yeh review headbaloki tafreeh mukaam per mubni hay.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    yeh review headbaloki tafreeh mukaam per mubni hay.
    FAIDAY

    ,dear agar aap main say kisi ko ittefaq ho k wo headbaloki jo phoolnagar [bhai pheru] k nazdeek hay wahan say river ravi main say kaafi sari canals nikalty hain wahan k manzar bahut he dilkash hain wahan say hamko ravi ki fresh fish bhi milty hain jinka apna he maza hay aur agar ham sath he daikhain to aik safari park hay jis main bahut saray janglaat ko unhone artifishal tareekay say moderate kia huva hay aur us k andar zoo bhi banaya gaya hay jo k apna aik bahut dilfraib manzar paish karta hay is liye hamko aisi sair gah main zarur aik baar jana chaye aur apni life say lutaf andoz hona chaye.

    NUKSANAAT,

    dear jahan is jagha k itnay faiday hain wahin say hamko aik baat k dar ka bhi sath sath khayal rakhna must hay k wahn say river ravi say takreeban 3say 4 canals nikalty hain aur aik dar wala manzar paish karty hain jis say kabhi bhi kisi hissay ko nuksaan ho sakta hay is liye hamko pull k zaida kareeb baith kar nai daikhna chaye aisa na ho k ham kisi maslay ka shikaar ban jayen.
    Last edited by ; 23-05-2020, 07:07 PM. وجہ: Edited Formating
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: yeh review headbaloki tafreeh mukaam per mubni hay.

    dear aapane Hamare Sath Ek bahut hi Achcha aur bahut hi badhiya review share kiya hai aur Main aapko appreciate karna chahta hun ki aapane a Hamare Sath Apna experience share kiya hai aur Humko Pata Chala Hai Ki is public. Ki Kitni value hai aur is public. Per Kitna Jyada jaane ka fayda hai aur is public place per jaane ke yahan ko kitne Jyada advantages Hasil ho sakte hain Kyunki sher aur tafri outing bahut jaruri hai Kyunki outing agar aap Nahin Karte Hain To aap ek Jagah per baithkar tang a Jaate Hain aur aapko problem ho sakti hai so Agar aapko Milte Hain FIR Aate Hain To aapke liye bahut accha hota hai ki aap aap fresh ho sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: yeh review headbaloki tafreeh mukaam per mubni hay.

      Head baloki basically natural gas power plant be hay aur dam be hay jes ko 2018 me complete kar dia gia hay ye out door adventure ka sab se acha spot hay jes me hunting aur fishing ki ja sakti hay, ye spot Ravi river key nazdeek phool nagar me hay es spot ka distance Lahore se 65 kilo meter hay, es dam aur gas power plant ka name es key village (baloki) key name par raka gia hay, yaha key khobsorat points tourist ko apni taraf laty hey es point ki sab se achi bat ye hay key yaha par har tarha ki hunting aur fishing ki ejazat hay bahot se log siraf fishing key ley be yaha ka visit karty hey aur photography karny key ley be aty hey.
      • #4 Collapse

        Re: yeh review headbaloki tafreeh mukaam per mubni hay.

        ASLAM O ALIKUM DOSTON,
        DEAR
        App janty to hei ke yeh review very interesting hei kiun ke yeh Park Head balloki ke bary mein hei . Dear yeh ik esaa park hei jo ke naturaly grassy planted hei yehan par qudratt bohatt ki bohatt meharbanee hei .ydur dur sy yehan tafreeh kelye atty hein our mehzuz hotty hein .jo koi bhi yehan ik bar ajata hei wo bar bar atta hei ,logg yehan ke dewany ho jatty hein. yeh park hamary shan hei .
        Adress;Head Balloki,Bhai Pheru Punjab PAKISTAN.
        City; kASUR.
        Province; Punjab.
        Head Balloki Lahor sy 64km ki dury par hei our iss ke ilawa yeh Bhai pheru par Ravi River par hei.
        Open; 9.00am-6.00pm.
        Owner; Rana Shaukat Mehmood and his family.
        yeh park 2018 mein mukammall huwa thaa .Iss park mein hunting our fishing bhi ki jatee hei .
        • #5 Collapse

          Re: yeh review headbaloki tafreeh mukaam per mubni hay.

          Hi friends umeed hay kay ap sab thak hon gay or ya review headbaloki tafreeh per hay dosto ya head kashur main wakia hay haum ic pey sardi main
          gay thay or ic wqat boot taze air chal ri thi or hum nay ic main booting bi key or ic kay bad hum nay ic say fich frie kray or ic kay bod wo enjoay ki or pher hum ic per pharty ray or ic ka bad hum sham ko wafas ay gay
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: yeh review headbaloki tafreeh mukaam per mubni hay.

            ye review headbaloki tafreeh k mukam pr mubni h jesa k ap janty ho gy k headbaloki aik bht hi dilkash jga h jis k mnazir bht hi pyary h headbaloki me aik bht bra drya h jis me fishes b h
            bht sary schools clges universties ka waha pr visit hota h schools k trips wagera jaty h headbaloki me aik bht bra zoo b h jha pr hr kism ka janwar h wha pr bht sary animals dekhny ko
            milty h jinko dekh kr dil bht khush hota h dil ye krta h bnda bar bar dekhy aese mnazir humy apni life timne me zror dekhny cahie apni family k sqath ya anpny schools k teachers k sath
            or headbaloki k sath aik sfari park b h wha pr aik bht bra reception b h jha pr seeshy b lgy h or wha washrromm ka b arrange b h wha pr khany piny ki b kafi cheezy h wha pr stool b lgy hoe h
            jb headbaloki ka drya dekhny jaty h to nechy drya me 2 boats b h motor wali boats h jin pr hum beth kr ghom m skty h wo drya ka pani bht thanda hota h bht hi zyada thanda h

            اب آن لائن

            Working...
            X