Ye Review Online Banking in Pakistan per mubni hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye Review Online Banking in Pakistan per mubni hai
    Online banking in Pakistan
    Online banking vo facility hai jo Bank Apne customers ko Web ke jariye provide karta hai aur internet ke jarie hai banks ke account holders money transfer kar sakte hain mein nahin receive kar sakte hain aur different transactions kar sakte hain
    Advantages:
    Online banking ke aapko bahut Sare fayde Hain Musalman aapki time-saving hoti hai
    Agar aap online banking karte hain to uska quickly transaction show ho jata hai aur aapko Kisi bhi line Ja Kisi bhi Rashi se Fark Nahin Padta
    Online banking physical destinations per bilkul depend nahin karta aur aap Kahin bhi kisi bhi Jagah Baithe Apne account Se Kisi bhi Jagah apni e amount transfer yah receive kar sakte
    Online banking bahut Sare banks mein main Pakistan mein main maujud hai hi aur aap aap use kar sakte hain
    Disadvantages:
    online banking mein frauds bahut jyada ho rahe hain aur aapki amount sev Nahin Hai
    Online banking main baccha bahut jyada hote hain aur aapko apna account hack hone ka Khatra hota hai jisse aapki security Sahi Nahin rahti
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye Review Online Banking in Pakistan per mubni hai

    Advantages

    Ji aapki baat bilkul theek hai online banking ke jarie Ham apni transaction ko bahut jyada Hi Bana Lete Hain Kyunki Jab Ham bank timing of Ho Jaati Hai To Uske bad Koi transaction karna chahte hain to uske liye Hamare liye Jaruri hota hai ki Hamen ATM ka istemal karna padta hai lekin Agar Ham ATM Ka istemal Karna Chahe to uske liye Hamen Fir Bhi ATM Tak Jana padta hai lekin use Halat ko Shahar banane ke liye online bank services jaise ki aap web portal per jakar use Apne online bank ko use kar sakte hain aur easy apni payment ko transfer kar sakte hain jo ki bahut hi accha Tarika hai

    Disadvantages

    Online bank system ka sabse bada disadvantages Yahi hota hai ki aapka Agar user password hack Ho Jaaye to aap ki payment transfer Ho Jaati Hai Aur aapko loss ho sakta hai to isliye uski security ko bahut hi hi normal Nahin samajhna chahie aapko Ek Hi security rakhni chahie ya FIR aap Bank ka istemal Karen
    • #3 Collapse

      Re: Ye Review Online Banking in Pakistan per mubni hai

      Online banking aik aisi development hai jiss ki wajah say banking system bohat asaan hogaya hai. Online banking ki wajah say ab sirf bank kay timings ko observe kernay ki mohtaaji he khatam ho gai hai. Pehlay yeh hota Tha kay bank kay timing 9 say 5 tak hotay hain jiss ki wajah say uss say pehlay ya baad mai paisay bhaijnay aur mangwana mumkin he nahi hota Tha. Laikin phir atms ka four Aya tou kuch sahoolat hogai. Atms bhi door door honay ki wajah say aur atms pay cheena jhapti ki wajah say bohat say masaael Ana shuru hogaey tou online banking ka dour agaya. Online banking Pakistan kay taqreebun her bank ki he available hai. Online banking say ab 24 ghantay kisi bhi din paisay bhaijna aur mangwana koi masla he nahi raha hai. Online banking ab internet aur Android mobiles ki wajah say bohat he asaan ho chuki hai. Sirf apnay log in details ko mehfuz rakhnay ki zarurat hoti hai kay woh hack na ho jaey
      • #4 Collapse

        Re: Ye Review Online Banking in Pakistan per mubni hai

        Pakistan mein bahut Sare Bank online banking ki facility provide kar rahe hain Jo Ham mobile account Banakar Bhi Ja Ham Kisi bhi Bank ki application download karke usmein bhi apna account Banakar login karte hain aur vahan se Ham sari transaction Shuru kar dete Hain Ham online banking ke through Ghar Baithe Baithe bahut sari facilities Aasan kar lete hain Ghar Se Hi utility bills pay kar lete hain Ghar Se Hi Agar Kisi Ko Humne agar koi amount deni hai To Ham Ghar Se Hi apne mobile se ya computer se same bank ki application Mein Apna account login Karke transfer kar lete hain aur Agar Ham International Se Koi oye amount mangwana Chahte Hain To Hamen online banking ke through yah facility maujud hoti hai ki Ham Badi aasani se isko dress bhi kar sakte hain aur jab Hamare bank account mein koi amount credit hoti hai ya debit Hoti Hai To Hamen foreign pata chal jata hai jo bahut badi facility Hai To yah facility online bahut acchi hai lekin Hamen Apne password ko security khana chahie ki agar Ham Kisi Ko bataenge yah online Humko isko share Karenge kisi ke sath to Fir Hamen bahut bada loss ho sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: Ye Review Online Banking in Pakistan per mubni hai

          Ji Assalamualaikum doston yah bahut hi Achcha review Hai online banking system doston online banking system ke zariye Ham apne mobile se Kisi bhi Jagah Kisi bhi vakat aSani ke sath paise bhej ya mangwa sakte hain agar aisa Kaha Jaaye To Hargis galat Na Hoga Ki Ham banking system ko apni Jeb Mein Liye firte Hain Ki Jab Jahan Bhi jarurat Ho isko istemal kar sakte hain online banking system Ne Hamara Karm Aur Bhi Aasan kar diya hai Kyunki ki Tamam banking timing Ek limit tak hai lekin online banking system 24 ghante available Hota Hai online banking system Mein Ek Khas Baat yah bhi hai ki Ham Saturday aur Sunday ko bhi transaction kar sakte hain Kisi bhi Jagah paise bhej ya mangwa sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Ye Review Online Banking in Pakistan per mubni hai

            Assalamu Alaikum Dosto Ye bahut hi Achcha han revive Hai online banking system doston online banking system Kesariya Ham apne mobile se Kisi bhi Jagah Kisi bhi aukat aasani ke sath paise bhej yah mangwa sakte hain agar aisa Kaha Jaaye to galat Na Hoga Ki Ham banking system ko apni job Mein liye sakte hain ki Jab Jahan Bhi jarurat Ho isko istemal kar sakte hain online banking system Na Hamare Re Ray-Ban Mare Karan aur bhi Aasan kar Diye Hain Kyunki Hamen banking timing Ek limit tak hai lekin online banking system 24 ghante available hote hain online banking system Mein Ek Khas Baat yah Hai yah bhi hai ki Ham Saturday aur Sunday ko bhi translation kar sakte hain Kisi bhi Jagah paise bhej ya mangwa sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Ye Review Online Banking in Pakistan per mubni hai

              ji bilkul ye aik achi facility hy lakin jin logon k pas internet facility nhi hoti unke lye mushkil hy, online banking se hmy ghr bethe apne utility bill jma krwa skte hn
              • #8 Collapse

                Re: Ye Review Online Banking in Pakistan per mubni hai

                Ji han bilkul main aapki baat se bilkul agri karta hun online banking ka Nizam Pakistan mein bahut jyada banta hai jaise ki online banking ke jarie aapko bahut jyada benefit hote hain Jiski madad se aap apni payment ko easily transfer kar sakte hain Kyunki iska yah benefit hota hai ki aap bahut hi fast aur acchi payment transfer kar sakte hain

                Advantages

                Mobile per payment transfer Ho Jaati Hai

                Aapko Bank jaane ki jarurat Nahin padati

                Aur ismein aap Kisi bhi time kisi bhi waqt payment transfer kar sakte hain

                Jaise ki agar aap ko raat ko payment karni hai to aap raat x Kesariya payment transfer kar sakte hain

                Aapko iske liye ATM Tak bhi Jana Nahin Padta aap ghar baithkar se payment online transfer kar sakte hain aur yah bahut hi easy aur Aasan Tarika Hai Jiske jarie aap apne account ko ghar baithkar hi handle kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Ye Review Online Banking in Pakistan per mubni hai

                  Yeah review online banking ke mutaliq hai aur ham ismein iski ki khubiyan aur khamiyan mukammal taur per discuss karenge.
                  Advantages.
                  Online banking tamam Logon Ke liye ek aisi facility Hai jiski madad se a unhen Ghar baithe apne mobile ya laptop ki madad se tamam transaction karne mein madad milati Hai jaisa ke unhen kisi bhi line mein lagne se pahle hi kam ho jata hai. Ghar baithe ho telephone bill electric city bill aur kisi bhi kishan ki fees pay kar sakte hain isliye yah ek aisi facility hai jo har user ko bahut jyada fayda deti Hai.
                  Disadvantage.
                  online baking ka advantage yah hota hai ki vah user Jo internet ko acchi tarike se istemal nahin kar sakte to chances hote hain ki vah koi galat jagah action kar sakte hain joki Na kabile wapasi hoti Hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye Review Online Banking in Pakistan per mubni hai

                    Dear online banking system se bahut jyada benefits aur advantages mile hain aur ismein almost Har Pakistani ko bahut jyada facilities provide ki Ja Rahi Hai Jab Se online banking system start hua hai use time se business ko establish karne aur ismein development karne ko bahut jyada madad Mili Hai Iske bahut Sare advantages hai jo main aapke sath Kuchh share karne ja raha hun.

                    Faidy:

                    Dear online banking system ka sabse bada advantage aapko ji hota hai ki Jab aap Kisi city mein purchasing karne Jaate Hain To uske liye aapko apne pass Jyada cash carry nahin karna hoti aur aap apni sari payment online system ki basis per kar sakte hain jis ki vajah se aapke pass cash jo hoti hai usmein risk bahut jyada minimise ho jata hai.

                    Online banking system se aapke liye purchasing bahut Aasan ho chuki hai aur aap Pakistan ke different city se a Apne required products online hi purchase kar sakte hain aur unko online payment Dekh Kar apni required products ko Apne city mein aasani ke sath Hasil kar sakte hain.

                    Agar aap sem Bank ki online facility use kar rahe Honge to ismein aapko Koi charges Nahin Dena Hote aur example Jab aap Lahore aur Rawalpindi Mein Ek transaction Kahate Hain jismein Bank bilkul sem Hai for example aap Bank Al Habib se bank Al Habib Mein Hi apni amount transfer kar rahe hain to ismein aapko Koi charges Nahin Dene Hote yah service aapko bilkul free provide ki ja rahi hoti hai.

                    Nuqsan :

                    Dear jab aap Bank mein online services Hasil karna chahte hain to sometime Bank bahut jyada overcrowded hote hain aur aapke liye Kafi problems ho sakte hain iske sath sath sometime aapki required destination wale Bank ka link down Hota Hai Jiski vajah se aap yah facility immediately Hasil nahin kar sakte aur aapko Kai bar Bank ka Chakkar Lagana Hota Hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye Review Online Banking in Pakistan per mubni hai

                      Pakistan main Mostly har bank apny customers ko online banking ki facilities provide kr rha hain jass pay har banda Sani k sth ghr bethy international level pay kesi bhi country main bethy ya apny country Pakistan main bethy kesi bhi bank account main asani k sth transitions kr skty hain ya Saholt internet ki badolt hoti hain jas pay ap log asnai k sth bgr kesi mushkil k passy kesi say lay skty hain ya bjh skty hain.........

                      ADVANTAGES..........

                      Online banking ki Saholt buht bhri opportunities hain jas ki badolt hum kesi bhi bank k rush main ya kesi muskil ka Samna ni krna phrta jab k as main humy physically tor pay koi issue ni hota hum asani k sth internet say ghr bethy passo ki transition kr skty hain jo for tor pay ho jati hain ya buht achi facilities hain emergency ki Surat main humy buht fida hota hain.......

                      DISADVANTAGES...........

                      As k kuch disadvantages hain k ya kesi bhi mistakes ki surat main humry passy zya ho skty hain aj kal online banking system main buht farad ho rha hain account Hak ho jaty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye Review Online Banking in Pakistan per mubni hai

                        Assalamu Alaikum dear friend Online banking aik aisi development hai jiss ki wajah say banking system bohat asaan hogaya hai. Online banking ki wajah say ab sirf bank kay timings ko observe kernay ki mohtaaji he khatam ho gai hai. Pehlay yeh hota Tha kay bank kay timing 9 say 5 tak hotay hain jiss ki wajah say uss say pehlay ya baad mai paisay bhaijnay aur mangwana mumkin he nahi hota Tha. Laikin phir atms ka four Aya tou kuch sahoolat hogai. Atms bhi door door honay ki wajah say aur atms pay cheena jhapti ki wajah say bohat say masaael Ana shuru hogaey tou online banking ka dour agaya. Online banking Pakistan kay taqreebun her bank ki he available hai. Online banking say ab 24 ghantay kisi bhi din paisay bhaijna aur mangwana koi masla he nahi raha hai. Online banking ab internet aur Android mobiles ki wajah say bohat he asaan ho chuki hai. Sirf apnay log in details ko mehfuz rakhnay ki zarurat hoti hai kay woh hack na ho jaey online banking system Kesariya Ham apne mobile se Kisi bhi Jagah Kisi bhi aukat aasani ke sath paise bhej yah mangwa sakte hain agar aisa Kaha Jaaye to galat Na Hoga Ki Ham banking system ko apni job Mein liye sakte hain ki Jab Jahan Bhi jarurat Ho isko istemal kar sakte hain online banking system Na Hamare Re Ray-Ban Mare Karan aur bhi Aasan kar Diye Hain Kyunki Hamen banking timing Ek limit tak hai lekin online banking system 24 ghante available hote hain online banking system Mein Ek Khas Baat yah Hai yah bhi hai ki Ham Saturday aur Sunday ko bhi translation kar sakte hain Kisi bhi Jagah paise bhej ya mangwa sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye Review Online Banking in Pakistan per mubni hai

                          Dear member , Pakistan me abi technology itni advance ni hwe jitni keh baki mulkoo me ho rhe . jitni ziada technology a rhe hy life style behtar hota ja raha hy aur roz ke kamo me bi asani ho rhe hy .

                          Introduction:

                          Online banking me ham ghar beth kar apny account se transcation kar sakty hain .ham bank ke sary mamlat ko ghar se deal kar sakty hain . Online banking se hamen bht ziada faida mila hy.

                          Advantages:


                          1- jb online banking ki saholat ni the to tab log bankoo ke andar line me ghantoo tak khary rehty
                          2-online banking se ham ghar beth kar apna account open kar sakty hain'
                          3-online banking se ham gghar beth kar transcations kar sakty hain
                          4-hamen kisi ke aagy minat karny ki zarorat ni pary ge
                          5-jo kam karny me sara din lag jata tha ab ham wh kam ghar beth kr kuch e der me kar sakty hain.
                          6-online banking se hamen kahen py bi paison ki zarorat ho jahan aas pas koi bank bi na ho ,koi ATM machine bi na ho ,tb bi ham paisy niklwa sakty hain

                          Disadvantages:

                          1-sb se bara nuqsan yeh hota hy keh hamary account save ni hoty ,secure ni hoty .
                          2-agar online transcation karty hain hamari login detail koi dhk leta hy to hamary sary paisy chori ho sakty hain
                          3- jinke pas mobile ni hota ,unhe yeh saholat samajny me bht mushkil paish ati hy
                          4-internet ka issue bi ban sakta hy.agar kahen par signals ni hoty to ap ko transcatio ki bi access ni mil sakti .

                          Conclusion:
                          Me ap logo ko bi yhe suggest karong akeh online banking se istifada hasil karen aur apna qeemti time bachaen .ap gahr me beth kar ghar ke kam bi kar sakty hain aur bank ke related bi sary kam kar sakty hain .
                          • #14 Collapse

                            Re: Ye Review Online Banking in Pakistan per mubni hai

                            Aapane discussion ke liye bahut hi Achcha topic use Kiya Hai online banking ke bare mein Ham Apna experience and knowledge aapse share Karenge ki online banking se Ham Kya fayde Hasil kar sakte hain online bank ki zariya bahut hi acche benefits Hasil kar sakte hain Ham Apne payment ko mobile ke jariye easily transfer kar sakte hain online banking bahut hi jyada famous ho chuki hai is Kajari Hamen Babar Bank jaane ki jarurat Nahin padati e Hamari Mani mobile ke jarie transfer Ho Jaati Hai online banking Ji ek bahut hi acchi facility hai Pakistan mein different online banking maujud hai

                            Jo online banking ho rahe hain vah jyadatar mobile application per ho rahe hain aur internet aur computer application per bhi ho rahe hain Ham Apne account ke sath apne ghar mein baith kar apne mobile phone ke sath Apne transaction kar sakte hain online banking system 24 ghante available hota hai is main Saturday aur Sunday ko chhutti Nahin Hoti Ham Apne money transfer bhi kar sakte hain aur apne money mangwa bhi sakte hain online banking se aap bahut se advantage Hasil kar sakte hain online banking Kesariya Ham Kisi bhi time Apne money ko transfer kar sakte hain online banking ka ek bahut hi accha Tarika hai online banking Ko samajhna Koi Mushkil Baat Nahin Hai Ham is easily samajh sakte hain aur Apna Kam kar sakte hain hamare pass online banking ki ek bahut hi acchi facility hai hai Iske jariya Mein Mani ko transfer karne ki koi bhi tension Nahin Hoti Ham easily apni money ko transfer kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ye Review Online Banking in Pakistan per mubni hai

                              Forex trading Mein kam karte hue Hamen onlinebanking ke bare mein Achcha knowledge Hona chahie Hamen Aam Taur per bahut se bank Aise mil Jaate Hain Jo Hamara account bank Mein free open kar dete hain aur vah Hamare paise bhi sambhal kar rakhte Hain Jab Bhi Ham bank se paise mangne Jaate Hain To vah Humse koi bhi charge Nahin lete Jahan per cash Rakha Jata Hai vahan security sakhti maujud hoti hai Bank karodon Mein deal Kart Jo Ham Bank Mein Apne paise Jama Karvate Hain To vah paise Hamare Bank Mein maujud hote hain aur Bank Hamare paison ka ki Kisi dusron ko loan De Deti Hai Jab Hamen paison ki jarurat Hoti Hai To Ham bank se apne paise Wapas Le Lete Hain State Bank mein hai

                              Cash Dena Bank ke liye Mushkil Ho Jata Hai To Ham Apne paise account kaise Hasil Karte Hain Jab Ham Bank mein Main Apne paise Jama Karvate Hain To Hamen Bank Mein Apna account open karvana padta hai Jab Bank Mein Hamara account open ho jata hai to Jab Hamen paison ki jarurat hoti hai to bank Hamare paise Hamare account mein transfer kar deta hai aur paise Hamare account mein a Jaate Hain Bank mein bahut se log Apna account open Karvate hain aur apne paise Jama Karvate Hain To Bank mein jo paise Jama hote hain Sabke to Jab Kisi Ko loan ki jarurat hoti hai to bank dusre Logon Ko Logon ki facility provide karta hai online banking se aap bahut hi acche advantage Haasil Karte Hain online banking se Ham apni payment ko transfer kar sakte hain online Bank ke squirty bahut jyada strong hoti hai online banking ke jarie 24 ghante mein paise mangwa bhi sakte hain aur transfer bhi kar sakte hain Pakistan mein online banking bahut jyada famous ho chuki hai Hamen Bank Mein jaane ki jarurat Nahin Hoti Hamare mobile phone mein account ke jariye money transfer Ho Jaati Hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X