Forex Trading kya hai? Class# 01 [Forex Trading Complete Course for Beginners]
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Trading kya hai? Class# 01 [Forex Trading Complete Course for Beginners]
    Asalaam U Alykum members,
    kese hein sab umeed karta hon sab kheriyat se honge.
    maine abhi ek hafta pehly hi es forum koi join kia hai.
    Mashallah bahot zabrdast forum hai aur beshumar fayde hein. lekin ek cheez ki kami maine mehsos ki k yahan seekhne ka koi baqayda silsila nahi hai. to maine socha kyon main es naik kaam ki shoroyat kar dun taa k naye aane waly members aur purane members jo abhi bhi kisi achhy silsily ka intizaar kar rahy hein wo asaan aur behtreen andaaz mein seekh sakein.
    main koshsh karun ga k waqt nikal k hafty mein rozana nahi to kam az kam 5 classes post kar dia karun taa k hum mahine tak forex trading k bunyadi baaton ko seekh sakein.
    aj ki hamari pehli class mein main ap ko btaon ga k forex trading hai kya?
    Forex ka lafz 2 english k alfaaz ka majmuya hai yani For (Foreign) aur Ex (Exchange) ka, aur trading ap sab janty hein k tijarat ko kehty hein. to mere khayal mein ab ap zyada behtar samjh sakty hein k Forex trading kya hai.
    Forex trading ek esa online plateform hai jahan par benaiqwaami(international) paiso(currencies) ka len den hota hai. ap es market k mein dunya ki kisi bhi currency ko khareed (buy) sakty hein aur jab chahy farokhat (sell) kar sakty hein. es k ilawa mazeed metals aur madniyaat ko bhi es market mein shamil kia gya hai jin ko ap khareed aur bech sakty hein.
    ab es mein khareedne aur bechne par ap ko fayda nuqsan kya hota hai aur kese hota hai aur har currency ki qeemat ka kya hisab hota hai wo hum aane wali classes mein parhein gy.
    agar mera ye silsila pasand aya ho to thanks ka button daba kar meri hosla afzai lazmi kar dein taa k agla thread main mazeed mehnat k sath bana sakun.
    Shukria
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Trading kya hai? Class# 01 [Forex Trading Complete Course for Beginners]

    forex trading aik aisa business ha jo aap kisi b waqt kahin b beth k kaam kar sakte hen, forex humen aik aisa platform mohaiya karta ha jo koi b dosra business nai de sakta, forex me aap kisi k gulam nai hote balke apna kaam hota ha aur khud hi sare kaam ko manage karna parta ha, forex se aap na sirf paisa kamate hen balke apne knowledge ko bzhut ziada improve kar sakte hen, roz mara k halaat aur waqiyat se aap bakhabar rehte hen, forex me kamyabi k liye aap ko cheiye k ziada se ziada information akhati karen aur beginners ko ye mashwara ha k demo pe kaam karen aur market ki movement ka jaiza lete rahen aur daily routine k mutabik kaam karen aur kaam ko serious lena ha, time waste nai karna. forex forum pe kaam kar k na sirf aap acha bonus hasil karte ho balke aap bahut important maloomat se aaga rehte hen jo aap ko forex trading me bahut helpful ha.
    • #3 Collapse

      Re: Forex Trading kya hai? Class# 01 [Forex Trading Complete Course for Beginners]

      G dear forex trading ak real online busnes hai us ma kafi log ach earning kar rha hai or acha profit bhe kama rha hai us leay huma cheya ka sahi work bhe hum sirf forex ma he kar ka aga bhar sakhta hai
      • #4 Collapse

        Re: Forex Trading kya hai? Class# 01 [Forex Trading Complete Course for Beginners]

        Yes forex trading aik real online work hy is me ap kisi b cheez ko buy and sale kr skty hen is me ap foreign currencies ko aesily buy kr skty hen or rupy peesy ki keemat kam ya zyada hony py usy sale kr k profit kma skty hen.Ye wakey aik platform hy easily earning krny ka. Is sy ham khe b beth k chahy ham jhan marzi hon han internet ki access me hon ham karobar kr skty hen or kafi had tk is me aghy badh skty he or zindagi me kamyab ho skty hen.
        • #5 Collapse

          Re: Forex Trading kya hai? Class# 01 [Forex Trading Complete Course for Beginners]

          G dear friend forex aik best and legit online platform hy ye aik proper finance business hy or is business mein success hasil karne ky liye trader ko sabse pehly sabar or positive soch ka paband hona parega jiski madad sy trader market ke tough conditions ko face or sahi decision karne mein kamyab ho paayga. Forex haqeeqat mein currency trading platform hy jab ky kuch logon ky mutabik ye currency exchange hy joky galat hy. Forex mein currency trade ky baad jo output nikalta usko baad mein exchange karwa sakte naky pehly. Isliye forex mein hard work he kamyabi ka sabab hy.
          Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Forex Trading kya hai? Class# 01 [Forex Trading Complete Course for beginners
            Click image for larger version  Name:	download (3).jpeg Views:	0 Size:	22.2 KB ID:	12903498
            Forex trading ek financial market hai jahan currencies ko exchange kiya jata hai. Yeh market decentralized hai, matlab ke yeh ek specific location ya exchange par nahi hota, balki worldwide electronic network ke zariye operate hota hai. Neeche di gayi Roman Urdu mein tafseelat aapko samajhayegi ke Forex trading kya hai aur iska course kaise start kiya ja sakta hai:
            Forex Trading:

            Forex trading ka matlab hai foreign exchange trading, jahan traders currencies ko ek doosre ke against exchange karte hain.
            Forex market sabse bada aur sabse liquid financial market hai jahan daily billions of dollars ki transactions hoti hain.
            Is market mein currencies pairs ke form mein trade kiya jata hai, jaise ke EUR/USD, USD/JPY, GBP/USD, aur aur bhi.
            Course Overview:
            Agar aap Forex trading ko seekhna chahte hain, toh ek comprehensive course aapko basic se lekar advanced level tak guide kar sakta hai. Yeh course aapko market ke fundamentals, trading strategies, risk management, aur technical analysis ke bare mein samjhayega. Neeche diye gaye steps aapko guide karenge ke kaise aap Forex trading ka course start kar sakte hain:

            1. Basic Understanding:

            Sab se pehle, aapko Forex market ke basics ko samajhna hoga. Ismein currencies, exchange rates, trading sessions, aur market participants shamil hain.
            2. Choose a Reliable Source:

            Ek reliable aur reputable source choose karein jahan aapko sahi aur accurate information mile. Aap online courses, books, ya phir seminars ka istemal kar sakte hain.
            3. Learn Market Analysis:

            Market analysis ka istemal karke aap market trends ko samajh sakte hain. Ismein technical analysis, fundamental analysis, aur sentiment analysis shamil hain.
            4. Practice with Demo Account:

            Demo trading account ka istemal karke aap apni trading skills ko practice kar sakte hain bina real money invest kiye. Aapko demo account mein virtual funds milte hain jisse aap real-time market conditions par trading kar sakte hain.
            5. Understand Risk Management:

            Risk management ke concepts ko samajhna zaroori hai taake aap apne trading risks ko minimize kar sakein. Ismein stop-loss orders, position sizing, aur risk-reward ratio shamil hain.
            6. Develop a Trading Plan:

            Apne trading goals aur preferences ke mutabiq ek trading plan develop karein. Ismein aapki trading strategy, risk tolerance, aur entry-exit rules shamil honge.
            7. Stay Informed and Updated:

            Forex market ke latest updates aur news ko track karte rahein. Economic calendar aur market analysis reports ka istemal karke aap market trends ko samajh sakte hain.
            Forex trading course ka maqsad aapko market ke tareeqe aur trading concepts ko samajhna hai taake aap successful trading decisions le sakein. Lekin, yaad rahe ke Forex trading mein risk hota hai, isliye hamesha apne risk tolerance ke mutabiq trading karein aur hamesha apne financial goals ko dhyan mein rakhein.





            اب آن لائن

            Working...
            X