pakistan forex ko ap as a fun laty hain ya dar dar k kam krty hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    pakistan forex ko ap as a fun laty hain ya dar dar k kam krty hain?
    tu jnab ap pakistan forex jb use kr rhy hoty hain or treating kr rhy hoty hn tu is kam ko fun fun main krty ya apny sar pa swar kr laty han ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: pakistan forex ko ap as a fun laty hain ya dar dar k kam krty hain?

    Dear friend Pakistan Forex forum religiously Dekhen to Yahan per Hamen Forex trading ke bare mein main bahut sara knowledge mil sakta hai agar Ham acche tarike se utilise Karen Main To Yahi Karta Hun Ki Mere Pass Jo Bhi knowledge hota hai vah main lajmi share karta hun jo Mujhe experience hota hai ya Kisi trade Mein Mujhe profit hota hai to main bola SBI share Karta Hoon aur Hamen dardake Kam Nahin Karna chahie balki rules and regulations ko follow karna chahie To Hamen Kis chij Ka Dar Nahin Hoga Kya Maar account Band Ho Jaega etc.
    • #3 Collapse

      Re: pakistan forex ko ap as a fun laty hain ya dar dar k kam krty hain?

      HI friends umeed hay kay ap sab thak hon gay or ya review forex main kam karny per hay kay ap dar kay kam karty hain ya fun say dosto aghar ap nay poery analyces kiay hain to ap ko forex main kam karny ka maza aya ga or aghr ap nay analyces ni keay hain to ap ko tread lagaty wqat ap dar lagy gay
      • #4 Collapse

        Re: pakistan forex ko ap as a fun laty hain ya dar dar k kam krty hain?

        Sb log fun naii krty kuch log is main buht interested hoty hain lekin jb tak ap forex ki coding ko naiii smjain gy ap kuch naii kr skain gy is liye is k peechy back py iski coding ko smjna buht zarori haiii
        • #5 Collapse

          Re: pakistan forex ko ap as a fun laty hain ya dar dar k kam krty hain?

          G ha ya ap ka question bohat acha ha Mara khayal sa sab log is ma fun nahi karty kuch log is ma bohat zayada interested hotay ha vo apny kam ko ba khob karata ha Mara salut ha in logo ho vo kam ko kam samgtay ha
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: pakistan forex ko ap as a fun laty hain ya dar dar k kam krty hain?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Hamzamalik297 پيغام ديکھيے
            tu jnab ap pakistan forex jb use kr rhy hoty hain or treating kr rhy hoty hn tu is kam ko fun fun main krty ya apny sar pa swar kr laty han ?
            Bro phli bat to jo bhi kam karna hota hai us ko achi tarha karna hota hai aur Pakistan forex forum pe mein jab bhi post karta ho to thread ko achi traha dekh ke us se ke topic se related jawab deta ho. To hum sab ko yaha pe fazul posts karne se gurez karni chahiye aur achi information share kari chahiye.

            اب آن لائن

            Working...
            X