Yeh Review Bhains per mubni hai(Title Edited By Rizwan Trader)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh Review Bhains per mubni hai(Title Edited By Rizwan Trader)
    ye Review buffalo par mubni hai.
    asslam.o.alaikum
    ham ap ko ajj ik isy janwar k barry main batny ja rhy hai jo k bahot ziada dodh dit hai or os k to karcha hai wo bhe koch ziada nahi hai hmara ye review buffalo per mubni hy dosto ye daisi buffalo black colour men hoti hein aur agr aap inke farum bnain to qaffee paise kma skte hein .ap in k oper ik bar paisa invest karty hain to ap jo investment hai wo doodh bech kar bhe niakl skty hain chand month k onder onder yeh dasi mahol main rkhi jati hai or chara bhe aam ghass bhoos khati hai jisy k barseen,jodal,makai waghira .in ke kuch fayde aur nuksaanat aapko is review ki madad se apko bataunga.
    Faide (Advantage);
    1. dear friend inka wazan bahut ziada hota hy in sey ham ko bahot ghost hasil hota hai.
    2. Dosto daisi buffalo ka doodh bhi bahut ziada hota hy.
    3. aap inko apne ghar mein bhi rakh skte hein.noramal mahol main jesy k or janwar rkhy jaty hain.
    4. Ap inke chutey bachy pall kr qafee ziiyada paise bna skte hein.
    5. yeh dasi ghas bhoos khti hai .in ko khal dalny ki zarort nahi .
    Nuqsanat (Disadvantage);
    1. Dosto ye buffalo qurbani kelye istimal ni ki jati.
    2. in ki price 80 hazar sey 250000 tak hoti hai.
    2. dear friend ye daisi buffalo khurak bahut ziada khati hein.ghas bho waghaira degr janwar ki nisbat.
    note
    buffalo jis ko ham apni sariki ya urdu main manjhh bhe khty hain yeh kaly or gadry(mail khora white ) color main hoti hai
    information for Beginners
    Complete Forex Knowledge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ye Review Buffalo par mubni hai.

    Advantages:
    Dear buffalo ke bahut jyada advantages hai aur Agar aapane buffalo ghar par rakhe hain to Fir aapko Pata Hoga Ki ismein Milke Kitni badi galti hoti hai aur milk se aap Kitna Jyada fayda Utha sakte hain milk aapka main bhi use kar sakte hain aapko Priya aap ko padta hai aur FIR aap Agar buffalo ke milk ko bhejte Hain tab bhi aapko bahut jyada fayda hota hai Kyunki Jo acchi profile Hoti Hai vah kam se kam Ek buffalo 20 25 kilo Se Jyada milk deti hai aur Agar 20 25 kilo milk daily ho to aapko Kafi Achcha fayda ho sakta hai aur Agar aapane buffalo Ghar Mein Rakha hua hai aur vah bacche bhi Deti Hai To fir aapko bahut jyada fayda hai Kyunki aap bacche ko padhakar kar Sel kar sakte hain aur sale Karke Kabhi Jyada amount aap ko Hasil ho sakti hai so buffalo ke bahut jyada fayda hai
    Disadvantages:
    Agar aapke ghar mein Jagah Nahin Hai To fir aap falo Nahin Rakh sakte hain Kyunki yah Jagah rakhne ke liye bahut jaruri hai aur isko per Jara bhi isko food dalna padta hai
    • #3 Collapse

      Re: ye Review Buffalo par mubni hai.

      dear friends,buffalo ka relations asal farmers k sath hay jis farmers k pass achi achi buffalo hain usko kam mehnat main double faida milta hay,aik jub kabhi yeh jawan honay k baad apni keemat ko dugna karty hay aur jub yeh achay milk say apnay malik ki bhook aur payas ko khatam karty hain,aik farmer jitni mehnat aik saal main karta hay us say kai gunna usay aik saal main aik buffalo k sail karnay say hasil ho jaty hay is liye ham utna ziada acha faida in say hasil nai kar saktay hain jitna aik farmer achay tareekay say iski care karta hay,in main say kuch aisi nasal ki bhi buffalo hoty hain jo sab say ziada aur garrha mil daity hain agar hamko unki pehchaan ho jaye to ham aur bhi ziada achay tareekay say in say faida hasil kar saktay hain,kuch farmers in k lain dain ka bhi business kartay hain unko bhi in say achi earning mil jaaty hay,to apk aur mairay khayal say yeh bahut he acha business hay so hamko is main zarur interest laina chaye.
      • #4 Collapse

        Re: ye Review Buffalo par mubni hai.

        Buffalo jes ko urdu me bhens kaha jata hay es bary me app ka review bahot hi acha hay ye bahot hi zeyada doodh deti hey aur sab se achi bat ye hay key ye din me 2 time zeyada limit ka doodh de sakti hey agar 1 time es key doodh deny ki bat ki jaye to kam se kam be 10 kilo ka doodh deny me kamyab ho sakti hay aur esi tarha ye 2nd time be din me etna hi ya es se koch kam doodh de sakti hey, agar apna dairy form bana leya jaye aur kam se kam 5 buffalo raky jaye to ham doodh ki supply market me be kar sakty hey es se daily income me bahot hi ezafa ho sakta hay.
        Click image for larger version

Name:	download.jpg
Views:	1
Size:	10.1 کلوبائٹ
ID:	12327029
        Last edited by ; 11-05-2020, 04:47 AM.
        • #5 Collapse

          Re: Yeh Review Bhains per mubni hai(Title Edited By Rizwan Trader)

          Hi friends umeed hay kay ap sab thak hon gay or ya review bhains per mubni hay bhains ka bacha kam iaz kam teen sall kay ander bhains banti hay or in kay oper bot zaida manat ke jati hay or ya boot zaida dodg dati hay or in kay boot zaida faday hain
          ADVANTAGE
          Bhains boot zaida dodh dati hay jo ap faroket kar kay pacy kma sakty hain
          Bhains ko goust bi boot shok say khaia ga ta hay or app in ko farkot bi kar sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Yeh Review Bhains per mubni hai(Title Edited By Rizwan Trader)

            Assalamu Alaikum dear friend Bhains pet animal hai all world mein bahut se pet animal form banae Jaate Hain jeans se Bahut fayda uthaya jata hai Pakistan aur India mein Bhains gharon mein Pali Jaati yeah village side per Pali Jati Hai city mein log bahut kam Bhains palte Hain Bhains Ek bahut benefit animal hai Iske bahut se fayde Hain Chale Aaye Iske advantage yani fayde per baat karte hain.
            Fayda,
            Bhains bahut hi mufeed Janwar hai is ko aap apne ghar mein Rakh sakte hain acchi nasl ki Bhains 8 se 10 kilo dudh Deti Hai hi dude se dahi aur Aur Makan banaya jata hai dudh se aur bhi Bahut Si dairy Kis chij Se banti hai Jaisa ke butter cheese dahi Desi Ghee banta Hain 5 yah6 Achi nasal ke bhanisay hon to ap na Ka dude sale Kar k Acha kasha pasia kama saktay hy yah Ek bahut faydemand business hai Bhains ke dudh mein calcium vitamin protein bahut miqdar Mein Hote Hain jinko istemal karne se aap ki bones majbut hoti hain calcium ke in take ke liye milk best source hai kids child or old man daily basis per bahut jaruri hai dudh Peene se bacchon aur Bazargo ko bahut fayda Hota Hai dudh Pina Har Umar Ke Liye bahut jaruri hai Nahin to aap iron ki Kami Ka Shikar ho sakte hain calcium aur vitamin D ki bhi Kami Ka Shikar ho sakte hain jisse aap chirchirapan thakawat aur bahut se missile Ka Shikar ho sakte hain. Bhains ghar mein Palna ke ke nuksan per baat karte hain.
            Nuksan,
            Bhaskar Mein paalne ke nuksan bhi ho sakta hai Agar aapke pass proper Jagah Nahin Hai Tu Aap pareshani Ka Shikar ho sakte hain garmiyon Mein dhup Se bachne Ke Liye Jagah chahie hoti hai aur sardi mein Garam Jagah chahie hoti hai jo ke ghar mein provide karna Mushkil Hai Bhains ki khurak ka vah bhi Ye khayal rakhna padta hai munasib chara na milne ki vajah se Bains kamjor Ho Jaati Hai aur aap aap ke dudh ki requirement Puri nahin kar paati Bhains rakhne ke liye aapko iski Safai ka khayal rakhna padta hai choker khal bhuasa aur Phatay Ka Intezar karna padta hai jo ke sirf Gaon Mein hi available ho sakte hain Agar dudh ke liye aap isko injection lagayenge tu ja Aastha Aastha dudh Dena kam Kar Degi is se aap ko nuksan ho sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: Yeh Review Bhains per mubni hai(Title Edited By Rizwan Trader)

              ye review bhains per mubani hai aj kal her gher ki zaroorat milk hai bhot c product mn milk ka istamal kia jata hai ghereelo zororiyat ko poora .kerny k liay es ka istamal kiya jata hai
              aj k es topic mn ham bhens k bary mn discues kren gy bhens ek palto janwer hai es cy ham milk hasil krty hain aur ghosht b lety hain ye din mn 10 cy 12 kilo milk dety hai hamara mulk
              zarai mulk hai es mn bhens ki tadad bht ziada hai es ki deffrent eqsaam hain maslan neeli ravi ki bhens ye bhensein bhot ziada dodh dety hain diffrent elaqo mn enki milk ki piada war defrnt hoty
              hai

              jo log sirf bhenso per inhasar krty hain wo en ko acha chara dalty hain aur un cy ziada milk lety haIN milk hamari ghizayat ko poora krny k liay aham juz hai hamary jism mn tawanai ko bahal kerny
              k liay es ki zaroorat hoty hai bhains bahut hi mufeed Janwar hai is ko aap apne ghar mein Rakh sakte bhains boot zaida dodh dati hay jo ap faroket kar kay pacy kma sakty hain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Yeh Review Bhains per mubni hai(Title Edited By Rizwan Trader)

                Assalam walekum Pyare bhai jaan pet animal hai aur world mein bahut se pet animal proform banae Jaate Hain Jin se bahut hi fayda uthaya Jata Hai Pakistan aur India mein Bhains gharon Mein Pali jaati hai aur village side papa Re jaati hai aur city mein log bahut hi kam Bhains palte Hain Bhains Ek bahut hi benefit animal Hai Iske bahut se fayde Hain Chali Aaye Ham Iske aapke Samne Kuchh fayda Nahin Karte Hain

                Advantage

                Bhains bahut hi infer Janwar Hai Isko aap apne ghar mein rakh sakte hain aur acchi nasl ki Bhains 8 se 10 kilo dudh deti hai aur dudh se Dahi Aur Makan banaya jata hai aur Dur Se Aur Bhi Bahut Der diary Kis chij Se banati Jaati Hai Jiske bahut hi better choice De De desi ghi banta hai aur 5 ya 6 acchi nasl ki Bhains ho to aapko aur dudh Chale kar sakte hain Achcha Khasa Paisa Kama sakte hain Ek bahut hi faydemand business hai aur Bhains ke dudh Mein vitamin Pareshan bahut hi miqdar Mein Hota Hai jinko Ham istemal karne se aapki Bhains majbut hoti hai aur cal Ki Kyon unke intech ke liye milk best score Hai kids child aur Oldman daily base per bahut hi jaruri hai ki dudh Peene se bacche Aur badagaon ko bahut hi fayda hota hai aur dudh Pina Har Umra ke liye bahut hi jaruri hai Nahin to aap iron ki Kami Ka Shikar ho sakte hain aur cal ko kyon aur vitamin D ki bhi Kami Ka Shikar ho sakte hain jisse aapko Cherry Chip N thakawat aur bahut se masale Ka Shikar ho sakte hain to ghar mein aapko chahie ki aap Inko Palan iska Koi nuksan Nahin

                Nuksan

                Bhains paalne ka nuksan bhi ho sakta hai Agar aapke pass proper Jagah Nahin Hai To Aap pareshani Ka Shikar ho sakte hain garmiyon mein dhup se bachane ke liye aapko Jagah chahie hoti hai aur sardi mein garm Jagah chahie hoti hai jo ke ghar mein prabhavit karna Mushkil Hai To Pyare bhai jaan Bhains ki khurak ka vah bhi Khyal Rakhna padta hai aur munasib chadhana milane ki vajah se Bhains kamjor Ho Jaati Hai aur aap ke dudh ki requirement Puri nahin kar paate to Bhains rakhne ke liye aapko iski Safai Ka Khyal Rakhna padta hai kyon kar cal Tere

                اب آن لائن

                Working...
                X