ye review pakistan post office par mubni hay.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ye review pakistan post office par mubni hay.
    FAIDAY, dear ham sab yeh baat feel kar saktay hain k jub yeh sab kuch online wala kaam nai tha tab ham sab sirf pakistan post office k zariye say sab lain dain kartay thay jisko ko ham sab chorr kar ab bahut jaldi walay kaam k peechay parr gaye hain,agar ham pakistan post k zariye say koi lain dain kartay hain to hamko is say bahut kam kharch main bahut ziada ka faida milta hay jahan sab kuch kaam banks kartay hain wahan pay post office k baghair hamaray retired officer ko pencioun bhi milty hay to hamko yeh pata hay k is latest dour main bhi ham post say aisay aisay kaam lay saktay hain jis k bagahir hamaray bahut saray kaam adhooray reh jatay hain to hamko post office ka use usefull banata hay. NUKSAANAT, dear agar ham baat kartay hain is dour ki to agar hamko ziada kuch pay karnay pay bhi post office waisa kaam nai karta hay jaisay tcx waghaira kartay hain to hamko isay use karnay ka ab koi khaas faida nai hay agar hamko aik cheez ki zarurat aik din main hay to hamko post k zariye say wo aik din main kabhi dusray city main nai mil sakty hay jisk liye hamko is post say late mony order cheezonk milnay ka bhi dar aur nuksaan ho jata hay jisk liye hamko isay use krnay say nuksaan hota hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ye review pakistan post office par mubni hay.

    Pakistan post aur Pakistan ki youth ka bachpan say pachpan talk saath rehta hai. Daikho Dakiya Aya hai ki poem say lay kay retirement kay baad pension takk Dakiya Pakistan kay moaashray ka aik khaas rukan hai. Pakistan post woh idara hai jiss laal rang kay letter box her jagah pay nazar atay thay aur jabb galli mai Dakiya ata Tha tou sirf aik ghar he nahi sub gharoo mai he khushi bann jaati thi. Pakistan post nay waqt kay saath saath bohat tabdeeliaa daikhi hai aur cycle say urgent mail service tak aur gaaoo dehaat say samandur Paar parcels takk Pakistan posts Pakistan bannay say lay kay ab takk khidmaat day raha hai. Money transfer ka sub say pehla system Pakistan mai Pakistan post nay he launch kia Tha aur abb online payment transfers talk pohanch gaey hain. Money order system Pakistan post ka aik aisa kaarnama hai jiss nay Pakistan mai paisoo kibtarseel aur tabadalay kay nizaam ko he badal Dia
    • #3 Collapse

      Re: ye review pakistan post office par mubni hay.

      Advantages

      Bilkul Pakistan post office bahut hi Achcha de raha hai Jiski madad se Ham apni Sabhi chijen online business ki ek Jagah se dusri Jagah bhej sakte hain jaise ki agar Ham Online mein koi bhi kam kar rahe hain To Hamen Online mein koi bhi order mila hai to Pakistan Post Office ke jarie Ham apni vah chij vahan per sakte hain aur paise Bhi Apne account mein Hasil kar sakte hain Pakistan post office bahut hi Achcha de raha hai Jiski madad se Ham apni online ka business kam paise Mein start kar sakte hain

      Disadvantage ki

      Dear iska disadvantage yahi hai Kyunki yah government ka Dhara hai aur ismein bahut jyada kam hota hai to Jiski vajah se yah acchi Tarah Se service per Ham nahin karta Jaise case ke baare bahut Sare private a rahe hain to UN mein bahut fast aap ki chijen City se dusri City bahut Jaati Hai Jab Ke post office se do teen din lag Jaate Hain
      • #4 Collapse

        Re: ye review pakistan post office par mubni hay.

        Pakistan Post Office
        Advantages:
        Pakistan post office Pakistan government Ka Idhar Hai Aur ismein aapko bahut fayda hai ki aap ko saste Dam aapki post delivery hoti hain aur aapki post job private post wale idhar Hain Jaisa ki TCS ya lcs ya dusre idhar Hain vah Jyada mehngi aur Jyada expensive post aapko send Karke Dete Hain lekin Pakistan post office Ek aisa dala hai jo aapko Sasti aur kam kimat Mein Aapki post deliver karta hai aur Waqt aapki post mil Jaati Hain
        Advantages:
        Pakistan post office mein job Government employees Hai vah Itna Achcha Kam Nahin Karte Jitna ke private courier service mein liya jata hai to private courier service Mein Jab Sahi kam Kiya jata hai to aapko uska bahut fayda hota hai Kyunki aapki sari chijen Koyali pahunch Jaati Hain aur aapko Koi response Milta Hai
        • #5 Collapse

          Re: ye review pakistan post office par mubni hay.

          Pakistan post office bhhht acha department hy ye Pakistan mn kaafi der sy kaam kar raha hai.... Pakistan my har shehar mn iski branches mjood hen Pakistan post office hmen bhht sahooliyaat fraahm karta hy isky zariye hum apny khtoot, University ki assignments, chllan form, Utility bills etc pay krwa skty hen .... Pakistan post office ky zariye aap money order bhej skty hen is mn 1 din sy ziada waqt ni lgta ... Ye dipartment apny lawazmaat aik jgah sy doosri jgah bhejny k liye Ye sasta treen zariya hy
          • #6 Collapse

            Re: ye review pakistan post office par mubni hay.

            Pakistan Post office ki ehmeyat ko nazar andaz nahi kia ja sakta hay, ye idara Pakistan key banny key foran bad hi banaya gia aur sab se pehly Post office key through mail transfer jesi service provide karny key ley use kia jata raha magar bad me Post office ki achi service ki waja se es ko advance kar dia gia hay ab Post office bank ka darja be hasil kar chuka hay sath me mail aur telegram jesi service be provide karta hay, Pakistan key har district level par qumi bachat scam jesy branches Post office key hi hey jo key bank ki tarha hi service provide kar rahy hey yaha par har tarha ki fund deposit scam se costumers faida uta sakty hey.
            • #7 Collapse

              Re: ye review pakistan post office par mubni hay.

              ye review pakistan post office par mubni hey.
              tafseeli jaiza.
              pakistan post office sey ham bahot hi kam kimat main apney paisy ya koi or document asni k sath kise dosry city main bejwa skty hain agar ham kise dosri country sey koi chiz mangawni hoti hai ya kise ko koi chiz bhejni hoti hai to ham post office k zaryai bejh skty hain .
              pakistan post office ki madad sey ham ko urgent mail service (ums) ki service bhe mil jati hai jis sey ham apna ordr ums k method sey sand kar skty hain or hamra wo order 2sry din jis jaga par punchana hoga punch jayai ga bahot hi kam kimat main but ye post office wala system bahot porana system hai ab is ko istamal nahi kiya jata itna ziada. agar kise ko ab koi paisy bhejny ko to wo easypaisa or jaz chash k method sey bhej skta hai .
              ham agar koi ducoment ya koi book etc, is trha ki koi chiz ham ko kahi behjni ho to pahir m post office ka istamal lazmi karty hain.
              information for Beginners
              Complete Forex Knowledge
              • #8 Collapse

                Re: ye review pakistan post office par mubni hay.

                Dear friend Pakistan post office Pakistan ka bahut hi Achcha adara hai jo ki Hamari post ko ek Jagah se dusri Jagah pahunch jata hai aur bahut hi acchi services from Karta Hai Iski madad se Ham easy apni chijon ko ek Jagah se dusri Jagah bhej sakte hain jo ki ek bahut hi Achcha Tarika hai Kyunki vaise Agar Hamen Koi Bhi chij pahunchana Ho To Hamen Khud use Jagah pahunch na padta hai lekin Ham iske liye ek Jagah se dusri Jagah apni chijon ko pahunch kar sakte hain deliver kar sakte hain vah bhi bahut aasani se

                Advantages

                Dear friend yah bahut hi Achcha system Hai Pakistan Post Office ke jarie Ham kam paison Mein Ek Jagah se dusri Jagah payment transfer kar sakte hain aur koi bhi chij Hamen bhejna ho to vah bahut hi hai Jaise Pakistan post office low budget Mein Ham apni delivery kar sakte hain jaise ki koi bhi chij ko ek Jagah se dusri City bhejna ho to Uske jariye bheji Ja sakti hai

                Disadvantages

                Dear friend Pakistan post office ka sabse bada masla yahi hai ki is Mein Koi Bhi chij deliver karna ho to usko 3 se 4 Din lag Jaate hain lekin Agar Iske alava Agar private koi bhi courier service istemal ki Jaaye to use Mein 1 din ke andar aap ki chij dusri Jagah pahunch Jaati Hai To isliye Sarvesh ko thoda sa Behtar karna chahie Taka Sab Logon Ko acchi facilities low budget Mein Hasil ho sake
                • #9 Collapse

                  Re: ye review pakistan post office par mubni hay.

                  Assalamu Alaikum dear friend Pakistan Forex forum Ek bahut hi Achcha government ka Aadhar Hai Jiski Bina per Ham apni koi bhi courier services Koi Bhi chij Ek Jagah se dusri Jagah bhej sakte hain aur yah bahut hi acchi facility's Logon provide kar raha hai aur Iske bahut jyada benefits hai

                  Advantages

                  Dear friend Pakistan post office ka sabse bada advantage yahi hai ki iski fees Ada private company se bahut hi kam hai Kyunki agar koi bhi chij aap iske liye parcel karna chahte hain to uski fees 50 rupaye hai agar uski private courier service se 350 hote hain to aap Vahi chij Pakistan Post Office ke jariye 50 rupaye Mein bhej sakte hain to isliye yah bahut hi Bada advantages ki madad se easy e apni chij Ek Jagah se dusri Jagah transfer ki Ja sakti hai

                  Disadvantages

                  Dear friend iska disadvantage yahi hai ki agar service jaise ki koi bhi private company hai to usme agar aap koi bhi parcel bhejna Chahte Hain to uska time period Ek Din ka hota hai ek din main aap ki chij dusri Jagah pahunch Jaati Hai Jab Ke Pakistan post office mein aap ki parcel ko 1 se 3 din tak lag Jaate Hain
                  • #10 Collapse

                    Re: ye review pakistan post office par mubni hay.

                    Pakistan Post Office per aapka review bahut hi informative hai no doubt Pakistan post office services Pakistan mein ek one of the oldest services hai jo Pakistan ke people Ke Liye Ek bahut hi Achcha platform hai jo Kai Sal se Pakistan ke people ko facilitate kar raha hai Pakistan post office se aap koi bhi important documents ya koi bhi important product Kisi bhi dusre city mein easily transfer kar sakte hain aur aapko ismein hundred percent Assurance hoti hai ki aapki product aur important documents with high security required destination per deliver kiye Jaate Hain aur ismein aapko bahut Thode charges per karna hote hain agar aap Pakistan post office ki service Ko Kisi bhi dusri courier service for example TCS lcs ya aur kisi bhi private service ke sath compare karte hain to Pakistan Post Office ke services aapko bahut Thi kam rate mein available hoti hai.

                    Jab Ham Koi apni important product ya FIR important documents Kisi dusri city mein transfer karna chahte hain to Humko Pakistan post office mein Jarur Jana chahie aur iski services Hasil Karni chahie no doubt Jab Ham Pakistan post office se services Hasil Karte Hain To iski Sarvesh as compared to private services thoda sa ho sakti hai lekin Agar Ham usko compare charger se karen to yah Humko bahut hi jyada economically mahsus Hogi isliye Jab Hum Koi ISI Tarah Ke important documents specially Jab Ham Kisi job may apply karte hain ya FIR Kuchh documents Kisi dusre city mein transfer karne hote hain to uske liye Ham Pakistan post office ki facilities ko isliye utilise kar sakte hain aur apne liye bahut jyada benefits aur advantages Hasil kar sakte hain ismein aapko bilkul nominal charges per karna hai Hote Hain Jo aapke liye ek sab se main advantage sabit ho sakta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: ye review pakistan post office par mubni hay.

                      ADVANTAGE ::::%%%%%%
                      Asslam o Alaikum my dear members Umeed hain ap sub khariyt say hogay aj ki humri guftgu ka section post office pay mabni hain disto as bat ka sub ko ilm hain k post office aik government ka idhra hain jas ka kam logo ka Samna or dakh dusry city punda dena online logo ko kam ki facilities dena Jis tra phly log Salo sal aik dusry ko letter or dusri chezy bja karty thy jab ab new technology ka door main ap aik din bad post office say apni chezo ko letr wgra ko asani k sth received jr skty hain Jab k other city bajh bhi skty hain as say logo ko buht zyda fida ho rha hain ya best idhra hain jo logo ko ghr bethy sahlt day rha hin.....
                      DISADVANTAGES :::::%%%%%
                      dosto post office jatna zyda logo ko fida day rha hain mry khayl say uthna zyda log as say kush nii hain ku k ya government ka idhra hain logo say aman k passy bhi laty hain us k bawjod bhi as k dank k speed buht slow hain jas ki wja say aj kal private post off 3 an gay hain wha ki speed buht zyda achi hain logo k saman wgra forn wha punch daty hain Jab k log ab post office ki bjy wha zyda tar targii day rhy hain...
                      • #12 Collapse

                        Re: ye review pakistan post office par mubni hay.

                        dear aapane Jo review Pakistan Post office ke bare mein Diya hai yah ek bahut hi achcha review hai kyon ke Pakistan Post office ke bare mein maloomat hona har kisi ke liye faydemand hoti hai post office mein aap apni amount kisi bhi jagah send karva sakte hain ya ek aisa system hai ki aapane koi bhi chij kis jagah per set karni hai to Pakistan post office mein jakar aap apni Koi bhi chij kahin bhej sakte hain iska sabse bada fayda yah hai ki iski branches Pakistan ke har city mein available hai aur aapki jo bhi product yah atom hota hai usko bahut hi safety ke sath next person Tak panchayat jata hai aap agar Pakistan post office mein main Koi chij vah hote hain to ismein aapko bahut hi kam fees per karni hoti hai jab ke Baki kisi bhi service mein aap Koi chij baithe Hain to usmein aap ko kafi jyada paise dene padte Hain agar parson post office mein aisa nahin hota ismein aap koi bhi chij send karte hain to ismein aapko thodi si amount per badle mein chij bhejne ki Salah Di jaati hai uske sath is main aapko kafi jyada fayda ho jata hai kyunki aap jab bhi amounts and karte Hain to aap ko pata hona chahie the Pakistan post office ki service bahut hi quick hoti hai aur aap is ko kisi bhi time per use kar sakte hain ismein aap ki tamam Adams safe rahti Hain ismein aapko Koi nuksan nahin hota Pakistan post office Pakistan ki government ki taraf se sarvesh banai gai hai isliye ismein aap agar use karte hain to aap kis mein kafi jyada fayda ho jata hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: ye review pakistan post office par mubni hay.

                          Ji Pakistan Post Office jo k ek government ka idara hai wo boht di jgah mojud hai taqrebn har gaon ky pass koi na koi post office zarur hota hai. Idky bary mein boht si achi batyn hain aur buri bhi jo k darj zail hain.

                          Advantages.
                          1.
                          Taqrebn Pakistan k tmam shehron k har har gaon k nazdik post office zarur hota hai JoJo k un ki chezayn auraur zaruri documents k sth sth paisy bhi dusry shehron meinmein bhijwa deta hai.ye idara boht dehaiyon se kam kar rha hai aur is mein koi shak wali bat nahin.
                          2. Dusry tmam courier services ki nisbat ye boht hi cheap rate pe aap ki posts bhijwa deta hai. Aur ap k kam paison mein kam ho jata hai.

                          Disadvantages.
                          1.
                          Pakistan Post ofice k through agar ap chezyn bhijwaty hain to aap ki chezyn late pohnchti hain baqi tmam courier ki nisbat ye slow hai.
                          2. ​Agar aap ko koi chz urgent chahye ya koi chz urgent bhejnj hai to aap ek din meinmein wo chz hasil nh kr skty lekn baqi services aap ko quick service provide krty hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: ye review pakistan post office par mubni hay.

                            Assalamu Alaikum dear friendsPost Office ke bare mein Yahan per Apna review share Kiya Hai ummid karta hun Kafi Logon Ko isase Kafi Jyada help Mili Hogi mere dost Pakistan post office Kafi purana department Hai Pakistan ka yah different kam Karta Hai Jiska main feature hai vah yah Hai Ki aap ki post jo hoti hai jo aapke letters hote hain vah Ek Jagah se dusri Jagah transfer Karta Hai Iske alava ab money order bhi iske liye Kiye Ja sakte hain matlab aap apni rakam Ek Jagah se dusri Jagah Pakistan Post Office ke sath kar sakte hain Iske Jo charges hote hain Baki company ki nisbat Kafi kam Hote Hain Kyunki yah government cut department Hai To iski prices aur charges kam hai ab Pakistan post office Kafi develop ho raha hai aur online system Shuru kar raha hai ab ismein Yun MS urgent mail service start Ki Hai Jiske Sath aap ki jo delivery Hoti Hai vah within 1 day Bhi Ek Jagah se dusri Jagah transfer ho jati hai aur aapko Ek tracking number diya jata hai aap apni delivery ko track bhi kar sakte hain online ab Pakistan post office money order ke system ko online karne wala hai Jaisa ki aap jazzcash aur easypaisa use karte hain ISI Tarah ka ek online system Pakistan post office start karne wala hai bahut jald hi vah bhi famous Hoga Kyunki iski price bhi Baki company ki nesbit kam Hogi isliye vah bhi famous hone wala hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: ye review pakistan post office par mubni hay.

                              Faidey
                              Pakistan Post Office ke boht Faidey Hain Pakistan post office se Hum Apni Zarurat ka samaan post office ke zrye aik city se dosre city mein bhej Skte Hain Pakistan post office boht purana system he ab agr hum zaruri Documents bhijwane houn Tu boht jald bhijwa Skte Hain Jo 2 se 3 din mein pnch jate Hain
                              Hamara Sara samaan safe tareqe se aik city se dosre city mein pnch jata he Pakistan post office har jga pe he ab Hamain kahain dor Jane ki zarurt bhi nai he apne shehr se koi bhi zarurt wale saman bhijab Skte Hain
                              Nuqsan
                              Pakistan post office ke agr nuqsan ko dekha jaey Tu aik problem ye he ke TCs ki nisbat ye system Thora slow he agr koi cheez urgent chahye Tu hamaHa TCS Kar Deni chahye Pakistan post office ki Timing hoti Hain Us mein Post bhijwani hoti Hain Weekend pe aksr Post office bnd hota he

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X