ye review ghar main short curcut breaker per mubni hay.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ye review ghar main short curcut breaker per mubni hay.
    FAIDAY,dear jis tarha say hamko electric say faida milta hay to hamko waiisay is say safety k bhi nizaam ko acha banana chaye agaer jahan pay ham itnay achay tarkeey say apnay gharonko sajatay hain achi virung kartay hain to sath sath hamko aik cheez ka izaffa karnay ko kabhi bhi nai bhoolna chaye jiska name hay short curct breake agar yeh laga hota hay to hamko ghar main rehtay wakt ya ghar say bahir janay say koi dar nai hoga jub kabhi short fall hoga to is say pooray ghar bhi light apnay aap off ho jayege jub tak fault clear nai hoga light continuo nai ho sakayge is liye isk use say ham kaafi nuksaan say bach saktay hain.NUKSANAAT,dear jahan pay isk itnay faiday hain wahan pay iska aik nuksaan yeh bh hay k agar ham is virung pay koi aisi big motor ko chalaingay jiska load bahut ziada hay to yeh baar bar trip karna start karta rahiga jisk liye hamko isay utarna must hoga warn ahamari light trip hoty rahayge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ye review ghar main short curcut breaker per mubni hay.

    Assalamu Alaikum to all dear members yeah review ghar mein short circuit breaker per Mubni hai.
    Doston ghar ko Ham bahut Khubsurat tarike se sJaate Hain jismein electricity Khoob kaam ser Anjam Deti Hai. Hamen electricity se ghar ko bachane ke liye gharon Mein short circuit breaker Lagani chahie Taake ham electricity Ke Bade aur khternaak nuksan se Bach shaken.
    Dosto short circuit breaker lagaane se Ham bahut bade nuksan se bache sakte hain.
    Aur takriban tamaam gharon mein iska istemal Bhi Kiya jata hai
    • #3 Collapse

      Re: ye review ghar main short curcut breaker per mubni hay.

      Dear Ka Main breaker Lagane ke bahut jyada fayde Hain agar aap bijali istemal kar rahe hain aur aapke ghar mein electricity Hai To fir aapko Pata Hoga Ki Iske kitne jyada nuksan ho sakte hain aur Har time danger hota hai ki aapko electric shock lag sakta hai to usse bachne ke liye aap circuit breaker use karte hain aur breaker use karne ki vajah Se Jaise Bhi aapke ghar mein Koi Na Koi problem hota hai ya FIR short circuit Hota Hai To fir vah breaker trip kar Jaate Hain aur breaker trip karne ki vajah se electricity ka connection band ho jata hai aur aap Jyada bade nuksan se Bach sakte hain aur aapko electricity Ka Shauk lagne se bhi bacha Ja sakta hai so electricity e breaker last Mein use karna chahie aur aap Har Kisi Ko chahie advise Karen ke electricity breaker istemal Karen Kyunki iska bahut jyada advantage hai
      • #4 Collapse

        Re: ye review ghar main short curcut breaker per mubni hay.

        ye review short circuit par mubni hey.
        asslam.o.alaikum.
        tafseeli jaiza. short circuit .
        ham apney ghar main office main electronic (bijlii sey chalney vali ) chizo ko zaror istaml karty ho geyai or ham ko shaid in k istamal sey kabhe carunt bhe laga ho or ham ko kafee takleef ka smana karna para ho, to isi condition main agar ap dobara eneter nahi hona chahty hain ap chahtey hain k elecronic ki chizoo sey ap ko karant na lagy to ap ko chahi hai k ap apney office ya ghar main short circuit ka istaml lazmi kary short circut ap ka lia bahot hi achi device hai agar ap is ko apney ghar main lagvety hain to ap bijli k karant sey ik jo barra hadsa hota hai os sey bach skty hain jab ap ko crunt lagy ga to short ciruit automatic off ho jayai g jis sey ap safe rhy geyai short circuit k koch advantage or disadvantage.
        faide (advantage);
        *ye ham ko asni k sath bazar sey mil jata hai is ki minimum price 450 hoti hai is sey achi quilty k bhe hoty hain jo ap lina chy .
        *is k istaml sey ap k ghar main majood akser elctronic items safe rhti hai .
        *is k istaml sey ap ko karant nahi lgata hai agar ap kise nangi taar ya shaat kise chiz ko choo lety hain to .
        nuqsanat (disadvantage);
        *ik month main do bar ham ko is ka buttion on off karna hota hai taky buttion ko zang na lagy or wo jaam na ho .
        *is k use sey ham ko karanat ka jahtaka zaror lagata hai os k bad sooch off hota hai .

        Note .
        kiun k ap k ghar main choty bachy hoty hai or wo akasr elctronic items sey chair char karty hain to ap ko chahi hai k ap ghar main lazmi short ciruit ka istaml kary taky ap kise bhe accident sey bach sky .
        information for Beginners
        Complete Forex Knowledge
        • #5 Collapse

          Re: ye review ghar main short curcut breaker per mubni hay.

          Assalam o alaikum dosto me hu naveed Abbas sanwal or umeed hy k ap sb log stay home and stay safe waly rule ko follow kr rahy hu gy ku k jan hy to jahan hy.
          Short circuit beaker bht hi acha or safety deny wali cheez hy. Bijli ki cheezin her GHr me majood hyn Allah na kry ager koi shock dena shuru kr dy ku k bijli us wqt chorti hy jb insan khatam ho jata hy. Insanity jan bht keemti hy is ka koi naimulbadal ni hy. Circuit breaker ak safety alarm k tor pe kam kerta hy or koi bi cheez kisi ko shock dy to yeh usi wqt main power off kr deta hy. Jis sy jani nuqsan sy bcha ja skta hy.

          Advantage:

          1: sasta or reliable hy
          2: asani sy dastiyab hy
          3: nigrani krta hy
          4: jani or Mali nuqsan sy bchata hy.
          5: wiring ko safe rkhta hy.

          Disadvantage:

          1: choty bacho k leay hlk ghatka bi kafi bura sabit ho skta hy.
          2: ager yeh kam na kry to insani jan zaya ho skti hy.
          3: voltage zyada hony sy jal skta hy .

          Note:
          Choty bacho ko bijli wali cheez sy dor rakin.
          Khud ni mehfooz rahyn.
          Barish me bijli ki taro ko safety k bagir hath na lgayn.
          Bijli khail ni.
          • #6 Collapse

            Re: ye review ghar main short curcut breaker per mubni hay.

            asslam o alikam dear ap ne bohat hi info wali thread open ki ha ha har ghr mnshort curcut breaker ka hona lazmi ha ise hum safe rehte hein agr hamri bijli kisi waja se kharab ho jati ha tu ye hamri bohat madad krte hein
            advantages.
            jaisa k ap ne suna hoga k bijli ki waja se porey ghr mn ahag lag jati ha oski waja ye hoti ha breaker nai lagein hot hein is liye problem se ur zada nuqsan se bachne k liye hume breaker ka lazmi use krna chaiye ur hume chotey bachuo ko bijli wali cheeezuo se dor rakhna lazmi ha

            disatavantages.

            dear agr hamre ghr mn agr bijil short ho jaye tu breaker na lagen hon tu kafi nuqsan hota ha pore ghr ki bijli short ho sakti ha
            hamre ghr mn ahag lag sakti ha barish mn hume bijli se apney ap ko safe rakhna lazmi ha khud be mehfooz rhen ur apney ghr waluo ko be mehfooz rakhen
            :1f60d: hard work :1f60d:
            • #7 Collapse

              Re: ye review ghar main short curcut breaker per mubni hay.

              Dear aapane bahut hi important review Hamare Sath share Kiya Hai no doubt Jab Ham ghar mein electricity ki facility ko utilise kar rahe Hote Hain To usmein Humko bahut jyada careful Rahana chahie Kyunki Iske jitne Jyada benefits hain ya usse Kahin Jyada Hamare liye dangerous bhi ho sakti hai aur Hamare liye bahut jyada problem create kar sakti hai for example agar aap is Hawale se careful Nahin Rahenge to aapko current lag sakta hai iske sath sath Agar ismein kabhi short circuit Ho Jata Hai Jiski vajah se aapke pure Ghar Mein Aag Bhi lag sakti hai aur aur aapke liye bahut sari problems ho sakti hain.

              Isliye Jab Ham apne ghar mein electricity ke Hawale se uski fitting Karvate hain to use time per Humko is ke different disadvantages ko face karne ke liye Kuchh Aisa system bhi banaa Lena chahie Taki Ham Ko kabhi bhi is se koi problem Na Ho Aur Agar Aisi Koi situation Ban Jaaye to automatically vah system electricity ko disconnect kar de Jiski vajah se Hamari life mein safety level maintain Rahe.

              Is purpose ke liye aapko market Mein different tools available hote hain jo aapki safety ke liye bahut hi important role play kar rahe hote hain on mein se 1 important tool short circuit breaker Hai Jaise hi aapke ghar mein short circuit hota hai to automatically breaker aapki light facility ko disconnect kar deta hai Jiski vajah se aap Kisi bhi nuksan se bilkul Mehfooz Rahe sakte hain. Isliye aapko Is Tarah ke jitne bhi important electricity tools hote hain Unki facility se Jarur utilise Hona chahie Taki Ajmer Kabhi Is Tarah ka koi problem ho jaaye to usmein aapki aur aapki family problems sa 100% percent it safe Rahe.
              • #8 Collapse

                Re: ye review ghar main short curcut breaker per mubni hay.

                dear is ka hume kafi faida hota ha shortcut breker har ghr mn hon gein tu acha ha is breaker ki waja se hum kafi problem se bach sakte hein agr hamre ghr ki acanak bijli kharab ho jati ha tu hamre pore mn light short ho jati ha jise kafi cheeze kharab hoti hein ur hume be nuqsan ho sakta ha is k liye apney ghr mn breaker ka istamal lazmi krein hum bhrai problem se bach sakte hein
                • #9 Collapse

                  Re: ye review ghar main short curcut breaker per mubni hay.

                  Assalam walekum Pyare bhai jaan Ham apne ghar mein office mein electrician bijali se chalne wali chijon ko Jarur istemal karte hain aur ham ko Shayad inke istemal Se Kabhi current bhi Laga Ho aur ham to Kafi taklif ka Samna karna padta Ho To Aise condition mein agar aap Dobara inter Nahin Hona Chahte Hain To aap Chahte Hain Ki electronic ki chijon se aapko current Na Lage to aapko chahie ke aap apne office ya ghar mein short current ka istemal Lavni Karen short current aapke liye bahut hi Achcha device hai agar aap isko apne ghar mein Lagate Hain To aap bijali ke current se ek job for hand hota hai usse baith sakte hain Jab aapko current lagega to show current automatically Aur Ho Jaega jisse aap safe Rahenge or short current ke Kuchh advantage Aur nuksan bhi hai

                  Advantage
                  Yah Humko Asami ke sath Bajar Se Mil Jata Hai Iski many Munh price 450 Hoti Hai Is Se acchi quality ke aap
                  Kis ke istemal se aapke ghar mein mashhur Aksar electrician safera
                  Kis ke istemal se aap ko current Nahin Lagta Agar mangetar yah shirt ke sath kis chij hoti hai to aap bata sakte hain
                  Isase aapke bacche peema poora sakte hain Kyunki bacchon ka kam Hota Hai Aise chijon Ko chede Na
                  Isliye aap gharon Mein short current ki sorry Yad kar sakte hain
                  Agar aap shortcrust ka istemal Karte Hain To aap Puri Singh DGI Dekhkar

                  Nuksan
                  1 month Mein Do Bar Humko iska ka Bachan on off karna Hota Hai Kyon Ke bachon Ko Jo Na Lage Aur vah Jaam Na Ho To is ke usse Humko current ka jhataka Jarur lagta hai aur uske bad Soch of Hota Hai

                  Note
                  Kyunki aap ke ghar mein Chhoti bacche hote hain aur vah Akshat electrician item se chal chal karte hain to aapko chahie ke aap ghar mein Lakshmi short Karan ka istemal Karen ka ke
                  • #10 Collapse

                    Re: ye review ghar main short curcut breaker per mubni hay.

                    all dear members yeah review ghar mein short circuit breaker per Mubni hai.
                    Doston ghar ko Ham bahut Khubsurat tarike se sJaate Hain jismein electricity Khoob kaam ser Anjam Deti Hai. Hamen electricity se ghar ko bachane ke liye gharon Mein short circuit breaker Lagani chahie Taake ham electricity Ke Bade aur khternaak nuksan se Bach shaken.
                    Dosto short circuit breaker lagaane se Ham bahut bade nuksan se bache sakte hain.
                    Aur takriban tamaam gharon mein iska istemal Bhi Kiya jata hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: ye review ghar main short curcut breaker per mubni hay.

                      Assalamu Alaikum dear member aapane Hamare Sath bahut acchi knowledge share Kiya Hai aur ek informative copy discuss kiya hai dear member Jaise Ka Sab Jante Hain Kya Mein jitne bhi new khareband rahe hain ismein shortcut breaker Mein use Kiya Jata Hai Uske bahut jyada fayde hote hain Agar aapke ghar mein koi short circuit hota hai to vah breaker aapke Sare Ghar Ki light off kar deta hai Jiska Jaisa Koi nuksan Nahin Hota breaker Lagane ke bahut jyada fayde Hain agar aap bijali istemal kar rahe hain aur aapke ghar mein electricity Hai To fir aapko Pata Hoga Ki Iske kitne jyada nuksan ho sakte hain aur Har time danger hota hai ki aapko electric shock lag sakta hai to usse bachne ke liye aap circuit breaker use karte hain aur breaker use karne ki vajah Se Jaise Bhi aapke ghar mein Koi Na Koi problem hota hai ya FIR short circuit Hota Hai To fir vah breaker trip kar Jaate Hain aur breaker trip karne ki vajah se electricity ka connection band ho jata hai aur aap Jyada bade nuksan se Bach sakte hain aur aapko electricity Ka Shauk lagne se bhi bacha Ja sakta hai so electricity e breaker last Mein use karna chahie aur aap Har Kisi Ko chahie advise Karen ke electricity breaker istemal Karen Kyunki iska bahut jyada advantage hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X