ye review Ghar kay Furniture par mubni hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ye review Ghar kay Furniture par mubni hai
    Assalam Walekum all dear Forex friends kaise hain aap sab Dosto aaj main aapko Ek review de raha hoon is Section mein aap ghar ke different Jo thanks hai unke bare mein batate hain to main aapko aaj ghar ke furniture ke bare mein batata hoon ghar ka jo furniture Hona chahie vah Aisa Hona chahie Jo Jiski log bahut pyari Ho matlab Jab Koi aapke ghar mein inter hota hai to sabse pahle vah aapke furniture ko dekhta hai agar aap ka furniture Pyara hoga to unko first impression bahut Achcha Jaega Iske alava try kiya Karen Ke Jab aap furniture Lene Lage to khud usko taiyar kaarvayi Karen acchi Lakadi Dekh Kar Kyon Ke Jab Ham direct order Karte Hain To vah apni Marji ki Lakadi usmein Dal Dete Hain aur vah furniture Achcha Nahin Hota To aap sab log Hamesha koshish nahin kiya Karen kya Apna furniture taiyar kaarvayi Karen Uske alava try Karen Jo furniture ka colour Ho vah aapke ghar ke colour ke sath match kar raha ho to yah bahut Allah ho jata hai aur bahut Jabardast lagta hai aapka Ghar Iske alava different types off furniture aajkal Pakistan mein use ho rahi hai jo ke jismein double bed single bed a Jata Hai sofa set ho jata hai Iske alava Aur Bhi bahut se furniture ki type hai jo aap Lekar Apne Ghar Ki khubsurti ko increase kar sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ye review Ghar kay Furniture par mubni hai

    Assalamu Alaikum Dosto ummid karta hun ki aap log khairiyat se Honge dost Jaisa ke ye review ghar ke furniture per Munni hai. Doston furniture Har Ghar ki jarurat hota hai aur furniture Aisa Hona chahie Jise Dekhkar log khush ho jaaye Unka Achcha impression perna chahie. Ham Jab Bhi furniture kharide Hain Aisa Hi kharidna chahie Taki log use Dekhte hi Rah jaen Khubsurat Ho dekhne wale ko Achcha Lage Ghar Ki Jo tameer Hui Hai Uske mutabik vah Khubsurat Lage. Furniture banawa kharidne se behtar hai ki furniture Ham Khud banvaya Taake vo Hamen suitable bhi ho aur ham use Pasand bhi Karen. Furniture Tu Har Ghar Ki Ek bahut hi jarurat hoti hai jo Har ghar mein merzi k mutabiq mojood hota h
    • #3 Collapse

      Re: ye review Ghar kay Furniture par mubni hai

      Room furniture ya home furniture her ghar ki zarurat hai. Aab tou furniture ka bhi competition hota hai kay kiss Kay ghar mai acha aur mehanga furniture hai. Furniture ki khareedari aur selection bhi aik bohat mushkil kaam bann chuka hai kiyu kay aaj kall furniture ki variety, furniture ki types aur furniture ki costs bhi bohat ziada ho chuki hain. Pakistan mai pehlay chiniot ka furniture bohat mehanga aur mashoor tha jo kay jhang kay qareeb aik small city hai. Waha pay furniture ki poori aik industry hai. Laikin ab chinioti furniture bhi her jagah bann raha hai aur mill bhi raha hai. Furniture select kertay waqt iss baat ka khayaal chaiye kay furniture apnay ghar ki zarurat kay mutabiq ho aur quality wise bhi acha ho kiyu kay yeh aisi cheez hai jisay baar baar nahi khareeda jaa sakta hai. Furniture ki khareedari mai iss baat ka khayaal rakhna chaiye kay lakri ka he ho kiyu kay aaj kall hard board aur dusray sastay materials say bhi furnitures bann rahey hain jo sastay laikin quality wise bohat halkay hotay hain jiss ki wajah say unn ki life bilkul nahi hoti hai
      • #4 Collapse

        Re: ye review Ghar kay Furniture par mubni hai

        Bhai jaan Aap Hamare Sath Karke furniture ke bare mein acchi information share kiya hai aur Main Bhi aapko yah batana Chahta Hun Ki Karke furniture mein jo bhi chij hoti hain unmen sabse quality acchi honi chahie Kyunki aapane jo bhi chij istemal Karni Hoti Hai vah lifetime ke liye hoti hai aur lifetime ke liye Aisi chij leni chahie Jo Ke Pyar mein jyada der chal sake agar aap koi bhi Sasti chij Lete Hain joki Thoda time Chalti Hai To fir aapko uska koi fayda nahin hota hai Kyunki Jyada der karne wali chij aapko ek hi khatm karna padta hai Jab ke bahar Bahar use Hone Wali chij aapke liye Jyada kharche Ka banti hai
        • #5 Collapse

          Re: ye review Ghar kay Furniture par mubni hai

          asslam o alikam dost ap ne thek kha hai hamre ghr ki khubsorti hamre ghr k furniture se hoti hai agr hamra furniture acha nai hoga tu hamre ghr ki khudsorti achi nai ho gey jab be hamre mehman ate hein tu un ki sab se phaly nazar hamre ghr k furniture par parti ha agr hamra furniture acha hoga tu un par acha imperision parta ha agr agr ap ko furniture lena chahte hein tu ap apne furniture ko khud tiyar karwa yein kew agr ap jaldbazi main furniture lein gey tu wo bekar lakri lagein gey is liye phaly ap un ko order lein ur khud lakri lagwain achi kisam ki jo ap k kuch arsa asani se nikal jaye kharab lakri ho gey tu wo jald kharab be ho jaye ge hume is main samjdari se koi cheez leni hoti befasol main paise kharach na krein
          • #6 Collapse

            Re: ye review Ghar kay Furniture par mubni hai

            Dear friend bilkul theek Kaha Ghar Ki decoration ke liye acche furniture Ka Hona bahut jaruri hai Kyunki ghar ko Khubsurat banane ke liye furniture ka bahut hi Aham roll Hai Kyunki Achcha furniture Hoga tabhi Hamara Ghar Achcha Khubsurat Najar aaega lekin yah Jaruri Nahin Ki Har Sara Ghar furniture ke sath Bhar Diya Jaaye lekin Kuchh Ho lekin Achcha Ho jismein Jaise TV Logon Mein acche sofaset maujud Hona chahie jisse TV9 ki ek acchi look ho aur vaise bedroom Mein Band Hona chahie aur vaise TV Logon Mein acche furnitures Ka istemal Karna chahie tha ki ek acchi look Najar Aaye Aur log Aane Wale aapke ghar ka Achcha aur Khubsurat samjhe
            • #7 Collapse

              Re: ye review Ghar kay Furniture par mubni hai

              assalamu Alaikum dear friend ja sake is mahine furniture per yah review diya hai main usse bahut hi aagrah karta hun bahut acchi baat ki hai jaisa ke furniture har Ghar ki jarurat hota hai aur har kisi Ghar mein apne apne hisab se furniture hota hai lekin sahi tarika furniture ka yah hota hai ki jab bhi Ham furniture kharida hamen chahie ki ise kharidne ki vidhi Ham khud apne order per banvaya ja taiyar karvayen vada baitha rahata hai kyunki apni marji se jis tarah ka hamara Dil Kare muskan ka furniture banva sakte hain aur jo hamare Dil ko achcha Lage usse yah hoga ki jab Ham ek accha furniture apne Ghar ki setting ke hisab se khareed lenge jo abhi hamare ghar aayega aur use per Mitra ko dekhega to use per ek achcha impression padega aur vah bhi aise khush hoga to hamen aisa Hi furniture Lena chahie Jo ke dusre per ek achcha impression Dal de kyunki furniture ek bahut hi important chij hai har Ghar ki aur har Ghar mein yah jarur hota hai apne apne hisab ke mutabik
              • #8 Collapse

                Re: ye review Ghar kay Furniture par mubni hai

                Ji Bhajan aapane bilkul theek kaha hai ghar ki khubsurat banane ke liye ghar ko Achcha banane ke liye furniture ki bahut sakht jarurat Hoti Hai Har ko Khubsurat banane ke liye Hamesha hi ke ghar ke andar Ham furniture rakhe hain Kyunki ghar mein Mehman bhi Aate Hain aur vah furniture per Agar furniture Dekhenge to Unka Bhi Dil Karta Hai Ki Ham bhi panchalan Kyunki furniture Sarkar ki ab jarurat hai ab
                • #9 Collapse

                  Re: ye review Ghar kay Furniture par mubni hai

                  Furniture worldwide me sab se zeyada design ki jany wali product hay companies different material se ye product design karny ka kam karti hey aur har company ki koshish hoti hay key wo professional work kary es key ley ye furniture ko professional look deny ki koshish karty hey, sab se zeada furniture me use hony waly material (plastic, wood aur some companies wood aur plastic me metal ka use be karti hey), sab se zeyada banny wali furniture me sofas, eating tables, chairs, stools, aur sleeping key ley different type key beds ko design kia jata hay, hamari koshish honi chaye jab be ham furniture buy karen to ham esa design ko hi select karen jo key latest type ka ho.
                  • #10 Collapse

                    Re: ye review Ghar kay Furniture par mubni hai

                    ye reiview ghar k furniture per mubni hai duniya me hr ghr me furniture ki zrort hoti h furniture ki wja se humry ghr me khoobsurti ati h or asgr hum furnituer lety h to humy cahie k uski care kry usy rozana saf kry or aik montyh bd usy disel ya machiny oil lgay ta ky humry furniture ki khobsurti barkrar rhy furiture me bed dreessing table iron stand or shokece saif sofy wagera hoty h or dressing table ka ayna saf krny k liye pani wala shawar hota h sb se pehly wo pani lgana cahie phr seesha saf krny k liye chota wipr hota h jis se hum apna seesha saf kr skty h or bed sheet humy is tra bichani chaie k bedf sheet bethny se khrab na ho jb hum equsl bed sheet bicha ly bto usky chro kono me saftipins lga deni cahie ta k sheet khrab na ho or rhi bat safe ki safe almari me humy kpry teh kr k rakhny cahie na k gool kr k pheenk deny cahie jb hum kpry teh kr k rakhy gy to humri safe khoolny pr khoobsurt lgy gi or shokece me humy brtn aik trteeb se jorny cahie ta k wo brtn jory hoe achy lgy or humy sara furniyure same colour me lena cahie or sofy jo khubsurti bnaty h un k samny hum y table rakhny cahie
                    • #11 Collapse

                      Re: ye review Ghar kay Furniture par mubni hai

                      Gahrailoo furniture ki zarorat her Ghar may he hoti hay. Kici bi Ghar may chalay jay waha furniture zaror hota hay. Sasta ho ya mehnuga ho furniture her Ghar may hota hay. Furniture khud bi banwaya ja sakta hay aor bana banaya bi liya jaa sakta hay. Furniture ki ab bohut variety markets may available hoti hay aor apni pasand ka furniture liya jaa sakta hay

                      ADVANTAGES

                      Ghrailoo furniture ab bohut sasta mell jata hay. Gharailoo furniture ab new aor second sub he mell jata hay . Gharailoo furniture pay bohut zayada dair may banta that laykin ab bohut juldi bun jata hay. Markets may her qisam ka bana banaya furniture mell jata hay jo kay new fashion Kay belkul mutabiq hota hay

                      DISADVANTAGES

                      Gharailoo furniture bohut daikh bhaal kay he layna chahiye kiyu kay ab zayada ter furniture wood ki bajaay hard board aor laminated sheets ka he bun ra hay jo bohut low quality ka hota hay aor paani lagnay say to forun kaharaab ho jata hay. Ab furniture ki life bohut kum ho gai hay. Jic ki waja mayaar bohut kum hona hay
                      • #12 Collapse

                        Re: ye review Ghar kay Furniture par mubni hai

                        Dear friends umeed kar ta hoin ka ap sab thak hoin ga ya review ghar kay furniture par mubni hai aj ka dora main furniture har ghar ma majod ha or ghar kay furniture ke bot zaids aksam hain jasya kay chaiar bad sofa safealmary or etc agar ap ka pass pacy hain to ap bi ghar ka furniture lawin gas ka ap ka ya faida ho ga ka ap agar bad laty hain to is ka oper ap sokon ka sath din or raat ko so sakty hain agar ap ka pass safelamery ha to is ma ap apna zaaver or apny kapry rak sakty hain or agar ap ka pass sofa ha to ap is par kad to bath he jain ga agar ap ka ghar main koiy maman ataya ha to ap us ko bi is ka oper batha sakty hain is sa ap ko sarmandgi ka mo ni dakna paray ga is laya apni zangi ko gana chaiay pacy ko ni dakna chayey koin ka hak din marna to ha he is laye zangi ko full enjoy kar na chay
                        • #13 Collapse

                          Re: ye review Ghar kay Furniture par mubni hai

                          Assalamu Alaikum dear Forex friend I hope you are find today Inshallah Hamari zindagi Mein Kuchh chijen Itni common Hain ke vah Har Ghar ki zarurat hai koi bhi bedroom furniture Ke Bagar na Mukammal Iske advantages aur material per baat karte hain.
                          Advantages,
                          Furniture ka sabse bada fayda yah hai hai ki aap apne a Ghar Ke ke kisi bhi Kone ko Khubsurat banane ke liye istemal kar sakte hain jo aapki zarurat ko bhi e pura karta hai Jaisa ke furniture mein sofa set hi sofa set Har Ghar ki zarurat hai furniture mein mote Kishan ka saman Hota Hai jo aap ki decoration aur Zaroorat hi Jaisa ke double bed single bed dressing dining table cupboard sofa set aur Bahut Si chijen Shamil Hai furniture ki bahut aksam hi infinite ko mukhtalif material se banaya jata hai Jaisa ki wood plastic win board aur aur poshish Shamil Hai Jo market mein aapko easily furniture market se a Mil Jata Hai 50000 Se Lekar 500000 lakh Tak available hai furniture se Hamari Jindagi comfortable Ho Jaati Hai Kyunki yah Hamen baithane Sony make our hone ke liye Aaram mohiya karta hai jo ki Jindagi ke liye bahut jaruri hai ab furniture ke disadvantage per baat karte hain.
                          Disadvantage,
                          Furniture ka disadvantage hai aapko iski Safai ka bahut zyada khayal rakhna padta hai proper dusting karni padati hai aur Gila hone se Bachana Hota Hai Nahin to koi bhi cheez kharab ho sakti hai Aksar furniture bahut Bhari bharkam Hota Hai Jisko ek se dusri jagah set karna Mushkil Hota Hai 3 se 4 Sal main iski polish bahut zaruri hai aur poshish furniture ko ek se Dedh Sal main main Dobara poshish karwana zaruri Hota Hai Kyon ke a iska kapra Mela ho jata hai Aur Is per aapka Achcha Khasa kharch ho jata hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: ye review Ghar kay Furniture par mubni hai

                            Assalamu alaikum umeed kerta hun ke ap kheriyat se hon gy.
                            Ghreelo furniture ki zroorat her ghr mein kisi b ghr ap chly jaen wahan furniture zroor hota hai chhahy sasta ho ya mehnga her ghr mein furniture zroor hota hai ab to furniture ki bht c varaity aa gi hai hum khud b furniture bnwa skty hein or market se b khreed skty hein hum apni psand se markat se firniture hasil ker skty hein.
                            FAIDAY...
                            Ab ghreelo furniture bht hi sasta mil jata hai or her koi asani se khreed ker apny ghr mein rkh skta hai .
                            Ab to ghreelo furniture khreedna asan hi bht hai hum second hand b ly skty hei or chahy to new b ly skty hein.
                            Phly ye hota tha ke furniture bht dair se bnta tha kafi time lag jata tha.
                            Lakin ab to bht jldi or jasa hum chhaeen wesa hi mil jata hai ajkl market mein her trha ka furniture mil rha hai jo k aj k fashion ke blkl mutabiq hota hia.
                            Furniture 50000se lekar 500000tak mil jata hai.
                            Furniture se humari zindgi comfertable ho jati hai hum asani se beth or so skty hein.
                            Furniture mein double bed single bed sofa dinning table wgaira hota hai jo humary ghr ko khubsorat banany k sath sath humein aram b dta hai.
                            NUKSANAT...
                            Furniture ko laty hoy dkh bhal k lena chahiye q ke ab bht zyada furniture wood ki bajay hard board or laminated sheet k ban rhy hein.
                            Jo k sai nhi hoty jld hi khrab ho jaty hein or un ki life b kam hoti hai.
                            Is ki main waja un ka mayyar kam hona hai.THANKX
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: ye review Ghar kay Furniture par mubni hai

                              Dear jab aap apna Ek Ghar banaa Lete Hain To usmein usko bahut Sare important products ki jarurat Hoti Hai Jiske bad aapka Ghar complete ho jata hai inmein ek bahut hi important product aapka ghar mein istemal hone wala furniture hota hai agar aap ek Achcha furniture acchi Jagah se purchase kar lete hain to usmein aapko bahut jyada advantages milane ke sath aapke ghar ko decorate karne mein bhi aapko bahut help mil sakti hai dear Pakistan mein Aisi bahut sari places hai jismein aapko Puri Duniya Ka best furniture available ho sakta hai isliye Jab aap furniture purchase karne Jaate Hain To Iske different outlet per aap iski quality ko compare kar sakte hain aur Iske different benefits aur advantages ko mind Mein rakhne ke sath sath iski decoration Ko Bhi Apne man mein Rakhna bahut important hota hai Taki aapke ghar mein yah Achcha bhi Lage aur uske sath aapane uski price ko bhi compare karna hota hai Taki aap bahut jyada expensive furniture purchase na Karen.

                              Dear sir teacher ke Hawale se aapko Meri information Bhi Bata Dun ki Jab aap furniture process karte hain to ismein cast ka bahut jyada difference ho sakta hai aur iski main design ismein istemal Hone Wali wood Hoti Hai Jaise hi aap would ki quality ko change karte Jaenge automatically iski prices mein bhi bahut jyada difference aapko feel Hota rahega isliye Jab aap furniture purchase Karte Hain To iski ki vote quality ko bhi Jarur focus karna hota hai aur uske bad iski price ko aap compare kar sakte hain different outlets per aapko different quality ke furniture different prices Mein available Hote Hain Jab aap isko purchase Karte Hain To aapke mind Mein decoration Se Lekar iski quality Tak Sare important Baithe hone chahie tabhi aapki furniture ki quality ki purchasing acchi ho sakti hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X