ye Review Zarai Tarqiati Bank par Mubni hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ye Review Zarai Tarqiati Bank par Mubni hai
    Hello Mere Pyare bhaiyon meri taraf se Tamam new members aur purane members ko assalam walekum doston bahut se banks ke review is Section Mein Diye Ja chuke hain main aapko Aaj Ek Aise Bank ka batata hun jo Agricultural Development ke liye Pakistan mein Banaya Gaya Hai Mere Dost yah Bank government of Pakistan ki taraf se Banaya Gaya Hai Kisan bhaiyon ke liye yah Jo agriculture ki development ke liye istemal Kiya Jata Hai is Bank ko yah Bank Hamare formers ko loan deta hai matlab ke kisi former Ne Agar tractor lena hai to yah Bank usko tractor bhi Deta Hai installment per Agar Uske pass mukmmal paise Nahin Hai To Iske alava Agar Kisi Kisan ne koi ****l ugane Ki Hai To vah bank se loan Utha Kar Apna Kam Shuru kar sakta hai Bank usko Aasan installments per loan Deta Hai Mere Dost Hai government ki taraf se behtarin bank Hai Iske alava hi aapko Aur Bhi mausi facility provide Kar Raha Hai Iski ATM To Nahin Hai Zyada lekin iska Bhi Online system Kafi Achcha hai aap is per kam kar sakte hain mere dost aur yah Bank Tahsil mein Main banaya jata hai takriban aur Pakistan ki takriban Har Tahsil Mein iski Ek branch hai aap isase easily contact kar sakte hain aur Apna fayda Le sakte hain ya bahut Achcha Bank hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ye Review Zarai Tarqiati Bank par Mubni hai

    Yah Bank Pakistan mein agriculture ko tarkki dene ke liye Banaya Gaya Hai Aur isase Jara Ke paise se Muslim Logon Ko Aasan Sharad par Karde provide kiye Jaate Hain Raat Ki tarakki ke liye yah bahut jaruri tha ki Pakistan mein koi aisa Bank bhi Hota lekin is Bank ko bhi Bane Hue bahut Aasan Ho Gaya Hai Log badhiya Sani se is bank se Karva lete hain aur apni ****l Lagate Hain Jab ****l taiyar Ho Jaati Hai to ja kar Jawa Wapas kar dete Hain is Bank ki Hona bahut jaruri tha Jo kisanon ko khushhali Mein madad Mili Hai Ki Jab Bhi kisanon ko jarurat Hoti Hai card vagaira kharidne ki to vah is Bank ke through loan Lekar card bhi le lete hain aur apne agricultural Tamam Jarur Yad ko Bura kar lete hain lekin sirf jarurat ke sath hi yah Bank vyavastha Nahin Hai yah Bank Aur Bhi e banking facilities provide kar raha hai Jaise Ham Apne account mein Banakar is Bank Mein To banking service wali facilities use kar sakte hain Iske alava bhi loan facilities Aur Bhi available hai jinko Ham wale kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: ye Review Zarai Tarqiati Bank par Mubni hai

      Zarai Tarkiyari Bank
      Advantages:
      Zarai tarkiyati bank agriculture wale Logon ke liye bahut jyada important hai aur agriculture se related jitne bhi log Hain vah Log is Bank Mein account khulva sakte
      Yah Bank aapko agricultural se related aapko loan deta hai aur use loan ki conditions Itni Jyada stronge Nahin Hoti Hai Kyunki yah government of Pakistan se spotted Hota Hai aur ismein aapko easily loan Mil Jata
      Is Bank mein aapko account khulwana isliye jaruri hai Kyunki is Mein Har chij ki facility maujud hai aur customer service bhi bahut jyada acchi hai
      Government of Pakistan ki taraf se aap ko motivate Kiya jata hai ki aap is Bank Mein account khula hai Kyunki ismein aapko loan capacity achi Di jaati hai aur long ke percentage of acchi hoti hai to aapko profit aur Achcha fayda Hota Hai
      Disadvantages:
      Yah Bank aapko Har Jagah Mein Nahin Milta hai aur Pakistan ke kisi Kisi ladke main aapko Najar Aata aur aapko iski branch changes Bade cities Mein Milte Hain
      • #4 Collapse

        Re: ye Review Zarai Tarqiati Bank par Mubni hai

        Doston yah reviews zrahi tricky Bank yani ke Agriculture developement ke mutaliq hai yah Bank Hukumat Pakistan ki Janb se Pakistan Bhar Mein Kisan bhaiyon ki sahulat ke liye Banaya Gaya Hai is Bank Ke zariya Kisan Bhai apni zarie Zameen Ke Liye is bank se bahut fayda uthate Hain Hukumat Pakistan ki jaanib se Banaya Gaya yeah zarai trackiyaati Bank Kisan bhaiyon ko Aasan qistoon mein qarza fraham karta hai...
        Lekin Pakistan ke bade bade shehron Mein Hi Iske branches milati Hai Pakistan ke Chhote shahron Mein iski branches majud Nahin Hai Kyunki Aaj Kal Pakistan ke har Shahar Mein private bank bahut jyada hai aur wo bhi Apne customers ko loan dene ke Hawale se bahut corporate Karte Hain isliye zarai traqyAati Bank Mein log bahut Kam Raju Karte Hain Hamen chahie ki Ham agriculture development Bank Mein Apna account karvayen Aur hakumat Ke is Jari Karda bank se fayda uthaen
        • #5 Collapse

          Re: ye Review Zarai Tarqiati Bank par Mubni hai

          Ji han bilkul yah Bank bahut hi Achcha Bank Hai Iski madad se kisanon ko low budget Mein Achcha Paisa per Ham Kiya jata hai ki vah apni acchi faslon per Laga sake aur usse Achcha munafa se kar sake jimmedar log iske liye apni E kisanon ke liye ek bahut hi Achcha Bank Hai Iski madad se vah log budget Mein Karva Le sakte hain Jisko vah apni ****l per Laga sakte hain aur bad Mein Jab vah usse Achcha profit Hasil kar le to bank ko Wapas kar sakte hain

          Disadvantages

          Iska sabse bada masla yahi hai ki Jab aap bank se loan lete hain tab aapko Jab return karna hota hai to use per Kuchh percentage charge Hoti Hai joki Islam Mein Jaaye Nahin Hai To isliye in bank Se Bachana chahie
          • #6 Collapse

            Re: ye Review Zarai Tarqiati Bank par Mubni hai

            Zarai taraqqiyaati bank ya agricultural development bank jiss ka mikhtasir naam ADB hai. Yeh bank farmers aur farming say related tamaam shoobo ko loan ki facility daita hai. ADB bank commercial bank nahi hai jiss mai customers ko facilitate kia jaey bulkay yeh sirf agriculture aur farmings related he dealings kerta hai. Yeh aik government department hai. Jiss mai farmers, dairy farmers, poultry farmers waghaira ko loan diye jatey hain. ADB say loan lainay ka process Thora lengthy aur paichida kaha jaa sakta hai kiyu iss bank say apni land ya farming owning ship kay documents ko surrender kia Jata hai aur iss ka baqayda verification process hota hai. ADB aik aisa bank hai jiss kay loans kiyu kay farmers ko diye jatey hain tou iss ki installments ka duration bhi quarterly ya six monthly hota hai. Iss bank ki branches her chotay aur barey city mai mojud hain jinn say loogo ko bohat ziada benefits haasil ho rahey hain
            • #7 Collapse

              Re: ye Review Zarai Tarqiati Bank par Mubni hai

              ye review Zarai Tarqiati Bank par mubni hey .
              asslam.o.alaikum
              tafseeli jaiza. ZTBL .
              jisa k ap janty hain k pakistan ki economics ka ik bahot bara hisa khastkari k opard depend karta hai agar agar kisan khushal hoga to pakisatn ki mashiyat grow kar ge is lia kisaan ko zaroriyat ko pora karny k lia qarozo ki farhami k lia ik bank banaya geyai hai jis ko zarai tat=rqiati bank ka name diya geyai hai is main kisan apni zaroriyat ko pora karnay k lia yahan sey loan ley skta hai or jab os k pass paisy ajay to wo loan ada kar skta hai . ye bank kisano ko loan deny k sath sath os ki jama bunji save kar k un ko profit bhe dita hai jisa k ap janty hain k har kisan ko to paisa ki zarort nahi hoti hai to koch kisan k pass paisa ziada hota hai to wo is bank main deposit karwa k apny paisy ka profit hasil kar skta hai .ye bank apney calient ko loan ki services k sath sath or bhe services provide karta hai jisa k haj or umry ki application os k sath sath isurance ki sahuliyat bhe dita hai .is bank main ham muklhtlif type k account opan karawa skty hain jisa k 1.current account 2.saving account 3.roznabachat account 4. bank account or bhe bahot sarri tyep hai os k ilawa ham yahan diffrent type k loan bhe ley skty hain jisa k 1.producat loan schemes 2.devlpoment loan schems 3.other schemes .
              advatage .
              *ham ko yahan sey apni zarort k motbiq loan hasil kar skty hain jitna ham ko zarort hai .
              *is main ham application bhe deyskty hain hajj ki or agar qurandazi main hamra name atta hai to ham free main haj kar skty hain ./
              *markup bhe ziada nahi hai loan par .
              information for Beginners
              Complete Forex Knowledge
              • #8 Collapse

                Re: ye Review Zarai Tarqiati Bank par Mubni hai

                dear mamber ap ny Zarai Taraqiati banks k bary main jo review hai os main yah aysa bank hai jo governments level par regiester hai jis main jitny bhi workers hain wo government level par job karty hain es bank ko basically qisan bhaiyon k liye bnaya gaya hai jo es main apni fasloon se realted help lety hain aghr un ko kisi bhi trha ki finnacial issues hoty hain wo es bank se rabta kar k es se hasil karty hain or apny os issues ko bank jitna possible ho hal karti hai.
                1: Advantages:
                es bank k jitny bhi faidy hain wo qisan bhaiyon k liye hain q k bboht se farmers apny kam k liye laon letyy hain jis k bad wo os loan se apny kam ko pora karty hain farmers ko har trha ki facility esi banks se milti hai wo jis trha ka bhi faida chahty hain un ko bank deti hai infact un ko aghr tractor ki bhi need hai tu wo bhi osy lay kar dety hain yah aik boht acha bank hai jo qisan bhaiyon ki help k liye bnaya gya hai..
                2: Disadvantages:
                es bank k disadvantages tu zyda nahi hai bus es main yah hai k es bank main qisan log he apply kar skty hain es k ilwa koi bhi mambers es main loan nahi le skta
                • #9 Collapse

                  Re: ye Review Zarai Tarqiati Bank par Mubni hai

                  dear mambers zarai tarqiyati banks bhi sub ki tarha boht he facility walal bank hai jo k governments k sath attch hai jis main sub he rules and condiotions apko governments level par rahty howe pori karni hoti hai actually yah bank agriculture department k liye banay gya hai jis main qisan bhai loan lay kar apni kash qari karty hain es k ilwa ap ny jo kaha bilkul sahi kaha hai k es main qisan bhaiyon ko apni kasht qari k liye kuch chahye bhi ho tu wo bhi yah bank deta hai q k jin logon ko apny karobar k liye koi financila issue hota hai wohi es bank se loan lay kar apna karobar karty hain.
                  1: Es bank k faidy.........
                  all dear mamber es bank ka sub se acha jo faida hai wo yahi hai k es se qisan bhai apny karobar k liye loan lety hain jis k bad wo apni qasht qari kar k apny karobar main izafa karty hain es k ilwa wo boht he asan wali installments k sath apna loan wapss kar dety hain es k ilwa es k atms bhi hai.
                  2: es bank k loss:
                  dear mambers es bank k loss tu zyda nahi hai yah aik ayse point ka bank hai jo k har lehaz se prfect hai baki es main bhi terms and condition hoti hai jo sub he banks main hoti hain jin ko pora karna zarori hota hai
                  • #10 Collapse

                    Re: ye Review Zarai Tarqiati Bank par Mubni hai

                    Zarai Tarqiati bank ka branch har city me majood hona chaye ye bahot hi achi service provide karty hey agar deka jaye to zarai tarqiati banks easy terms and conditions key base par zaraat ko tareeqy deny key ley loan provide karty hey, mery khayal me ye loan esy logo ko bahot faida dety hey jo key zaraat key profession se related hoty hey, agar es bank ki other services ki bat ki jaye jo key ye offer kar rahy hoty hey to es ko discus karna be zarori hay, ye bank saving aur current dono type key account open karny ki facility be dety hey jes ki waja se ham es bank me apni money ko safe rakny ka advantage be hasil kar sakty hey aur loan leny ka advantage be es me hasil ho jata hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: ye Review Zarai Tarqiati Bank par Mubni hai

                      Dear members Rider Ki Aarti Bank SBI Sab Ki Tarah bahut hi facility wala Bank hai Kyunki government ke sath attach hai jispe Sab heroes and conditions of government level per Jaate Hue Puri Karni Hoti Hai yah Bank Agriculture Department ke liye Bane Banaya Gaya Hai jismein Kisan bhai loan Lekar Apne cash kari kastkari Ke ilava aapane Jo Kaha bilkul sahi kaha hai ki Kisne Kisan bhaiyon ko Apne kastkari ke liye Kuchh chahie ho to vah bhi yahan Bank Deta Hai To Kaise Logon Ko Apne Karobar Ke Liye Koi financial issues Hota Hai Vahi is bank se loan Lekar Apna Karobar Karte Hain is Bank ke jitne bhi fayde Hain vah Kisan bhaiyon ke liye hain Kyunki bahut Se fast Apne kam ke liye loan lete hain Iske bad vah is Logon se apne kam ko pura karte hain kam ko Har Tarah ki na isliye Kisi Bank Se milati Hai vah Jis Tarah ka fayda chahe Chahte Hain unko Bank Deti Hai infact unko tractor ki bhi need hai to vah bhi use Lekar Dete Hain yah Ek bahut Achcha Bank hai jo Kisan bhaiyon ki help ke liye Banaya Gaya Hai
                      • #12 Collapse

                        Re: ye Review Zarai Tarqiati Bank par Mubni hai

                        Zarai Tarquati bank limited (ZTBL) jes tarha se name se hi sab key mind me ye ata hay key es bank ko kes maqsad key ley banaya gia hay, es bank ko zarat ki tarqi key ley 1961 me founded (qaim) kia gia aur es bank key headquarter ka location Islamabad me hay, ye bank public limited company key base par work kar raha hay jes ka mission aur goal economy key growth ka hay, ZTBL bank Pakistan ki economic growth ki promotion me important role play kar raha hay khas kar agriculture sector par es bank ka bahot zeyada focus hay aur ye asaan shareyat par karza deta hay, es bank ko agriculture development bank be samja jata hay jo key zeyada tar service agriculture department ki help key ley hi kam karta hay, agriculture se related agar financial problem ho to es bank se hi rabta kia ja sakta hay jo key behtar advice key sath loan ki facility be deta hay aur har tarha se agriculture se related persons ki help karny key ley tayaar rehta hay es bank ka kam hi yahi hay aur es ko banya hi esi ley gia hay key country ka agriculture zeyada taraqi kar saky, bahot kam persons es bank key bary me janty hey agar zarat se related kesi kisam ka be koi masla ho ya finance ki zarorat hoti to ye bank un ki help karny key ley ready hota hay, members ko chaye key agar un ki information zarai tarqeyati bank se related achi hay to zaror share karen es tarha key achy bank key bary me maloomat har kesi ko melni chaye.
                        • #13 Collapse

                          Re: ye Review Zarai Tarqiati Bank par Mubni hai

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Riskytrader9 پيغام ديکھيے
                          Hello Mere Pyare bhaiyon meri taraf se Tamam new members aur purane members ko assalam walekum doston bahut se banks ke review is Section Mein Diye Ja chuke hain main aapko Aaj Ek Aise Bank ka batata hun jo Agricultural Development ke liye Pakistan mein Banaya Gaya Hai Mere Dost yah Bank government of Pakistan ki taraf se Banaya Gaya Hai Kisan bhaiyon ke liye yah Jo agriculture ki development ke liye istemal Kiya Jata Hai is Bank ko yah Bank Hamare formers ko loan deta hai matlab ke kisi former Ne Agar tractor lena hai to yah Bank usko tractor bhi Deta Hai installment per Agar Uske pass mukmmal paise Nahin Hai To Iske alava Agar Kisi Kisan ne koi ****l ugane Ki Hai To vah bank se loan Utha Kar Apna Kam Shuru kar sakta hai Bank usko Aasan installments per loan Deta Hai Mere Dost Hai government ki taraf se behtarin bank Hai Iske alava hi aapko Aur Bhi mausi facility provide Kar Raha Hai Iski ATM To Nahin Hai Zyada lekin iska Bhi Online system Kafi Achcha hai aap is per kam kar sakte hain mere dost aur yah Bank Tahsil mein Main banaya jata hai takriban aur Pakistan ki takriban Har Tahsil Mein iski Ek branch hai aap isase easily contact kar sakte hain aur Apna fayda Le sakte hain ya bahut Achcha Bank hai
                          dear brother aap agar apna account tarakiati zarye Bank mein open karvate Hain to ismein aapko cost Kari ke liye ye bahut jyada loan Diya jata hai kyunki is Bank mein aap ko jitne bhi loan Mil Rahe hote hain vah kisi maksad ke liye Mil Rahe hote hain Taki aap phone per I per ki aarti kam kar sake ismein aapko account open karvane ke liye thode se document ki jarurat hoti hai iske bad aapas Mein apna account open karva kar usko use kar sakte hain is bank main aapka account ek dafa upar Ho jaaye to aap isko kisi bhi time per use kar sakte hain yah Bank Pakistan ke different cities Mein available hai auron ki kafi jyada branches Hain din Mein aap apne account ko use kar sakte hain is Bank ki taraf se aapko jo debit card jao credit card Diya jata hai vah Pakistan ke kisi bhi bank account mein use ho sakta hai aap agar is Bank Mein apna account open karvate Hain to is se aap kisi bhi Bank Mein apni payment send kar sakte hain chahe aapane is hi Paisa account mein apni payments and karni hai ya jazzcash account mein apni payments and karni hai aap ismein apni payment send kar sakte hain is bank main aapko account open karne ja sirf yah dekhna hota hai ki agar aapko ismein ki fees per itna jyada matlab nahin hai to yah bahut hi best hai kyunki ismein services bahut acchi Di jaati Hain inko use karke aap apne tamam masle HAL kar sakte hain is bank main aapko account open karte hue apne kisi business kara first dene ki jarurat nahin hoti kyunki aap koi new business start karna chahte hain to is bank se loan lekar kam start kar sakte hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: ye Review Zarai Tarqiati Bank par Mubni hai

                            Dear off hi bahut hi Achcha topic review ke liye select Kiya Hai yah Bank Pakistan ke liye bahut important hai Kyunki Pakistan Ek agriculture land hai aur Pakistan mein aap aap 70% income agriculture se Hasil kar rahe hain isliye agriculture ke Hawale se yah Bank formers ki bahut jyada help Karta Hai Jiski vajah se uski importance bahut jyada increase Ho Jaati Hai.

                            Zarai Taraqiati Bank ki working ki Jab Ham baat karte hain to yah Bank pure Pakistan mein different formers Logon ki facility provide karta hai aur unko agriculture mein bahut jyada help karne ke liye unke liye facilities provide kar raha Hota Hai. Sometime government ya loan without interest deti hai aur sometime ya loan not refundable bhi hote hain Agar aapko bank se loan Kisi experience ke liye de raha hai aur kisi specific commodity ke liye invest mint aapko white kar raha hai to use per aapko experience karna hota hai aur Agar vah aapka experience Kamyab Nahin Hota To yah loan not refundable bhi ho sakta hai.

                            Aur jab Kuchh formars Jo investment nahin kar sakte bank se loan ke liye approach karte hain to bank unko loan Kisi security ki basis per de deta hai aur iski wapasi bahut hi Aasan installment par depend kar rahi hoti hai aapko monthly basis per Kuchh payment deposit karvana hoti hai agar aap is ko installment Mein reply nahin karna chahte to aap aap Kuchh sal ke bad isko ekhtha bhi Wapas de sakte hain aur aap ko bank is per Kuchh percent interest charge karta hai jo Bank ki income hoti hai aur usse Bank Apne expenditure ko pura karta hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: ye Review Zarai Tarqiati Bank par Mubni hai

                              ZTBL ...
                              Dear ye bank Pakistan main 2002 main bana hai ye kisan dost bank hai.
                              Jo tamam kisano ke help kartha hi or un ko finincial support kartha hai.
                              Dear ye bohat he achi service provider Kar raha hai hamy is bank SC acha profit hasil karna chay
                              Advantage.
                              Dear jasa ka AP ko pata hai ye zarai bank hai or agriculture ka related hai or tamam kisano ke help kartha hai.
                              Dear is bank SC ap loan be lay sakty Hain.
                              Disadvantage.
                              Dear is bank ke branches bohat Kam Hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X