ye review apnay gharon main doodh walay janwar rakhnay per mubni hay.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ye review apnay gharon main doodh walay janwar rakhnay per mubni hay.
    FAIDAY;dear agar ham aik vilage main rehtay hain to hamko ziada say ziada koshish isi baat ki karni chaye k ham apnay doodh walay janwaronko apnay ghar main he unki jgaha ka arraange karain wo is liye k agar hamko unki achi daikh bhaal nai karaingay to ham un say acha benfit bhi nai lay payengay jisk liye hmko har wakt unk touch main rehna lazmi hay aur sath sath ham ko raaat ki bhi koi pareshani naii rahige na koi chori ka dar hoga aur na koi kisi janwar k bimaar parnay say phir usk illaj ka koi masla hoga is liye hamko apnay aisay janwar jin say ham milk hasil kartay hain unko apnay ghar main aik seprate jagah pay rakhanay say ham ziada mustafeez hos aktay hain.

    NUKSANAAT;dear yeh baat aik alag mukaam rakhty hay k agar ham apnay gharon main mil dainewalay janwar ko rakhtay hain to hamko aisa karnay say un say ziada faida milta hay laikn aisa karnay say hamko bahut barra aik yeh bhi nuksaan ho sakta hay k unk wajha say hamko koi aisi bimari lag sakty hay jo unk fuzlay say hoty hay jaisay machar bahut ziada ho jaega waighara to sath sath hamko in baatonka bhi khayal rakhna chaye jo sab say ziada zaruri hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ye review apnay gharon main doodh walay janwar rakhnay per mubni hay.

    Dear agar aap ghar mein dudh wale Janwar rakhte Hain To aapko bahut jyada fayda hota hai Kyunki dudh wala Janwar aapko ghar mein bhi dudh mil sakta hai aur dudh Ek basic life ki bahut jyada jarurat hai agar aap Paise Ki night mein se Dekhen to khane Mein Roti ke alava milk bahut jyada Jaruri hota hai aur milk ke Jaroori hone ki vajah se aap ghar mein agar yah chijen rakhte hain aur Gaye Mein Koi Bhi Janwar Bhains ya FIR Kauwa rakhte Hain To fir aapko bahut fayda hota hai aur aur Jaise Jaise aap ghar mein rakhte Hain aapko Uske advantage Ka Pata Chal jata hai kya Kitna Jyada advantage hai aur Kis Tarah aap isase fayda Utha sakte hain aur aapko Kitna Jyada sukun Hasil Hota Hai
    • #3 Collapse

      Re: ye review apnay gharon main doodh walay janwar rakhnay per mubni hay.

      janwar rakh kar faida hasil karna
      agar ap ik aisa business karna chahty hain jo k ap k lia proftable sabit ho jis main ap ko loss na ho to ap ko chahi hai k ap janwaro ka business kary ap ik forum bana ley ya agar ap k pasa ziada paisa nahi hai to ap apny ghar main 2 sey 3 achi nasal ki cow or 2 sey 3 adad bufflo rkh ley ap in ki kidhamat kary in ko achi khorak dey or in ki rehney k lia parskoon jaagah bany jahan yeh achy sey parskon ho kar rest kar sky agar ap in ki kidmat kary geyai to yeh ap ko bahot ziada dhodh dey ge or ap os dodh ko bech kar ik acha paisa kamao geyai yeh janwar ap ka kharacha bhe nikley geyai or apna kharacha bhe nikly k in ki nasal increase hoti rhy ge jis sey ap ko bahot ziada faida hoga yeh ik aisa business hai jis main ap ko profit k chance 99 percent hoty hain .
      faide(advantage);
      *in k oper agar ap ik bar investment kar dety hain to ap ko bad main in k oper kise bhe kisam ki koi investment karny ki zarort nahi hoti hai yeh apna kharacha kod nikalti hai .apni medican ,or apni khorac ka karcha easly nikalti hai doodh sey .
      *dodh k ilwa in k jo bachy hun geyai ap un ko barra kar kaey bch skty hain jis sey ap ko acha paisa hasil hoga .
      nuqsanat(disadvantage);
      *yeh ik mehant ka kam hai in main kam az kam ik banda permanent rkhna parta hai jo k janwro ki dekh bhal karta hai .
      *agar ham ziada janwar rkhty hain to hamry pass apni zmeen honi chahi hai jis main ham in ki korak ko tear kary ghass vaghair ,agar hamri zameen nahi hoge or ham ghass ko bazar sey lein geyai to ham ko mehanga pary ga .
      information for Beginners
      Complete Forex Knowledge
      • #4 Collapse

        Re: ye review apnay gharon main doodh walay janwar rakhnay per mubni hay.

        Ji han bilkul aapki baat bilkul theek hai agar aap ghar mein Janwar rakhte hain to uska bahut hi jyada benefit Hai Kyunki se yah to fayda ho sakte hain Kyunki aapko Ek Achcha aur Halat dudh mil sakta hai aur aap khud Ek acchi vitamin Hasil kar sakte hain to isliye Mere Khyal se Logon Ko chahie ki vah ghar mein acche janwar rakhen aur Unka dudh khalis bhi hain peeny mein

        Advantages

        Dear friend iska yah fayda hota hai kya kya aap Janwar Rahte Hain To Unka yah fayda hai ki aap Unka dudh nikal kar bhej sakte hain aur usse bahut hi acchi income Hasil ho sakti hai Kyunki bahut jyada logon ka yah business bhi hai Kyunki se bahut jyada benefit Agar aapke pass Jyada Janwar maujud hai to aap Unka dudh sale karke bahut hi acchi income Hasil kar sakte hain aur bahut hi accha karobaar hai

        Disadvantages

        Dear friend ya Aisa Kah Raha Hai Kuchh log isko Pasand Nahin Karte Kyunki Jaise Ke Log setting Mein maujud Hai vah Karobar ko business ko Achcha Nahin samajhte Kyon case mein bahut hi jyada mehnat karna padati hai aur Khud bhi aise Hona padta hai jaise ki koi bhi janwar ka Safai Karni to unko Nahin Lana aur Unki dekhbhal karna yah bahut hi Mushkil kam hai
        • #5 Collapse

          Re: ye review apnay gharon main doodh walay janwar rakhnay per mubni hay.

          Doodh waly janwar agar ghar me raky jaye to es key bahot se advantages hasil ho jaty hey jen gharu me esy janwar hoty hey un ko baghir se doodh leny ki zarorat hi pesh nahi ati hay, ye janwar hi un ko etna zeyada doohd de sakty hey key wo apni zarorat be pori kar sakty hey aur market me en ko farokhat be kar sakty hey deka jaye to ye bahot profitable business banta ja raha hay, es key ley different banks loan be dety hey agar apna ye business zeyada wide karna ho to banks se ba asani etna loan mil jata hay key ye karobar start kia ja saky, agar ye loan leya jaye to different type key doodh deny waly janwaro ko rakna chaye ta key income me ezafa ho saky.
          • #6 Collapse

            Re: ye review apnay gharon main doodh walay janwar rakhnay per mubni hay.

            Assalamu alaikum Dosto umeed kerta hun ke ap log kheriyat se hon gy. Doston Jaisa ki AAP Sab Jante Hain Ki aajkal dudh to asali bilkul Bhi Nahin Milta Shroff wala dudh Milta hai jo ki Hamare liye bahut hi jyada Khatarnak hota hai agar Ham Apne gharon Mein doodh Dene Wale Janwar Rakh Lete Hain To yah Hamare liye bahut hi jyada faydemand rahata hai iska use karne se Hamen dudh to milati hai aur ISI ke sath sath inke sath time spent Bhi Kiya Ja sakta hai bohet se log Inko friends Ki Tarah rakhte Hain. Dudh Dene Wale Janwar se business Kaise start Kiya Ja sakte hain Agar Ham iska use karna Chahe To Ham Ghar Baithe iska dudh sale kar sakte hain Agar Ham se Karenge to iska bahut jyada fayda hoga.THANKX
            • #7 Collapse

              Re: ye review apnay gharon main doodh walay janwar rakhnay per mubni hay.

              Dear umeed karta hunn ka ap log thak hon gy ap ko pat ha ka dudh daniy wala janwar raknay ka bot zaida fada ha dudh daniy walyjanwar har sal ka bad nia janwar pada karty hain hor inpar manat to ziada karni party ha laken in ka laken in ka bot ziada fada hota agar janwar acha ho to ho dudh ziada data ha or is ke qamet bi ziada hote ha or is ko chara ka sath wanda bi dala jata ha wanda ki do kim hoty ha hak to dudh dany wala wanda hota ha jo dudh wala janwer ko dala gata ha or dosra wanda gasth wala hota ha jo un janwer ka dala ha jo dudh ni daty hainior in ko or bi chara dala jata jas ma sabaz chara ha salag etc in ko germi ma trees ka nacha bana jata or in ko sham ka waqt in ko khale jagha par bana gata ha . Dudh dani walay janwer ziada motay ni ho hain
              • #8 Collapse

                Re: ye review apnay gharon main doodh walay janwar rakhnay per mubni hay.

                Dear friends haum doodh waly janwar apney gharo may rehkh Kar paltay hay tou haumay iss Kay bohaut zayada benefits hasal hotay hay hamary villages may sab say zayada Logg apney gharo may doodh waly janwar paltay hay jiss ki waja say unko finenecially madad milti hay aur Agar dekha Jaye to zayada tar villagers ka yeahi profession bhi hota hay janwaroo ko palna aur unka doodh sell karna doodh waly janwar appko bohaut zayada faiday daytay hay magar Lazmi hay Kay haum janwaroo ko achay tareekay say pal sakay aur unka khyal rakh sakay haumay doodh waly janwar ko palnay Kay liye bohat sari batono ka khyal rakhna hota hay haumay unki cleaning karni hoti hay unkay rehnay Kay liye kisi proper jaga ka arrange karna parta hay.

                Advantages;.

                Doodh waly janwar ko palnay Kay bohaut zayada faiday hotay hay bohaut zayada logg janwaroo ko apney gharo may paltay hay aur unka doodh sell kartay hay iss ki waja y unko economical faida hasal hota hay agar haum doodh waly janwar ko achay tareekay say paltay hay tou wo acha aur zayada doodh daytay hay haumay janwaroo ko gahar pay palnay Kay liye proper jaga ka arrange karna parta hay.

                Disadvantegs:.

                Agar haum doodh waly janwar gharo may paltay hay tou iss ki waja say kuch problems hotay hay sab say pehlay tou hygiene ka issue rehta hay aur phir haumary gharoo may itni extra jagga bhi nai hoti hay Kay haum janwaroo Kay liye alag jaga bna sakay .
                • #9 Collapse

                  Re: ye review apnay gharon main doodh walay janwar rakhnay per mubni hay.

                  Assalam walekum Pyare bhai jaan ji han bilkul aapki baat bilkul theek hai Agar aapke ghar mein Janwar rakhte hain to uska bahut hi jyada benefit Hai Kyon Ke isase yah to fayda ho sakta hai Kyunki aap ko ek Achcha aur health dudh mil sakta hai aur aapko Khud Ek acchi what are main Hasil kar sakte hain to isliye Mere Khyal se Logon Ko chahie ke vah ghar mein Achcha janwar rakhen aur Unka Dudh ka list bhi hai to Peene mein bhi aasani ho sakti hai

                  Advantage

                  Pyare bhai jaan iska ya fayda hota hai ki aapka Janwar Rahte Hain To Unka ya fayda hai ki aap Unka dudh nikal kar bhej sakte hain aur usse bahut hi acchi income Hasil ho sakti hai Kyunki bahut jyada Logon Ko yah business Bhi Karte Hain Kyunki isase bahut hi jyada benefit Agar aapke pass Jyada Janwar Mein Jude hai to aap Unka dudh Chale karke bahut hi Achcha Inko mein sirf kar sakte hain aur bahut hi Achcha karo bar kar sakte hain iska aapko bahut hi fayda Hota Hai Log aapki Taraf Aate Hain aur aapka galat bhi badhta hai aur log aapko yah Kahate Hain Ki yaar mere liye dudh Rakh Lena Mere Liye dudh Rakh Lena Kyon Ke janvaron ka Dur bahut hi Khalid Hota Hai

                  Nuksan

                  Ji Bhajan Aisa Kuchh log usko option bhi nahin karte hain Kyunki Jaisa Ke Log setting mein manjur hain vah karo bar ko business to Achcha Nahin samajhte Kyon Ki usse bahut hi jyada minut karna padati hai aur Khud bhi Aisa Hona padta hai ja sake koi bhi Janwar ho to Safai karni hai to unko Nahin Lena chahie to unko dekhbhal karne Ja bahut Mushkil kam hai agar Hamen dudh wale Janwar gharon mein palte hain to iski vajah se Kuchh problem hoti hai aur sabse pahle to to iska Ishu yahi rahata hai aur FIR Hamara gharon Mein Itni extra Jagah Bhi Nahin Hoti ke Ham janvaron Ko Rakh sake
                  • #10 Collapse

                    Re: ye review apnay gharon main doodh walay janwar rakhnay per mubni hay.

                    Assalam Walekum yes dear tha Mein Janwar paalne ke bahut se fayde Hain dudh Dene Wale janwar gharon Mein Hamen bahut hi facilities provide Karte Hain dudh Dene Wale janvaron ka sabse bada advantage ya Hota Hai hai ki Ham Insan pure dudh Hasil Karte Hain Hamen ine se bahut jyada fayde Milte Hain.

                    Faiday :

                    Dhaar Mein dudh Dene Wale Janwar paalne ke bahut se benefits hai hai Hamen ine se Khali dudh Hasil Hota Hai hai use dudh se Ham butter yogart , paneer desi ghee Hasil kar sakte hain Ham Inka dudh sale Karke Achcha business kar sakte hain yah Ek best business hai Ham apne ghar mein Rah kar acchi income Hasil Karte Hain dudh se Hasil ki Gai dusri products ko bhi sale kar sakte hain iske sath saaf aap ine janvaron ke bacche a bhi sale Karte Hain Taron Mein dudh Dene Wale Janwar rakhne ke bahut se fayde Hain.

                    Nuksan :

                    Dhaar Mein Hamen Aise a dudh Dene Wale Janwar rakhne ke liye open place ki jarurat hoti hai Ham Chhote gharon Mein Janwar Nahin Rakh Sakte Jis Tarah villages mein bahut Bade Ghar Hote Hain ISI Tarah Agar hamare pass Bada Ghar Hai Aur janvaron Ke Liye separate place banaa hai hai tab Hai Ham yah Janwar Rakh sakte hain ine ka Hamen proper Khyal Rakhna Hota Hai khurak aur pani ka bahut jyada Khyal Rakhna Hota Hai Taki Ya bimar Na Ho Sardi ho ya garmi bahut jyada care ki jarurat hoti hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: ye review apnay gharon main doodh walay janwar rakhnay per mubni hay.

                      Yh review gharun main Palay huye un janwarun pe mabni h jo doodh dete hain....
                      Jese k gaye bhens bakri wgera yh wo janwar hain jo apko doodh dete hain... Inko rkhne k beshumar faide hain or kuch nuksanat bh hain jiske bare main main apko apna knowledge share krn gi....
                      Advantages:
                      Gharun main wo janwar jo doodh dete hain unko rkhne k bhr faide hain... Sbse phle k wo doodh dete hain to ap fressh or khalis doodh pee skte bgher milawat or chemicals k... Or apko doodh k pesay bh nhi dene parte phr yh janwar agay breed bnate hain or bache dete hain is trh se apko bht faida h... Ap aik farm house bh bna skte hain or khalis doodh bech bh skte hain.... Iska apko yh bh faida h k ap inko qurban bh kr akte hain or taaza mazedar gosht khaa skte hain.... Ap inko mehnge damun maim bech k karobar bh kr skte hain or yh apko bht faida dete hain...

                      Disadvantages :
                      Iske kuch nuksanat hain jese k.... Apko inka bht khayal rkhna prta h.... Apko inko nehlana parta h....inko khilana parta h inka bht khayal rkhna prta h or inke gand wgera or bh saaf krma prta h... Apko inke liye chara wgera kaat k lana prta phr khilana parta inpe pura dehan dena prta h.... Or agr yh marjayen to bht bara loss hota h....
                      • #12 Collapse

                        Re: ye review apnay gharon main doodh walay janwar rakhnay per mubni hay.

                        expensive umeed karta hunn ka ap log thak hon gy ap ko pat ha ka dudh daniy wala janwar raknay ka bot zaida fada ha dudh daniy walyjanwar har sal ka bad nia janwar pada karty hain hor inpar manat to ziada karni party ha laken in ka laken in ka bot ziada fada hota agar janwar acha ho to ho dudh ziada facts ha or is ke qamet bi ziada hote ha or is ko chara ka sath wanda bi dala jata ha wanda ki do kim hoty ha hak to dudh dany wala wanda hota ha jo dudh wala janwer ko dala gata ha or dosra wanda gasth wala hota ha jo un janwer ka dala ha jo dudh ni daty hainior in ko or bi chara dala jata jas ma sabaz chara ha salag and so forth in ko germi ma timber ka nacha bana jata or in ko sham ka waqt in ko khale jagha par bana gata ha . Dudh dani walay janwer ziada motay ni ho hain
                        • #13 Collapse

                          Re: ye review apnay gharon main doodh walay janwar rakhnay per mubni hay.

                          Introduction :hmara yh topic dodh deny waly janwaron p mabni h.. hm in s bht s faidy hasil kr skty hn jesy k hm agr dodh Den waly ja war ghron mn rakh ln to is ki wja s hmena apny pesy bahir s dodh leny p nh lgany party.. Us k sath sath hmens ghr ka pura dodh bhi mil jata hy. jis s hm har tra ki bemar s Bach jaty hn. r hm ksi s dodh purchase bhi nh krna parta. is k sath sath hm is ki madad s mazeed chezen bhi bna skty hnR sale kr k income bhi hasil kar skty hn. jesa k dodh s hm dahi, makhan, ghee is tra ki products bna k inko sale kr k pessy kam skty hn. agr hn ghr k janwaron ka dodh bachon ko bhi dne to in k leay bhi bht zydaafaida hota hy.. hn. is tra unhen bhi bemar s bacha skty hn. r hn. sath sath pura dodh b hasil kr lety hn..Advantages :is k bht s faidy hn doston jesa k hm pura dodh khud pety bhi hn r sale bhi kr skty h. jesa k mny khud ak gay rakhi hoe hy r hm uska dodh ghr mn use b Krt hn r sath sath sale bhi Krt hn jis s hmari bht hi achi income ho jati hy jis ko hm khen b use kr Skty hn.. hmen ghr mn ja war Rakhen ki wja s bahir s dodh nh lena prta. hm bemar s bhi Bach jaty hn. r milk s baki bht c chezen bna k unko sale bhi kr skty hn r ghr mn use bhi kr skty hnjanwaron k hony s hmen desi ghee ya pure dodh leny ki tensn khtam ho jati hy.. bht s ameer log jin k pass bussines krny k leay pesa hota hy woh log ak s zyad janwar ly lety hn r phir unka bht bari miqdaar mn dodh hasil kr k usy business mn use krty hn jesy k dairy products walon ko sale kr dety hn.. isi tra unka business srf dodh deny waly janwaron ki wja s bht Acha pure r br hota hy. jis s woh bht bri miqdaar m. profit bhi earn krty hn R sath sath baki products bna k unhen b sale krty h r pesy kamaty hn..gain k log bht zyda pesa kama skty hn is tareeqy sy.. gain k login k leay dodh deny walon janwaron mn bht s faidy hn Jo k woh ghr mn rhty hoy bhi hasil kr Skt hnDisadvantages :jis tra ap janty hn k hr chez k faidon k sath sath us k uqsan bhi hoty h bilkul isi tra in k bhi bht s nuqsan bhi hn Jo k un logon k leay hn Jo log yh kam kr rhy hoty h. jesa k dodh deny waly janwaron ko rakhny k leay ak bht hi bari r open jagha ki zarort hoti hy.. Jo h choty ghron mn available nh hoti so woh log yh kam mushkil s krty hn.. r hm inko ghron mn bhi nh rakh skty q k in s bemar bhi peda ho skti hy.. janwar to janwar hota h bacon p hamla bhi kr skta h is leay bhi hm inkoghr k a dar nh rakh skty.. is k ilawa inko khany peny ka khas khyal rakhna parta h tbhi ja k yh pura dodh r hmen faidy dety hn.. garmi mn inky leay alag s thndi jga bnani prti h ta k unko grmi na lgy.. r srdi mn in k leay aesi garm jga ka inthkaab krna prta h jdr inko srdi na lgy is leay in p bht s expens bhi hoty hn.. r bht dfa aesy hoty h k dodh ki income s zyad yh janwar Khan khaty hn Jo k login k leay sirf sirf nuqsan hota hy.. is leay srf wohi log yh kam kr skty h. Jo in ka properly khyal rakh skty hun r jiJo log inky khany peny s pershan na hun
                          • #14 Collapse

                            Re: ye review apnay gharon main doodh walay janwar rakhnay per mubni hay.

                            ASLAM O ALAIKUM DEARS ;
                            Yeh review Apny gharon mein doodh waly janwer rakhny par mabni hai ;
                            Dears , ajj ka hamara review hai Apny gharon mein doodh waly janwer rakhny .
                            Introduction ;

                            Dear friends haum doodh waly janwar apney gharo may rehkh Kar paltay hay tou haumay iss Kay bohaut zayada benefits hasal hotay hay hamary villages may sab say zayada Logg apney gharo may doodh waly janwar paltay hay jiss ki waja say unko finenecially madad milti hay aur Agar dekha Jaye to zayada tar villagers ka yeahi profession bhi hota hay janwaroo ko palna aur unka doodh sell karna doodh waly janwar appko bohaut zayada faiday daytay hay magar Lazmi hay Kay haum janwaroo ko achay tareekay say pal sakay aur unka khyal rakh sakay haumay doodh waly janwar ko palnay Kay liye bohat sari batono ka khyal rakhna hota hay haumay unki cleaning karni hoti hay unkay rehnay Kay liye kisi proper jaga ka arrange karna parta hay.agar ap ik aisa business karna chahty hain jo k ap k lia proftable sabit ho jis main ap ko loss na ho to ap ko chahi hai k ap janwaro ka business kary ap ik forum bana ley ya agar ap k pasa ziada paisa nahi hai to ap apny ghar main 2 sey 3 achi nasal ki cow or 2 sey 3 adad bufflo rkh ley ap in ki kidhamat kary in ko achi khorak dey or in ki rehney k lia parskoon jaagah bany jahan yeh achy sey parskon ho kar rest kar sky agar ap in ki kidmat kary geyai to yeh ap ko bahot ziada dhodh dey ge or ap os dodh ko bech kar ik acha paisa kamao geyai yeh janwar ap ka kharacha bhe nikley geyai or apna kharacha bhe nikly k in ki nasal increase hoti rhy ge jis sey ap ko bahot ziada faida hoga yeh ik aisa business hai jis main ap ko profit k chance 99 percent hoty hain .
                            ADVANTAGES ;
                            Dear agar ham aik vilage main rehtay hain to hamko ziada say ziada koshish isi baat ki karni chaye k ham apnay doodh walay janwaronko apnay ghar main he unki jgaha ka arraange karain wo is liye k agar hamko unki achi daikh bhaal nai karaingay to ham un say acha benfit bhi nai lay payengay jisk liye hmko har wakt unk touch main rehna lazmi hay aur sath sath ham ko raaat ki bhi koi pareshani naii rahige na koi chori ka dar hoga aur na koi kisi janwar k bimaar parnay say phir usk illaj ka koi masla hoga is liye hamko apnay aisay janwar jin say ham milk hasil kartay hain unko apnay ghar main aik seprate jagah pay rakhanay say ham ziada mustafeez hos aktay hain.

                            DISADVANTAGES ;
                            Dear yeh baat aik alag mukaam rakhty hay k agar ham apnay gharon main mil dainewalay janwar ko rakhtay hain to hamko aisa karnay say un say ziada faida milta hay laikn aisa karnay say hamko bahut barra aik yeh bhi nuksaan ho sakta hay k unk wajha say hamko koi aisi bimari lag sakty hay jo unk fuzlay say hoty hay jaisay machar bahut ziada ho jaega waighara to sath sath hamko in baatonka bhi khayal rakhna chaye jo sab say ziada zaruri hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: ye review apnay gharon main doodh walay janwar rakhnay per mubni hay.

                              khas kar villages main yeh common hota hae ke har ghar main janwar hote hain jo ke unko milk provide karte hain q ke milk to un ke staple food hae to is liye apko bhe pata hae ke dhood dene wale janwaron main bakri,gai,bhens wagaiara a jate hae o is main yun hot hae ke ghar main janwar hote hiun to hamen faida hota hae q ke is tarah se hamara jo milk hota hae wo acha hota hae quality wala q ke hum jab bahar se lete hain to is ke koi surety nhe hote hae ke us main pani mila howa hae ya kiya hoa wa hae to is liye khalis milk bahut he acha hota hae to hamen isko he use karna cahiye to ghar main hum jio bhe janwar ko dhood ke liye palte hain to hamen cahiye ke hum un ke care bhe kiya karen un ko khana bhe time pe he diya karen q ke jitne zayada wo nourish hon ge hamne bhe wo utna he zayada milk provide karen ge to bas is liye hamen cahiye ke hum in se faida hasil karne ke liye hum bhe janwa rakah karen take hum is main se kuch na kuch faida to hasil kar he saken hum jitna zayada is main ache tarah se dil se kam kar jate hain to hum is main success gain karte he hain hamen bas sahe tarah se kam karna hota hae jo log is main sahe tarah se himmat ke sath ache tarah se kam karne main ho jate hain kamyab wohe to is main se sahe tarah se faida hasil karne main bhe kamyab ho jaya karte hain to hamen bhe esa he kam karna cahiye take hum is main aik ache trader ke tarah se is main success hasil kiya karen hum jitna zayada is main success gain karte hain hum kamyab ho he jaya karte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X