Ye Review Life Insurance per mubni hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye Review Life Insurance per mubni hai
    Life Insurance
    Advantages:
    Life Insurance person aur insurance company ke Darmiyaan contract hota hai jismein yah hota hai ki agar Ek person ko Kuchh Bhi Ho Jaaye aur uski death Ho Jaaye to Uske Badle Mein Insurance Company uski family ko ek amount per karte hai
    Death to honi honi hai aur aapko Kisi Na Kisi Din in banana hai lekin Life Insurance se aapki a family ko bahut fayda Hota Hai
    Life Insurance agar aap Karvate Hain To Agar aapko Kuchh Bhi Nahin Hota lekin Fir Bhi aapko 20 25 Sal bad Ek bahut badi amount mil Jaati Hai
    Main aapko Life Insurance kameswaran lazmi Dunga Ki aap life insurance Karva le
    Disadvantages:
    Iske disadvantages Mein Ek disadvantages Hai Ki aapko documentation bahut jyada karni padati hai aur Har Sal Chahe aapke pass money hai ya nahin aap ko dena padati hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye Review Life Insurance per mubni hai

    Insurance ab aik bohat Bara business bann chuka hai. Pakistan mai he nahi ab her country aur her company aur her aik cheez ki insurance ho rahi hai. Insurance aik kisam ki guarantee hoti hai kay Agar insurance kerwanay waley ko kuch hogaya jaisay death ya koi major accident jiss say woh apni family ko achay tareekay say run nahi ker sakey ga tou insurance ki soorat mai usay ya uss ki family ko aik handsome amount mill jaey gi jiss say woh survive ker sakey gi. Life insurance kay mukhtalif plans hotay hain jinn say faida utha kay bohat kuch kia jaa sakta hai. Ab sirf individuals he life insurance nahi kerwaey bulkay barey barey idaray bhi apnay staff ki insurance kerwatey hain takay Agar unhain koi life accident ho jaey tou unn ki families ki maali madad ho sakey. Life insurance ka tenure 20 years ka hota hai aur Agar life insurance kerwanay wala 20 years takk annual premium pay kerta rahey tou usay 20 years maturity pay bohat acha amount with bonuses mill Jata hai jo uss kay deposited amount say bohat ziada hota hai.
    • #3 Collapse

      Re: Ye Review Life Insurance per mubni hai

      Assalamu Alaikum Dosto Ye review Life Insurance Company per Madhubani hai Pakistan mein hi nahin balki Puri Duniya Mein mukhtalif companies Life Insurance ke sath sath dusri badi badi chizo jesa ke bri industry, suger mills, steel mills, fectorys wgera ki insurance karti hy .... Agar koi shaks apni life insurance karwata Hai To uske sath Agar Bilfrz Koi Hadsa Paisa jata hai to use bahut jyada benefit Milta Hai life insurance companies us ki Mukammal treatment karti hai aur usse Kafi zyada paise bhi Milte Hain Agar Life Insurance ke dauran uski death Ho Jati Hai To Uske Ghar Walon Ko Bhi Kafi Jyada paise Milte Hain jo ke Ek bahut Achcha benefit hai
      • #4 Collapse

        Re: Ye Review Life Insurance per mubni hai

        Yeh review life insurance policy ky bary ma hai
        Life insurance company pakistan ki company hai jo hamen expensive chezon py life insurance deti hai agr koi gari khareedta hai ghar bnvata hai koi building ko karobar shuru krta hai ya koi bhi bara kaam krta hai to yeh insurance ki policy dety hain aor is ky sath in ki paisy jama krny ki installment hoti hain jo apko monthly ya salana paisy jama krvany hoty hain agr apky sath ko accident ho jay ya koi nuqsan ho jay to company apka nuqsan pora krti hai lkn is py bhi kafi sharait hoti hain apko in baton ka khas kheyal rakhna chye trading ky leay market ka visit krna chue aor is ky bary ma Islamic point of view bhi dekhna chye

        Faidy Advantages
        Insurance policy ky bahot sary faidy hain aoko tension pareshani nhi joti apka maal businesses vahicals waghair security ma ajati hain aor apko confidence rehta hai

        Nuqsanat Disadvantages
        Insurance policy jub ap lety ho apko paisy deny prty hain jo apko 10 ya 20 saal bad milty hain aor in ki values bhi bahot kaam ho jati hai Islamic point of view sy insurance policy ghalat hai is koi concept nhi hai
        • #5 Collapse

          Re: Ye Review Life Insurance per mubni hai

          dear life insurance karwanay main hamko koi bhi harj nai samjhna chaye wo is liye ham sab ka yeh imaan hay k hamko hamesha kisi na kisi k kaam ana chaye aur jo yeh insurance hay is main hamko agar khud ko kam say kam bhi faiida milta hay to uska hamko koi bhi fikar nai karna chaye wo is liye k agar ham hamari death bhi ho jaye to uska hamain koi gham nai hota hay wo is liye k ham nay aik na aik din marna to hay he laikin haamray is marnay main agar ham aisa kaam kar jatay hain jis main hamaray baad jis k zima main yeh policy hoge usay bahut ziada faida milnay wal hota hay qk ham nay to aik din marna he hay aur aisa sab k sath hota hay aur aisa sab k sath hota rahiga jis main agar hamaray baad yeh kisi k kaam aty hay to us main hamko ya kisi bhi aur ko isk baray main koi bhi harj nai samjhna chaye qk aisa karnay say jo haamray sathi peechay bach jatay hain jink name pay yeh policy hoty hay usay bahut ziada paisa bhi milta hay aur usak bahut sara faida bhi hota hay jis say unki life bahut asaani say guzar jaty hay aur hamko agar kisi ki asaani pasand hay to hako bhi apni life maiin life insurance karwa he lain achaye jis main hamko yeh sab kuch likhna chaye k hamaray marnay k baad jo banda iska hakdaar hay wahi iska sahi hakdaar bhi hona chaye jiko is policy k paisay milnay ki umeed honi chaye aur agar ham aisa naik kaam kartay hain to hamko iska bahut sara faiida hasil ho sakta hay jis main agar hamari aik bhi naiki kabool ho jaty hay to hamari bakhshash ho jayege aur ham kamyaab bhi ho jayengay.
          • #6 Collapse

            Re: Ye Review Life Insurance per mubni hai

            Yes dear aapane bahut hi Achcha review Hamare Sath share Kiya Hai Aur ismein Life Insurance ke related bahut acchi information Humko provide Ki Hai is information se bahut Sare members ka knowledge increase Hua hoga aur jo log life insurance policy Hasil karna chahte hain unke liye bahut acchi information Hai vah is information ki basis per apni life insurance policy Hasil kar sakte hain.

            Life insurance policy Kisi member aur company ke Darmiyaan Ek agreement Hota Hai jismein members apne aap ko Assured Karva Dete Hain aur in case Agar use time limit ke andar use member ke sath Kuchh Is Tarah ka mis hai ho jata hai aur uski life Chali Jaati Hai To Insurance Company responsible Hogi vah aapko total amount refund Kar Degi aur uske sath aapko bahut jyada interest bhi Degi isase aapke liye yah fayda Hoga Ki aap ki family ko ek acchi sport mil Jayegi aur aapke a family is Paisa ko utilise karke bahut Sare benefits Hasil kar sakte hain.

            Dear jab aap insurance company se koi policy Hasil kar lete hain to vah bhi aapke liye ek bank account Ki Tarah saving account hi hota hai jismein aap Har Sal Kuchh amount deposit Karvate rahte hain aur aapko policy khatm hone per Ek handsome amount mil Jaati Hai Jisko aap apne Kisi purpose ko pura karne ke liye properly utilised kar sakte hain isliye Ye agar aap afford kar sakte hain to aapko Jarur Is Tarah Ki Koi Policy leni cheye. Kyunki Jab yah policy khatm Hoti Hai To Uske bad aap ko jo amount milati hai usse aap apne building banaa sakte hain ya koi business start kar sakte hain ya Apne children ki marriage plan ke mutabik kar sakte hain.
            • #7 Collapse

              Re: Ye Review Life Insurance per mubni hai

              Dear brother apni life insurence ke bare mein Hamen bahut jyada acche tarike se guide Kiya Hai Kyunki Ham dekhte hain ki Life Insurance ke Hamen bahut jyada fayde ho sakte hain Kyunki Ham Dekh Rahe Hain Ki Insan Ko Kisi Na Kisi Din Tu Maut aani hi hoti hai to aap Agar ismein life insurance karwayenge to uska aapko yah fayda Hoga Ki aap ki family ko acchi Tarah Se support mil Jayegi aur unke liye vah paise bahut fayde ke wale ho sakte hain.

              Life Insurance insurance person aur ismein insurance company ke Darmiyaan a contract hota hai aur ek time period ke liye hota hai jismein aap apni Marji se ismein payment select kar sakte hain ab Nahin kitne time period ke liye ismein insurance karvani hai aur aapane ismein Kitni payment Jama karvani Hogi aapas Mein monthly aur yearly basis per bhi ismein aap payment kar sakte hain aur Jay contract aap Jab karte hain to aapko ismein time period ki selection karna Hoti Hai in case of death agar aap hi time period se pahle death Ho Jati Hai To Insurance Company Pawan dogi ki vah aapki family ko ismein payment kar Saken aur contract Ke mutabik Jab ismein aap ka time period khatm hota hai to Chahe aap ki death Na Ho tab bhi Insurance Company aapko paise Deti Hai.

              Dear Agar Ham Dekhen to life lifetime insurance in case of death hi aapko ismein payment milati Hai Kyunki Jab aapki death Hogi to insurance company ki taraf se aapko contract ke mutabik payment kar di Jayegi aapki family ko lekin aapko ismein contract ke dauran apne family members Ke Naam Likha Na Honge Jiska aapko payment Milani hoti hai.
              • #8 Collapse

                Re: Ye Review Life Insurance per mubni hai

                Introduction :
                dear friends life insurance se murad apni life ko insure karwan hai bohat sari insurance companies life insure kar rahi hai actually insurance company ki bunyad hi life insurance hai baki tamam insurance policies bad main mutaraf karwai gai thi life insurance se murad ye hai k jab ham kisi insurance company ko apni life insure karne ki dimand karte hai to hame salana ya mahan company ko paise jama krwane ho ge our hamari life insure kar li jati hai aik contract hota hai jis main aap 5 sal 10 saal ya 20 sal ki insurance policy lete hain our aap ki life insurance k doran aap ko kuch hojay ya aap ki death ho jay too ap k gar walo ko aap ki insurance ki rakam company ada kar deti hai our agr aap ko kuch nahi hua to apni muddat khatm hone k bad aap contract k mutabik apna paisa le lete hain

                Advantages :
                dear friends life insurance k beshumar advantages hai
                • life insurance aap ki family ko aap ki death k bad behtar tahafuz faram karti hai
                • life insurance main company aap ko medical treatment free deti hai
                • agar aap ne apni life insure krwai hai to aap k contract ki muddat khatam hone par aap ko aap ki sari raqam mil jey g
                • life insurance se aap ko ek zehni thafuz rehta hai k agr aap ko kuch ho jay to family ko support mil jey g

                Disadvantages :
                dear friends jese har kam k disadvantege hote hai is trha i k kuch nuqsan bhi hai

                • agar kisi majbori ki wja se owner premium pay nahi kar pata hai to us ko poliesy se kharaj kar diya jata hai
                • company har tarha se death ki tashkis karne k bad hi aap ki family ko raqam deti hai agr ye death exident ki bjay khud kushi ho to company aap ko rakam nahi de g
                • company aap ki insurece ki raqam dene mai buhat zyada formalities dikhati hai
                • company har taha ki financial facilities nahi deti jese k bank dete hai
                Ayisha Cutey's Trading Journal
                https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                • #9 Collapse

                  Re: Ye Review Life Insurance per mubni hai

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
                  Life Insurance
                  Advantages:
                  Life Insurance person aur insurance company ke Darmiyaan contract hota hai jismein yah hota hai ki agar Ek person ko Kuchh Bhi Ho Jaaye aur uski death Ho Jaaye to Uske Badle Mein Insurance Company uski family ko ek amount per karte hai
                  Death to honi honi hai aur aapko Kisi Na Kisi Din in banana hai lekin Life Insurance se aapki a family ko bahut fayda Hota Hai
                  Life Insurance agar aap Karvate Hain To Agar aapko Kuchh Bhi Nahin Hota lekin Fir Bhi aapko 20 25 Sal bad Ek bahut badi amount mil Jaati Hai
                  Main aapko Life Insurance kameswaran lazmi Dunga Ki aap life insurance Karva le
                  Disadvantages:
                  Iske disadvantages Mein Ek disadvantages Hai Ki aapko documentation bahut jyada karni padati hai aur Har Sal Chahe aapke pass money hai ya nahin aap ko dena padati hai

                  Assalamu Alaikum dear members of Ne Jo Hamare Sath Life Insurance Company per review share kiya hai ya bahut best review hai hai maine bhi Kuchh Apna knowledge aapke sath share karna chahta hun dear members Life Insurance main aapko Ek Life Insurance Company aur ek aadami ke bare mein hi Jab Ek Banda Life Insurance apni karwata hai to usko chahie ke vah apne vah apni documentation Puri karta hai aur Har Sal Apne payment karta rahata hai aur kuchh Salon bad usko Hua payment double Surat Mein mil Jaati Hai incase agar use Bande ki death Ho Jati Hai hi to Uske Ghar Walon Ko vah Rakh kam Mein Jaati Hai Jo unke Jarur Yad Kariye Ban Jaati Hai Mehandi aapko Yahi mushayara Dena Chahunga ki aap last me Life Insurance karvayen 15 se 20 Sal bad Aankhon Ek Badi amount mil jaaye Iske Kuchh disadvantage bhi hai hai ki Hamen iske liye bahut Bhag Daud karni padti hai Jab payment leni hoti hai aur sabse bada disadvantage Ya Hai Ke Hamen Har Sal Amit Amit karni padati hai jo Insurance Company Ne start Mein fix ki hui thi..
                  • #10 Collapse

                    Assalamu Alaikum member aapane bahut Achcha Laga Insurance Company Pata use Pyar Kiya Hai Main aapko Apne knowledge ko explain Karta Hai Kay aapane kaha ke yaha insurance person Aura Insurance Company do Logon until a contract Hota Hai aur ismein Life Insurance policy ki Jaati Hai Life Insurance policy ki bosi fight Hain inke Sagar Kundli ki death Ho Jaati Hai Tu ismein Ghar Walon Ko bahut fayda ho jata hai Kyunki unko Ek bahut badhiya Mount mil jaati hai aur anchor death Nahin bhi hoti E to B 20 25 Sal bad aapko Badi amount mil Jaati Hai dear friend se Kuchh disadvantage bhi hai Hamen Hamare Salam ijaajat Nahin deta Kyunki Ishq chij ko Halal Nahin Kaha Jata insurance Halal Nahin Hai To Hamen insurance policy Bima policy Nahin karvani chahie..
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye Review Life Insurance per mubni hai

                      INTRODUCE ::::%%%%
                      Dear Members hazrat aj ka humra experience life insurance pay mabni hain jo k pakistan miain buht bhara idhra hain jass ko jas ko stats bank ki tarf say best award mila hun hain jo logo ki jan mall ki hazaft k lay insurance deta hain as main log apni life ki apny business ki apny bacho ki un ki study ki har aik chez ki life insurance krvta hain jass pay insurance company usy chand Salo bad us ko with profit k buht bhari amount detii hain lkn phly humy jass chez ki insurance krvna hogie us k lay par mnth par year instamnat dena buht zurari hotii hain jas ki bina pay humy passy ko duble kr k wps dety hain.....
                      ADVANTAGES :::::::%%%%%%%
                      Mry khayl say dosto humy life insurance krvna chye ku k agr hum thori amount par year bhi jama kr aty rhy tu yaqeenan Chad Salo bad wo amount achi khasii ho jati hain jas pay hum buht bhra business asani k sth kr skty hain ya best idhra hain jo humy atna zyda fida deta hain...
                      DISADVANTAGE ::::%%%%%
                      Dosto ya pakistan main buht bhra idhra hain jass main logo ko par mnth passa dena hota hin or as k lay buht sari documentation krvna hoti hain or aj kal buht say log fard kr k passa kha jaty hain...
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye Review Life Insurance per mubni hai

                        Life Insurance
                        Advantages:
                        Life Insurance person aur insurance company ke Darmiyaan contract hota hai jismein yah hota hai ki agar Ek person ko Kuchh Bhi Ho Jaaye aur uski death Ho Jaaye to Uske Badle Mein Insurance Company uski family ko ek amount per karte hai
                        Death to honi honi hai aur aapko Kisi Na Kisi Din in banana hai lekin Life Insurance se aapki a family ko bahut fayda Hota Hai
                        Life Insurance agar aap Karvate Hain To Agar aapko Kuchh Bhi Nahin Hota lekin Fir Bhi aapko 20 25 Sal bad Ek bahut badi amount mil Jaati Hai
                        Main aapko Life Insurance kameswaran lazmi Dunga Ki aap life insurance Karva le
                        Disadvantages:
                        Iske disadvantages Mein Ek disadvantages Hai Ki aapko documentation bahut jyada karni padati hai aur Har Sal Chahe aapke pass money hai ya nahin aap ko dena padati hai

                        Assalamu Alaikum dear members of Ne Jo Hamare Sath Life Insurance Company per review share kiya hai ya bahut best review hai hai maine bhi Kuchh Apna knowledge aapke sath share karna chahta hun dear members Life Insurance main aapko Ek Life Insurance Company aur ek aadami ke bare mein hi Jab Ek Banda Life Insurance apni karwata hai to usko chahie ke vah apne vah apni documentation Puri karta hai aur Har Sal Apne payment karta rahata hai aur kuchh Salon bad usko Hua payment double Surat Mein mil Jaati Hai incase agar use Bande ki death Ho Jati Hai hi to Uske Ghar Walon Ko vah Rakh kam Mein Jaati Hai Jo unke Jarur Yad Kariye Ban Jaati Hai Mehandi aapko Yahi mushayara Dena Chahunga ki aap last me Life Insurance karvayen 15 se 20 Sal bad Aankhon Ek Badi amount mil jaaye Iske Kuchh disadvantage bhi hai hai ki Hamen iske liye bahut Bhag Daud karni padti hai Jab payment leni hoti hai aur sabse bada disadvantage Ya Hai Ke Hamen Har Sal Amit Amit karni padati hai jo Insurance Company Ne start Mein fix ki hui thi..
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye Review Life Insurance per mubni hai

                          dear brother aapane Jo review life insurance company ke bare mein bataya hai yah bahut hi achcha hai aur is review ko study karne ke bad humko life insurance companies ke bare mein kafi jyada help Mil Gai hai agar Ham aapke review ko acche tarike se samajh jaate Hain to humko life insurance company mein apni policy purchase karne mein kisi ki sim ka masla nahin aana chahie kyunki aapane in companies ki sahi acche tarike se detail Bata de hai ki yah companies kya hai aur kaise kam karti hai inmein Ham agar apna policy purchase karte Hain to iske benefit humko kya hote hain is company mein humko disadvantages kya hote hain yah sari baten aapane bahut hi acche tarike se bata de hai Life insurance companies may humko yah sala Di jaati hai ki Ham koi bhi new gadi purchase karte hain to uski insurance bhi Ham karva sakte hain agar kisi vajah se hamari gadi ka accident ho jata hai to hamari gadi ki jitne bhi kimat hoti hai vah humko wapas mil jaati hai agar Ham kisi company mein main account ya policy banate hain to humko yah pata hona chahie ki yah companies bahut hi reliable sochati Hain magar in ki kuchh rules hote hain agar Ham rules ko follow karti hui kam karte Hain to Ham ko ismein kafi jyada fayda ho jata hai kyunki inke rules ke hisab se humko policy ka balance Diya jata hai agar Ham policy ka achcha benefit hasil karna chahte hain to rules ka humko pata hona chahie tabhi humko ismein fayda hota hai otherwise humko ismein nuksan bhi ho sakta hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Ye Review Life Insurance per mubni hai

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
                            Life Insurance
                            Advantages:
                            Life Insurance person aur insurance company ke Darmiyaan contract hota hai jismein yah hota hai ki agar Ek person ko Kuchh Bhi Ho Jaaye aur uski death Ho Jaaye to Uske Badle Mein Insurance Company uski family ko ek amount per karte hai
                            Death to honi honi hai aur aapko Kisi Na Kisi Din in banana hai lekin Life Insurance se aapki a family ko bahut fayda Hota Hai
                            Life Insurance agar aap Karvate Hain To Agar aapko Kuchh Bhi Nahin Hota lekin Fir Bhi aapko 20 25 Sal bad Ek bahut badi amount mil Jaati Hai
                            Main aapko Life Insurance kameswaran lazmi Dunga Ki aap life insurance Karva le
                            Disadvantages:
                            Iske disadvantages Mein Ek disadvantages Hai Ki aapko documentation bahut jyada karni padati hai aur Har Sal Chahe aapke pass money hai ya nahin aap ko dena padati hai
                            Salam dear membersji member aapane bahut achcha topic Life insurance company related hamare discuss Kiya hai to iske bahut sare fayde bhi hai aur ek do iske nuksan bhi hain per iske bahut jyada fayda ji Hain ke ki jab Ham Life insurance karvate Hain to hamen ek Koi salon bad ek bahut badhiya Mount Di jaati hai jaise aap ko pata hai ki life jindagi mein marna to jarur hi hai aur aap Mar jaate Hain to amount aapke Jo piche family rah jaati hai unke liye se bahut unke sport mil jaati hai ki vah yah monclova ke bahut badhiya Mount hasil kar lete hain isliye main to yahi kahana chahungi ke sabko apni life insurance chahie kafi fayda hota hai aapki family ko is se Kya fayda hota hai is Neha se aapko apni life insurance jarur karna chahie...

                            board members could disadvantages ye hai ki aap ko har Hal mein yah har month amount submit karvane Patra beshak aapke pass hi nahin hai aap har haal mein jama karvane pateria ke sath jab aap ki death Ho jati hai to uske liye bahut documents of bahut problems vagaira hoti hai to otherwise iska Koi disadvantages nahin hai...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ye Review Life Insurance per mubni hai

                              Assalamu Alaikum dear friendinsurance karwanay main hamko koi bhi harj nai samjhna chaye wo is liye ham sab ka yeh imaan hay k hamko hamesha kisi na kisi k kaam ana chaye aur jo yeh insurance hay is main hamko agar khud ko kam say kam bhi faiida milta hay to uska hamko koi bhi fikar nai karna chaye wo is liye k agar ham hamari death bhi ho jaye to uska hamain koi gham nai hota hay wo is liye k ham nay aik na aik din marna to hay he laikin haamray is marnay main agar ham aisa kaam kar jatay hain jis main hamaray baad jis k zima main yeh policy hoge usay bahut ziada faida milnay wal hota hay qk ham nay to aik din marna he hay aur aisa sab k sath hota hay aur aisa sab k sath hota rahiga jis main agar hamaray baad yeh kisi k kaam aty hay to us main hamko ya kisi bhi aur ko isk baray main koi bhi harj nai samjhna chaye qk aisa karnay say jo haamray sathi peechay bach jatay hain jink name pay yeh policy hoty hay usay bahut ziada paisa bhi milta hay aur usak bahut sara faida bhi hota hay jis say unki life bahut asaani say guzar jaty hay aur hamko agar kisi ki asaani pasand hay to hako bhi apni life maiin life insurance karwa he lain achaye jis main hamko yeh sab kuch likhna chaye k hamaray marnay k baad jo banda iska hakdaar hay wahi iska sahi hakdaar bhi hona chaye jiko is policy k paisay milnay ki umeed honi chaye aur agar ham aisa naik kaam kartay hain to hamko iska bahut sara faiida hasil ho sakta hay jis main agar hamari aik bhi naiki kabool ho jaty hay to hamari bakhshash ho jayege aur ham kamyaab bhi ho jayengay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X