ye review gharon main planets lagany per mubni hay.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ye review gharon main planets lagany per mubni hay.
    ADVANTAGES,dear forum members agar ham apnay gharonki khubsurty ko barhan cahhtay hain to hamko apnay gharon main khubroot phool laganay say ham usay aur bhi ziada khubrot bana saktay hain unki khushboo raat k wakt hamaray pooray ghar ko aik dilfraib manzar daity hay jisk sath sath hamko aisa bhi feel ho sakta hay k jaisay haamra mined aik fresh mined ban jata hay isk sath sath ham apnay ghar main barray barray pouday bhi laga saktay hain jin say hamko garmion main saya bhi milta hay to hamko inhain apnay gharon main zarur lagana chaye. DISADVANTAGES,dear jaisay hamko in say khashboo milty hay jaisay hamko in say khubsurty milty hay waisay waisay in k kuch hamko nuksanaat bhi miltay hain jub yeh phool khushak ho jatay hain aur kuch k phholn pay he aisi aisi bimarian aa jaty hain jin k sath sath raat ko hamko macharr bhi tang karta hay to hamko aisay halaat main in bimarion ka bhi khayal rakhna bay had zaruri hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ye review gharon main planets lagany per mubni hay.

    Gharon me esy plants lagany chaye jes ki care be ham easily kar saken aur jo long time tak hamy fiada be de aur hamy profit be kesi had tak es se ho saky, home based indoor plants ki agar bat ki jaye to es ki maintenance karna zarori hoti hay, low maintenance ki waja se ya per water ki kami hamari sari mehnat zaya kar sakti hay, indoor plants jo be apny ghar me lagany ki koshish karty hey wo har tarha se ye planing karty hey key asani se en ki care ki jaye aur water ko daily base par es key ley available kar dia jaye, ham apny ghar me different type key plants laga sakty hey ye har kesi ki apni marzi par depend karta hay.
    • #3 Collapse

      Re: ye review gharon main planets lagany per mubni hay.

      Ji han main aapki baat se bilkul sahmat Ho Hamen Apne gharon Mein planets Lagane chahie Kyunki Inki vajah Se Hamare ghar mein Raunak hoti hai aur Khushboo acchi Aati Hai Kyunki air pollution ki vajah se bahut jyada pollution ki vajah se sehat kharab ho Jaati Hai To isliye apni sehat ko Behtar aur accha banane ke liye jaruri hai ki Apne gharon Mein planet lagaen aur Jyada Se Jyada Jagah per planets Gaye Taka pollution khatam ho aur ek acchi aapko Hawa aap ko Hasil ho sake Jiski vajah se aap apni sehat Ko Bata Bana sake
      • #4 Collapse

        Re: ye review gharon main planets lagany per mubni hay.

        Kitchen gardening ka naam her aik nay suna hoga. Ghar mai plant laganay ka Matlab sirf apnay lawn mai pooday laganay say nahi hota hai. Plants lagana aur plantations kerna bohat acha shoq aur hobby hai. Jiss say bohat achi masrufiat mill jaati hai. Agar issi shoq ko faiday kay liye bhi use ker Lia jaey tou bohat acha hai. Kitchen gardening aik bohat acha shoq bhi hai aur faidamand bhi hai. Kitchen gardening bhi plantation ki he aik kisam hai jiss mai apnay ghar mai vegetables lagai jaa sakti hai aur unhain apnay daily kay use mai laya jaa sakta hai.

        Gharoo mai plantations ya gardening kay liye Agar ziada jagah na bhi ho tou uss kay liye abb barey gamlay bhi available hain jinn mai sabzi aur poday aur phool waghaira lagaey jaa saktay hain. Aur unn kay elawa bhi Agar koi metalic drums ho ya kuch aur aisi he cheezain ho jinhain plant pots kay tore pay use kia jaa sakey tou yeh bohat healthy activity hai. Gharoo mai poday laganay ka shoq insaan ko khush aur tazaa dum rakhta hai is liye isay zarur apnana chaiye
        • #5 Collapse

          Re: ye review gharon main planets lagany per mubni hay.

          Gharon main Plants lagana:
          Advantages:
          Sar ji agar aap Karam Hai plants Lagate Hain To aapke ghar ki khubsurti mein do Bhala ho jata hai aur aapka kar bahut Khubsurat Najar Aata Hai
          Gharon Mein plant Lagane Ki vajah se aapka Ghar fresh Najar Aata Hai aur aap aap Jab Bhi ghar mein dakhil hote hain to aapko Dekhkar dil ka sukun Milta Hai
          Agar aapke ghar mein Jagah hai aur aap kya ghar mein plants lag sakte hain to aapko chahie ki Jarur lagaen aur plant lagana weather ke liye bhi bahut Achcha hai Kyunki plant jitne Jyada Honge Itna Jyada uska Tarika weather Achcha hoga
          Disadvantages:
          Plant Lagane ke Koi disadvantages nahin hai aur mere Khyal Mein sabse Jyada advantage plant lagane ka hai Jiska Koi disadvantages Nahin Hai
          • #6 Collapse

            Re: ye review gharon main planets lagany per mubni hay.

            As-salamu alaykum trading members
            doston plants Ghar Ki Raunak Badha dahte hain yah Jis Jagah Lagaye Jaate Hain yah vahan ki khubsurti ko bhi Badha Dete Hain aur Char Chand Laga Dete Hain.
            Doston Pakistan mein plants ki tadad bahut kam hoti ja rahi hai yah Hamen oxygen frahem Karte Hain. Hame plants Jyada Se Jyada Lagane chahie🎋🎄🎍
            doston plants ghar mein Laga Ne Se Ghar Ka mahaul Khubsurat aur dil khush ho jata hai.
            Rang birange Phool aur paudhe Hamare Ghar Ki zeenat ko aur bhi Badha Dete Hain🌱🌳🌿🌷🍄🌹🌸.
            • #7 Collapse

              Re: ye review gharon main planets lagany per mubni hay.

              Salam dear member aapne bilkul sahi kaha ki agar ham apne ghar ki khubsurti ko barhana chahte hain to hamen chahie ki ham isko kisi na kisi tarah se khoobsurat banaya aur aksar ham isi tarah karte hain aur hamari koshish hoti hai ki ham apne ghar ko khubsurat se khubsurat banaen aur sabse hatkar banae kyunki ham apne ghar ko bahut hi mehnat aur dil se banate hain aur is tarah hi hamari har waqt hi khwahish hoti hai ki ham apne ghar koBahut tarah se khubsurat bana sakte hain lekin sabse best aur aasan tarika hai ki ham apne ghar mein phool aur paudhon ki tadad mein azafa karen aur apne ghar ko din se bhar de Kyunki isase na sirf hamare ghar ki khubsurti mein ijafa hota hai iske sath sath khushboo aur hamen inko dekhkar achcha mahsus hota hai garmiyon mein gharon mein lage hue paudhe yah phool bahut hi faydemand sabit hote hain Yah dharaon mein khubsurti ke sath sath hamari sehat aur hamare mind ko bhi fresh karte hain jab ham subah so ke uthe hain to hamari najar jab phoolon yad green per ton per padati hai to hamari subah maszid ko khubsurat ho jaati hai Aur jo insan paudhe lagata hai ya unki national man karta hai to uska to alag se hi paudhon se pyar aur ek rishta ban jata hai aur vah unka bahut khyal rakhta hai Gharon mein paudhe ya kisi bhi jagah mein paudhe ho to vah abohawa acchi ho jaati hai aur ghar ka mahaul aur use jagah ka mahaul bhi bahut kuchh aur achcha ho jata hai
              • #8 Collapse

                Re: ye review gharon main planets lagany per mubni hay.

                Ye Pyaar Bhi Ek Bar aapane bilkul sahi kaha hai ki agar Ham Apne Ghar Ki khubsurti ko Behtar Chahte Hain To Hamen chahie ki Ham isko Kisi Ladki Sidhi Tarah Se Khubsurat Banaye aur Aksar Ham Is Tarah Karte Hain ki aur Hamari koshish hoti hai ki Ham Apne gharon Ko Khubsurat se Khubsurat Banaye aur sabse Hatkar banae Kyunki Ham apni ghar ko bahut hi mehnat Aur Dil Se banate hain aur Is Tarah hi Hamari Har Waqt Ki Awaz hoti hai ki Ham apne ghar ko bahut Tarah Se Khubsurat banaa sakte hain lekin sabse best aur Aasan Tarika hai ki Ham Apne Ghar Mein Phool aur paudhe Ki tadad Mein Wafa Karen aur apne ghar ko Din Se a birthday Kyunki isase na sirf Hamara Ghar Ki khubsurti Mein izafa Hota Hai iske sath sath Khubsurat aur Hamen ine Dekhkar Achcha mahsus hota hai garmiyon mein donon mein paudhe Lagate Hain jisse Hamen bahut ki Khushboo milati hai aur Hamen bahut accha feel Hota Hai
                • #9 Collapse

                  Re: ye review gharon main planets lagany per mubni hay.

                  PLANTS🌲🌱🌴🌵🌾🌸
                  Assalamu Alaikum Dosto ummid karta hun ki aap log khairiyat se Honge Doston gharon Ki Ronak badhane ke liye ghar mein plants Lagaye Jaate Hain yah gharon ki Aur Bhi Jyada khubsurti ko badha Dete Hain bahut hi Jabardast aur Dilkash treeKa se Hamare ghar ki sajawat karte hain yah. Plant hmari Zindagi Mein vaise bhi bahut jyada kirdar ada karte hain bahut ahmiyat ke hamil hote hain yah Hamen oxygen frahem karte hain Iske alava yah khubsurti Kabhi 22 hote hain Agar Ham ghar mein iska use Karenge to dekhne Walon Ki Aankhon Mein Ek Khubsurat Sa Pyar de deta hai. Plants Dekhne Mein To Khubsurat hote hain aur Iske flowers Ek tazgi de dete Hain. Rang birange Phool aur paudhe Hamare Ghar Ki Raunak aur zeenet ko badhane ke sath sath yah Hamare ghar ko bahut hi sa mahol Dete Hain.THANKX🌸🌻🍁🌺🌷👍
                  • #10 Collapse

                    Re: ye review gharon main planets lagany per mubni hay.

                    Ghrailoo plantation ab bohut loog ker rahay hay . Ghar may ab kitchen gardening ka bi bohut fayda ho raha hay. Plants say Ghar may khoobsoorti nazar aati hay . Achay aor indoor plants laganay say loogo ko ake achi aor bahtreen masrufiat bi mell jaati hay

                    ADVANTAGES

                    Indoor plants ake bohut axhi activity hay. Jo loog apnay ghar may plant lagatay hay wo sabziaa bi laga saktay hay jaysay dhaniya ,podina ,Hari mirch wagaira ko gharoo may easily lagaya ja sakta hay. Gharoo may phooloo kay pooday laganay say bohut axha lagta hay. Indoor plants oxygen bi daytay hay jo sehat kay liye bohut axhi hoti hay

                    DISADVANTAGES

                    Ghar may pooday laga kay agur safai na rakhi jay to keeray makooray bohut aatay hay. Plants ki daily care na ki jay to sookh jatay hay. Ghar kay under khoob soorat colours aor khushbu walay he phool aor poday laganay chahiye jin pay khatarnaak flies na aati ho
                    • #11 Collapse

                      Re: ye review gharon main planets lagany per mubni hay.

                      Dear friends bilkul theek kaha aapane gharon mein plants lagana khubsurti ka 22 hai kitchen gardening aap ne naam to suna hoga yah apne lawn mein sabziyan phal phool lagan ka naam hai gharon main paudhe lagan ke advantage aur disadvantage per baat karte hain

                      Advantage,,,
                      Gharon mein paudhe lagane ka advantage bahut zyada hai aap apne a Ghar ke lawn mein mukhtalif kism ke sabjiyan aur phal laga sakte hain aur phoolon se apne lawn khoobsurat banaa sakte hain pudina Hara dhaniya Shahbaz mirch tamatar yah bahut aasani se lagaye ja sakte hain agar aapke pass lawn nahin hai tu gamlon mein b ugai ja sakti hain aur jyada mehnat ki zarurat nahin hoti phool jo ki aap ke logon ko khubsurat banane main help karte Hain khoobsurat parindey aapke a lawn chaktay Hain sabza aankhon ke liye freshness hi
                      Disadvantage,,,
                      Gharon mein paudhe lagane ka disadvantage kam hai is mein aapko effort jyada karni padti hai aur guddi aur Pani e ka khyal rakhna padta hai hi mawsmai paudhon ke liye bahut jyada effort ki zrurat hoti ha insect ke liye sapre bahut jaruri hai nahin to aapko pareshani Ho
                      • #12 Collapse

                        Re: ye review gharon main planets lagany per mubni hay.

                        Daer friends umeed kar ta hoin ka ap sab thak hoin gay ye review gharon main plants par mabni hay ghar ma plants laga ni ka bot zaida faida ha agar ap ka ghar main bary plants hain to ham log is ka nachy bath sakty hain or sakon say so sakty hain or aram kar sakty hain ya both achi bot ha ka hum in ka nachy bat sakty hain or hamary ghar main plants hain to hamary ghar ka mawol saf raga or agar hamary ghar main coty plants hain to who hamary ghar ke khabsortyi ko braty hain gi say hamara ghar bot he khabsorat ho gata ha or plants hamy oxigan daty hain jas say hamary ghar that raty ha or ghar main rany walo ka chan ka sonce naseb hota ha or who chain say zingi gazarty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: ye review gharon main planets lagany per mubni hay.

                          ye review jo h ghro me plants lgany pr mubni h ghro me plants lgany se khobsurti ati h agr hum bry plants lgay to un ka fyda ye hota h k saya dar hoty h jin ki wja se thandi hwa ati h planta se ghr ka mahool acha lgta h choty plants me sbziya lga skty h or phool wagera jinki khusboo ird gird pheel jati h plants humy oxygen b frahum krty h jis k zriye hum sans lete h plants humari zindgi me ihm kirdar ada krty h aj kal aksr zydatar gro me plants lgy howe h jo k hr ghr ki khubsurti ka bays bn rhy h ghro me hum sbziya b lga skty h humy time pr unka khyal krna cahie hb pani ki zrort ho to pani dena cahie or uski sfai ka khas khyal rkhna cahieghr k andr khubsurt colour k phool lhany cahie jo k humry ghr me khubsurti laty h jis ki wja se humara ghr khubsurt lgta h plants ko hum hobby k toor pr b lga skty h ta k humara farig time plants ki dekh bhal me guzry
                          • #14 Collapse

                            Re: ye review gharon main planets lagany per mubni hay.

                            bohat hi acha review share kiya ha ap ne hum ghruo mn planets ka istamal kr sakte hein jaisa k hume pta ha k gamri hein ur gamriuo mn hamre mulk mn light ki bohat problem hoti ha agr hum garmi se bachna chahte hein tu phr hum apney ghr mn planets ka use kr k bach sakte hein is k advantages ur disadvantages k bhrey mn bat krte hein .

                            advantages .
                            bro is ko use krne se hum gamri se bach sakte solar system soraj se bijli peda krta ha is ko sarif hum doop py hi use kr sakte hein agr hum rat py be use krne chahte hein tu phr hume eik batrrey ki zahrorat hoti ha jise hum is ki bijli ko jama kr saken ur phr hum ise use kr sakte hein bad mn .
                            disadvantages
                            bro ye system set karwane k liye hume kafi pasiuo ki zahrorat hoti ha hum apney ghr mn chotey se chota system be lagwa sakte hein ur bharey se bhara ye hum py depends krta ha ur is ka koi nuqsan nai ha ye soran se bijli peda krta ha ye ur hume apney set ki care be krni lazmi ha eshi jaga py hona chaiye jahan bachne ya koi ye cheez ka ja saken jise set ko koi kharabi ho
                            :1f60d: hard work :1f60d:
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: ye review gharon main planets lagany per mubni hay.

                              Dear aapane bahut bhi different Sa topic apni review ke liye select kiya hai no doubt aapke review ke bad agar koi member is ki taraf focus Karke apne ghar mein different plants Laga lega to ji aapke liye ek bahut hi acchi achievement Hogi Kyunki yah Ek aisa tapak hai Jiske bare mein bahut Sare members ko Khayal Nahin rahata Ki is ki Kitni importance hai aur ham is faciality ko apne ghar mein utilise Karen.

                              Agar aapke ghar mein different type ke plant Lage hue hain to usmein aap ko health ke Hawale se bhi bahut jyada advantages Mil Rahe hote hain Kyunki yah aapko oxygen provide karne mein aapki bahut jyada help karte hain iske sath sath aapke ghar ki decoration ko increase karne ka bhi bahut important role play kar rahe hote hain aap Kuchh chahie ki aap bhi Apne Ghar Mein Ek separate portion is purpose ke liye select Karen aur usmein different types ke plant Laga Le Agar aapke ghar mein mein Itni space hai to aapko lajmi apne ghar mein plant Laga Lene chahie.

                              Dear Kuch Aise log hote hain jinki ghar mein bahut jyada space Nahin Hoti to vah bhi is college me apne ghar mein Laga Lete Hain Kyunki vah iski importance ko acche tarike se Jante hain lekin Jin Logon ke ghar mein Kafi space Hoti Hai for example village mein Logon ke ghar bahut Bade hote hain aur unke Paas Kafi extra space bhi Hoti Hai To vah apne ghar mein bahut Sare plant Laga sakte hain aur apne ghar ko Khubsurat banane ke sath sath apni health ke bare mein bhi bahut safety Hasil kar sakte hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X