jaiza: data aur news ke Forex trading per effects?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza: data aur news ke Forex trading per effects?
    Forex trading Mein Jahan per technical demand-supply currency ki kimat per Asar Andaz Hoti Hai vahan Mulkon Kemon achi se achi Aur Ekk Tu shaadi Halat Aise hote hain Halke bajao ka Mulkon ki mausi se Aisi aur Ekta shaadi Surat HAL currency vagaira ki kimat mein bahut jyada tabdeeli ki vajah banti hai

    Example

    Mulak Sadar ki tabdili

    Mulk ke Kharja policy email tabdeeli

    Mulk Ki siyasi Surat HAL

    Mulkon ke Darmiyaan jang chirh Jane Se

    A Mulk mein byrozgari aur sood ki sharab mein kam kam Ho Jaati

    Forex trading Mein country Ki Surat HAL ka ek Aham kirdar hai jo ke currency ki kimat mein utaar chadhav Par Asar Andaz Hota Hai

    example

    Euro USD

    USD JPY

    GBP USD

    USD CHF



    Pakistan Forex forum is the best forum
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza: data aur news ke Forex trading per effects?

    Economic calendar ki news events ya per koi be daily important news ka effect Forex market par bahot zeyada hota hay, agar government ki taraf se policies me changing be ki jati hey to es ka asaar be currencies par hota hay, hamy har tarha ki news updates hasil karny key ley mehnat karna chaye es ka advantage Forex market me hamy profit ki sorat me mil sakta hay,

    1. Political statement se related news
    2. Economic events news
    3. Supply and demand se related news

    ye esi news hey jes ka asaar Forex market par usi time ho sakta hay jes time ye news release ho jati hey aur koch news jo key low impact kar sakti hey es ka asaar koch time key bad ho sakta hay.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza: data aur news ke Forex trading per effects?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: asadbilal056 پيغام ديکھيے
      Forex trading Mein Jahan per technical demand-supply currency ki kimat per Asar Andaz Hoti Hai vahan Mulkon Kemon achi se achi Aur Ekk Tu shaadi Halat Aise hote hain Halke bajao ka Mulkon ki mausi se Aisi aur Ekta shaadi Surat HAL currency vagaira ki kimat mein bahut jyada tabdeeli ki vajah banti hai

      Example

      Mulak Sadar ki tabdili

      Mulk ke Kharja policy email tabdeeli

      Mulk Ki siyasi Surat HAL

      Mulkon ke Darmiyaan jang chirh Jane Se

      A Mulk mein byrozgari aur sood ki sharab mein kam kam Ho Jaati

      Forex trading Mein country Ki Surat HAL ka ek Aham kirdar hai jo ke currency ki kimat mein utaar chadhav Par Asar Andaz Hota Hai

      example

      Euro USD

      USD JPY

      GBP USD

      USD CHF



      Pakistan Forex forum is the best forum
      Forex trading main har country ki currency ki price up ya down is ki economic conditions or political situation sy up ya down hoti rehti ha jis country ki economic ache ho currency strong hoti ha or isi tahra government ache ho ache policy banany or in pe sahe kam kary to bi currency strong hoti ha jab k economic conditions kharab ho rehe ho ya country main government sahe kam ni karti ha sahe policy ni banati ha ya in pe sahe kam ni karwa sakti ha to bi currency weak hoti ha is ley humy trading karty waqat jis pair main trading karni ho us ki news pe tawaja honi chae ha ta k hum ache trading kar saken or humy loss na ho balky acha profit hasil ho
      • #4 Collapse

        Re: jaiza: data aur news ke Forex trading per effects?

        Forex trading business aur market pay news ka bohat asar parta hai. News aur data ki wajah say effect hota hai. Jab koi news market mai aati hain tou uss ki wajah say investors ko tension ho jaati hai aur usi tension ki wajah say investors bohat ziada selling ya bohat ziada buying kerna shuru ker daitay hain. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai kiyu kay jab news ki wajah say market mai big movement hoti hain tou individual traders ko bohat ziada loss aur profit hotay hain aur loss unn traders ko hotay hain jo trades kernay say pehlay market ko sahi read nahi ker saktay hai aur wrong entries ker laitay hain. Isi Tarah jo traders sahi market reading Ker laitay hain wohi traders ziada profit Bana laitay hain. Forex market pay news ka bohat ziada asar hota hai aur isi Tarah jab koi data announce hota hai tou ussi wajah say bohat saari market settings aur limits change ho jaati hain. Iss liye traders ko news aur data ko bhi saath saath monitor kerna chaiye
        • #5 Collapse

          Re: jaiza: data aur news ke Forex trading per effects?

          Jab Bhi Kisi country se related data release hota hai to usse Forex trading market per bahut jyada ifect hota hai aur usse country ki currency ki value bahut jyada aap yah down Hoti Hai Is Tarah Ki Jab Bhi Koi new sakte hain to Forex trading market per bahut jyada effect hota hai aur use currency pair Mein volatility bhi bahut Salon Ho Jaati Hai Aise time per trading karna Kafi Jyada aur iski ho jata hai agar ham market se related Aane Wale data aur news ki proper information Hasil kar len aur news per impact ko understand karne to hamare liye trading karna aur trading se profit banana bahut jyada Aasan ho jata hai
          • #6 Collapse

            Re: jaiza: data aur news ke Forex trading per effects?

            Assalamualaikum Forex trading members agar aap fundamental analysis ke bare mein discuss kar rahe ho to ismein main apni taraf se kuchh information add karna chahta hun Forex trading market mein fundamental news ki importance bhi zyada hai agar aap Forex trading market ko completely study karna chahte ho to aapko daily basis per economic calendar ko bhi study karna hoga aur uski update aapko maloom honi chahie aapko pata hai ki economic calendar bahut hai aur economic calendar mein Forex trading market ki news batai jaati hai ke kaun kaun si news kab kab release honi hai aur unki importance kya hai Forex trading market mein political issues election campaign natural disasters inflation employment ratio unemployment issues currency interest rates building permits private business sector or government business sectors ke bare mein hamare pass information honi chahie Forex trading market mein ine use ka zeyada impact hota hai aur news release hone ke bad Forex trading market fast ho jaati hai aur volatility aati hai
            • #7 Collapse

              Re: jaiza: data aur news ke Forex trading per effects?

              Bilkul dear aap ne ache baat ki Hai bohat sare matters aise hoty jo markeet ko kisi na kisi way mein effect kr rahe hoty hain aur humen Agar apni trade ko successful bnana Hai agar humrin ache trading krni Hai to humen in sub matters see relevant information ky baare mein learn krna ho GA is ko samajhny ki koshish krni ho ge otherwise hum apni trade Mein loss ka samna kr sakty hain aur aik acha trader khud ko aisi information see Har waqat bakhabar rakhny ki koshish krta Hai kyun KY woh janta hai ky yeh information us ki trading Mein bohat help kr sakti hai is waqat Agar dekha Jae to corona virus ki wajah see bohat sare countries ki markets crash ho rahe hain log bhok see Mar rahe hain is ky ilawa Saudi Arabic ky halaat bhi bohat kharab ho rahe hain jis ki wajah se Agar dekhen to market bohat disturbed hai humen is waqat bohat sooch samajh kr kaam krna ho GA warna hum kabhi bhi apni trade ko loss Mein janny se nahi bcha saken ge aur na he ache kamyabi ko possible banaa Saken ge is waqat humen koshish krni chaheye KY short term trading kren ta ky hum kam time mein Apna target achieve kren aur apni market Mein se nikal jaen aur apni practice ko baqi ka time dyn is is mein hmare liye ache kamyabi ho sakti hai
              • #8 Collapse

                Re: jaiza: data aur news ke Forex trading per effects?

                Assalamu Alaikum dear friend Jab Kisi country se related data delete hota hai to usse Forex trading market per bahut jyada ifect hota hai aur use country ki currency ki value bahut jyada up ya down hoti hai Is Tarah Ki Jab Bhi Koi news hain to Forex trading market per bahut jyada ifect hota hai aur you hai use currency pair mein bolati bhi bahut salon Ho Jaati Hai is time per trading karna Kafi Jyada aur risky ho jata hai agar Ham market se related Aane Wale data aur news ki proper information Hasil karne aur newspaper impact ko understand karne to hamare liye trading karna aur trading se profit banana bahut jyada Aasan ho jata hai
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza: data aur news ke Forex trading per effects?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: asadbilal056 پيغام ديکھيے
                  Forex trading Mein Jahan per technical demand-supply currency ki kimat per Asar Andaz Hoti Hai vahan Mulkon Kemon achi se achi Aur Ekk Tu shaadi Halat Aise hote hain Halke bajao ka Mulkon ki mausi se Aisi aur Ekta shaadi Surat HAL currency vagaira ki kimat mein bahut jyada tabdeeli ki vajah banti hai

                  Example

                  Mulak Sadar ki tabdili

                  Mulk ke Kharja policy email tabdeeli

                  Mulk Ki siyasi Surat HAL

                  Mulkon ke Darmiyaan jang chirh Jane Se

                  A Mulk mein byrozgari aur sood ki sharab mein kam kam Ho Jaati

                  Forex trading Mein country Ki Surat HAL ka ek Aham kirdar hai jo ke currency ki kimat mein utaar chadhav Par Asar Andaz Hota Hai

                  example

                  Euro USD

                  USD JPY

                  GBP USD

                  USD CHF



                  Pakistan Forex forum is the best forum
                  Dear ais market mai bahot sari news aati hai jin ki waja se ais market mai moment hoti hai ap ne agar ais market mai trade lagani ho to ap ko ais market mai currency par analysis karny hoty hai aor aus k sath ap ko news ko read karna hota hai tab hi ap ais market mai data ko read kar lety hai to aus k baad ais market mai ap achi trades laga skaty hai ap ko ais market mai kaam karna ho to ap ko ais market mai news k time par jis pair par trade karni ho agar aus ki koi news aye to aus par ap ko trade nai lagani chaye ap agar ais market mai trade lagaty hai to ap ko ais market mai news k time par market ki moment ka andaza nai hota k market ne kitni moment karni hai ap ais market mai agar news ko parh k trade kary to ap ko faida ho jata hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza: data aur news ke Forex trading per effects?

                    Dear member forex main 3 news bahut effective Hoti Hai Kyunki vah news Jo market per depend karte hain aur Market ke change hone ki vajah bante Hain. Use Forex trading market per bahut hi aser Andaz hote hain Forex Mein Bahut Si news Aise hote hain jinki vajah se market Hamen Achanak se Move karti Nazar aati hai isliye Ham Agar forex mein news ko update karte hue Apne trading Karen tu Ham Forex main use ke according Apna Kam Karke market ko samajh sakte hain ki market Kis vajah Se change Hui Hai Jab Ke Forex Mein Mulki halat mein badi changing ki vajah se bhi news Aate Hain Jo ke forex market per Asar dalty hote hain aur Aise news Hamen watch karne ke bad apni trading karne chahye ta k Hamen Forex Mein loss Na Ho aur ham Forex Mein Achcha profit Hasil Karen Jab Ham news ko Dekhte Hue Apna trading Faisla Karte Hain To Ham Forex Mein Achcha kam kar sakte hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza: data aur news ke Forex trading per effects?

                      news k oper traiding .
                      news k oper wohi log traiding kar skty hain jin ka traiding main barra experiance hota hai or wo log demo account par news k sath traiding karty rhty hain ik begnnier ya jis k pass koch traiding ka tajaraba ho to wo news k oper traiding nahi kar skta hai .
                      news k oper traiding ko ham fundamental analysis bhe khty hain jo expert hoty hai profissional traider wo news ki movemnet sey bahot ziada faida utha ty hain or bahot ziada profit kamty hain kiun k ap ney dekha hoga k kai bar news k oper USD ya Eur jise pair ik ik mint main 200 ,300 tak ki movement kar dalti hai isy main agar ik expert traidier kam kary ga jis ka ziada experince hoga to wo bahot acha paisa kama skta hai.
                      kise country ki political or economices news ka bahot ziada efects hota hai markets par .
                      information for Beginners
                      Complete Forex Knowledge

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X