ye review apnay gharon main doodh walay janwar rakhnay per mubni hay.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: ye review apnay gharon main doodh walay janwar rakhnay per mubni hay.

    Click image for larger version

Name:	images (2).jpg
Views:	1
Size:	7.5 کلوبائٹ
ID:	12333458khas kar villages primary yeh frequent hota hae ke har ghar foremost janwar hote hain jo ke unko milk supply karte hain q ke milk to un ke staple meals hae to is liye apko bhe pata hae ke dhood dene wale janwaron major bakri,gai,bhens wagaiara a jate hae o is important yun warm hae ke ghar foremost janwar hote hiun to hamen faida hota hae q ke is tarah se hamara jo milk hota hae wo acha hota hae fine wala q ke hum jab bahar se lete hain to is ke koi surety nhe hote hae ke us foremost pani mila howa hae ya kiya hoa wa hae to is liye khalis milk bahut he acha hota hae to hamen isko he use karna cahiye to ghar predominant hum jio bhe janwar ko dhood ke liye palte hain to hamen cahiye ke hum un ke care bhe kiya karen un ko khana bhe time pe he diya karen q ke jitne zayada wo nourish hon ge hamne bhe wo utna he zayada milk furnish karen ge to bas is liye hamen cahiye ke hum in se faida hasil karne ke liye hum bhe janwa rakah karen take hum is most important se kuch na kuch faida to hasil kar he saken hum jitna zayada is major pain tarah se dil se kam kar jate hain to hum is foremost success acquire karte he hain hamen bas sahe tarah se kam karna hota hae jo log is major sahe tarah se himmat ke sath suffering tarah se kam karne major ho jate hain kamyab wohe to is major se sahe tarah se faida hasil karne important bhe kamyab ho jaya karte hain to hamen bhe esa he kam karna cahiye take hum is important aik soreness dealer ke tarah se is most important success hasil kiya karen hum jitna zayada is major success achieve karte hain hum kamyab ho he jaya karte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: ye review apnay gharon main doodh walay janwar rakhnay per mubni hay.

      INTRODUCTION.......
      ASSLAM O ALAIKUM FRIENDS...
      Ap sub log yaqeenan as bat say waqif hogay k dhood deny wly janvar jasy cow hogie bhass hogie Got hogie ya Qamal hogie bhar bakria jatna bhi hallal janvar jen ko hum ghro main phal kr un ka dhood nikl kr apni zindgii ki basic zurart pay istaml kr skty hain peny k lay bacho k lay chye wgra k lay tu asy janvaro ka buht zyda fida hota hain aik tu humy khass ghr ka suba sham ka dood mil jata hain dusra an k bachy hoty hain jen say hum apna krobar kr skty hain an k dhood ko market main sel kr skty hain jass say hum asani k sth daily basic pay passy kama skty hain ya buht hi achy mufeed janvar hoty hain jen ko hum halal kr k paka skty hain an ki Qurbani bhi kr skty hain.........

      ADVANTAGES...... %%%%%%%

      Dear ap sub janty hain dhood deny wly janvar zyda tar log ghro main rkty hain ku k un say hum suba shm dhood nikl kr apni zurart bhi pori kar skty hain or usy market main swl kr k mazeed daily k passy bhi kama akty hain an ka hum krobar bhi kr skty hain an ko zurat k wqt zaba bhi kr skty hain....

      DISADVANTAGES...... %%%%%

      Janvar tu janvar hi hota hain chye koi bhi hn kabi kbai ya apny hi malik ho nuksan day deta hain thakr mar kr ya tang Mr kr asi tra asn k lay proper jaga ka hona buht zurari hota hain ya gandgii buht zyda krty hain an pay buht zyda mahnat hoti hain an ki dakh bhal k lay proper bandy hony chye.......
      • #18 Collapse

        Re: ye review apnay gharon main doodh walay janwar rakhnay per mubni hay.

        Assalam o alaikum dear member apny bahot he acha topic hamary sath discuss kiya hai ghr main doud deny waly janwAroun k bary main yeh zyada tr village main log rkhty hain aur in sy business krty hain jis sy inko bahot zyada faida hita hai kioun k inko rakhny k liye bahot zyada jaga ki zrurat hoti hai chon k village main kafi log kisan hoty hain tou un k pas janwar rakhny k liye bahot zyada jaga bhi available hoti.hai..

        Advantages:

        Dear member ghr main doudh deny waly janwaroun k bahot zyada advantage hain hum inki care kr k bahot zyda doudh hasil kr sakty hain aur doudh baich k apna business kr sakty hain hum aik achi nasal ka janwar ly k jo bahot zyada doudh deta ho us sy bhi doudh baich k apna business kr sakty hain village main bahot sy log uneducated hoty hain jis ki waja sy wo yeh business start kr sakty hain village main rehny waly log apny janwaroun k liye elehda jaga banaty hain yahan wo asani sy rashan pani wagira hasil kr sakty hain wahan unko bahot pursakoun mahool milta hai ...

        Disadvantage:

        Dear member jis trhan hr cheez k advantage aur disadvantage hoty hain isi trhan ghr main jabwaroun ko rakhny k bhi disadvantage hain aik tou inki bahot daik bhal krna prhti hai inki khurak ka lhas khyal rakhna prhta hai aur jin janwaroun ki diud ki pedawar zyada hoti hai unki khurak bhi bahot zyada aur bahot mehngi hoti hai jo hr koi nahi afford kr sakta is k ilawa city main rehny waly log nahi rakh saktu kioun k un k pas itni jaga nahi hoti.in k care krny k liye...
         
        • #19 Collapse

          Re: ye review apnay gharon main doodh walay janwar rakhnay per mubni hay.

          Dear ap na bohat achi bath hamary sath share ke hai.
          Dear village main maximum log dood Waly janwar rakthy Hain.
          Dear dood Wala janwar bohat he zabardast ches hai is ko gion Waly log bohat pasand karthy Hain .
          Dear is main gay , bance, bakari.
          Shamil Hain.
          Dear aj Kal Jo Sab SC zaida popular ches hai wo Australian gay hai to Pakistan main maximum log apnay garion main Rak ray Hain.
          Dear dood ke zurarth bohat zaida hai bohat zaida log Kula milk use karthy Hain.
          Dear jasa ka AP ko pata hai ka milk ka rate bohat zaida ho gia hai or ABI market main original milk Milna be bohat mushkil hai.
          Dear hamary goin main bohat zaida log aisy Hain Jo regular janwar istimal Kar ray Hain or in SC faida hasil Kar ray Hain.
          Dear ye bohat he acha system hai or hamy is SC bohat zaida benifit milta hai.
          Dear jab SC logo na Ghar main apnay janawar palnay start kiy Hain us waqat SC hamy milk apnay Ghar main mil raha hai. Dear jasa ka AP janty hain ka milk bohat he zabardast ches hai or hamy is ka Regular use karna chay ta ja hamari bone mozboit hon or hamri seath teak ray.
          Dear hamary Ghar main milk ka istimal bohat zaida hai or maximum log milk Khushi SC use karthy Hain.

          Advantage.
          Dear milk ka bohat zaida advantage Hain.
          Dear milk asi ches hai jis ko ham daily Regular use Kar sakty Hain.
          Dear milk bohat achi ches hai is ja koi side effect nai hai.
          Her umer ka log milk use Kar sakty Hain.
          Disadvantage.
          Dear milk agr maximum quality main use Kar lay gay to ap ko is ja nuqsan ho ga koshah Kary ka normal quality main use Kary.
          • #20 Collapse

            Re: ye review apnay gharon main doodh walay janwar rakhnay per mubni hay.

            Aapane bahut achcha review Diya hai aapane aksar villages mein dood den waky janwar dekha hoga logon ne apne gharon mein dudh Dene wale janwar rakhe hote hain Jin mein bakri gay aur bhains wagira shamil hai Ham daily routine mein dudh ka use karte hain taaja aur halas dood aur insan ki purity hoti hai ab cities ko chhor kar cities mein bhi halas dood milna mushkil ho gaya hai jo log gaon mein rahte Hain vah apne gharon mein janwar rakhte hain gharon mein ksii type ka janwar rakhna bahut mushkil hai specially bade janwar apna mushkil hota hai kyunki janwar kisi haveli ya deri per idli rakhe ja sakte hain magar Inka gairon mein rakhna bahut mushkil hai agar aap gharon mein dudh dene wala jarurat Hain to unke bahut fayde hote Hain dudh Dene wale janwar ka aap dood sale karke ek bahut accha business kar sakte hain monthly aapko ek accha profit Hassal hota hai iske alava aap ko halas dudh peene ko milta hai Aap iske Desi ghee paneer vagaira banakar sale kar sakte hain usse bhi achha profit milta hai aur har sal dudh Dene wale janvaron ke bacche aap sale kar sakte hain usse bhi aapko accha profit milega Janwar ghar mein rakhne ke vaise to bahut fady hain lekin kuchh nuksan bhi hai ghar mein rakhne se gandgi failti hai janwar Jo gobar aur uren karte hain uski boo aati hai januron ka chara aur unko kaatne wali machine bhi ghar rakhi hoti hai Ki har waqt and play rakhti hai isliye Grand major rakhna ek mushkil kam hai jindagi se ham log bimar Ho jaate Hain vah log jinko alarji Ka masla hai un logon ke liye koi bhi pet animal rakhna bahut khatarnak hai isliye dudh Dene wale germa agar bahut useful Jana hai magar inko gharon mein rakhna theek nahin hai uney deery pa rkha jy ya un k ley alda hawali bnai jy ta k janworon k ley proper jaga ho or ham b un ki gandgi sa save rahen
            • #21 Collapse

              Re: ye review apnay gharon main doodh walay janwar rakhnay per mubni hay.

              Assalamu Alaikum bahut hi Achcha reviews kiya hai aapane aaj kal shahron Mein Jis Tarah nakis dudh available hai aur Logon ki sehat ke liye nuksan deh hai isi tarah ghar mein dudh Dene Wale janvaron Ki demand badhti ja rahi hai kyunki har koi chahta hai kah usy saaf aur khalis dudh Peene ke liye mil jaaye ghar mein Janwar rakhne ke bahut Sare fayde bhi hain aur bahut Sare nuksan bhi

              Fayde

              ghar me janwer rakhny say ap ko aram se ghar mein saaf aur khalis dodh peene ke liye mil jata hai aapko kahin bahar se dudh laane ki jarurat Nahin hoti
              ap jo janwar chahe ghar mein rakh sakte hain aur uska dudh Pi sakte hain Chahe vah gaye ho behans ho ya bakri ho
              Ghar mein aap janwar ka dudh do time hasil kar sakte hain aur iski cost bi ap ko bhair say milane wale dudh se a kam padati hai

              Nuksan

              shahron Mein Logon ke ghar chote Hote hain isliye Janwar rakhne ki jagah nahin hoti
              shahron mein janvaron ka waste daily base per bahar pehnkna yah dispose off karna bahut mushkil hota hai Kyunki wahan per khuli jagah nahin hoti
              iske alava shahron Mein janvaron ka chara bhi mushkil se milta hai aur bahut mahanga hota hai jo aap ko dudh ki cost se badh jata hai hi
              Shahar Mein janvaron ki dekh bhal karna mushkil hai kyunki sab log job karte hain to koi specific banda avalable nahin hota jo janvaro ki dekh bhal kare
              • #22 Collapse

                Re: ye review apnay gharon main doodh walay janwar rakhnay per mubni hay.

                Assalamu Alaikum dear friend khairiyat se honge Mara topic hua hai dudh Dene wale janwar unigreen dudh Dene wale janvaron ki bahut se ek kasam hai yah janwar kar mein aamdani ka 22 bante Hain yah janwar gay ka Ho jyada rahe ho gharelu mein sambhal hote hain iski bahut sahi exam hai kuchh janwar din mein 17 kg aur coach animal 8 kg milk from karte Hain John Ibrahim Pakistan mein bahut jyada dairy milk banae hue hain Jo hamen bahut jyada sab Lal yadav param karti Hain nasreen gayak aisa janwar hai jiska dudu bahut hi maqbool hota hai
                • #23 Collapse

                  Re: ye review apnay gharon main doodh walay janwar rakhnay per mubni hay.

                  INTRODUCTION..
                  Assalamu Alaikum dear member of Ne Hamare Sar bahut acchi knowledge share kiya hai aur ek informative topic discuss CID Sab Jante Hain to aapko Hath ki fresh milati hai aur agar aap khud ghar mein cow ko paalte Hain To to usse bhi aapko Achcha han aur fresh dudh Milta Hai daily ki 2 time aur jab aap Uske bacche sale karte hain to bua ko to profit or fail or sakta hai..

                  Dear members ghar mein cow palne ke a Kuchh advantage Hai Kuchh disadvantage Hai Jo Main Karta Hun...


                  ADVANTAGE S..

                  GHar me janwer rakhny say ap ko aram se ghar mein saaf aur khalis dodh peene ke liye mil jata hai aapko kahin bahar se dudh laane ki jarurat Nahin hoti
                  ap jo janwar chahe ghar mein rakh sakte hain aur uska dudh Pi sakte hain Chahe vah gaye ho behans ho ya bakri ho
                  Ghar mein aap janwar ka dudh do time hasil kar sakte hain aur iski cost bi ap ko bhair say milane wale dudh se a kam padati hai

                  DISADVANTAGES..

                  shahron Mein Logon ke ghar chote Hote hain isliye Janwar rakhne ki jagah nahin hoti
                  shahron mein janvaron ka waste daily base per bahar pehnkna yah dispose off karna bahut mushkil hota hai Kyunki wahan per khuli jagah nahin hoti
                  iske alava shahron Mein janvaron ka chara bhi mushkil se milta hai aur bahut mahanga hota hai jo aap ko dudh ki cost se badh jata hai hi
                  Shahar Mein janvaron ki dekh bhal karna mushkil hai kyunki sab log job karte hain to koi specific banda avalable nahin hota jo janvaro ki dekh bhal kare
                  • #24 Collapse

                    Re: ye review apnay gharon main doodh walay janwar rakhnay per mubni hay.

                    Assalamu Alaikum dear friend haum doodh waly janwar apney gharo may rehkh Kar paltay hay tou haumay iss Kay bohaut zayada benefits hasal hotay hay hamary villages may sab say zayada Logg apney gharo may doodh waly janwar paltay hay jiss ki waja say unko finenecially madad milti hay aur Agar dekha Jaye to zayada tar villagers ka yeahi profession bhi hota hay janwaroo ko palna aur unka doodh sell karna doodh waly janwar appko bohaut zayada faiday daytay hay magar Lazmi hay Kay haum janwaroo ko achay tareekay say pal sakay aur unka khyal rakh sakay haumay doodh waly janwar ko palnay Kay liye bohat sari batono ka khyal rakhna hota hay haumay unki cleaning karni hoti hay unkay rehnay Kay liye kisi proper jaga ka arrange karna parta hay.

                    Advantages;.

                    Doodh waly janwar ko palnay Kay bohaut zayada faiday hotay hay bohaut zayada logg janwaroo ko apney gharo may paltay hay aur unka doodh sell kartay hay iss ki waja y unko economical faida hasal hota hay agar haum doodh waly janwar ko achay tareekay say paltay hay tou wo acha aur zayada doodh daytay hay haumay janwaroo ko gahar pay palnay Kay liye proper jaga ka arrange karna parta hay.

                    Disadvantegs:.

                    Agar haum doodh waly janwar gharo may paltay hay tou iss ki waja say kuch problems hotay hay sab say pehlay tou hygiene ka issue rehta hay aur phir haumary gharoo may itni extra jagga bhi nai hoti hay Kay haum janwaroo Kay liye alag jaga bna sakay .
                    • #25 Collapse

                      Re: ye review apnay gharon main doodh walay janwar rakhnay per mubni hay.

                      Asalam o alikum dear member.
                      Apny bht acha topic share Kia ha ka doodh Dany Waly janwaron pr. Doodh Dany Waly janwaron sy hmin bht zaida faida milta ha agr hn ghr ma doodh Dany Waly janwar rkhty hb u ka Sai khiyal rkhty hb tu hmin unsy bht achi earning hasil hoti ha. Zaida tr dekha jye tu gaon ka log janwaron ko ghr ma palty hn kr unki Sai dekh bhak krty hn or wo unsy doodh laty hn jis ka unen bht zaida profit milta ha. Gaon ma tkreban hr ghr ma doodh Dany Waly janwar hoty hn. Lekin wo unka Sai khiyal rkhty hb or unko bilkul clean rkhty. Doodh Dany Waly janwar sy hn AK bht acha business shuru krskty hn. Ap apny ghr ma 2 ya 3 cow rkhain or 3 buffaloes rkhain or unka Sai khiyal rkhain apko inka bht faida mily ga or yb apko kafi zaida profit b dain gi
                      Faayde.
                      Ddodh Dany Waly janwar sy hmin kafi zaida benefits milty hn hm Insy khaslis doodh laty hn or inky doodh sy hn yogurt paneet wagira lay skty hn or hn doodh ka AK bht acha karobar b chla skty hn hm ghr bhat kr bht acha karobar hasil krty hn. Or Ddodh Dany Waly janwar ghr ma hmin bht khalis doodh daty hn. Hm in ka doodh sy khalis ghee b lay skty hn. Or inky bachy sale krka hm ko kafi profit milta ha. Is liye doodh Dany Waly janwar ka hmin bht khas khiyal rkhna chye Inki bht zaida care krni chyw tb e yh hmin bilkul khalis doodh daty hn
                      Nuqsanat
                      Hmin asy doodh Dany Waly janwaron ka liye Bari place ku zrort hoti ha hm isy choty gharon ma ni rkh skty hn ku ka inen rkhny ja liye hmin kafi zaida Bari place ki zzrrot hoti ha jitni jgha village ma hoti ha utnie inen b rkhny ka liye chye hoti ha. Hmin Inki bht care krni hoti time pr Chara or pani Dana parta ha. Garmi ho ya sardi inka Har hal ma bht khas khiyal rkhna hta ha
                      • #26 Collapse

                        Re: ye review apnay gharon main doodh walay janwar rakhnay per mubni hay.

                        introduction
                        Aoa friends aj men apko jis chz ky bary mn information dyny lagi hun wo hen doodh dyny waly janwar .jesa ky ap sab janty hen doodh dyny wala janwron men sabsy ziada jo hamary gharon men oaye jaty hen wo hen gaey or bhensen bakrian yeh tamam janwar domesticated animals bhi kehlaty hen .Doodh dyny waly waly janwaron ky bahit sary faidy hen or yeh janwar hamary natural mahol ka ek haseen factir bhi hen.

                        Advantages
                        doodh dyny waly janwron ka sabsy bara faida hai doodh jo ky intahai mufeed hony ky sath sath rozmra zindgi mn bahot ziada istemal honi wali chez hai ham isy apni roz ki khorak men istemal krty hen .doodh dyny waly janwron ka srf faida doodh tak hi mehdood nhai balky doodh sy banny wali bht si dosri or bhi chzene hen jesa ky cream dahi lassi makhan or ghee wagera in tamam cheson ky bhi be intaha faidy hen.jesa ky ap janty hen ky doodh ajkl dairy or bakery ki chzon men istemal hota hai or doodh ky baki products bhi kafi miqdar men baking wgera mn istemal ki jati hen.doodh dyny waly janwar hamary mahol ka husn bhi hen agar apk ghar gse janwar hen to ap k oper qudrat ki azeem aakhkeeqon k raaz b numaya hoty hen .in janwaron ky sath busy rhty huy insan ki exercise bhi hoti rehti hai or youn sehat ky ly bhi bht faidy mand hen.jab ap in janwron ki dekh bhal ky ly subha subha uthyn gy or kam kren gy to ykeenan ap bhi healthy or bemarion sy door rahen gy .doodh ky andar ek qudrati shifa hai jo ky bahot si bemarion ko taaal dyta hai isk istemal sy insan ki body ki immunity ksi hadd tk barh jati mgr shrt yh ky doodh saf or achi quality ka ho or yh tb hi mumkin hai agr wo doodh ghr ky janwar ka ho q k bahar sy lay jany wala doodh mukamal saf nahi hota or us k andar milawat bhi hoskti hai isly doodh woi mufeed sabit hota hai jo ghr k janwaron ka hota hai..agsr apk ghr mn ese janwar mojood hen to ap doodh or iski sari products ghr sy hi hasil kr skty hen.isk sath sath agar ap in ka doodh bechen to yh bhi apk ly profitable sabit hota hai.doodh dyny waly janwron ki kai naslen bhi hoti hen agr ap apny ghr mn mojood janwron ki breeding kra ky uny bechen bhi to wo bht faida mand sabit hoty hen or ap uns bht sa profit kama skty hen.

                        Disadvantages
                        fawaid ky sath sath doodh dyny waly janwron ky kuch nuqsanat bhi hen agar ap inhy properly manage nh kr oa rhy to ho skta hai ky wo ksi bemari mn mubtala hojaen or apki nuqsan hskta hai.agar properly safai ka intezam na ho to janwaron mn bht si wabaen phoot ati hen jo ek sy dosry janwron mn muntakil hoti hen or kai br insano ko bhi lag skti hy jsk intahai sangeen nataij samny aty hen.doodh dyny waly janwron ko palny sy apka bhtbsa time unki dekh bhal mn sarf hojata hai apko hr wqt unki care ky ly mojjod rhna parta hai.janwron ki dekh bhal thk treeky sy krny k sath sath apki unky liy achi or saf bhtren khorak ka ibtazam bhi krna parta hai jo k costly bhi sabit ho skta hai .doodh dyny waly janwaron ki khorak or medicines pr apko raqam khrch krna Parti hai.doodh dyny waly janwron ko rkhny ly apko unk ly proper ek jgh jok saf or munasib ho uska b intezam krna prta hai jo k kch log afford nh kr paty.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: ye review apnay gharon main doodh walay janwar rakhnay per mubni hay.

                          Assalamu alaikum dear members...

                          aap sab theek honge ..aaj ka jo hamara topic hai vah hai gharon mein rakhne wale animals per Jo dudh dete Ho.. aise bahut se janwar Hain Jo dudh dete Hain aur log apne gharon mein janvaron ko palte Hain.. is tarah vah in se bosa fayda hasil karte Hain ..isliye aaj main aapke sath dudh Dene wale janvaron ke bare mein information share karungi.. hope so aapke liye informative ho aur aap is se fayda hasil kar sake.. dudh Dene wale Jo janwar hai unke bahut se advantage hai lekin iske sath kuchh disadvantage bhi hai jo.. main aapke sath yah donon advantage or disadvantage share karun ki...

                          Dudh Dene wale janwar:
                          Cow
                          Goats
                          Buffalo
                          Sheep

                          Advantage :

                          Ghar mein rakhne wale Jo janwar hai unke bahut se advantage hai ..
                          sabse Bada advantage to ye hai ki jo janwar doudh dete Hain .tu dudh bilkul fresh hota hai Hi ..
                          yeh kisi milavat ke begir hota hai hai ..
                          aur chemical se Park hota hai hai Jo hamari health ke liye bahut achcha hai hai ..
                          dusra Bada iske advantage hai kuchh log jo hote Hain vah do Dene wale Janwar isliye bhi rakhte Hain Taki unka doudh sel kar sake aur is tarah vo economycly strong Ho jaate Hain ..
                          aur is tarah vah bahut se paise saving kar lete hain kyunki dudh jo hai vah bahut mang hota hai hai jiski vajah se hua isko sale karke achcha khasa Paisa Kama sakte hain..
                          lekin iske liye jaruri hai ki jagah k hona..

                          Disadvantage:

                          Gharon mein jo Janwar rakhne wale unke disadvantage bhi hain ..
                          kyunki Jo yah Janwar Hain jisse khuli jagah per hi rakhe ja sakte hain jaise.. kyunki Janwar jo hai jo City mein tu nahin rakhe ja sakte hain.. isliye ine janvaron ke liye open jagah ka hona bahut jaruri hai.. jo bahut badi jagah Ho aur inke care karna bhi mushkil hai hai isliye yah Janwar Jo Hain sirf vah log rakh sakte hain jinko experience Ho.. Janwar vakra palan ka tu tabhi Ham ine se advantage hasil kar sakte hain...

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X