ye review gharon main planets lagany per mubni hay.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: ye review gharon main planets lagany per mubni hay.

    assalam walekum members aap kaise hain aap khairiyat se Hain aaj main aapko gharon mein plant ke bare mein brief karunga doston Jo log gharon mein planted karte Hain aur gharon ke mahaul ko dost rakhte Hain mahaul Kadar madar insan ki soch per hota hai ab Ghar mein jis tarah ki planted karke mahaul banaenge to aapki soch palte hogi aapki soch man bhi nahin hogi plant ka bahut bada paida hota hai garv mein plant ko dekhkar aapka dil khush ho jata hai aur plant se aapke ghar ki khubsurti hoti hai aap jitna jyada planted karenge aapka gharat nahi jannat hasin banegaGhar may pooday laga kay agur safai na rakhi jay to keeray makooray bohut aatay hay. Plants ki daily care na ki jay to sookh jatay hay. Ghar kay under khoob soorat colours aor khushbu walay he phool aor poday laganay chahiye jin pay khatarnaak flies na aati ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: ye review gharon main planets lagany per mubni hay.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
      ADVANTAGES,dear forum members agar ham apnay gharonki khubsurty ko barhan cahhtay hain to hamko apnay gharon main khubroot phool laganay say ham usay aur bhi ziada khubrot bana saktay hain unki khushboo raat k wakt hamaray pooray ghar ko aik dilfraib manzar daity hay jisk sath sath hamko aisa bhi feel ho sakta hay k jaisay haamra mined aik fresh mined ban jata hay isk sath sath ham apnay ghar main barray barray pouday bhi laga saktay hain jin say hamko garmion main saya bhi milta hay to hamko inhain apnay gharon main zarur lagana chaye. DISADVANTAGES,dear jaisay hamko in say khashboo milty hay jaisay hamko in say khubsurty milty hay waisay waisay in k kuch hamko nuksanaat bhi miltay hain jub yeh phool khushak ho jatay hain aur kuch k phholn pay he aisi aisi bimarian aa jaty hain jin k sath sath raat ko hamko macharr bhi tang karta hay to hamko aisay halaat main in bimarion ka bhi khayal rakhna bay had zaruri hay.
      Ref: yeh review gharon me plants lgany per mabni hai .

      Assalamu Alaikum ji han bilkul gharon Mein plants lagane ka shauk to takriban Sabko hi hota hai plants Ghar Ki khubsurti Mein izafa Karte Hain aur Agar Hamare ghar mein bahut bada loan Ho Ho To Hamen vahan per Khubsurat flowers wale plants aur dusre bahut se plants Jarur Lagana chahie plants Ham Hamare ghar ki khubsurti mein izafa Karte Hain aur iske sath sath sehat ke liye bhi green Re bahut acchi hoti hai plants Ko Dekhkar Aankhon Mein thandak ka Ehsas Hota Hai hai Hamen flowers wale plants Ke Sath 7 fruits and vegetables wale plants bhi Lagana chahie isase Hamen fresh vegetables aur fruits available Honge ghar mein main main main fruits mein se Ham lemon amrud mango Orange aur ISI Tarah Ke different plants apne ghar mein Laga sakte hain Agar Hamare ghar mein main Khuli Jagah available Ho ho Ho To Hamen Is Tarah Ke plants Jarur Lagana chahie plants Hamari health ke liye bhi bahut effective hai hi Kuchh log Aise Bhi Hote Hain Jinke sehan me jaga nhi hoti tu unho ne apny gharon ki chatoon per plants lgy hoty hen q k kuch logon ko plants ka bahut zyda craze hota hai .

      Plants bahut Khubsurat Lagte Hain aur Hamari Thar ki khubsurti mein izafa Karte Hain but iske sath sath plants ka ek nuksan bhi hai aur Vahi yah Hai Ki summer season mein Main plants per bahut jyada keeray makoory yani insects ah jaty hen or mosquitos bhi aty hen jo k bahut zyda preshan kerty hen thanks .
      • #18 Collapse

        Re: ye review gharon main planets lagany per mubni hay.

        Assalamu alaikum dear friends aaj ka Mara review gharon mein planets lagana par mubny Hydoston ghar mein planets lagaane ke liye hamen ek jagah ki jarurat hoti hai agar hamara Ghar Bada hai to Ham ismein planets aasani se laga sakte hain otherwise Ham ghar mein planets nahin laga sakte aaj Ham iske fayde aur nuksan per apna knowledge share karenge
        Advantage
        doston gairon mein planets likhane ke bahut jyada fayde Hain agar Ham kara mein ful lagate Hain to kisi se hamare ghar ki khubsurti mein aaja per hota hai aur hamare ghar mein mil jaati hai jisse hamen bahut hi behtarin feel hota hai agar hamare ghar mein hamare jaaye vah bhi planets ko dekh kar bahut hi kuch hota hai kyunki Warden ko dekh kar hamara dimag taaja ho jata hai vah do ki vajah se oxygen paida hoti hai jinse Ham jinda rahte hain agar Ham ghar mein planets sabjiyan laga Le to unka bhi bahut jyada fayda hai emergency ke taur per hamen ghar mein lagai Gai sabjiyon ki jarurat per jaati hai aur ham unka istemal kar lete hain planets lagane ke bahut jyada fayde Hain agar Ham planets ko ghar mein lagaenge to Ham iski har kiya kar payenge bahut jyada log gharon mein planets lagate Hain
        Disadvantage
        doston aap jante Hain ki har chij ke fayde ke sath uska nuksan bhi jarur hota hai ISI tarah ghar mein planets likhane ke bhi kahin nuksan hai doston agar ghar mein planet lagaye gaye ho to unki vajah se raat ke packet mosquito bahut jyada jaate Hain jinke kaatne se bukhar ho jata hai doston aajkal abadi bahut jyada ho gai hai aur logon ke ghar bahut chhote ho gaye hain isliye ghar mein plants lagane ki jagah nahin rahti aur ISI vajah se bahut kam log gharon mein planet lagate Hain
        • #19 Collapse

          Re: ye review gharon main planets lagany per mubni hay.

          Dear members of Salam Walekum Jaisa ke aapko pata hai aaj ka Mera review ghar mein plants Lagane ke bare mein hai hi lands matlab ghar mein paudhe Lagane ke matlab hi aajkal kitchen mein Shahin bahut Khubsurat Si balun Rakhi Jaati Hai kitchen Mein plant lagana na to bahut Mushkil Hai Lekin Agar kitchen mein kisi Jagah Thodi Si plant Lagane Ki Jagah ho to kitchen bahut Khubsurat Lage ghar mein plant Lagane se ghar Kafi Khubsurat lagta hai ghar mein paudhe Lagane Ki vajah se aapka Ghar Sar mehsoos Hona lagta hai hi ghar mein paudhe Lagane se oxygen Swasthya aapko Maheshwar hoti hai aajkal bade bade gharon Mein plants lagane ka bahut shauk hai Kuchh Logon Ne Apne gharon ki chhatron per plants Lagaye Hue Hain Ghar Ko Khubsurat banane ke liye bade bade gharon mein jinki bahut badi badi kothiyan Hoti Hai unhone special plant Lagane ke liye ek bar khicha Banaya Hota Hai plant Lagane se Hamen bahut se fayde bhi Hote Hain Jo Main aapko bataunga adventures
          Ghar mein plants Lagane se a aapka Ghar bahut Khubsurat lagta hai hi dear members Jaisa ki aapko pata hai hai ki plant Lagane se aapka Ghar saaf Sutra oxygen Bhi Mujhe Sab karta hai Hai Khula Lagane Se Ghar Mein khubsurti hoti hai plant aapko bahut hi hi mehnat Karke Lagane padte Hain Ghar Mein plants ya paudhe Badi khubsurti ka Mushaira Karte Hain
          DisAdvenges
          dear members plan Lagane ke Koi nuksan Nahin Hote Agar aapke ghar mein Jagah hai to aap bahut acche acche plants apne ghar mein Laga sakte hain band ghar mein plants Lagane se aapke ghar mein machhar bahut jyada ho ja sakte hain Jiski vajah se aapke bacche bimar ho sakte hain plan Lagane ke liye aap Ko Kisi Khuli Jagah Ka intezaam Karna chahie Tha ke ghar mein garmiyon mein machhar aapko tang na Karen Lagana Ek acchi baat hai hai lekin apni sehat ka sabse pahle kya hal Karen
          • #20 Collapse

            Re: ye review gharon main planets lagany per mubni hay.

            aapka ye idea bohot acha hay hum ghr mein plants lagwa saktay hein paraikein Jada change open kar sakte hain Magaraapke byskip accountChhota hai auraap yah Chahte Hain ki aap Agar account Patel lagaen to aapkaaccount saaf Raheto aap account instep with Chhoti change lagaen america aapko yah fayda hoga kiaapkstep with vo change Agar lossaiTo Uskeaap ko aasani se etbetterkar sakte byskip Agar nfastened marganho to apply time aapEk Aur Masjidtrailer Laga Ke use loss ko jaldi get better kar sakte hain is marketplace mein aapkoyah dikhana hota hai ki aap account in step with Jo path Gat Hain Use in step wi agar aap Achcrte hain to aapko is maretplace foremost amyab hainisliy aur over buyng andselling karny ki koshish me zeyada trades open karnyka threat nahi leta hay, new buyers ko be esi guidelines ko comply with karna ho ga aurequal time me 1 ya zeyada sezeyada 2 trades se above tr open nahi arnchaye, agaesi wajase tradaad 1 se zeyada ho jtomarketplsive motion esy trades ko zeyadanuksan de sakty whats up aur professionalbuyers key ley betrades ko manage karnaaur loss ko manipulate karnaimpossibleho jata hay, hames capital ka massive hona boht zeyda remember kagr apke yskip kam exprience ha or cap ko at a timesirf aikchane open karnichahie kyuke kam exprience or kam capital ki waja se ap kozeyda thna chr apkss pairskahiesani se okay hai is Waqt Mein Ek Hi Hchange open Karni chahie Kyunki ek hello change open karne se aap marketplace ko acche sesamajh sakte hain aur ismein acchese paintings kar saktehain Kyunki agar aap Jyadachange openkaae koshish karen ke Ek WaqtMei change openKafayda Hasil kar Saken Jo acchi change hmajhdar helloke sath paintings KartaHai know-how or revel in Karke a kam karta haiuseloss Nahin hota hai aur vah Har kam se Aise kaun se bachta hai jisse usenuksanho isliye Mere Bhai Hamen chahie ki Ham Ek Waqt i ki change open Karenaur Vahi byskip Achcha know-how revel in ki Hamen nuksansiness may also buyers ki bohut zayada samjh karbuying and selling karni chahiye aur ake need may also ake hello change open kerni chahiyetakayapp worldwide marketplace Kay mutabiq buing and selling kar sakaiscussion board comm also agar buyers Kay account may also tability zayda majood ho to phir app apneyaccount ko dekhtyhoye change opn karayaiss sso appKay account oty Kamho to phi soch samujhkay buyingand selling na chahiye takay change openkernay say app ka account wash honay ka khatra naho Pak foreign
            • #21 Collapse

              Re: ye review gharon main planets lagany per mubni hay.

              Post kay leya yah both acha topic choos keya ap nay ghar ke decoration kay keya ghar main plants lagana both acha laghta hea our plants ki setting ghar mein kisi bhi jagah ki ja sakti hai jyadatar log plant ki setting sidhiyon ke sath sath karte Hain aur kahin log apne room ki window ke samne bhi rakh sakte hain ghar mein hariyali bahut acchi lagti hai hamen apne ghar mein mukt live kishan ke paudhe lagane chahie Hain ghar main humain plants lagane ke liye kuchh jagah chhod Deni chahie hai aur vahan per kya re banakar hamen plants lagane chahie our flower wly plants to ghar mein bahut hi khubsurat lagte Hain aur unki khushbu pure ghar mein mehakti hai jyadatar log ghar mein gulab ke plants lagate Hain Jo bahut hi khubsurat lagte Hain Ghar meinhamen plants laga ke unki bahut jyada care dekhte chai hai kyunki plants ko har hosh Pani mukhya karna hota hai agar on Ham Pani nahin dete to vasul chahte hain aur jal jaate Hain plants kisi bhi nursery say ly sakte hainmistri main To bahut khubsurat aur bahut different kishan ke plants pade hue hote hain hamen apne Ghar ki setting plants ke sath karni chahie hai kyon ke Ghar mein green ram aankhon ki thand ko hota hai isiliye ghar mein plant aur khubsurat lagte Hain kahin plants ko hum botal mein Pani daal ke bhi laga sakte hain kyunki ki plants Pani wale hote Hain Jo Pani mein hi barty hain plants ke safai ka bhe khyal rakhna hota hea plants wali jagah ko har roj taza rakhna hota hai Pani ke sath aisa Na karne se plant sukh jaate Hain
              Disadvantages
              Agr hum plants ke care nai krin gya to plants main both hasrat aa jaty hain jis say humain nuksan ho sakta hai our humain kosish krne chahta kay plants ko belkul saaf rakhin humain kisse bhe hasraat ko plantes pay nai bathny dana chahie aasy e hum nuksan say bach sakhty hain
              منسلک شدہ فائلیں
              Last edited by ; 27-09-2020, 02:22 PM.
              • #22 Collapse

                Re: ye review gharon main planets lagany per mubni hay.

                Assalamualaikum guyz ummed ha ap sab khierat sa honga jesa ka sabka gharo ma poda or garden wegra hota ha jisma log poda lagaty hain poda lgana bohat acha kam ha iska bohat sa faida b hain or nuksan b hain
                Advantages: poda lgany sa ghar bohat khubsurat lagta ha podo ko dekh kar ek tazgi mehsos hoti ha poda lgany sy ghar ma khushbu rehtii ha or agar ghar ma garden bana hoto insan wahan asani sy beth sakta ha or sham ki chai sy lutfo andoz hota ha or iska elawa ghar b saf lagta ha ghar ma aludgi ni ati huma podo ma zayda sy zayda mukhtalif tarhan ka phool lgany chiya taky hamara ghar bohat he khubsurat nazar aya
                Disadvantges: podo ka nuksan yeh hain ky es sy aksar ghar khubsurt lagny ka sath bad mazah b ho jata ha agr hum iski dekh bhal na krien to or podo py mukhtalif tarahn ka keedy makody or mashar b a jaty hain jo ka sehat ko nuksan dyta hain lakn podo ka nuksan kam or faidy zayda ha
                i hope apko yeh review zaror pasand aya hoga shukriyaa!!1!
                • #23 Collapse

                  Re: ye review gharon main planets lagany per mubni hay.

                  Assalam.u.Alaikum !
                  I hope ap sab thek hon gy or apni life ko enjoy kar rahy hon gy forex aik best platform hai jaha par ham hardwork sy bohatt sa bonus haasil kar sakty hain.to chalyn ab ham apny aj ky topic ki tarf chalty hain.
                  Introduction :
                  Aj ma jis topic ky baary ma jawab deny lagi hun wo 'gharo ma plants lagany par mubni haii' g to jesy ham sab janty hain ky bohatt sy logo ko apny gharo ma plants lagany ka bohattt shok hota hai or kyun nahi ye aik bohatt acha shok hai plants lagany sy hmary gharo ki khoobsoorti ma bohatt izafa hota haii hamy zyada sy zyada planting karni chaye worldwide bohat sy purposes ky liye mukhtlif forests ko remove kia ja raha jo ky bohatt khtarnak hai ab ham mazeed isky fawaaid or nuqsanaat ky bary ma bat karen gy.
                  Advantages:
                  Ab ham mazeed plants ky advantages ky bary ma janny ki kaushish karyn gy gharo ma plants lagany ka sab sy bara faaida yeh hai ky ham asaani sy r fresh saans ly sakty hain hmary sans leny ky amal ma behtri hoti hai kyun ky plants toxic gases ko absorb kar ky oxygen exhale karty hain jo ky hmari zindagi hai gharo ma plants lagana naa sirf hmary gharo ko khoobsurat bnata hai balky hmary ghar ky mahol ko bohat hi pleasant bna dety hain jab ham apny gharo ma plants ki wajah sy khoobsurti dekhty hain to ye hamy hmara stress bhulaany ma bohatt madad dety hain hamy apny gharo ma planting karni chaye ye behadd mufeed hai.
                  Disadvantages:
                  Planting ky as such koi nuqsanat samny nahi aty lekin gharo ma planting ka aik ye nuqsaan dekhny ma samny ata hai ky summer season ma in plants par keery makory or machar parwarish paa jaty hain jo ky hmary liye beemariya paida kar ky nuqsaan ka baais bnaty hain. wsy isky mazeed nuqsanat nahi hain isky benefits bohatt zyada hain.
                  hamy apny gharo ma planting zarur karni chaye ye hmary ghar ky mahol ko khushgwaar bna dety hain.i hope ap mri post ko like karen gy or meri ye post apky liye mustafeed saabit hogi. JazakAllah !
                  • #24 Collapse

                    Re: ye review gharon main planets lagany per mubni hay.

                    A. oa doston umeed h ap sab krait sy hun gy... aj bhi ham hmesha ki trah ap k sath k sath ak important point p discuss kren gy... r umeed h apky knowledge mn izafa hoga.... aj ha hmara review hy plants p mabni hy... ghr mn lgany waly plants py h... jesy k ap sab hi is bat sy waqif hn k bht s logon ka yh hobby bhi h k woh jab bhi free hoty hn to unka kam hi yhi hota h plants ko set krna r new plants lgana.... is k bht s faidy hn... but is ky kuch khas nuksan nh hoty... but fr bhi sab ka zikr krna zarori hy....

                    *Advantages*

                    ghr k andar plants lgana bhi bht achi cheez hy... q k yh ghr ki khobsorti mn izafa kr dety hn.. r plants ki wja sy hmary ghr ki look bht hi achi ho jati h... r in ki khushbu sy dil o damag ko bht hi zyada sakoon milta hy.. mkuch log apny ghr mn lagy hoy plants mn Beth kr apni thkan bhi dor krty hn r agr unka Beth k krny wala koe kam ho to isi jga Beth k krna pasand krty hn. is k ilawa bht s logon mn apny ghr k andr matlb rooms mn bhi plants lgay hoty hn... jis ko wja sy unka ghr bht hi dill kash manzar pesh kar rha hota hy...ls k ilawa kuch plants aesy bhi hoty hn Jo size mn thory bry hoty hn r garmi k mosam mn ham un k saey k nechy bhi bethy hn....is k ilawa is ka ak faida yh bhi h k hm kbi bore nh hoty hm jb bhi inko dekhty hn to hm relax ho jata hy..... is k kuch nuksaab bhi hoty hn in ka zikr bhi hmary leay bht zarori hy....

                    *Disadvantages*

                    Plants ky lgany sy kuch khas nuqsan to nh hoty magar phir bhi kuch nuksan hoty hn jin ka zikr hmary leay zarori hy...... in k lgany sy hnary ghr bht gand bhi ban jata h q k kbi kbi aesa mosam ata h k sary plants dry hony lag jyty hn jis ki wja s jb bhi hawa ati h to is ki wja s inka gand sary ghr mn pheel jata hy..is k ilawa in mn rat ko kuch insects bhi aa jaty hn Jo k hmary leay bemar ka sabab banty hn... umeed h apko hmara aj ka yh review pasand aya hoga..... thanks..
                    • #25 Collapse

                      Re: ye review gharon main planets lagany per mubni hay.

                      Asslamolikum !
                      Aj ma jis topic ka jawab deny ja raha ho wo ghar ma plants lagany par mabni ha is kay bary ma ham tafseelan bat kary gan or is ky faidy or nuqsant ko dekhy gaj to umeed karta ho is say apko kafi faida ho ga to ham start karty han plants lagan ek boht achi adat ha or un ka khyal rakhna bhe boht acha ha or jis jaga pr plants lagy hoty han wo jaga kafi pyari or achi lagi ha or plants say hma boht zada faid hasilo hoty han aj kal to logo nay plants ko katna start kar diya ha jo boht buri bat ha jis say hmari oxygen bhe kafi kam ho rahi han or hmari janglat a kafi kami ho rahi ha jis ki wja say oxygen ma bhe kafi kami ho rahi ha or hamri ozone layer ma bhe kafi zada kami a rahi ha jo hmary liye boht zada khtra ban sakti ha or agr ham plants lagana start kar day to ham boht zada faida ho ga hamari enviroment ma boht zada azafa ho ga or hma kisi qisam ka koio bhe masla ka samna nahi kana pary ga or ap ka life cycle bhe boht zada axha or normal ho0 jay ga.
                      Nuqsanat ;plants lagany kay koi bhe nuqsanat dekhny ma samny nahi aty han.
                      • #26 Collapse

                        Re: ye review gharon main planets lagany per mubni hay.

                        ji members kya hal hai aapka Amit karti hun ki aap thik honge aur apna Kam bahut acche se kah Rahe honge aur apna Kam bahut acche se karne se hamen bahut jyada fayda hasil hota hai agar Ham apna Kam acche se nahin karenge aur main se nahin karenge to hamen benefit nahin hoga balke hamara time hi best hoga isliye hamen chahie ki Ham apna Kam bahut jyada hi acche aur bahut jyada mehnat se current ok hamen fayda ho aaj ka jo review hai vah hai plants ke bare mein jaisa ki aap ko pata hai ki plants har Ghar mein Hi lagaye jaate Hain plants ke lagane se ghar mein bahut jyada raunak aur ghar ka mahal bahut jyada khush Kumar ho jata hai plants har tarah ke hote hain aur plant ki dekhbhal karna bhi bahut jyada jaruri Ho jaati hai agar aap plant ki dekhbhal nahin karenge to vah bahut jaldi kharab ho jaenge isliye Ghar Ham apne gharon mein plants laga Rahe Hain to hamen chahie ki hamein ki bahut jyada dekhbhal Karen aur time to time in ko Pani Dena aur in Kota Mamta chijen maiya Karen Jo inke liye jaruri hoti haighar mein agar Ham plants lagate Hain to usse Ghar bahut jyada khush Kumar ho jata hai aur agar Ham phool wala viral kahate Hain to ghar mein khushbu bhi Ho jaati hai isliye hamen chahie ki Ham jyada se jyada ghar mein plants lagaen aur unko Bata de se Pani de aur international Man ka khyal rakhen
                        • #27 Collapse

                          Re: ye review gharon main planets lagany per mubni hay.

                          this the one of the serious topic thi we have discus y hr 1 insan ki zmiadari h mahool ko saf rkhna pr ghor my planet lgany
                          sy ghr ky mahool my nihayt khobsorat manzr pasih krty h or ankho my thandk bhi deti h
                          pody na sirf mahool phtr blky hmmy giza bhi dery h jo hmmare jism ko zrort h to hmy aj sy y ehad krna chaya Ky hmmm hr ghr ky bahir
                          kam az kam 2 pody lgy gy sunty h jis ny 1 poflda lgaya usny jannat my 1 poda lgaya itna bra
                          faida or neki to sb koshih kry
                           
                          • #28 Collapse

                            Re: ye review gharon main planets lagany per mubni hay.

                            this the one of the serious topic thi we have discus y hr 1 insan ki zmiadari h mahool ko saf rkhna pr ghor my planet lgany <br>sy ghr ky mahool my nihayt khobsorat manzr pasih krty h or ankho my thandk bhi deti h<br>pody na sirf mahool phtr blky hmmy giza bhi dery h jo hmmare jism ko zrort h to hmy aj sy y ehad krna chaya Ky hmmm hr ghr ky bahir <br>kam az kam 2 pody lgy gy sunty h jis ny 1 poflda lgaya usny jannat my 1 poda lgaya itna bra <br>faida or neki to sb koshih kry
                             
                            • #29 Collapse

                              Re: ye review gharon main planets lagany per mubni hay.

                              introduction

                              Aoa . dear members ummid karti hun ki aap sab khairiyat se honge aaj aapane hamare sath bahut hi achcha topic share kia haii...apny gahr men plants lagany par bat ki haii..kaisa kya aap Sab jante Hain ki Ham Sab mein se bahut sare logon ke gharon mein chote chote gardens hote hain to vahan per implants lagat aur in plants ke bahut sare advantages hote Hain Jo mein a jao ke sath share karungi

                              Advantages

                              dear members plant lagane ke bahut jyada fayde hai agar hamare ghar mein jagah hai hamare pass chhota sa garden hai to implant lagaen aur ham har kisam ke aur har har colour ke paudhe laga sakte hain agar hamare pass Khali jagah hai to Ham vahan per mitti mein laga sakte nahin to Ham gamlon main har kisam ke Jo ki khubsurti mein take important role play karte hain in plants ke bahut sare advantages hai sabse pahle advantage to yah hai ki yah hamare ghar ki beauty main job karte hain dusra kariye bade ho jaate Hain to draught Ban jaate Hain trees Ban jaate Hain to unko siya ke liye use kar sakte hain Ham agar aap aise plant laga Rahe Hain Jo fruits wale Hain to aapko fruit se mil sakta hai aapko fayda ho sakta hai kar aap vegetables laga Rahe to aapko vegetables mil sakti hai iske alava hamari year question of rakhte hain aur mein oxygen dete Hain you plants ke bahut jyada advantages hai to mujhe kya apne ghar mein different plants and HIV flowering ho ya foodie

                              Disadvantages

                              dear members plants ki vaise to Koi vikas advantages nahin hai magar kuch plants aise hote Hain Jo yaadon mein chahte Hain matlab unke Jo leaves hote hain vah counting news t-shirt karte rahte Hain to bahut ban jata hai aapko mere review pasand aaya hoga thanks
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: ye review gharon main planets lagany per mubni hay.

                                Plant hamari zindagi ka aik eham juz hain. plant maholiyati alodgi sy insano
                                ko mehfooz rakhty hain. suboh saweray
                                kisi baghechay main nangy paon chel
                                qadmi krna ya wardish krna bhe insani
                                sehat ko barqarar rakhny main madad
                                gar sabit hoti hy. sboh saweray darakhton
                                par praay shabnam ka qatray bhe apna aik
                                alag asar rakhty hain. darakht lganaay ka beshumar fawaid hain. jin main sy chand
                                aik mandarja zail hain.
                                Advantages:
                                Aik darakh aik saal main 10 air conditioner
                                ka brabaer musalsal Hawa daita hy. 60
                                pound aloda hawa ko saaf krny main
                                madad daita hy.yeh jawa ko saaf krta
                                hy ore maholiyati alodgi sy bachataay
                                hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X