Ye Review Exchange Rates per mubni hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye Review Exchange Rates per mubni hai
    Exchange Rates
    Advantages:
    Exchange rate ka matlab hai ki Jab aap ek currency Ko Kisi dusri currency Mein convert Karte Hain To Uske Badle Mein jitni amount dusri currency mein aapko Di jaati hai usko exchange rate Kahate Hain Muslim Agar ek dollar hai to vah Pakistani Rupees Mein 150 rupees aapko Milta Hai To aapko yah exchange rate Ek Dal per ke mukabale mein mila hai
    Exchange rate ka fayda hota hai ki aap aur down Jaate rahte hain aur jab tak yah Aise Jaate Rahenge aapko Forex trading milati Rahegi aur Forex trading se aap apna kam karke bahut sara Paisa Kama sakte hain aur Kafi Logon ki Jindagi Ka daromadar Park exchange rate per hai
    Disadvantages:
    Exchange rate card disadvantages Ke Jab aap kabhi bhi kisi currency ko purchase kar lete hain to aapko vah currency Agar down price mein milati hai to uska aapko nuksan ho sakta hai aur jab aapko loss hota hai To fir aapka amount Jaya Chali Jaati Hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye Review Exchange Rates per mubni hai

    Currency exchange ka business aik bohat acha business hai. Iss business mai currency ki khareed o firokht ki jaati hai aur uss pay munafa kamaya Jata hai. Jab koi currency sasti hoti hai tou usay khareed lia Jata hai aur phir mehangi honay pay firokht ker kay munafa kama Lia Jata hai. Currencies kay exchange rates Pakistan mai do Tarah kay hotay hain jinn mai say aik exchange rate state bank daily ki base pay daita hai jisay bank exchange rates kaha Jata hai aur dusra rate Pakistan currency exchange dealers association daiti hai jisay open market exchange rate kaha Jata hai.

    Currency exchange rates daily bases pay change hotay rehtay hain. Exchange rates ka faida uss soorat mai hota hai jabb Bari miqdaar mai currency khareed aur baichi jaati hai. Iss liye currency exchange kay liye big investment darkaar hoti hai. Yeh aik acha business hai laikin iss ka license aur registration hona zaruri hai aur ntn number hona bhi laazmi hai
     
    • #3 Collapse

      Re: Ye Review Exchange Rates per mubni hai

      Ji han bilkul exchange rate mein aapko bahut jyada side effect hote hain Kyunki usmein aap ko Kuchh percentage exchange rate mein Kati Jaati Hai Jaise Agar Pakistan mein dollar ka rate 167 per hai hai to Jab aap usko sale Karte Hain To vah 150 ya 155 per sale Hota Hai to isliye changer ki madad se aapko loss hota hai agar aap direct broker Mein deposit Kare Bank ke jariye to vah beta hai ya FIR withdrawal Ne direct Apne bank account mein to vah bhi aapke liye behtar hai to isliye direct deposit or withdrawal aapke liye bahut behtar hai
      • #4 Collapse

        Re: Ye Review Exchange Rates per mubni hai

        Ji Dosto Assalamu Alaikum yeah review exchange rate per mubni hai yah bahut Achcha review hai ... Exchange rate Ek Achcha business bishmar Kiya Jata Hai Kyunki is business mein bahut jyada benefit hai ...
        Doston currency exchange rate Delhi ki Bina per rate change Hota rahata Hai aapko fayda ISI Surat mein ho sakta hai ki bahut jyada Badi rakam Ho Badi rakam ke rate mein bhi Fark a jata hai ... Agar Ham currency exchange karvane Ki Baat Karen To Hamen Chhoti Satta per bahut kam fayda Hota Hai Jab ki badi Satta per Hamen Jyada profit Hasil Hota Hai
        • #5 Collapse

          Re: Ye Review Exchange Rates per mubni hai

          yes bro ap ne thek thread open ki ha exchange rate ka matlab yahi ha k hum koi be currency convert krte hein os k badle hume amount milti ha matlab k agr hum kis other mulk main jate hein ur hamre paas pakisatni rupees hote hein jab hum os mulk main jate hein tu hume wahan ka paise use krna hota ha airport main hume exchange mil jata ha hum wahan se jis main jate hein os ki currency main apney paise convert karwa sakte hein agr hum online kam krte hein tu wahan se be hume doller milte hein bohat se log trading krte hein jo profit hota ha ose hum doller ki sorat main lete hein ur phr hume ose pakistani rupees main convert karwa hota ha aj kal doller 158 ha ur hume fees de kr takreeban 152 ya 150 tak milta ha
          • #6 Collapse

            Re: Ye Review Exchange Rates per mubni hai

            Currency exchange rate ki maloomat har kesi ko honi chaye aur khas kar esy afraad jo key online financial market Forex me trading karty hey un key ley currency se related exchange rates ki information hasil karna zarori hoti hay, jo be persons other countries ki currencies apny pass rakty hey un ko be chaye key har din wo exchange rates hasil karen aur news se es ki information be rakni chaye , agar currencies exchange rates ki maloomat na ho to esy afraad ko bahot nuksan ka be samna ho sakta hay agar currency exchange dealer low price me be hamari currency ko buy kar sakta hay aur jo currency ham buy karna chahty hey ye hamy bahot zeyada rates me be de sakta hay.
            • #7 Collapse

              Re: Ye Review Exchange Rates per mubni hai

              ham doller ley kar jaty hain kise exchanger k pass wo ham sey 1 doller ley lita hai or ham ko os k badly pakistani 158 rs dey dita hai magar ham koch din bad jab os sey wo doller leny jaty hain dobara to wo ham ko wo doller 162 rs main dita hai yani k os ko ik doller sey ab 3rs ki bachata ho rhi hai to ais trha agar ham exchange ka kam karty hain to yeh hamry lia bahot ziada faida mand ho skta hai or ham ik acha paisa kama skty hain ais method ki madad sey ham ko chahi hai k jab ham exchange k lia jaya to hamry pass achi khasi forign currncey honi chahi hai ais trha ham ko acha rate mil jata hai
              information for Beginners
              Complete Forex Knowledge
              • #8 Collapse

                Re: Ye Review Exchange Rates per mubni hai

                Jab aap exchange rate Ki Baat Karte Hain To usmein aapko bahut jyada information Hasil Hoti Hai Kyunki aap different countries ki currency isko Pakistani currency ke sath exchange kar rahe hote hain aur ismein aapko bahut jyada services facility Hai Jiski vajah se aap bahut jyada information aur learning Hasil kar sakte hain for example agar aap Pakistani currency ko US dollars ke sath convert karna chahte hain ya FIR Pakistani currency ko British pound ke sath convert karna chahte hain ya FIR British pound ko US dollar ke sath convert karna chahte hain to aapko 1 exchange rate provide Kiya Ja Raha Hota Hai Jiski vajah se aapke Na Lage mein bahut jyada izafa Hota Hai

                Yah Ek bahut hi perfect business bhi hai agar aap exchange rates ke Hawale se koi apna outlet banana chahte hain jismein aap different people ko currency exchange ki tasvir Thi provide Karte Hain To aap daily basis per bahut Achcha profit bhi Hasil kar sakte hain Kyunki Jab aap se koi member currency exchange karvane aata hai to usmein aap rate uski difference ki vajah se bahut Achcha profit Hasil kar sakte hain aur jo aap se Kisi dusre Mulk ki currency receive karne aata hai to aap usko rate Mein Thoda Sa relief deti Hui Ye usko thoda sa hai rate Deti Hai Jiski vajah se aapko Jyada profit hota hai aap currency receive karte ho ya kam rate aur currency ki payment karte hue yah High rate sakte hain aur ine donon rates ka difference aapka profit Hota Hai.

                Agar aap hi business start karna chahte hain to aapko is Hawale se complete learning Hasil honi chahie aur different currencies ke current situation Mein rates Pata Hona chahie agar aap iski update se and Tak Rahenge to aapko ismein nuksan bhi ho sakta hai isliye is business ko start karne ke liye aapki information bilkul updated honi chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Ye Review Exchange Rates per mubni hai

                  Assalamu Alaikum dear friendCurrency exchange rate ki maloomat har kesi ko honi chaye aur khas kar esy afraad jo key online financial market Forex me trading karty hey un key ley currency se related exchange rates ki information hasil karna zarori hoti hay, jo be persons other countries ki currencies apny pass rakty hey un ko be chaye key har din wo exchange rates hasil karen aur news se es ki information be rakni chaye , agar currencies exchange rates ki maloomat na ho to esy afraad ko bahot nuksan ka be samna ho sakta hay agar currency exchange dealer low price me be hamari currency ko buy kar sakta hay aur jo currency ham buy karna chahty hey ye hamy bahot zeyada rates me be de sakta hay.aapko bahut jyada information Hasil Hoti Hai Kyunki aap different countries ki currency isko Pakistani currency ke sath exchange kar rahe hote hain aur ismein aapko bahut jyada services facility Hai Jiski vajah se aap bahut jyada information aur learning Hasil kar sakte hain for example agar aap Pakistani currency ko US dollars ke sath convert karna chahte hain ya FIR Pakistani currency ko British pound ke sath convert karna chahte hain ya FIR British pound ko US dollar ke sath convert karna chahte hain to aapko 1 exchange rate provide Kiya Ja Raha Hota Hai Jiski vajah se aapke Na Lage mein bahut jyada izafa Hota Hai

                  Yah Ek bahut hi perfect business bhi hai agar aap exchange rates ke Hawale se koi apna outlet banana chahte hain jismein aap different people ko currency exchange ki tasvir Thi provide Karte Hain To aap daily basis per bahut Achcha profit bhi Hasil kar sakte hain Kyunki Jab aap se koi member currency exchange karvane aata hai to usmein aap rate uski difference ki vajah se bahut Achcha profit Hasil kar sakte hain aur jo aap se Kisi dusre Mulk ki currency receive karne aata hai to aap usko rate Mein Thoda Sa relief deti Hui Ye usko thoda sa hai rate Deti Hai Jiski vajah se aapko Jyada profit hota hai aap currency receive karte ho ya kam rate aur currency ki payment karte hue yah High rate sakte hain aur ine donon rates ka difference aapka profit Hota Hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye Review Exchange Rates per mubni hai

                    Currency exchange ka business aik bohat acha business hai. Iss business mai currency ki khareed o firokht ki jaati hai aur uss pay munafa kamaya Jata hai. Jab koi currency sasti hoti hai tou usay khareed lia Jata hai aur phir mehangi honay pay firokht ker kay munafa kama Lia Jata hai. Currencies kay exchange rates Pakistan mai do Tarah kay hotay hain jinn mai say aik exchange rate state bank daily ki base pay daita hai jisay bank exchange rates kaha Jata hai aur dusra rate Pakistan currency exchange dealers association daiti hai jisay open market exchange rate kaha Jata hai.

                    Exchange Rates
                    Advantages:
                    Exchange rate ka matlab hai ki Jab aap ek currency Ko Kisi dusri currency Mein convert Karte Hain To Uske Badle Mein jitni amount dusri currency mein aapko Di jaati hai usko exchange rate Kahate Hain Muslim Agar ek dollar hai to vah Pakistani Rupees Mein 150 rupees aapko Milta Hai To aapko yah exchange rate Ek Dal per ke mukabale mein mila hai
                    Exchange rate ka fayda hota hai ki aap aur down Jaate rahte hain aur jab tak yah Aise Jaate Rahenge aapko Forex trading milati Rahegi aur Forex trading se aap apna kam karke bahut sara Paisa Kama sakte hain aur Kafi Logon ki Jindagi Ka daromadar Park exchange rate per hai
                    Disadvantages:
                    Exchange rate card disadvantages Ke Jab aap kabhi bhi kisi currency ko purchase kar lete hain to aapko vah currency Agar down price mein milati hai to uska aapko nuksan ho sakta hai aur jab aapko loss hota hai To fir aapka amount Jaya Chali Jaati Hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye Review Exchange Rates per mubni hai

                      exchange rate bht zayda hogaaay hn aaaj kal hiya Ham acchi replacing kar sakte hain isliye bhitariya whats up hai ki Ham Agar the Forex market Ka hissa Hai To Ham sabse pahle the Forex market ka records mastering aur revel in accelerated Karen jisse Ham the Forex market Mein Kamyab ho sakte hain aur acchi triumphing kar sakte hain acchi gaining ke liye jaruri hai ki marketplace ko watch karne ki exercise karen Hit aap marketplace ko watch karne ki exercise Karenge to greetings aapko marketplace ki mind studies ki samajh Aaegi aur aap Usi ke hisab e apni replhi Narows pai-crammed arike se kar akt hain jisse ko misfortune sarpen ke possibilities baut kam ho Jaate Hain aur aapaur X Mein acchi shopping kar sakte hain isliye aapko apni
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye Review Exchange Rates per mubni hai

                        Exchange Rate ka mtlb dusry kesi Country k sth apni money ko exchange krna jesa k hum pakistan forex say dusry kesi bhi country ki currency ko purchase karty hain dollars main earning easily krty hain tu usy asani k sth apny pakistani rupo main jazzcash say bitcon say exchange krty hain jesa k humy wha k aik dollars ka yha pakistani rupo main 150 milta hain jazzcash say tu asy hum exchange Rate khty hain asi tra humy forex pay buht zyda mahnat k sth work krna chye jass say hum ghr bethy buht sary passy kama skty hain us surat main humy profit or earning bhi uthna hi zyda ho ati hain jas ko ghr bethy hum exchange kr skty hain...

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X