Dear Forex Members
Bhout se trader kafi mehnat kar kay analysis karty hain trend line find karty hain or kafi money management stop loss, take profit etc kafi mehant kay bad jab trade profit main jati hai tu nervous ho jaty hain or kam profit ko hasil karny ki koshish mai lag jaty hain jis ka matlub yeh hai kay woh apni mehnat ka kuch hisa ka profit lay rhy hoty hain baqi woh sub zaya kar daity hain. esleye koshish karain apni trade ko pura karny day or wait karain jab ap ko ap ki mehnat ka sara haq mil jaye
aap ager es tarha karty hain tu ap ko cheye kay ap apni trade ko or apni mehnat ko zaya na karain. or share karain
Shukriya.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим