing Karen gadi ko check Karen aur use purchase Karen Agar aapko Nahin Pata to aap Koi Aise Bande Ko hire Karen Jo Gadi ke bare mein Jaanta ho aur uske trough gadi len Nahin to aapko bahut nuksan ho sakta hai lekin zyada tar log accidental gadi Sel karte hain OLX aur parkwheels pe hi itne amount Ki Nahin Hoti isliye log Dhokha De Jaate Hain. Jab Bhi gadi Le bilkul check Kar k lain q k log Dhokha bahut karte hain aur aajkal OLX aur pakwheels par dealers a gaye hain maximum dealers deal karte hain Logon ke sath tu bahut zyada khyal ki jiyega Jab Bhi aapane Koi car purchase karni Ho. Shukria
        • #5 Collapse

          Re: Ye Review Second Hand Cars In Pakistan per mubni hai

          Assalam walekum doston Har Bande Ki Khwahish hoti hai ki Uske pass gadi Ho vah apni family ke sath Kahin enjoy karne ke liye Jaaye lekin mahangai ke is Daur Mein Har Koi gadi khareed Nahin Sakta Pakistan mein jyadatar log second hand kar hi khareed Lete Hain yah Jyada mahangi Nahin Hoti Jyada Chalai Nahin Hoti aapko munasib qeemat Mein mil jaati hai aur Ap Apna Shauk bhi pura kar lete hain. Pakistan mein aapko kam kimat mein bahut hi Jabardast second hand kar mil Jayegi. Iske functions new hote hain Kyunki iska istemal Jyada nahin kiya Hota yah Jyada mahangi Nahin Hoti aur Har Banda Jo Ek bike khareed leta hai vah bike kharidne ki bjaey I Ek gadi khareed skta h Kyunki bike se jyada gadi Mein aaram hai aur sab log usmein Safar kar sakte hain.THANKX
          • #6 Collapse

            Re: Ye Review Second Hand Cars In Pakistan per mubni hai

            Second hand cars khareedna aur baichna aik bohat acha business bhi hai. Agar big city mai hain tou olx aur pak wheels say gaari select ki jaa sakti hain aur ab tou oak wheels nay mukhtalif cities main show rooms pay bhi second hand cars ka kaam shuru ker Lia hai. Second hand car average loogo ki choice hoti hain kiyu kay second hands car ki price her aik apni range kay mutabiq rakh kay gaari khareed laita hai. Jo pehli baar gaari buy ker rahey ho unhain apnay zaath kisi aisay dost ya family member ko zarur rakhna chaiye jo cars kay barey mai jaanta ho.

            Second hand cars khareedtay waqt kuch baatoo ka khayaal zarur rakhna chaiye. Pehla tou yeh kay gaari major accidented aur repair nahi hui ho. Gaari apni seals mai ho. Gaari ka interior aur exterior jeniuine ho. Puranay models mai showers ya touching hoti hain unka koi problem nahi hai laikin gaari major repaired nahi ho. Gaari ka engine fit ho. Kiyu kay body aur mechanical acha hona bohat zaruri hai baaqi kaam itnay costly ya problematic nahi hotay hain. Engine check kernay ka tareeka engine oil, engine seepage aur filter pay oil seepage ko daikhna hai aur silencer mai carbon Matlab black colur bohat ziada ho ya start kay 10 minutes kay baad bhi smoke khatam na ho tou uss ka Matlab hai kay gaari kay ring aur piston waghaira weak hain. Second hand car ko achi Tarah check ker kay laina chaiye
            • #7 Collapse

              Re: Ye Review Second Hand Cars In Pakistan per mubni hai

              dear friends, main apk is experience say agree karta hoon k hamko is business main bahut ziada care ki zarurat hoty hay,asal main maira khud ka bhi yeh business hay ,jis main main khud bhi old cars buy karta hoon aur unko maintain kark sail karta hoon,jis say mujhay aaj tak koi bhi lose nai huva hay aur bahut ziada hamesha faida he mila hay,agar aap sab log is business main interst rakhtay hain to apko chaye aik khubsoorat sa show room banain jis say aapki khud ki bhi invest honi chaye,mean k aapk pass har wakt aik 2 cars ka stock hona chaye, jis say jub bhi koi customers apk pass ayen to wo kabhi bhi khali hath na loutain jin say aapki dukandaari har roz k hisaab say increase karty jayege aur aap yeh feel karaingay k yeh bahiut he munaffa bakhsh business hay aur apki is main dilchaspi barhaty jayege.
              • #8 Collapse

                Re: Ye Review Second Hand Cars In Pakistan per mubni hai

                Hi friends umeed hay kay ap sab thak hon gay or ya review second hand cars in pakistan py mubni hay aj kay dor main har admi key ya khas hoti hay is kay pass car ho laken har admey kay itnay wasial ni ho tay hain kay wo new car lay saky to wo log second hand cars lay laty hain in kay advantages bi hain or dis advantages bi hain
                advantages
                ya boot achi cars hoti hain or in ke qumeat boot he munaseb hoti hay
                ya cars achi candactions main mill jati hay
                disadvantages
                agar ap thak say cheak ni karty to ap ko chori ke car farkot kar di jay ge jo bad main ap kay ley mocbet ban jay ga
                • #9 Collapse

                  Re: Ye Review Second Hand Cars In Pakistan per mubni hai

                  Yes dear agar aap Pakistan mein second hand car purchase karna chahte hain to iske liye aapko Pakistan mein bahut jyada platform provide Kiye Ja Rahe hote hain jismein aapko bahut acchi condition Mein gadi reasonable rate per mil sakti hai is purpose ke liye aapko different website se bhi Kafi help mil sakti hai Jis per bahut jyada members ne apni kar ki details aur is related pictures upload ki Hui hoti hai aur aap vahan Sar Ek Achcha Idea Lekar Apni purchasing kar sakte hain aur iske sath sath agar aap aap purchasing karna chahte hain to Pakistan ke Different cities mein bhi aap personally visit Karke apni purchasing ko Kamyab banaa sakte hain.

                  Kyunki Jab aap second hand car purchase Karte Hain To ismein acchi purchasing ki vajah se aap bahut jyada advantages bhi Hasil kar sakte hain Kyunki Jab Ek Dafa kar istemal Ho Jaati Hai To Uske bad automatically uski prices mein bahut jyada reduction Ho Jaati Hai Jiski vajah se aapko benefits mil sakte hain Agar aapka purchase karna chahte hain to aapko see related Tamam learning Pata honi chahie Taki aap Jab kar ko personally visit karen to see related Agar Kuchh problem ho to aap usko easily understand kar sake.

                  Faidy :

                  Second hand car purchase karne se aapko reasonable rates per gadi mil jaati hai aur iske sath sath aapko chicken dish and main bhi gadi mil sakti hai sham time Kuchh member apni kar ko Kuchh time istemal karne ke bad hi resale kar dete Hain jismein vah Apna nuksan karte hain aur purchaser ke liye bahut benefits ho sakte hain usko Ek acchi gadi acchi condition Mein reasonable rate per mil rahi hoti hai.

                  Nuqsan :

                  Agar aapko second hand car purchase karne ka Achcha experience nahin hai to usmein aap purchasing karte ho ya bahut jyada nuksan bhi kar sakte hain aur aapko bahut nuksan bhi ho sakta hai isliye Jab aap second hand car purchase Karte Hain To Jarur Kisi expert member ko Apne Sath Lekar purchasing complete Kiya Karen.
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye Review Second Hand Cars In Pakistan per mubni hai

                    Asslamolikum !

                    Aj am jis topic ka jawab deny ja raha ho wo secound hand car ka pakistan par mabni ha is ma ham secound hand car ka bary ma tafseelan bat kary gay umeed karta ho apko bohat pasand aye ga to ham apna topic start karty han.

                    jawab ka introduction :

                    g bhai bilkul ap nay sahi kha agr ap secound hand car ko sale ya purchase krna chahty han to pakistan ma ya kam pehly num pa ha idr is kam kamliye bohat zada platefourm bnay hooy han ap ko secound hand car bohat axhi halat ma mil sakti ha agr ap apni car salre kar kar secound hand car lena chahty han to apko bohat achi halat ma cars mil sakti han or pakistan ma diffrent websites bhe chal rahi han car ko online sales or puirchase karny ka liye jab ap secound hand car purchase karty han to ap ko kafi benifit hasil hota ha q kay jab new car ek bar shorme say bahir nikla ati to us ka rate kafi low ho jta ha to apko kafi faida hota ha agr apko cars ka bary ma axhi trah pta ha to to app cars ko axhi trah dekhbhal kar us ko purchase kar sakty han.

                    Advantages :

                    secound hand car lany kay bohat zada faidy han jin ma say kuch ma ao kay sath share kro ga umeed krta ho apko boht pasand aye ga secound hand car ka sab sa bara faida ya ha ka wo hama kafi kam qeemat ma mil jati ha or boht achi halt ma mil jati ha agr hma cars kay bary ma pta ha to ham market ma ghom kar kam kemat ma achi car purchase kar sakty han.

                    Disadvantages :

                    secound hand car kay bohat zada faidy kay sath sath nuksanat bhe han jin ma say kuch ma sab kayy share kro ga to ham start karty han apko secoun hand cars ka axha experience hona chayia agr apko market ka zada nai pta to ap ko car purchase karty hoy lose bhe ho sakta ha or ap agr car ka zada nhi pta to ap car ki parts ko khrab halat ma la leta ha to bad ma uus k kafi nuksan uthana parta ha or is kay zada nuqsanat to nhi dekhny ko milty han.
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye Review Second Hand Cars In Pakistan per mubni hai

                      Assalam o Alaikum doston umeed ha ap sa bhai khair sa hongy

                      Topic:-
                      doston aj ka hamara review jis chz k bary ma ha wo mukhtalif brands ki second hand garion par hain pakistan ki ma different brands ki harr range ki mikhtalif brands kiaur mukhtalif comapnies ki garian dastyab hain lakin kuch brands jin ki gariyan bht zayada famous hain jin ma toyota hinda zuzuki waghaira mash hoor hain

                      Advantages:-

                      Dadosto aj ma ap sa second hand garion k fayedy share krna chahun ga dosto 2nd hand garion k bht sary fayedy hain jin ma sab sa bara fayeda ya ha k second hand cars bht hi jaiz aur munasib paison ma mil jati kisi v brqnd ki gari utha lain agr wo thori c running ma ho aur conditon wise achi ho aur andar bahar sa geniune ho to yaqeenan wo apko new gari k muqably ma kam qeemat par milygi misal k torr pa honda comapny ki car honda city jis k new qeemat taqreeban 23 lakh ha agr ham 1 saal use ma lain to to hamain wo taqreeban 20 lakh k qareeb mil jati iss k alawa chali hoi garion ka faida ya ha engine working ma mip jata hamain running nai krni parti gari ki air iss k alawa agr gari ka 1st owner na gari ko sajbhal k rkha ho to car ki petrol average bhi bht jaiz aur munasib hoti second hand cars ka 1 faida yah bhi hota k gari k sary documents clear hoty air dosto isska aik aur bara fayeda ya bhi ha k gari ki number issued hota agr asa na ho to car ko number lagwany k lia kafi bhag dorr krni parti

                      disadvantages:-

                      Dost jahan 2nd hand car k itny zayada fayeda hain wahan thory bht nuqsan bhi hain doston second hand gari ka sab sa sa bara khatra ya hota k hamain kuch maloom nai hota k gari oi runming iss sa pahla kitni hoi kuon k kuxh log new car la kr usska meter band krwadety iss k alwa agr first owner gari ko sanbhal k naa ralhy to gari ki androni halat engine wise nazul ho sakti iss k awala ak aur bara nuqsan ya k baz oqat hamain pata nai chalta k jo second hand gari ham la rahy kiya wo bahar sa geniune ha ya touching ma ha
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye Review Second Hand Cars In Pakistan per mubni hai

                        Assalam walekum doston Mera ya reviews second hand gadi ke bare mein hai Pakistan mein log second hand gadi ka istemal zada karte Hain kyunki yahan per majority aise persons ki hai Jo middle-class se taluk rakhte Hain vah log new car nahin khareed sakte lehza wo second hand gadi khareed lete Hain Jo unko bahut fayda deti hai second hand gadi kharidne ke kuchh fayde hain aur kuchh nuksan hota hai pahle main aapko second hand gadi ke fayde batao gi iska pahla fayda yah hai ki agar aap ek gadi new lete hain to uski price bahut jyada hoti hai jo har Banda afford nahin kar sakta lekin agar second hand gadi Le to uski price kam ho jaati hai jo ki affordable hoti hai jise middle class log aasani ke sath afford kar sakte hain agar aap pahli bar gadi Hared rahe hain aur aapka koi experience nahin hai to aapko second hand gadi leni chahie Taki jab aap usko chalen to aapko experience Ho agar uske bad aap new gadi Lena chahe to Le sakte hain second hand gadi lety waqt usko kisi mechanic se check karvane aap ka agar experience nahin hai to aap gadi ko upar se dekhenge us ke andar uske engine ke bare mein aapko Koi jyada pata nahin hoga to behtar hai ki kisi mechanic ko check karvayen agar vah body wise engine wise thik hai to aap usko purchase kar sakte hain gadi hardety waqt yah baat clear kar lenge uske token aadha Ho chuke hain agar vah Ada nahin hue to aap pahle is baat ka pata Karen ki vah token pure Ho uske bad gadi purchase Karen aajkal gaadi biometric karvai jaati hai leheza gari lete waqt es baat ki tasdeq kar lenge vah gadi biomatric ho chuki hai aap ke naam per muntakil ho chuki hai uske bad use gari ko purchase Karen gadi ke documents kisi e professional ko check karvayen ke aaya documents fake to nahin hai kyunki aajkal bahut jyada frud ho raha hai isliye gadi Hardty waqt inthaman baton ko zehan mein rakhen aur ine per Amal karen to ek second hand gadi bhi aapko bahut jyada fayda de sakti hai second hand gadi ke kuchh nuqsanat bhi hote Hain agar aap second hand gadi lete Hain tu jis bande ne gadi sale ki hai ho sakta hai usko usmein Koi Na Koi fault ho jiski vajah se usne sale Kiya hai dosra gari ki maintenance ke bare mein dhyan rakhe ki gadi kharab to nahin usko acchi tarah kisi mechanic se check karvayen FIR vah gari purchase Karen documents ka khas tor pa khyal rakhen ki complete Ho Baki Sara procedure mukammal karke aap ek second hand gadi se maza lyn

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X